Ap ny rula dia myri mama mjh sy bht close nhi then mgr ab jb sy old age ki trf ja rahi hen mjhy sath lipta lyti hen bilkul choty bchoun ki tra tb dil muthi ma a jata hy k Hayyyy ya chaly jaiien gi ak din
Yeh suddi maan baap ki khidmut mein kummi aur ghuflut ki pashemaani aur puchtawaay ki hy. Allha sy dua karien ky vo hum sy iss khidmut mein kummi , ghuflet , bay perwahi ,ka hissab na ly. Apnay aulia ky sadaqy mein . AMEEN MAAN BOHET BAREEQI SY AULAD KA HER ACT DAIKHTI HY. mujhay khud gult ho jaati hy ky mein ny apni maan aur bivi bachon mein islam ka hukkum dia huwa salook ko BALANCE na ker sca, Aisay hee tuo nahi hukkum ky maan baap ko khush dilli ky saath daikhna bhee ibadut hy. Koi dunya mein bay hissab berket chahta ho vo apni maan ki khidmut ker ky qudrat ki maherbani daikhay,aisay aisay raastay AASAANI ky khultay hein,ky zindagi mein aik lehma ky liay bhee mushkil paish na aaiey gi. Loagon ko request hy ky ager oon ky maan baap hayaat hein tuo khoob qader karien. Dunya ky saath AKHRUT bhee hasil ho gi.
Aap ke Ammi nahi asal me aap Khush Kismat ha..maa ke farmabardar aulad bakht wali hote ha warna aj Kal ke baite ke liye maa aor baap ko Gali dena .marna koi bare baat nahi.boht aulad ha Jo maa baap ke qader krti ha
زندگی کا وہ وقت جب ان کی ماں کو ان کی اشد ضرورت تھی اس وقت یہ شوبز کی دنیا میں مست تھیں بشرہ انصاری اور اسما یہ دونوں بیٹیاں اپنی ماں کو اپنے ساتھ کراچی کیوں نہیں لے کر گئیں دنیا سے جانے سے کافی عرصہ پہلے تو ان کی امی نے ان سے بات کرنا بھی چھوڑ دی تھی یہ ان کی بےبسی کی انتہا تھی یہ بس ہر پروگرام میں بس یہ ہی ایک سی باتیں دہراتی رہتی ہیں ان لوگوں کا دین ایمان صرف اور صرف پیسہ ہے آخری وقت میں انہوں نے ماں کو کیوں چھوڑا انہوں نے تو چلے ہی جانا تھا ۔
Kisi ko b begar jane is tarha nahi likhte har insan ke apne masayal hote hn hum in ki batu se boht kuch sikhte hn hum in ki batu se rilate ker sakte hn jin ke b apne walden is dunya se ja chuke hn un ki yad jab b ati he hum udas ho jate hn bus hum ulad un ke jane ke bad un ke lie sadka ker sakte hn talawat ker sakte hn un ke lie hum kuch nahi ker sake jitna unhu ne hamare lie kia 😢😢
ماں باپ کی خدمت نصیب والوں کو نصیب ہوتی ھے
بالکل ایسا ہی ہے کہ ماں باپ کے کمرے ساری عمر انہیں کے نام سے پہچانے جاتے ہیں
آپ بہت مُقدر والی بیٹی ہیں.
Very beautiful Ajrak dress
God bless u I stay 30 year with mother and father in law and my father all gone now same like your mum 90 years u r God gifted
Asma apa ap ki aur mairy stori Sam Hy mairy Ami bhi Mary sàth rhin aur waqy màa k dam Sy ronq thi ab sab khatm ho gy
Ap ny rula dia myri mama mjh sy bht close nhi then mgr ab jb sy old age ki trf ja rahi hen mjhy sath lipta lyti hen bilkul choty bchoun ki tra tb dil muthi ma a jata hy k Hayyyy ya chaly jaiien gi ak din
Yeh suddi maan baap ki khidmut mein kummi aur ghuflut ki pashemaani aur puchtawaay ki hy. Allha sy dua karien ky vo hum sy iss khidmut mein kummi , ghuflet , bay perwahi ,ka hissab na ly. Apnay aulia ky sadaqy mein . AMEEN
MAAN BOHET BAREEQI SY AULAD KA HER ACT DAIKHTI HY. mujhay khud gult ho jaati hy ky mein ny apni maan aur bivi bachon mein islam ka hukkum dia huwa salook ko BALANCE na ker sca,
Aisay hee tuo nahi hukkum ky maan baap ko khush dilli ky saath daikhna bhee ibadut hy. Koi dunya mein bay hissab berket chahta ho vo apni maan ki khidmut ker ky qudrat ki maherbani daikhay,aisay aisay raastay AASAANI ky khultay hein,ky zindagi mein aik lehma ky liay bhee mushkil paish na aaiey gi. Loagon ko request hy ky ager oon ky maan baap hayaat hein tuo khoob qader karien. Dunya ky saath AKHRUT bhee hasil ho gi.
❤
background music bht irritating hy
Aap ke Ammi nahi asal me aap Khush Kismat ha..maa ke farmabardar aulad bakht wali hote ha warna aj Kal ke baite ke liye maa aor baap ko Gali dena .marna koi bare baat nahi.boht aulad ha Jo maa baap ke qader krti ha
Where is Abbas sahib
Ab mam ka ya asma ka ghr Hy apna kha hy
Khandani logo ki khandani batain ❤
زندگی کا وہ وقت جب ان کی ماں کو ان کی اشد ضرورت تھی اس وقت یہ شوبز کی دنیا میں مست تھیں بشرہ انصاری اور اسما یہ دونوں بیٹیاں اپنی ماں کو اپنے ساتھ کراچی کیوں نہیں لے کر گئیں دنیا سے جانے سے کافی عرصہ پہلے تو ان کی امی نے ان سے بات کرنا بھی چھوڑ دی تھی یہ ان کی بےبسی کی انتہا تھی یہ بس ہر پروگرام میں بس یہ ہی ایک سی باتیں دہراتی رہتی ہیں ان لوگوں کا دین ایمان صرف اور صرف پیسہ ہے آخری وقت میں انہوں نے ماں کو کیوں چھوڑا انہوں نے تو چلے ہی جانا تھا ۔
Ye bakwas hai