Shab E Qadr Kab Hoti Hai | Maulana Sayyed Aminul Qadri

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 18 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 90

  • @mohammadmustakim9631
    @mohammadmustakim9631 2 роки тому +6

    Allah ka sukr clear kar diya apne

  • @paigham-e-aam6548
    @paigham-e-aam6548 3 роки тому +9

    Ya Allah Shabe Qadr naseeb Farma #Ramazan #ShabeQadr #Drfareedqasmi #Paighameaam

  • @Islamicqueen_786.
    @Islamicqueen_786. 5 місяців тому +1

    Mashallah ❣️❣️

  • @naazsayyed17
    @naazsayyed17 2 роки тому +8

    Subhanallah subhanallah subhanallah ❤❤❤❤❤

  • @mdshahnawazalam9802
    @mdshahnawazalam9802 2 роки тому +12

    أل رسولﷺ زندہ باد

  • @ashrafansari3624
    @ashrafansari3624 3 роки тому +4

    Subhan Allah

  • @sarifahmad8811
    @sarifahmad8811 3 роки тому +4

    Shubhanalla

  • @afrinsheikh4208
    @afrinsheikh4208 4 роки тому +8

    Subhanallah

  • @mdsamdani9062
    @mdsamdani9062 4 роки тому +5

    Aapne kalisi baate boli hai dil khush hogaya

  • @shahidboss2289
    @shahidboss2289 3 роки тому +5

    humko bhut sukh h hum har raat ko jagte h humko ebd krna bhut achha lgta h

  • @Arnaat-he8ms
    @Arnaat-he8ms 3 роки тому +4

    Masha allah hujur

  • @razzabali765
    @razzabali765 2 роки тому +4

    Subhan allha 🤲

  • @hamidgouri8396
    @hamidgouri8396 3 роки тому +6

    Insahallah ham sab namajh pdh ga

  • @madeehakhanfaiz5068
    @madeehakhanfaiz5068 4 роки тому +17

    Subhan Allah🌹🌹

  • @Ansar-ts2di
    @Ansar-ts2di 2 роки тому +4

    Mashallah 👌❤️💙💚💜🧡💛❤️💟

  • @joharali3610
    @joharali3610 2 роки тому +5

    Mashallah

  • @sonamgupta8700
    @sonamgupta8700 4 роки тому +6

    Aslmwalekum hzrat aap ke bat sahi h

  • @MdKhurseed-v2d
    @MdKhurseed-v2d 5 місяців тому

    Mashallah subhanallah subhanallah subhanallah subhanallah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

  • @altafraza7880
    @altafraza7880 3 роки тому +6

    Subhaanallah

  • @Immu_Record4512
    @Immu_Record4512 3 роки тому +4

    Masha Allah

  • @NadeemKhan-kk4uu
    @NadeemKhan-kk4uu 3 роки тому +4

    Subhanalla beshaq khubsurat

  • @mohammadmosahidraja1452
    @mohammadmosahidraja1452 4 роки тому +9

    Masa Allah

  • @shaikhroks84
    @shaikhroks84 2 роки тому +7

    Jab Allah k Nabi saw ne keh diya k aakhri taak raato me dhundo. .toh hum kaun hote hain 27 hi kehne wale.... this things I've only seen in India, Pakistan Bangladesh 🤐

  • @rustamansari2667
    @rustamansari2667 2 роки тому +3

    Subhanallah 🤲

  • @sufiyaparween5944
    @sufiyaparween5944 2 роки тому +1

    Mashaallah ❤️❤️💯💯👌🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌌🌌🌌🌌🌌🌌🌌🌌🌹🌹🌹🌹

  • @ansarimdziyaan1797
    @ansarimdziyaan1797 4 роки тому +6

    Mashaalla

  • @chandshaikh8264
    @chandshaikh8264 4 роки тому +7

    Mashaallah

  • @gulamaashiq3068
    @gulamaashiq3068 4 роки тому +12

    Assalamalaukum barehmatullha babrakatubamagfiratu sayyed sahab ji allaha hume ibadat karna ki taufik da insha allaha

  • @ateekraza7647
    @ateekraza7647 4 роки тому +7

    Assalamu aalykum

  • @codakhtar3216
    @codakhtar3216 Рік тому

    Aminul qadri sahab ne keh diya to har ak lfz sahi h.....

  • @shabeenakhatoon5497
    @shabeenakhatoon5497 3 роки тому +3

    Maulana sahab hamne 26 ki raat nahi 27 ki ratko roza khlne k baad raatko nafl namaj poori ki kya hamari namaj nahi mani jayegi

  • @inayathkhan6548
    @inayathkhan6548 4 роки тому +25

    Aisa nahi hai 21""23""25""27""29 inme se kisi bhi Taaq raat me shab e Qadar ho sakti hai ..hazrath e aisha razi a.. se rivayath hai ke rasool Allah saw ne irshaad farmaya ke shab e qadar ko Ramzan ke aakhri ashre ki taaq raton me talaash karo .. 21..23..25..27..29 .. koi aik din mukharrar nahi farmaya

    • @gamingwithayaz7119
      @gamingwithayaz7119 4 роки тому +3

      Sahi kaha bhai

    • @abbassaif1034
      @abbassaif1034 2 роки тому

      21 ...23....25...27...29 .....ye tarik hai ya ramzan ...plzz bhai tae

    • @sohailkhan9873
      @sohailkhan9873 2 роки тому +1

      20 wa roza jab aftaar kroge to jo rat hogi or wo hogi 21.. baki aese hi agey hisab laga lo

    • @abbassaif1034
      @abbassaif1034 2 роки тому

      @@sohailkhan9873 sukriya bhai

  • @rkhan1632
    @rkhan1632 4 роки тому +3

    Kahani

  • @Kaneez_e_Fatima220
    @Kaneez_e_Fatima220 2 роки тому +4

    Agar 21,23,25,27,29 raat ko bhi ibaadat kar lenge toh Bhi koi dikkat nahi na

  • @hasnainalam327
    @hasnainalam327 4 роки тому +2

    mujha shok toh hai

  • @irfanali-hb7il
    @irfanali-hb7il 3 роки тому +3

    27

  • @abujarsheikh1028
    @abujarsheikh1028 Рік тому

    Kon si hadish me hai hazarat pls bataen.

  • @daniyalshaikh8438
    @daniyalshaikh8438 Рік тому

    Zara reference Dena bhai sahab Kahan se 27 sabit kar rahe ho

  • @gamingwithayaz7119
    @gamingwithayaz7119 4 роки тому +3

    Janab reference dein

  • @rkhan1632
    @rkhan1632 4 роки тому +5

    Tumne jo bayan kia uska hadees no dein plz

    • @razakhan3533
      @razakhan3533 2 роки тому

      Aadab se baat kar tum nhi
      Aap bolo

    • @rkhan1632
      @rkhan1632 2 роки тому

      @@razakhan3533 acha muje kar bol rhe ho aur adab sikha rhe ho TW AAP mene ruju kia ab hadees number dein unke himayti ho tw zara aaaaaappppp hadees bata dein aaaappp

  • @nahidakausar5662
    @nahidakausar5662 4 роки тому +2

    Kya mai 29 roza k din sabekadar padh skti hu plz reply

    • @imranansari-vt2mx
      @imranansari-vt2mx 3 роки тому +1

      29 roja ki raat nahi hoga
      20,22,24,26,28 roja ki raat
      21,23,25,27,29 sab ho skata hai,
      ye jaruri nahi ki 27 hi ho wo in 5 raat me se koi bhi ho sakta hai.

  • @muslimbayan1989
    @muslimbayan1989 2 роки тому +1

    20 din jab roza ka hoga tho us raat hoo phir ek raat chod kr asa hi continue 5 raat aayagii asa hi haina

  • @funnyfunns8843
    @funnyfunns8843 4 роки тому +3

    Assalamwualaikum Bhai Mera sawaal hai ki sabe Kadar 27wi rat Yani 26 roja iftarne ke baad wali Jo raat aati hai wahi 27wi rat hoti hai usi raat ko jagna chahiye ya 27wi iftar ke baad wali raat ko plz tell me

    • @yunusshaikh9095
      @yunusshaikh9095 4 роки тому +2

      27 iftar ke baad 28 ho jata h 26 ki iftrai k baad 27 lagta h mtlab kal thi shab e qadr

    • @funnyfunns8843
      @funnyfunns8843 4 роки тому

      @@yunusshaikh9095 thnx bhai Allah apko salamat rakhe

  • @JunaidKhan___
    @JunaidKhan___ Рік тому

    21 vi raat matlab 20 Roze ke iftaar
    Waali kiya😢

  • @AnwarAli-wk9nm
    @AnwarAli-wk9nm Рік тому

    Maulana sahab agar shabe qadar 27 ko hoti to rasoolallah saw ne 5 tak raton me shabe qadar dhundo ye hukm kyu Diya hota
    Ye hadith bhukhari muslim aur digar hadith ki kitab me maujud hai

  • @hilalbhat8312
    @hilalbhat8312 2 роки тому +1

    Hadith ka hawala dho

  • @namirashaikh2415
    @namirashaikh2415 4 роки тому +3

    Molana tariq jamil ne bola tha k 5 Raat btai usme se Koi ek h 🤔🤔🤔🤔🙄🙄🙄wo glt ni Bolte kbhi

    • @URCHRISTIANO07-r8h
      @URCHRISTIANO07-r8h Рік тому

      Inke pass mangadat daleeley hoti hai
      Maths se prove karte hai ki 27 ko he hai,😁😁

  • @irfanirfan-il4wy
    @irfanirfan-il4wy 4 роки тому +1

    ceQ1

  • @saifbeg2848
    @saifbeg2848 3 роки тому

    Hadish ki dalil do hadish no. Do

  • @nehasheikh626
    @nehasheikh626 4 роки тому +4

    Aap galat information derhe h logo ko.

    • @mrgaming3325
      @mrgaming3325 4 роки тому +2

      To sahi aap btaa do medam

    • @Md.saiful.ansari
      @Md.saiful.ansari 4 роки тому +2

      Kya galat hai

    • @nehasheikh626
      @nehasheikh626 4 роки тому +1

      @@mrgaming3325 ji ha
      Aap huzur sAW jab hayat m the tb is rat ko 21st ko b aate dekha gaya hai.
      23rd 25th 27th n even 29th ko bhi.
      Iska ek waqia hai.
      Aap usse suniyega
      Or haq pr Aaiye.
      Hume aaise hi 1000mahine ka sawab nhi mil jayega
      Hum us raat ko Talashna hai 5 takh raato m.
      Or aap bolege ke kese pehchane toh fir hadith OR Quran Ki Roshni me Iski 3 nishaniya h
      Jo lailtul qadr bit janeke baad dikhti h.
      Jese suraj me kirano ka na hona jbtk wo upr na chale jaye ke dalil h ke farishte is raat jo najil hote h wo in aaftab Ki rays ko lekr chale jate h.
      Subhnallah

    • @mrgaming3325
      @mrgaming3325 4 роки тому

      @@nehasheikh626 ye jo waqiya btaa rahe hai inko jaanti ho

    • @nehasheikh626
      @nehasheikh626 4 роки тому

      @@mrgaming3325 hume behtar malum h ke koi bhi hmare nabi hujur sAW ke upr toh nhi ho skta.
      Or ha aapko ek Khushkhabri Dedu
      Humne shab e qadr abtk Ki 4 raato m 21vi ko shab e qadr talashi hai.
      Hmaare pas aaftab k sari takh raato k kuch pics maujud h.
      Or aap huzur sAW ne jis trh nishaniya bayan Ki thi bilcul usi trh Subhnallah suraj 21st takh raat baad najar aaya or aaj k bhi pics available h Jisme saaf Taur se suraj Ki kirane rays njr Aarhi h.
      Hmare pass sari tasweer available h Jisme pehli dafa humne aaftab Ki mehtab ki trh dekha.
      Ab bs intezar h toh Bs 1 or 29th takh raat ka fir sari chije saaf hojayegi. Inshallah.
      Lekin Itna toh tay h ye aalim k hisab se shab e qadr 2020 m ya Isse kuch saal phle 27th ko nhi aai.
      Baki Allah knows better.
      Haq pr aao
      Hidayat pr Aao.
      Khud hadith Quran padho OR jano.
      Don't believe anyone.

  • @jahirsisodiya9890
    @jahirsisodiya9890 4 роки тому +8

    Subhan allah

  • @mdsonu2698
    @mdsonu2698 3 роки тому +3

    Masha Allah

  • @ChandbabuChandbabu-x8f
    @ChandbabuChandbabu-x8f 5 місяців тому +1

    Subhanallah

  • @nazmulhoda3539
    @nazmulhoda3539 4 роки тому +5

    Mashallah

  • @gulnazkhatoon4566
    @gulnazkhatoon4566 Рік тому

    Mashaallah

  • @slam8867
    @slam8867 4 роки тому +3

    26

  • @nuzhatkhatoon119
    @nuzhatkhatoon119 4 роки тому +7

    Subhan Allah

  • @IrshadKhan-ob1vd
    @IrshadKhan-ob1vd 4 роки тому +6

    Subhan Allah

  • @azad550
    @azad550 4 роки тому +6

    Subhan Allah

  • @mssalman3904
    @mssalman3904 2 роки тому +3

    Masha allah

  • @abubkrmusajat4437
    @abubkrmusajat4437 3 роки тому +3

    Masha Allah

  • @FaisalKhan-vd9zd
    @FaisalKhan-vd9zd 3 роки тому +3

    Subhanallah

  • @samalhussain781
    @samalhussain781 3 роки тому +3

    Subhanallah

  • @mangtudeenmsareef2493
    @mangtudeenmsareef2493 3 роки тому +1

    Masha allah

  • @SajidAli-ed6rw
    @SajidAli-ed6rw 4 роки тому

    Subhan Allah

  • @raisansari6450
    @raisansari6450 4 роки тому +9

    Subhanallah

  • @azad550
    @azad550 4 роки тому +4

    Masha Allah

  • @mssalman3904
    @mssalman3904 2 роки тому

    Subhanallah