Mery pass alto lx 2007 model hai. Compreser cut layte krta hai. Lekin cooling bhut bdiya krti hai car. Koi problem to nhi. Agr layte cut off hota hai compreser
Mere mistri ne bhi pipe line dho k lgaya lekin 10min dhup me raka tha bas, aur ab cooling week h ab ,, pasina ata dopher me,,, ab kia kr skte h koi idea?
Mere pass sam model he bolero ka usme ac salta he magar trip kar jata he jab gadi khadi ho to vo 1 degree tak karta he magar salti gadi me chod rahahe kya karu me Gujarat che hu
Bhai aap har car mai 450gm hi gas kyu refill karte ho, kisi kisi me 560,620,or bolero mai 560gm company recommend karti hai, lekin aap only one can 450 gm refill karte ho....? Aisa kyu bhai ji
Aisa nhi h ki sb gadi me 450gm he dalte h Alto jaise gadi me 350 double AC Wale h 800-850gm baki jisme 500gm aata h usse kuch jyada to usme jyada frk nhi padhta h 450gm dalne se aisa nhi h ki isse cooling Kum ho jayega
Sir Mere pas Swift dizire 2013 PETROL Gadi hai Mene Ac ki service kraayi to uske bad Problem aa rhi hai jab Continue gadi chalti hai tabhi ac kam krta hai Jab Traffic ho and Gadi khadi hoy tabhi ac Bahot bahot slow work krta hai cooling hi nhi deta pankha ki tarah pavan deta hai Likin Agar ham Bina Slow kre gadi without any speedbreaker vale road pe Ac kam krta hai Badme garage vale ke pas gya mene usko bola ki ac ki service krayi uske bad se problem aa rhi hai abhi vo bol rha hai ki compresser change krvana padenga usne bola ki honda ka compress dalonge second hand to issue nhi ayenga And swift ka original dalinge to vapas issue ayenga To mene second hand compresser dalavaya to kuch result nhi mila same problem aa rhi hai Jab ideal condition hoti hai tab pressure 70-80 dikhata hai jab accelerator dabate hai tab 50 ka pressure dikhata hai Mujhe ye samj nhi aa rha hai ki ye problme ac service ke bad hi kyu start huva and second chiz ki compresser change krvaya fir bhi same issue Abhi kya kre compresser original swift vala hi lagvana chaiye ya phir second hand ? Likin second hand compresser already change kr diya hai phir bhi same condition hai to abhi kya krna chaiye??
Sir agr service karne ke bad aaya h Problem to kahi na kahi usme dust rah gya hoga. Isliye shyad compressor ka problem aaya ho Ab sir agr aap second hand Dale h wo b compressor ho skta h sahi na ho, Ideal condition pe low pressure 25-30hona chahiye Ab sir usme aap Alto k series wala ya to dal dijiye ya fir original Sara system change kariye kyuki second hand nhi work karne ka Karan hai aapke system me kachra reh gaya hai. Sbse best rahega sir ki usme aap cooling coil Condenser Expansion valve Compressor sath me change kariye. Tabhi badhiya se kaam karega Ye fir thoda Kum budget me chahte h kaam ho jaye to Condenser new Or compressor second hand wagonr K series wala le lijiye wo kaam kar jayega.
@@ShreeBalajiAuto budget ka issue nhi hai Mujhe result chaiye best par Confusion vaha ho rhi hai ki mene ac valo ko bola ki new compressor dalna chaiye ya second hand to usne suggestion ye diya ki agar new Original swift ka compressor dalonge to kuchh time bad same problem ayenga Ise achha honda ka second hand dalavo do to mene uske suggestions ke sath second hand dalvaya Apka suggestion kya rahenga Mereko best result and Long life vala chaiye agar jyada paisa lagta hai to bhi koi baat nhi par best result chaiye to Abhi mereko kya krna chaiye New compressor ya old And new Me konsa vahi same swift ka hi ya phir other koi ??
Sir original laga dijiye 100%work karega hum log bahut tym se kaam kar rhe h kbhi problem nhi aaya h Lekin compressor condenser cooling coil or expansion valve ye sab sath me change kariye or jitna pipe h usko camical se clean karwa dijiye.
Mery pass alto lx 2007 model hai. Compreser cut layte krta hai. Lekin cooling bhut bdiya krti hai car. Koi problem to nhi. Agr layte cut off hota hai compreser
Koi problem nhi h sir.
Bolero ka heater Kam nahin Karta to kya kya check Karen uske bare mein video banaen
Ok waise usme jyada kuch aata nhi h bs ek Riley h baki hiter ka valve check karna hota h
Amezing Diagnosis sir
Thank you
Sir dezair 14 model tour gaddi colling kam karti hai compressor badlna padega ke coil saf karwani hogi service v krvaya gas v dali baat nhi bni
Compressor badlna padega
@@ShreeBalajiAuto kitne ka ha price
New setup ka kharch 30k tak jayega
Mere mistri ne bhi pipe line dho k lgaya lekin 10min dhup me raka tha bas, aur ab cooling week h ab ,, pasina ata dopher me,,, ab kia kr skte h koi idea?
Sir compressor week ho skta h ek bar low pressure kitna h usko check kariye 30-40ke bich aana chahiye
Meri 2009 model bolero hai non ac , usme ac with heater lagana hai kitna kharch aayega lagbhag . Mari gaadi azamgarh me hai
45-55k
Bhai heater Bolero ka Kam nahin Karta to kya kya problem hota hai video
Ok
Alto car cooling coil saf krna or gas refill krna kitna charge lgta hai laflgbhag
Full dashboard Opening karke 3500without dashboard Opening 2500
Sir coil ka Wall change nahi karna h kya
Nhi sir jab new system change Kiya jata hai tabhi sath me change Kiya jata hai
Sar ji aapki dukaan kaun se Shahar Mein Hai
Siswa bazar Maharajganj Gorakhpur
Kaha par hai sir ye Kam ladke chahiye to hamare pas hai sir
Video ke end me address Diya Gaya hai
Sar ji meri bolero heat problem ho rahi h 5 point bata rah h
2017 power plus h
Radiator fan thik se work nhi kr rha hoga ya fir radiator or radiator ka line chok hoga
@@ShreeBalajiAuto
Thanks
Kaha hai dukan aap sir
Siswa Bazar Maharajganj Gorakhpur Uttar Pradesh
Mere pass sam model he bolero ka usme ac salta he magar trip kar jata he jab gadi khadi ho to vo 1 degree tak karta he magar salti gadi me chod rahahe kya karu me Gujarat che hu
Sir chalte gadi me chhod Raha h to Condenser ko aage se Pani marwa dijiye or gas ek bar check karwa lijiye. Gas jyada hoga to ye dikkat aayega
@@ShreeBalajiAuto sir karva liye hu fit bhi yahi problem
Sir compressor ka magnet coil check karwa lijiye shyad khrab ho gya ho
Srives kar wana hai
Ho jayega sir leke aaye gadi ko
Meri car ki pichi seat k cooling coil m hissss ki sound aati h
Sir cooling coil me kuch fasha hongya fir gas Kum ho skta h
Bhai aap har car mai 450gm hi gas kyu refill karte ho, kisi kisi me 560,620,or bolero mai 560gm company recommend karti hai, lekin aap only one can 450 gm refill karte ho....? Aisa kyu bhai ji
Aisa nhi h ki sb gadi me 450gm he dalte h Alto jaise gadi me 350 double AC Wale h 800-850gm baki jisme 500gm aata h usse kuch jyada to usme jyada frk nhi padhta h 450gm dalne se aisa nhi h ki isse cooling Kum ho jayega
Hme bhi ac thik krwana hai kaha lekr aaye or 2nd hand कंप्रासर ka price kya hai
Video ke end me address number Diya Gaya h contact kar lijiye
Labor cost ?
3500.
Sir Mere pas Swift dizire 2013 PETROL Gadi hai Mene Ac ki service kraayi to uske bad Problem aa rhi hai jab Continue gadi chalti hai tabhi ac kam krta hai Jab Traffic ho and Gadi khadi hoy tabhi ac Bahot bahot slow work krta hai cooling hi nhi deta pankha ki tarah pavan deta hai Likin Agar ham Bina Slow kre gadi without any speedbreaker vale road pe Ac kam krta hai
Badme garage vale ke pas gya mene usko bola ki ac ki service krayi uske bad se problem aa rhi hai abhi vo bol rha hai ki compresser change krvana padenga usne bola ki honda ka compress dalonge second hand to issue nhi ayenga And swift ka original dalinge to vapas issue ayenga
To mene second hand compresser dalavaya to kuch result nhi mila same problem aa rhi hai
Jab ideal condition hoti hai tab pressure 70-80 dikhata hai jab accelerator dabate hai tab 50 ka pressure dikhata hai
Mujhe ye samj nhi aa rha hai ki ye problme ac service ke bad hi kyu start huva and second chiz ki compresser change krvaya fir bhi same issue
Abhi kya kre compresser original swift vala hi lagvana chaiye ya phir second hand ? Likin second hand compresser already change kr diya hai phir bhi same condition hai to abhi kya krna chaiye??
Sir agr service karne ke bad aaya h Problem to kahi na kahi usme dust rah gya hoga. Isliye shyad compressor ka problem aaya ho
Ab sir agr aap second hand Dale h wo b compressor ho skta h sahi na ho, Ideal condition pe low pressure 25-30hona chahiye
Ab sir usme aap Alto k series wala ya to dal dijiye ya fir original Sara system change kariye kyuki second hand nhi work karne ka Karan hai aapke system me kachra reh gaya hai.
Sbse best rahega sir ki usme aap cooling coil
Condenser
Expansion valve
Compressor sath me change kariye.
Tabhi badhiya se kaam karega
Ye fir thoda Kum budget me chahte h kaam ho jaye to Condenser new Or compressor second hand wagonr K series wala le lijiye wo kaam kar jayega.
@@ShreeBalajiAuto budget ka issue nhi hai Mujhe result chaiye best par Confusion vaha ho rhi hai ki mene ac valo ko bola ki new compressor dalna chaiye ya second hand to usne suggestion ye diya ki agar new Original swift ka compressor dalonge to kuchh time bad same problem ayenga Ise achha honda ka second hand dalavo do to mene uske suggestions ke sath second hand dalvaya
Apka suggestion kya rahenga Mereko best result and Long life vala chaiye agar jyada paisa lagta hai to bhi koi baat nhi par best result chaiye to
Abhi mereko kya krna chaiye New compressor ya old And new Me konsa vahi same swift ka hi ya phir other koi ??
Sir original laga dijiye 100%work karega hum log bahut tym se kaam kar rhe h kbhi problem nhi aaya h
Lekin compressor condenser cooling coil or expansion valve ye sab sath me change kariye or jitna pipe h usko camical se clean karwa dijiye.
Bolero hai 2014 model hai
Ok
1 nahi sori 10 ka
Bhai ye chemical Kahan milega aur uska naam kya hai
Sir jo AC parts bechte h unke pas coil cleaner ke naam se aata h
Sop kaha hai
Video ke end me address Diya Gaya h sir .
Mera pass same model hai
Jb gadi speed chlti tb cooling hoti
Stop condition me cooling nhi hoti
Compressor week hai
Or condenser fan nhi chalne se bhi hota h check karwa lijiye
Adress bhejo
Video ke end me address Diya Gaya hai
Contact number dijiyega sir
Video ke discription me number hai.