Punjab national ke official website par mil jayega. Google par search kariye “PNB debit card EMI” & official website se dekh lijiye. Lekin Flipkart par pnb ka debit card emi accept nahi hoga.
Jaldi msg send nahi hota hai aur agar hota hai to reply nahi aata hai. Isliye baar baar alag alag time par msg send kijiye & tab tak kijiye jab tak reply nahi aa jata hai.
but i send 13 messages of DCEMI at different times but these messages cannot be sent to SBI since 3 june to 4 june but I send "hello" message to another person but hello message can be successfully sent to another person so that what can I do please reply to me
First do recharge of 10rs (topup) to your sim card thn send message... It's a important number of sbi u can't send them message without talk time rechage... Thanku.
Bhai mere kotak card pr to ye dekha raha hai? Thank you for showing interest in Kotak Smart EMI. We regret to inform that you do not have a pre-approved limit at the moment. T&C Apply.
Bhai tum jo bola tha ys kar mai bank se a msg aya .Thank you for showing interest in Kotak Smart EMI. We regret to inform that you do not have a pre-approved limit at the moment. T&C Apply.
Luv u bhai😍👏Well explained thank you and ye emi ke baray mein itnaa accha smaja kar explain kiye ho apni wife ko kitna acche se samjhte ho bhai 🫡mere kehna ka matalab ye hai ki girls ko samajdar ladka chahiye hota hai unko samajhne wala aur bhabhi ki kismat wah😂👏❤️be happy 👍
what is the customer care number of SBI and please make a video on this topic that "if DCEMI message cannot be sent to SBI at different times. then what can I do" please make a video on this topic please
Bro ek question puchna tha mujhe iphone 14 plus SBI cradit card se kharidna he 12 month ke installment ke sath to meri EMI 5472 rs ban rahi he.or 99 rs processing fees lag rahi he.ab mujhe puchna ye he ki iske alawa or kuch add hoga kya emi me GST vagera pls reply
Apka EMI me pahle interest add ho chuka hoga. Bas last step par card ka one time processing fee lagega. Apko EMI ka timely repayment karte rehna. SBI credit Card ke upar v maine video banaya hua hai charges ke baare me bataya h. Video ka link description me mil jayega.
@BankWaleBhaiya ,maine credit card ka limit check nhi kiya aur maine emi par phone order kar bhi diya toh isme kya conclusion face karna padega? pls help me out #bankwalebhaiya
Bhai jab phone purchase kar lete hain EMI tab log paise kitne lete Apne Ko Kitna starting Mein Dena ya FIR sidha bank se katega 2000 rupaye EMI PER AND PLEASE REPLY ME 🙏🙏🙏
Late reply ke sorry. Agar EMI par product order karte hain to v open box delivery hoti hai. Delivery agent box kholkar phone ko odered phone se match karke customer ko deliver karta hai.
Thank you for showing interest in Kotak Smart EMI. We regret to inform that you do not have a pre-approved limit at the moment. T&C Apply. Ab kya kru mai sir..
Agar debit card EMI ke liye eligible hoga & agar aap EMI lagwate hain to apke account se agle mahine me katega. Agar card se direct payment karte hain to direct bank account se katega, dilevery boy paise nahi dena hoga.
@@BankWaleBhaiya sir mere sath esa nhi hua debit card se order Kiya tha but pese nhi kte delivery boy ka phone aya tha delivery ke liye . Usse puchh to bol rha tha payment mujhe Dena pdega aur mere bank account se pese nhi kte esa kyu fir mene order cancel krne ko bol diya koi fraud to nhi hua mere sath !?
Jaldi msg send nahi hota hai aur agar hota hai to reply nahi aata hai. Isliye baar baar alag alag time par msg send kijiye & tab tak kijiye jab tak reply nahi aa jata hai.
Mera ek question hai bro... Mare account me zero rupes hai. Mane 20k ka phone order kr diya hai.. Kiya next month total 20k cut ho k wapas hota hai yeh fir sirf EMI wala amount cut hota hai.. ??
Bhaiya mujhe 2 months ho gye ICICI debit card se purchase kiye hue mera emi nhi kta abhi tk aur me emi mera jitna hai us se jyada account me balance bhi maintain kr rha hu fir abhi tk bank ne kyu emi nhi kata hai
Bhai jab me le le jaa rha hu last ne card ki date ccv dallne to sabse niche likha aa rha ha ki 1780 rs le liye jaige aap ke bank se 7 8 din ke baad covor ho jaiga emi me kyu ki mara phone 17 ka ha please reply me
Delivery boy ko paisa nahi dena. Zero balance par product order hoga & bill next month generate hoga & billing cycle date ko apke account se EMI katega.
I tried to buy something with emi with my hdfc debit card , im also eligible for emi, but when i enter the card details its says card is not supported, when i asked the bank they said i have to wait for the bank offer
Sir for example mujhe i phone 15plus lena he uski value 65k ke around he To mere account me itna amount hona chaiye? Aur ha to woh amount block me chala jaayega if kisi case me kuch amount withdraw karna hua to kya wo hoga ya nhi
Ye aise kaam nahi karta. Agar aapka card eligible h & diye huwe limit ke range ke price ka koi product aap purchase karte hain, toh jitna v EMI banega utna amount + Processing fee(₹199) next month apke account se kata jayega. Aur jab v billing date hogi uss date se pahle apko utna balance apne account me rakhna padega. Jab aap product purchase karenge agar uss time apke account me 0 balance v hoga to koi problem nahi hogi aur aap product purchase kar sakte hain.
Bhai jab debit card ka information fill up karne ke liye aarha hai toh side mai niche likh rha hai please note - ₹65.990 will be blocked on your card now. It will be converted into EMI in 8 working days iska matlab kya hua???
Ho sake to reply karna sir Bahut late aaya hu 😅 Agar account me kuch amount hai aur hamne emi liya to kya kabhi jarurat padne par wo pura amount nikal sakte he ya nhi?
Bro maine mera papa ko down payment pa bajaj finance se phone liye hai abhi ist payment 2 feb ko hai to kiya mai flipkart se bhi down payment se phone lasaktu kiya plzzz boliye or mera sbi k o account hai kithne paisa rahne chaiye account mai or bajaj finance k 6 month hai to wo bhi monthly dena hoga to is se kohi plzzz nhi hoga na plzzz boliye bajaj finance k bhi payment or flipkart se buy kara to do bhi monthly paisa jaainga na plzzz boliye
Flipkart par bina credit card ke iPhone kharide 👇👇
ua-cam.com/video/d1YxM3w6aJI/v-deo.html
पंजाब नेशनल बैंक कैसे पता करें
Punjab national ke official website par mil jayega. Google par search kariye “PNB debit card EMI” & official website se dekh lijiye. Lekin Flipkart par pnb ka debit card emi accept nahi hoga.
@@BankWaleBhaiyaBhai do bar message kya reply nahi aaya😢
SBI. HDFC ka msg n ja rha
Jaldi msg send nahi hota hai aur agar hota hai to reply nahi aata hai. Isliye baar baar alag alag time par msg send kijiye & tab tak kijiye jab tak reply nahi aa jata hai.
Ab pura kahani dimag me fit hua thanks bro ❤
😅❤️
Jitna easy aapne samjhaya aaj Tak koyi aysa kya maja aa gya full process samjha Diya
Thanks 😊❤️
Video acca Lage yea na lge lekin app ka ek bat mujhe bohot accha Laga wo bat appne Jo bar bar samje samje bolte ho na tob mujhe bohot accha Laga
😅❤️
subha se vdo dekh dekh kr pagal ho gaya tha lekin tera ek vdo dekh kr pura conclusion door hoo gaya mere bhai 🎉🎉❤❤😊😊
😊❤️🙏
Kya samjhaya bro maja aa gya big fan
😊❣️
Kitna achhe Se samjhate Ho yaar.. ❤❤❤thank you so much brother ❤❤😘🙏🙏
Thank You ❤️
Eligible hai ya nahi ,but jo bhi man mai any questions tha sab aapne explain kar dya ...bohot badiya..dil se thank you ❤
Best video on UA-cam in this topic [][]❤
❣️☺️
@@BankWaleBhaiyamera card support Ni Kar ra bhai ky Kar na
😅@@KingKing-ob3vp
but i send 13 messages of DCEMI at different times but these messages cannot be sent to SBI since 3 june to 4 june but I send "hello" message to another person but hello message can be successfully sent to another person so that what can I do please reply to me
First do recharge of 10rs (topup) to your sim card thn send message... It's a important number of sbi u can't send them message without talk time rechage... Thanku.
Bhai mere kotak card pr to ye dekha raha hai?
Thank you for showing interest in Kotak Smart EMI. We regret to inform that you do not have a pre-approved limit at the moment. T&C Apply.
Same problem brother my bank is kotak same problem 😏😏
Aap log eligible nahi hain.
Pehli baar kisi me without timepass kam ka baat kia hai direct thank you brother bina kisi bakchodi k samjhane k liye ❤❤❤
Bro but mere Flipkart mein debit card ka option nhi a raha hai kya karun please batana
Garda uda Diya bhai...samjhe
😅
Thankyou so muchh bhai mera sab confusion solve hogaya❤
❤️ 😊 kuchh baten badal gayi hain jo maine new video me cover ki hai.
Debit cad flipkart me add kese karenge bro place
Channel par & description me latest video mil jayegi.
Bhai tum jo bola tha ys kar mai bank se a msg aya .Thank you for showing interest in Kotak Smart EMI. We regret to inform that you do not have a pre-approved limit at the moment. T&C Apply.
Apka card eligible nahi hai.
Sir jiska debit card eligible rahega sirf wahi person debit card se emi pe saman purchase kar sakta hai
Same problem
Luv u bhai😍👏Well explained thank you and ye emi ke baray mein itnaa accha smaja kar explain kiye ho apni wife ko kitna acche se samjhte ho bhai 🫡mere kehna ka matalab ye hai ki girls ko samajdar ladka chahiye hota hai unko samajhne wala aur bhabhi ki kismat wah😂👏❤️be happy 👍
😅😅 Thank You 😊❣️
I like your samjhe bolne ka style👌😂😂
😅❤️
Apka samje wala sound acha hai 🙂
Video is helpful. Thank you 🙂
Your welcome 😊🙏
what is the customer care number of SBI and please make a video on this topic that "if DCEMI message cannot be sent to SBI at different times. then what can I do" please make a video on this topic please
Nice explanation brother
I like your way to say " Samjhe "
❤️ Thanks for your compliment 😊
Bhai SBI Bank ke debit card se Vivo t3 ultra emi pe le sakte h kya?
Kiya tarika hai yaar bhai aapka samjhane ki
❤️
Flipkart se emi me saman lene se pura emi pay hone tak bank account se related koi dikkat aati hai ya nhi ?
Nahi
Bank account se time hone par AOTUMATIC rupya pay hi jayega ya fir khud se pay karna hoga
Automatically pay ho jayega.
Mera HDFC ka acaunt new Oppen kiya hai to usy ho jayega
Ye apke card ke EMI eligibility par depend karta hai. Agar card eligible hai to selected products par kaam karega.
I don't even have 1 rupee, still I am watching this video 😂😢😢😢😢😢
Garib ho tum
Bro ek question puchna tha mujhe iphone 14 plus SBI cradit card se kharidna he 12 month ke installment ke sath to meri EMI 5472 rs ban rahi he.or 99 rs processing fees lag rahi he.ab mujhe puchna ye he ki iske alawa or kuch add hoga kya emi me GST vagera pls reply
Apka EMI me pahle interest add ho chuka hoga. Bas last step par card ka one time processing fee lagega. Apko EMI ka timely repayment karte rehna.
SBI credit Card ke upar v maine video banaya hua hai charges ke baare me bataya h. Video ka link description me mil jayega.
@@BankWaleBhaiya ok thanks sir
😊❣️
Bhai yer har bat bat pe Samje lage te ho gajab yer 😂😂 but accha hai aapka awaz samje 😂😂
Samjh gye 😅
Thanks for your compliment. ❣️☺️
Bro Mera SBI bank account hai aur Mane eligibility check karne ka MSG Paya hai 2 din ho gye koi reply nahi aaya
Bahut aacha video hai thanks ❤❤❤❤😊
😊❣️
Bank of Baroda ke liye available hai kya. Pls reply
Ha bro mujhe bhe janna hai
VERY NICE VIDEO NICE INFORMATION EMI WELL DONE 👍👍
Thank You 😊❣️🙏
Sir jo mara bank hai..wo bank nhi hai option mai...plx raply😢
Video ko rkhtee he side voice is chummeeesh wari ❤😮❤🎉
😅❤️
Bhai mera sbi ki account he or usme this card is not supported dikha rha he aab kese order karu please replay ❤
Nahi kar sakte, aap meri new video dekhiye sab samajh aa jayega.
Mere card ka nhi ho rha bhai eligible nhi hai kotak
Mera bhi visa card h mera to
Visa se matlb nahi hai eligible hona chahiye.
@BankWaleBhaiya ,maine credit card ka limit check nhi kiya aur maine emi par phone order kar bhi diya toh isme kya conclusion face karna padega? pls help me out #bankwalebhaiya
Nice Explanation 😮
😊❣️
Bhai Flipkart me debit card ko add kese kre
Card add wali video ka link description me hai
Bhai jab phone purchase kar lete hain EMI tab log paise kitne lete Apne Ko Kitna starting Mein Dena ya FIR sidha bank se katega 2000 rupaye EMI PER AND PLEASE REPLY ME 🙏🙏🙏
Jitna apka EMI banega utna apke account se bill date ko kaat liya jayega.
Bhai flipkart se koi vi android phone ya I phone lena safe hoga ???
Haan kyuki ab open box delivery hota hai.
But bhai sbi me ye option aa rha h ki jitne ka hum product lenge vo rupay pehle account se block ho jayenge..to ye kya seen h m smjha nhi?
Ram ram bhai
Ram Ram 🙏
Bhai indian bank ka debit card sa hoga
Bhai poori jankari apne di h❤❤❤❤
❤️
Sir mene ek Phone order Kiya hai to uski emi kese check karu ki kitni kat hai aur kis date ko kist aayegi
Kaha se kaise liya hai?
Gajab bro💖💖
😊❣️
Sir emi pr agr hum phone purchase krre h to open delivery box hoti h na aur kese hoti h vo bhi bta dijiye?
Late reply ke sorry.
Agar EMI par product order karte hain to v open box delivery hoti hai. Delivery agent box kholkar phone ko odered phone se match karke customer ko deliver karta hai.
Thank you for contacting SBI. We regret to inform that currently you are not enabled for availing this facility. - Team SBI......kya kru me ab 😂😂
Apka card eligible nahi h. Aap nahi le payenge.
Ab app paisa kamayo😅😅
Mene I phone Lia h debit card se EMI pr me kese check kru ki kitni me de di hai or kitni bachi hai
Debit card loan statement se pta chal jayega. Aapne kaun se bank ke debit card se EMI par phone liya hai?
Thank you for showing interest in Kotak Smart EMI. We regret to inform that you do not have a pre-approved limit at the moment. T&C Apply.
Ab kya kru mai sir..
Waise KOTAK Flipkart EMI ke liye accept nahi hoga.
Sir bank se forwarded ka reply aaya hai or esse aage ka nhi aaya hai kese pta chalega
Jaldi reply nahi aata hai. Aapko din me 2-3 alag alag time par msg karte rehna hai.
Samajh gaya bhai ase mat bola karo dar lagta hai 😢 samjhe 😂
😄
Sir amazon pe sbi debit card se order krne par pese bank se kta ta ya fir deliver boy ko pesa dena pdta he
Agar debit card EMI ke liye eligible hoga & agar aap EMI lagwate hain to apke account se agle mahine me katega. Agar card se direct payment karte hain to direct bank account se katega, dilevery boy paise nahi dena hoga.
@@BankWaleBhaiya sir mere sath esa nhi hua debit card se order Kiya tha but pese nhi kte delivery boy ka phone aya tha delivery ke liye . Usse puchh to bol rha tha payment mujhe Dena pdega aur mere bank account se pese nhi kte esa kyu fir mene order cancel krne ko bol diya koi fraud to nhi hua mere sath !?
Aap apna order check kariye. Kya wo prepaid order tha ya cash on delivery?
Cod to nhi tha
Oder history se confirm kariye.
are bhai niche likha aa rha hai aapke account se 30k cut jayega fhir convert ho EMI me samja nhi btao yrr
Bhai bank of baroda ke account se emi se phone ni milega kya
Sorry ye bank ka card eligible nahi hai
Lunch k baad aana
😂😂
😂😂😂😂😂 abbbeeyyyy yarrrrr. Hasi chhuttva di 😂😂😂😂😂
Bhi tak lunch nhi hua kya 😂😂😂😂
😂😂@@anilbohara8896
cibil score 700 sey nichey ho matlab 650 k aspas ho tab bhi debitcard sey ley sakhtey hey ?
Isme cibil score se koi lena dena nahi hai. Card eligible hoga & Flipkart product par card accept hoga to bilkul le sakte hain.
@@BankWaleBhaiya to fir bank of baroda ka sms code kya hey?
Chrome me search kariye "BOB debit card EMI" usi page par SMS wala number mil jayega.
My message is not send.
Hello👋
🙋♂️
Kaha se ho aap
Jaldi msg send nahi hota hai aur agar hota hai to reply nahi aata hai. Isliye baar baar alag alag time par msg send kijiye & tab tak kijiye jab tak reply nahi aa jata hai.
recharege karba lo😅😂
Can I use SBI debit card to buy phone without EMI, and get discount???
❤ for this creator..
❣️☺️
Mera ek question hai bro...
Mare account me zero rupes hai. Mane 20k ka phone order kr diya hai..
Kiya next month total 20k cut ho k wapas hota hai yeh fir sirf EMI wala amount cut hota hai.. ??
Sirf EMI & Processing Fee(one time).
Bhaiya mujhe 2 months ho gye ICICI debit card se purchase kiye hue mera emi nhi kta abhi tk aur me emi mera jitna hai us se jyada account me balance bhi maintain kr rha hu fir abhi tk bank ne kyu emi nhi kata hai
Aap apne bank ke customer care executive se baat kariye. Ab tak EMI kar jana chahiye. Agar nahi kat rha hai to apka cibil record kharab ho jayega.
my debit card is not eligible 😔
Kon sa card use rahe ho?
Mera bhi ni ho rha h sbi ka h
Kotak bank bro eligible kaise kare meko batao plz
Mera v nahi ho raha hai ❤
Card automatically eligible hota hai.
Bhai upi sa emi par kese le uske upar bhi video banadejeye
UPI se EMI available nahi hai.
Useful information❤
❣️☺️
Bhai emi p phone lane se starting m kuch pase dane bhe hote h kya plz reply 😢
Nahi, koi down payment nahi karna hai. Starting me paise nahi dene h.
SBI sms not working 😂
Try & try until you succeed. 😅
Send 2-3 sms a days server will respond you.
Same here 😅
Sam
Same
Sam
Sir kya my abhi acount open kar ke kuchh dino ke baad karunga to ho jayega
Nahi bank mostly old & special customers ko deta hai.
Mera to UBI hai 😢
Tab nahi hoga.
Mera bi bhai😢
Waise ye kuchh selected banks ke card par bank offers par mil rha hai. Isse better hai credit card, Pay later card or Emi card.
Bhai jab me le le jaa rha hu last ne card ki date ccv dallne to sabse niche likha aa rha ha ki 1780 rs le liye jaige aap ke bank se 7 8 din ke baad covor ho jaiga emi me kyu ki mara phone 17 ka ha please reply me
Agar aap EMI option se kar rhe hain to thik hai. Waise aap flipkar se confirm kar lijiye.
Garda uda diya samjhe❤😂😂
😅❤️
How to add card, or mera HDFC ka debit card h usse hojayega?
Pahle check kariye card eligible hai? Aur card add ki video ka link description me hai.
Bhaiya Payment ek bar me total account se nhi n katega.
Nahi sirf EMI amount katega
Bro Naya debit card se kareed sakthe hai kya
Eligible hoga to chance hai.
Bhai sbi ko send kiya hu msg wo log your request has been successfully forward to bank aya hai or abhi tak response nahi aya
Same problem maine v face kiya tha. Apko roz din 2-3 baar msg karna hai.
Bro automatically bank se paise kat jainge? or Jab Delivery Boy Aaiga Dene Product Usko Dena Padega Paise Ki Automatically katenge
Har mahine Pls Tell
nhi
Delivery boy ko paisa nahi dena. Zero balance par product order hoga & bill next month generate hoga & billing cycle date ko apke account se EMI katega.
Sir laptop lena hai to downpayment kese pta krnge ?
Isme down payment nahi hota hai.
Lekin debit card me age limit hoga kya matlab 55age + ke log le payenge ?
Yaha card holder ki age matter nahi karti bas apka card EMI ke liye eligible hona chahiye & flipkart par support karna chahiye.
I tried to buy something with emi with my hdfc debit card , im also eligible for emi, but when i enter the card details its says card is not supported, when i asked the bank they said i have to wait for the bank offer
Yeah! Even Flipkart is replying to the same. Debit card EMI is available only on bank offers with selected products.
Bhaiya abhi bhi kya debit card se emi le skte hai?
As a student hmara transaction itna nai hai aur ek baat bank of baroda ka kaise kare plz help
Sorry for late reply.
Nahi le sakte aap meri new video dekhiye sab samajh aa jayega. Saari baaten aur tips ko bataya hai.
Bhai paymet kaise kare , bill kab generate hoga bill generate hone par message aayega ky, agar payment nahi kiya to ky hoga?
Next month bill generate hoga aur apko message v milega.
Agar payment nahi kiya to bank ko jo karna hoga karega.
Bhai first emi next mother ktegi ya oder place krte hi ktt jayegi
Is video se keetna income hua aapka..kaun si mobile le saktey hai total income se?
Sir for example mujhe i phone 15plus lena he uski value 65k ke around he
To mere account me itna amount hona chaiye?
Aur ha to woh amount block me chala jaayega if kisi case me kuch amount withdraw karna hua to kya wo hoga ya nhi
Ye aise kaam nahi karta. Agar aapka card eligible h & diye huwe limit ke range ke price ka koi product aap purchase karte hain, toh jitna v EMI banega utna amount + Processing fee(₹199) next month apke account se kata jayega. Aur jab v billing date hogi uss date se pahle apko utna balance apne account me rakhna padega.
Jab aap product purchase karenge agar uss time apke account me 0 balance v hoga to koi problem nahi hogi aur aap product purchase kar sakte hain.
@@BankWaleBhaiya thank you sir
@@BankWaleBhaiya thank you sir
Bank of Baroda me kaise jane eligible hai ya nahi vo bhi thoda bta dete
Video voice bohot achaa laga somjheee🗿
Samjh gye 😅
Thanks for your compliment. ❣️☺️
Emi clear hone ke baad koi charges lagte hai kya jaise ki debit card ko Emi ke liye eligible karte time laga tha vaise
Nahi jab apka saare EMI complete ho jayega to uske baad koi charge nahi lagega. Aur apko NOC letter email par mil jayega
@@BankWaleBhaiya thank you for reply sir
@Michel596 ❤️
No word you are a best UA-camr ❤❤❤ love you
Mere 4 account h alg alg bank m 4 ke 4 number prr msg send nhi ho rha
Har bank ka debit card EMI eligibility check Google search karke official website se steps ko ek baar follow kariye.
Bhai jab debit card ka information fill up karne ke liye aarha hai toh side mai niche likh rha hai please note - ₹65.990 will be blocked on your card now. It will be converted into EMI in 8 working days iska matlab kya hua???
Mtlb utna amount block hota he apnea bank account pe
Utna apka EMI limit block ho jayega.
@@BankWaleBhaiya to kya usko withdraw nhi kar paayenge
Bhai kotak bank ka dabit card visa dekha rha he to waha accept nahi kar rha ha ?
Kotak bank ke debit card avi flipkart par EMI ke liye accept nahi ho rha hai.
Bank of baroda Or au small finance ka kya process h
Sorry ye bank ka card eligible nahi hai
Ho sake to reply karna sir Bahut late aaya hu 😅
Agar account me kuch amount hai aur hamne emi liya to kya kabhi jarurat padne par wo pura amount nikal sakte he ya nhi?
Order karne se pahle chek kar skte h kya eligibility
Agar mein new account khul vau Bank me to Mera Account eligible hoga???
Nahi
Bhaiya agr ek hi number se 2 bank account link ho or dono ka Debit card ho toh. Kaise pata chlega kispe emi eligible hai
Bro maine mera papa ko down payment pa bajaj finance se phone liye hai abhi ist payment 2 feb ko hai to kiya mai flipkart se bhi down payment se phone lasaktu kiya plzzz boliye or mera sbi k o account hai kithne paisa rahne chaiye account mai or bajaj finance k 6 month hai to wo bhi monthly dena hoga to is se kohi plzzz nhi hoga na plzzz boliye bajaj finance k bhi payment or flipkart se buy kara to do bhi monthly paisa jaainga na plzzz boliye
Pahle check kariye ki apka debit card EMI ke liye eligible hai ya nahi?
@@BankWaleBhaiya ok agar hogay to or block kiya matlab hai
@shaziyabegum8690 mai apki baat nahi samajha. Fir se batayiye