Khuda bhai fikr delhvi ke maghfarat farmaye..... Bhut purdard marsiya...bibi (s.a) pursa qubool farmaye'n.....iltmas sura e fateha Basharat Hussain urf fikr Delhvi ibne Sharafat Hussain
Dekha hussain ko... Jab khwaab me sakina ne dekha hussain ko Are.. muddat ke baad beti ne paya hussain ko Ro ro ke apna haal sunaya hussain ko Aur daman jala hua bhi dikhaya hussain ko Are muddat se dur thi jo..shah e mashrekain se Are faila ke baahe daud ke lipti Hussain se Mu rakh ke mu pa baap ke beti ne ye kaha Aye baba sunau aap ko kya gham ka majra Are jab katl aap hogye lashkar jamaa hua Are baba humara aada ne khaima jala diya Hum ro rahe rhe dekh ke duhaai rasool ki Hai jungle me lutt rahi thi kamai batool ki Haye Zinjaro me kasa gaya bimaar e na tawaa Sar nange azdahaam me thi saari bibiya The taziyane pusht pa aur rukh pa siliya Aur maangi nahi thi kaano se khaichi thi baaliya Dehshat se mere seene me dil ab bhi hilta hai Kaano se dekho khoon abhi bhi nikalta hai Aye baba tumhare baad ye taza sitam hua Are halka rasan aur tha nannha mera gala Aye khichne se rasan dard hua jata tha siwaa Aur fariyaad kaun sunta waha kaun tha mera Mai yaad karke aapko roye jahaan jahaan Are mujh ko tamache Shimr ne maare waha waha Ummat ne nanajaan ki ye zulm dahya tha Are ek bekajawa unth pa mujh ko bithaya tha Jab unth ne zameen pa mujh ko giraya tha Are mujh ko kamar pa baandh ke usko bhagaya tha Are zakhmo se saara jism mera xhur chur tha Arey baba bataao aisa mera kya kusoor tha Suniye Aulaad waalo kya kehti h bibi Are sunkar ye bain beti ke tadpe shah e huda Ro ro ke apni laadli beti se ye kaha Are chand saath do mai khatm hai bete ye silsilaa Are sab se kaho ke jaate hai lo hum sue jinaah Aur kal subha mai zarur tumhe lene aaunga Are seene pa apne tumko hamesha sulaunga Sunkar ye baaccho ki sakina jigarfigaar Are baba ko dhundne lagi tab hoke bekarar Aye ro kar phupi se kehti thi maasum baar baar Aye aaye the mujh se milna shehenshaah e naamdaar Are kehte the beti kabse tera intezaaar hai Are aaja ye baap tere liye bekarar hai Aabid se boli aan ke vo gham ki mubtela Are bhaiyya dila do mujh ko sare shah e karbala Are pohchaiye Yazid se ye paigaam ye mera Aye paau sar e hussain agar izn ho tera Are hovegi aaj mujh pa inayat hussain ki Are hai aakhri jahaan me ziyarat hussain ki Zindaa me jab sakina ko baba ka sar mila Are baaho me leke seene se sar ko laga liya Aye lipti sar e hussain se vo sheh ki mahlaka Aur ek aah nikli dil se ke bas dam ulat gayaa Are sadme utha ke dil pe jahaan se guzar gayi Are mu rakh ke mu pe baap ke vo baachii marr gyi Aur mayyat ko dafn sayyad e sajjad ne kiyaa Aur markad pa gir ke baali sakina se ye kaha Are shikwaa na karna baap se aye laadli mera Aur majbur kaid khaane me ye bhaai hai teraa Are ghuslo kafan mila na ghamo ke satayi ko Are karna mwaaf choti behen apne bhaai ko Markad pa maa pukaari aye sakina utho utho Are paya tha tumne chain kahi na utho utho Aye biwi Hum jaa rahe hai bibi madina utho utho ... ... Need Last 2 lines
ہاے مولا ع ماشا اللہ جیو السلام و علیک یا ابولفضل العباس ع السلام و علیک یا ابا عبداللہ الحسین ع اسلام و علیک یا سیدہ صدیقہ الکبری یا زہرا بنت محمد ص السلام و علیک یا بنت علی ولی اللہ ع السلام و علیک یا ابو الفضل العباس علمدار ع
He fikr kya baya ho sakina ka hal-zar Baba ko yaad karke vo hoti ti be karar (karbala se sam ke ked khane tak nind nahi ai) Ek roz jab ke so gai hai vo seh ki sog war Dekha hussain pak ko rote hai zar zar Pucha ke ap kis liye e baba rote he Kyu ask ye janab ki akho se behte hai Zulmo sitam jo tuj pe e meri jaan hote hai Bibi sakina ham teri gurbat pe rote hai 1) Jab khwaab me sakina ne dekha hussain ko Are.. muddat ke baad beti ne paya hussain ko Ro ro ke apna haal sunaya hussain ko Aur daman jala hua bhi dikhaya hussain ko Are muddat se dur thi jo..shah e mashr kain se Are faila ke baahe daud ke lipti Hussain se 2) Mu rakh ke mu pa baap ke beti ne ye kaha Aye baba suna u aap ko kya gham ka majra Are jab katl aap hogye lashkar tabah hua Are baba hamara aada ne khaima jala diya Hum ro rahe rhe dekh ke duhaai rasool ki Hai jungle me lutt rahi thi kamai batool ki 3) Haye Zinjaro me kasa gaya bimaar e na tawaa Sar nange azda haam me thi saari bibiya The taziyane pusht pa aur rukh pa siliya Aur maangi nahi thi kaano se khaichi thi baaliya Dehshat se mere seene me dil ab bhi hilta hai Kaano se dekho khoon abhi bhi nikalta hai 4) Aye baba tumhare baad ye taza sitam hua Are halka rasan aur tha nannha mera gala Aye khichne se rasan dard hua jata tha siwaa Aur fariyaad kaun sunta waha kaun tha mera Mai yaad karke aapko roye jahaan jahaan Are mujh ko tamache Shimr ne maare waha waha 5) Ummat ne nana-jaan ki ye zulm dahya tha Are ek beka-jawa unth pa mujh ko bithaya tha Jab unth ne zameen pa mujh ko giraya tha Are mujh ko kamar se baandh ke usko bhagaya tha Are zakhmo se saara jism mera chur chur tha Arey baba bataao aisa mera kya kusoor tha (Suniye Aulaad waalo kya kehti h bibi) 6) Are sunkar ye bain beti ke tadpe shah e huda Ro ro ke apni laadli beti se ye kaha Are chand saath do mai khatm hai bete ye silsilaa Are sab se kaho ke jaate hai lo hum sue jinaah Aur kal subha mai zarur tumhe lene aaunga Are seene pa apne tumko hamesha sulaunga 7) Sunkar ye baaccho ki sakina jigar-figaar Are baba ko dhundne lagi tab hoke bekarar Aye ro kar phupi se kehti thi maasum baar baar Aye aaye the mujh se milna shahenshaah e naamdaar Are kehte the beti kabse tera intezaaar hai Are aaja ye baap tere liye bekarar hai 8) Aabid se boli aan ke vo gham ki mubtela Are bhaiyya dila do mujh ko sare shah e karbala Are pohchaiye Yazid ko paigam ye mera Aye paau sar e hussain agar izn ho tera Are hovegi aaj mujh pa inayat hussain ki Are hai aakhri jahaan me ziyarat hussain ki 9) Zindaa me jab sakina ko baba ka sar mila Are baaho me leke seene se sar ko laga liya Aye lipti sar e hussain se vo sheh ki mahlaka Aur ek aah nikli dil se ke bas dam ulat gayaa Are sadme utha ke dil pe jahaan se guzar gayi Are mu rakh ke mu pe baap ke vo baachii marr gyi 10) Aur mayyat ko dafn sayyad e sajjad ne kiyaa Aur markad pa gir ke baali sakina se ye kaha Are shikwaa na karna baap se aye laadli mera Aur majbur kaid khaane me ye bhaai hai teraa Are ghuslo kafan mila na ghamo ke satayi ko Are karna muaaf choti behen apne bhaai ko 11) Markad pa maa pukaari aye sakina utho utho Are paya tha tumne chain kahi na utho utho Hum jaa rahe hai sehre madina utho utho
3 band me 3 line samjh nhi aa rhi h koi bata sakta h kya h Zanjeero me kasa gya bimare na tawa Sar nagge azdaham me thi sari bibiya The taziyane push pe or iske bad smjh nhi aa rha h please bata dena
ماشاءاللہ جازاکللا وا اواوا جیو مولا سلامت رکھے آپ سب کو بھای
سلام علیکم یا حسین 😭🤲🤲🤲🤲 سلام علیکم یا حسین 😭🤲🤲
سلام یا حسین علیہ السلام 😭😭😭😭😭😭😭🤲😭🤲😭 ہی مولا حسین سلام یا حسین علیہ السلام
Khuda bhai fikr delhvi ke maghfarat farmaye..... Bhut purdard marsiya...bibi (s.a) pursa qubool farmaye'n.....iltmas sura e fateha Basharat Hussain urf fikr Delhvi ibne Sharafat Hussain
سکینہ ہی ہی سلام یا حسین سلام یا حسین علیہ السلام 😭😭😭😭😭😭😭 ہی ہی یا حسین سلام یا حسین سلام یا علی علیہ السلام
سلام علیکم یا حسین 😭🤲🤲🤲😭🤲😭🤲
Dekha hussain ko...
Jab khwaab me sakina ne dekha hussain ko
Are.. muddat ke baad beti ne paya hussain ko
Ro ro ke apna haal sunaya hussain ko
Aur daman jala hua bhi dikhaya hussain ko
Are muddat se dur thi jo..shah e mashrekain se
Are faila ke baahe daud ke lipti Hussain se
Mu rakh ke mu pa baap ke beti ne ye kaha
Aye baba sunau aap ko kya gham ka majra
Are jab katl aap hogye lashkar jamaa hua
Are baba humara aada ne khaima jala diya
Hum ro rahe rhe dekh ke duhaai rasool ki
Hai jungle me lutt rahi thi kamai batool ki
Haye Zinjaro me kasa gaya bimaar e na tawaa
Sar nange azdahaam me thi saari bibiya
The taziyane pusht pa aur rukh pa siliya
Aur maangi nahi thi kaano se khaichi thi baaliya
Dehshat se mere seene me dil ab bhi hilta hai
Kaano se dekho khoon abhi bhi nikalta hai
Aye baba tumhare baad ye taza sitam hua
Are halka rasan aur tha nannha mera gala
Aye khichne se rasan dard hua jata tha siwaa
Aur fariyaad kaun sunta waha kaun tha mera
Mai yaad karke aapko roye jahaan jahaan
Are mujh ko tamache Shimr ne maare waha waha
Ummat ne nanajaan ki ye zulm dahya tha
Are ek bekajawa unth pa mujh ko bithaya tha
Jab unth ne zameen pa mujh ko giraya tha
Are mujh ko kamar pa baandh ke usko bhagaya tha
Are zakhmo se saara jism mera xhur chur tha
Arey baba bataao aisa mera kya kusoor tha
Suniye Aulaad waalo kya kehti h bibi
Are sunkar ye bain beti ke tadpe shah e huda
Ro ro ke apni laadli beti se ye kaha
Are chand saath do mai khatm hai bete ye silsilaa
Are sab se kaho ke jaate hai lo hum sue jinaah
Aur kal subha mai zarur tumhe lene aaunga
Are seene pa apne tumko hamesha sulaunga
Sunkar ye baaccho ki sakina jigarfigaar
Are baba ko dhundne lagi tab hoke bekarar
Aye ro kar phupi se kehti thi maasum baar baar
Aye aaye the mujh se milna shehenshaah e naamdaar
Are kehte the beti kabse tera intezaaar hai
Are aaja ye baap tere liye bekarar hai
Aabid se boli aan ke vo gham ki mubtela
Are bhaiyya dila do mujh ko sare shah e karbala
Are pohchaiye Yazid se ye paigaam ye mera
Aye paau sar e hussain agar izn ho tera
Are hovegi aaj mujh pa inayat hussain ki
Are hai aakhri jahaan me ziyarat hussain ki
Zindaa me jab sakina ko baba ka sar mila
Are baaho me leke seene se sar ko laga liya
Aye lipti sar e hussain se vo sheh ki mahlaka
Aur ek aah nikli dil se ke bas dam ulat gayaa
Are sadme utha ke dil pe jahaan se guzar gayi
Are mu rakh ke mu pe baap ke vo baachii marr gyi
Aur mayyat ko dafn sayyad e sajjad ne kiyaa
Aur markad pa gir ke baali sakina se ye kaha
Are shikwaa na karna baap se aye laadli mera
Aur majbur kaid khaane me ye bhaai hai teraa
Are ghuslo kafan mila na ghamo ke satayi ko
Are karna mwaaf choti behen apne bhaai ko
Markad pa maa pukaari aye sakina utho utho
Are paya tha tumne chain kahi na utho utho
Aye biwi
Hum jaa rahe hai bibi madina utho utho
...
...
Need Last 2 lines
Shukri ya
ghuslo kafan mila na ghamo ki satayi ko
karna mu.aaf choti behan apne bhai ko
ہاے مولا ع
ماشا اللہ جیو
السلام و علیک یا ابولفضل العباس ع السلام و علیک یا ابا عبداللہ الحسین ع اسلام و علیک یا سیدہ صدیقہ الکبری یا زہرا بنت محمد ص السلام و علیک یا بنت علی ولی اللہ ع السلام و علیک یا ابو الفضل العباس علمدار ع
😭😭😭😭😭😭😭😭
Massaallah maula slamat rakhey sab azadaro ko
Ameen
Masha Allah maula slamt rkhe😭😭😭
He fikr kya baya ho sakina ka hal-zar
Baba ko yaad karke vo hoti ti be karar
(karbala se sam ke ked khane tak nind nahi ai)
Ek roz jab ke so gai hai vo seh ki sog war
Dekha hussain pak ko rote hai zar zar
Pucha ke ap kis liye e baba rote he
Kyu ask ye janab ki akho se behte hai
Zulmo sitam jo tuj pe e meri jaan hote hai
Bibi sakina ham teri gurbat pe rote hai
1) Jab khwaab me sakina ne dekha hussain ko
Are.. muddat ke baad beti ne paya hussain ko
Ro ro ke apna haal sunaya hussain ko
Aur daman jala hua bhi dikhaya hussain ko
Are muddat se dur thi jo..shah e mashr kain se
Are faila ke baahe daud ke lipti Hussain se
2) Mu rakh ke mu pa baap ke beti ne ye kaha
Aye baba suna u aap ko kya gham ka majra
Are jab katl aap hogye lashkar tabah hua
Are baba hamara aada ne khaima jala diya
Hum ro rahe rhe dekh ke duhaai rasool ki
Hai jungle me lutt rahi thi kamai batool ki
3) Haye Zinjaro me kasa gaya bimaar e na tawaa
Sar nange azda haam me thi saari bibiya
The taziyane pusht pa aur rukh pa siliya
Aur maangi nahi thi kaano se khaichi thi baaliya
Dehshat se mere seene me dil ab bhi hilta hai
Kaano se dekho khoon abhi bhi nikalta hai
4) Aye baba tumhare baad ye taza sitam hua
Are halka rasan aur tha nannha mera gala
Aye khichne se rasan dard hua jata tha siwaa
Aur fariyaad kaun sunta waha kaun tha mera
Mai yaad karke aapko roye jahaan jahaan
Are mujh ko tamache Shimr ne maare waha waha
5) Ummat ne nana-jaan ki ye zulm dahya tha
Are ek beka-jawa unth pa mujh ko bithaya tha
Jab unth ne zameen pa mujh ko giraya tha
Are mujh ko kamar se baandh ke usko bhagaya tha
Are zakhmo se saara jism mera chur chur tha
Arey baba bataao aisa mera kya kusoor tha (Suniye Aulaad waalo kya kehti h bibi)
6) Are sunkar ye bain beti ke tadpe shah e huda
Ro ro ke apni laadli beti se ye kaha
Are chand saath do mai khatm hai bete ye silsilaa
Are sab se kaho ke jaate hai lo hum sue jinaah
Aur kal subha mai zarur tumhe lene aaunga
Are seene pa apne tumko hamesha sulaunga
7) Sunkar ye baaccho ki sakina jigar-figaar
Are baba ko dhundne lagi tab hoke bekarar
Aye ro kar phupi se kehti thi maasum baar baar
Aye aaye the mujh se milna shahenshaah e naamdaar
Are kehte the beti kabse tera intezaaar hai
Are aaja ye baap tere liye bekarar hai
8) Aabid se boli aan ke vo gham ki mubtela
Are bhaiyya dila do mujh ko sare shah e karbala
Are pohchaiye Yazid ko paigam ye mera
Aye paau sar e hussain agar izn ho tera
Are hovegi aaj mujh pa inayat hussain ki
Are hai aakhri jahaan me ziyarat hussain ki
9) Zindaa me jab sakina ko baba ka sar mila
Are baaho me leke seene se sar ko laga liya
Aye lipti sar e hussain se vo sheh ki mahlaka
Aur ek aah nikli dil se ke bas dam ulat gayaa
Are sadme utha ke dil pe jahaan se guzar gayi
Are mu rakh ke mu pe baap ke vo baachii marr gyi
10) Aur mayyat ko dafn sayyad e sajjad ne kiyaa
Aur markad pa gir ke baali sakina se ye kaha
Are shikwaa na karna baap se aye laadli mera
Aur majbur kaid khaane me ye bhaai hai teraa
Are ghuslo kafan mila na ghamo ke satayi ko
Are karna muaaf choti behen apne bhaai ko
11) Markad pa maa pukaari aye sakina utho utho
Are paya tha tumne chain kahi na utho utho
Hum jaa rahe hai sehre madina utho utho
Last three line
Are maa ki pyari beti sakina utho utho
Nanhi si ye Rida tume Dene ko ai hu
Are bibi ke gosware bi ham rah ai hu
Mashallah khuda aapko salamat rakhe
Aaj mene ye mrsiya pda fiqr sahab apko mola slamat rkhe
Massaallah maula slamat rakhey aap sabko bhout achha marsiya hai rikkat ka I
Mujhe ye mrsiya lyrics chahiye aur is mrsiye me last ka band kta hua h wo pura mil jaye to apka bahut ehsan ho plz
Iska 2 part upload hai UA-cam PE
Subhaan Allah bhai Bahaut Khoob Jazaak Allah Alkhair
😭😭😭😭😭😭 hay yatima
Ye mrsiya mujhe lyric me chahiye mil jayega kya
Mashallah mola salamat rakhe azadaru
Haye haye meri gam ki stayi bibi
Lillah ke waste douran e mersia salam 🙏commentary na shuru karo. 🙏🙏
apse drkhquast he ki is marsiye ko me pura sunna chata hu
ye marsiya mujhe kaha mil salta h
Mashallah 👌👌 😭😭😭😭
Is marsiye ka last band adhura he
Salamat Rahain Paak BIBI SAKINA s.a k Azadar
Please like and share
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Jazakallah, bahut hi pur dard awaaz hai
Mola salamat rakhay
Haaye Bibi 😭
Haye bibi sakina
😢😢😢..
ہاے تسکین حسین ع
😢😢😢😢😢 hye hye
😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Ya marciya ka lyrics send kar do plz
😭haye..... Mari bibi
Plz full lyrics...
3 band me 3 line samjh nhi aa rhi h koi bata sakta h kya h
Zanjeero me kasa gya bimare na tawa
Sar nagge azdaham me thi sari bibiya
The taziyane push pe or iske bad smjh nhi aa rha h please bata dena
تھے تازیانےپشت پہ،اور رخ پہ سیلیاں
Dislike karne wale pe lanat taqayamat
Masha allah
😭😭😭😭😭😭😭
Akhri band adhura he bhai
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Plz lyrics
Matamdar
اس کا شاعر کون ہے؟
Jo padh rahe hain wohi hain
Janab Fikr sahab dehlvi
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭👌👌👌
Salamat rho
Zindabad jio jio jio jio jio
Plz send me lyrics of this mersiya
Plz any one send me lyrics of this mersiya
Same mjhy bhi send kren
Mashallah
😭😭😭😭
Masha allah
Mashallah
😭😭
Mashallah
😭😭😭😭