Last date hai to traffic jyada hone ke chalte aisa hua hoga... Ab aap wait hi kar sakte hai payment successful hone ka... Agar hua to thik... Nhi to... Opportunity missed... Waise agar account se paise Kate hai... Aur pending dikha rha hai... To ho jana chahiye.... Par aap phir bhi helpdesk par payment proof aur application number ke saath mail daal dijiye...
Personal Assistant ki Notification me mentioned nahi hai... But... 2022 me aayi Junior Court Assistant ki notification me likha hai... Ki 1/4th negative Marking hoga... Issi saal 2024 me junior court attendant ki vacancy me bhi 1/4th negative marking likha tha... To aap 1/4th hi maniye...
Like, comment, share, and, subscribe! 😊
What can I do today is the last date 🥲
Form final submit hi nhi hora h payment krne k bad bhi payment pending status h
Last date hai to traffic jyada hone ke chalte aisa hua hoga...
Ab aap wait hi kar sakte hai payment successful hone ka... Agar hua to thik... Nhi to... Opportunity missed...
Waise agar account se paise Kate hai... Aur pending dikha rha hai... To ho jana chahiye....
Par aap phir bhi helpdesk par payment proof aur application number ke saath mail daal dijiye...
Or Iske Form Har saal nikalte hai vacancy?
Nahi, 2 saal par aate hai... Pichhle baar 2022 me aaya tha...
Hello Mam/ sir Personal Assistant ki salary kitna hota hai ?
Video dhyan se dekhiye, usme saare calculations karke bataya gya hai...
Time bachane ke liye 1:39 se dekhiye...
First stage typing exam kab honga sir
Sir vacancy to hold ho gayi haai kb tk aaegi ab please reply
Written me negative marking hogi kya?
Personal Assistant ki Notification me mentioned nahi hai...
But... 2022 me aayi Junior Court Assistant ki notification me likha hai... Ki 1/4th negative Marking hoga...
Issi saal 2024 me junior court attendant ki vacancy me bhi 1/4th negative marking likha tha...
To aap 1/4th hi maniye...
@youthcareerinsights mtlb PA or SPA me negative marking nai hogi