GHULAB KHAN CHANNAY | SHAM NAGAR CHOUBURJI | LAHORE STREET FOOD | STREET FOOD

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 14 жов 2024
  • Ghulab Khan channay is tasty as it is cooked by experienced channay selling family of Lahore.
    #GhulabKhanChannay
    #KoftaChannay
    #AndaChannay

КОМЕНТАРІ • 29

  • @abduliba723
    @abduliba723 Рік тому +1

    ❣👏

  • @theWANDERERpk
    @theWANDERERpk Рік тому +2

    Lovely street food series .. Masha Allah

  • @muzaffarhussain6682
    @muzaffarhussain6682 Рік тому +1

    WAOOOO I LOVE LAHORI CHANNAY

  • @goldenfood3665
    @goldenfood3665 Рік тому +1

    nice video good video famous chane

  • @fakharfoodsfh
    @fakharfoodsfh Рік тому +1

    Good job😍

  • @manivlogs7152
    @manivlogs7152 Рік тому +1

    Good morning nashta good job

  • @UmarAnwarVlogs
    @UmarAnwarVlogs Рік тому +1

    Amazing video 🙂

  • @allmedia4321
    @allmedia4321 Рік тому

    The colour of the stuff showing its teste. Nice place to visit. 👌🌺💚

  • @UmarAnwarVlogs
    @UmarAnwarVlogs Рік тому

    Lovely 😍😍

  • @muzaffarhussain6682
    @muzaffarhussain6682 Рік тому +1

    KUKU BHAI BEST OF LUCK

  • @ikramhassan5325
    @ikramhassan5325 Рік тому +1

    Lahore m koi point aap k knowledge m hai jo proper tareeqay se chanay banata ho m ne tu jitnay chanay walay daikhau boiled chanay hotay hn ooper se ghee wali taree hi daal daitay hn

    • @waseemurrehmankuku221
      @waseemurrehmankuku221  Рік тому +1

      Lahori channay bananay ka tareeqa hi yeh hy. Channay boil ker k achi tara paka liay jatay hain. Phir in k liay khoub ghee aur masalajaat daal ker tarqa banaya jata hy. Jab masala tiyar ho jata hy to ghee alag ker laytay hain. Phir yeh ghee serve kertay waqt oper dhaal diya jata hy. Ab ho yeh raha hy k kuch log to katcha ghee hi oper dhaal detay aur kuch log bong aur paye ka shoorba dhaaltay hain. Aur kuch shop keeper mutton aur chicken ki yehni (soup) istamal kertay hain. Ghee kay baghair Lahori channay nahi bantay.
      Lahore main Chikar Cholay kay naam say channay miltay hain Jin main ghee nahi hota mager masalajaat boht taiz hotay hain.

    • @ikramhassan5325
      @ikramhassan5325 Рік тому +1

      @@waseemurrehmankuku221 aap ko lahore m sabm se agchay chanay kis k lagtay hn?

    • @waseemurrehmankuku221
      @waseemurrehmankuku221  Рік тому

      Sir mujay to sub kay channay achay lagtay hain. Agar mutton channay khanay hain to Saleem Butt Urdu Bazar kay boht achay hain. Agar Mutton yahni walay khanay hain to Yaseen aur Ghulam Rasool kay achay hain. Sada channay to boht say logo kay achay hain Toba Macleod Road, AL Amin Chouburji aur boht say naam hain.

  • @AzharKhan-fy3iw
    @AzharKhan-fy3iw Рік тому +1

    Sirf ghulam rasool nela gumbandd wale us k bad majha main markeet hafiz tajpura or bao saleem sabzi mandi waly bus baki jitni bi video ma chany wale hote han sub farig han

    • @waseemurrehmankuku221
      @waseemurrehmankuku221  Рік тому

      Wow your choice and selection is outclass. No doubt all points mentioned by you are matchless and unique in taste.