one question regarding this lecture answer please. " kaha gaya kay agar tabiat zanhan par hawi ho jaye to nafaas ma bigar paida ho jata ha. to kia zahan ki collections final houn gi? zahan kia zameer ka naam ha? aur agar zahan mind kay manni ma ha to kia selfish hona bhi to zahan kehta ha chahe tabiat alag faisla he sunna day? iss nuqtay ki religion aur tassawaaff kay paradigm ma wazahat darkar ha?
zehan sai muraad "Shaoor e huq" hai.. Jis ke origin fitrut sai Howe ho.. to aisa zehan aap ko ghair akhlaqi taleem nahi dai sukta. . baqi baat rahi Selfishness ke, tou agar yeh zehni ha (not sure). tou per wo zehn fitrut ke usool per kaam nahi kur raha hoga.
Muhammad Uzair Insaan Ki Asal Shakhsiat Us Ki Fitrat Hy Ya Uska Shaoor?? Insaan K Afaal Eski Tabiat K Taby Hain Ya Uske Shaoor K?? Insaani Tabiat Or Fitraat Sy Aapki Muraad Uski Wahbi Jibilat Hy? Ya Kuch Aur?? Ya Aap K Nazdeeq Insani Ki Fitrat Wahbi Nahi Bal K Iqtasabi Hy?
Omer Rana is he isn't saying to pretend to like people you dislike. He is rather saying that one should behave in a good way with someone even if he dislikes him. To not obligate the moral code with even somebody u don't like
Ma sha Allah
Jazakallah khair HAZRAT
Mashallah, very deep lecture with beautiful/polished language.......Allah karay zore bayan aur ziyada
Jazak Allah Javed sb.
Please put subtitles 🙌
one question regarding this lecture answer please. " kaha gaya kay agar tabiat zanhan par hawi ho jaye to nafaas ma bigar paida ho jata ha. to kia zahan ki collections final houn gi? zahan kia zameer ka naam ha? aur agar zahan mind kay manni ma ha to kia selfish hona bhi to zahan kehta ha chahe tabiat alag faisla he sunna day? iss nuqtay ki religion aur tassawaaff kay paradigm ma wazahat darkar ha?
zehan sai muraad "Shaoor e huq" hai.. Jis ke origin fitrut sai Howe ho.. to aisa zehan aap ko ghair akhlaqi taleem nahi dai sukta. .
baqi baat rahi Selfishness ke, tou agar yeh zehni ha (not sure). tou per wo zehn fitrut ke usool per kaam nahi kur raha hoga.
Muhammad Uzair Insaan Ki Asal Shakhsiat Us Ki Fitrat Hy Ya Uska Shaoor?? Insaan K Afaal Eski Tabiat K Taby Hain Ya Uske Shaoor K?? Insaani Tabiat Or Fitraat Sy Aapki Muraad Uski Wahbi Jibilat Hy? Ya Kuch Aur?? Ya Aap K Nazdeeq Insani Ki Fitrat Wahbi Nahi Bal K Iqtasabi Hy?
kia definition ghat'ti barhti rehti hai?
6:15
fitrat ashiya ki kham tartib hai?
Isn't this called hypocrisy when we don't like someone and pretend we like him or her?
Munafikat aur bardasht mein kya farak hai Ustad e girami ?
Omer Rana is he isn't saying to pretend to like people you dislike. He is rather saying that one should behave in a good way with someone even if he dislikes him. To not obligate the moral code with even somebody u don't like
please talk in salees urdu somwe can understand you well thank you.
Naseem Khan اردو سيكهيں
urdu asa hai thought apko smj nhi aa rha
Asan ho to smjhna asan ho.bouhat mushkil hai.