Oil kitna din se white hua hai. Jyada din white oil hone se clucth plate ke leather khrab ho kar tutne lagta hai aur lasting nahi dega. Yadi jyada din nahi hua hai to white oil drain karke stainer filter saaf karne ke baad oil cooler ke inlet and outlet hose ko khol kar air pressure se saaf karne ke baad 10-12 litre kerosene oil daal kar karib 2 baar fitting wapis karke engine start karke idle par nikaal do. 1-2 baar karne se agar whiteness chala gya to theek hai. Oil pressure valve ko khol kar wahan se oil nikalne do . Torque converter me jo oil hai wo new transmission oil ko khraab kar dega jab tak torque ka oil white rahega.
Thnk u sir ji meri Machine me bhi same yhi hua h transmission oil leak ho rh th pump khola to bearing tuta hua h 🙏
Kya Mahindra ka bs4 ka vx acha he ya nahi uske parts Bi milte he
Dhanyvad sar
Bearing remove kese Kiya transmission se
Bhaiya... Vibration kis tarah se hoti hai batayenge kya..... Mere jcb me bhi ek type se aavaj ati hai
Bhai aaj pump change karte vaqt mera bhi yahi problem tha. Bearing kharab ho chuki thi. Iss bearing ko kaise nikala jata hai? Iska koi video nahi hai?
Bhi jcb 4x4 wheel not working problem kya ha
Yh bearing tuttha ku h kya karde h iske tutne ka
Plz pump ka kaise seal kit dalte ho barao bhai
2019 model extra easy sift maychin ke error code kyo aata hai kuchh jankari de dijiye ga
Bhai tum hara name or number mile sakta h or Mumbai may aake Kam karo ga kya pls reply me
Transmission Oil white ho gaya hai kya usame pani gaya hai kya
Oil kitna din se white hua hai. Jyada din white oil hone se clucth plate ke leather khrab ho kar tutne lagta hai aur lasting nahi dega. Yadi jyada din nahi hua hai to white oil drain karke stainer filter saaf karne ke baad oil cooler ke inlet and outlet hose ko khol kar air pressure se saaf karne ke baad 10-12 litre kerosene oil daal kar karib 2 baar fitting wapis karke engine start karke idle par nikaal do. 1-2 baar karne se agar whiteness chala gya to theek hai. Oil pressure valve ko khol kar wahan se oil nikalne do . Torque converter me jo oil hai wo new transmission oil ko khraab kar dega jab tak torque ka oil white rahega.
Osh ka radiator ma jo lagh ha pip ki tanki lake ho gi ha
सर आमची जेसिबि लोड वर येतय
Jcb एकसाइड होता है तो हाइड्रोलिक पंप के पास से vavrate करता है । उसका बेयरिंग बिना खोले कैसे देखे की ठीक है की nhi