Shadi ke baad Husband kisko Zyada Maane | Apni Jannat (Maa) ko ya Zindagi (Biwi)ko || Life Changing

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 8 лют 2025
  • Shadi ke baad Husband kisko Zyada Maane | Apni Jannat (Maa) ko ya Zindagi (Biwi)ko || Life Changing Bayan
    Shadi ke baad iss masail me uljhe ho to Ye video clip zaroor sune
    Joint family System#muhammadalispeaks #husbandwife#mugheerahluqman #youthclub#motivationalspeaker #husbandwife #miyabiwi #saasbahukiladayi#
    #lifechangingbayan #jointfamilysystem#islamickhwateen

КОМЕНТАРІ • 30

  • @asmaasif4718
    @asmaasif4718 Рік тому +7

    Very very TRUE respect is far more important than love in any relation..... May Allah help us to correct our iklakh towards people ...

  • @ShirinDelhiwala-ks5oo
    @ShirinDelhiwala-ks5oo 8 місяців тому

    Sir excellent speech Allah bless u

  • @na773
    @na773 Рік тому +9

    Shadi ek rishta hai jo balance se chalta hai. Is main dono mian or biwi ko balance karna parta hai, sirf biwi sabar kare ya sirf shohor sabar kare; yeh kahin nahi likha. Agar dono main se kisi fareek ko bhi koi masla hai to us pey lazam hai k woh us masley ko apney partner k sath share kare. Use khul k batae k mujhey yeh baat buri lag rahi hai ya ise bardasht karna mushqil hai. Or dosrey fareek par lazam hai k woh us ki baat ko samjhey or jitna possible ho sakey, khod ko badley. Agar koi na-jaiz mutalba hai, to bhi tahamul se beth k samjhae k yeh demand ghalat hai or is bare main baat kar k ek hatmi faisley tak pohnchey.
    Sabar sirf awrat par farz nahi. Nikah ek agreement hai jis main dono fareek ek jesi hasiyat rakhtey hain. Koi kisi se hesiyat main chota ya bara nahi. Is liye sirf sabar ka dars dena ghalat hai. Aap logon ko yeh dars bhi dena chahye k ek dosrey ki shiqayat sun k use har mumkin koshish kar k door kiya jae. Jab dono ek dosrey k liye khod ko thora badalney k liye mehnat karen gey to hi rishta mazboot ho ga.

  • @mubashsheraansari-mn2fq
    @mubashsheraansari-mn2fq Рік тому +11

    Right kaha aurat ko respect chahiye beizzati zalili nahi chaiye

  • @sakeeparveen895
    @sakeeparveen895 Рік тому +5

    Your words touch the heart directly...

  • @azeemm9031
    @azeemm9031 Рік тому +9

    Zindagi bohat mushkil hai, Kash har saas bahoo ko b Betti ki tarha samjna shuroo ka dy

    • @areebzaman4319
      @areebzaman4319 Рік тому +2

      Aisa kbi nhi ho skta, ap saas ki jitni marzee khidmat kr lain wo bahoo ko beti nhi samjhti 😢

    • @asstudio3469
      @asstudio3469 11 місяців тому

      @@areebzaman4319 saas ki khidmat kabhi ni krna

    • @SimranKaboo
      @SimranKaboo 10 місяців тому

      I agree....kash aisa hota...to zindagi jannat ban jati

  • @muhammadtouseef12
    @muhammadtouseef12 4 місяці тому

    ایک سوال ھے ہمارے پیارے نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے ہمیں کوئی بھی چیز ایسی نہیں جو نہ بتایا نہ ہو

  • @mohdarfan341
    @mohdarfan341 3 місяці тому

    ❤❤

  • @asmaasif4718
    @asmaasif4718 Рік тому +1

    Very inspirational clip .... plz make a video on topic sabr with special reference to sabr in marriage.... jazakallah

  • @Abdullah_Dawood3579
    @Abdullah_Dawood3579 Рік тому

    Bilkul auntie theek keh rae hn

  • @Rabia.Fatima
    @Rabia.Fatima 10 місяців тому +1

    Maa ke maney but upni ankhey b khulli rukhy. Kuch mother-in-law beto, upny hsbnd, logo agey intehyeeeee acha behave kerti baho aur unke bucho sath, but jub baho akeli hoti tub uspe loudly bolti hey, is hud tuk rude ho jaty,hurt kerti hey k baho rony per mujbor ho jye.
    Phir bre treqey se betey ko b bevi k khilaf ker deti hey,k feel b na ho k khilaf kia...
    Ye ny sochti k dunia mai to ker le ge ya chalakia, taizia.... but, Allah ko kia jawab de ge upny behaviour ka... baho ke duty ny k sas, sussur ko khush rukhy, baho ke responsibility ny k sas ya nund sath baty kre, unhy khush rukhny k leye... na baty kro to complains ker dena betey ko k tmhari bevi mjse bat ny kerti

  • @saeraabid262
    @saeraabid262 Рік тому +3

    Aurat ko priority aur respect chahiye hoti

  • @ShabnamSaba-m5g
    @ShabnamSaba-m5g Рік тому +2

    KY choti choti baat pe shohar biwi ko Gali dein apne kisi v ghr ke fard ki wajha se bhai,bhabhi ,ya fir mare to ispe biwi ka bolna glt h, gunah h,,Allah pak ky mujse naraz ho rh,,mujhe saza ke tour pr taklif mil rh,,mera sukoon kahi khota ja rh,,mujhe chizen kuch smjh nh aarh???

  • @AyeshaKhan-uy2io
    @AyeshaKhan-uy2io Рік тому +5

    Kabhi behnon kay huqooq pur bhi baat karein....how shud a man care for his sisters before and after their marriage and th brother's marriage?

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Рік тому

      Humari family meh ek behn ne bhai k sat rishta khatam kar diya hain. Bhai aur waldehn samjhty rahy k beti pardasht karti rahegi. Ab waldehn bikariyo ki tarha roh rahy hain apny beta k liye. Beta ko ab bhi fauqiyat deh rahy hain aur beti ko samjha rahy hain. Beta ko nai samjha rahy k tum behn se sulha kar loh. Aur beti ne waldehn aur bhai sab se haat doh liye.

    • @ainigill391
      @ainigill391 Рік тому +4

      Sisters married bhai ki life mn dakhal na den aur apni bhabi ko space den.

  • @mm-qg6oq
    @mm-qg6oq 11 місяців тому

    Agar mard kilanaey ka ghar mae rakhnaey ka tana daey biwi bacho ko to kia asa murad darjaey mae zada haey

  • @maryammalik1374
    @maryammalik1374 Рік тому +7

    Orat ko sacrifice and mrd ko zimedari ❤

  • @tasnimfatima7784
    @tasnimfatima7784 Рік тому

    Gustakhi maf ho mei Hindustan se hun or mujhe nhi maloom k ye aapko khana chahiye ya nhi pr hmeri knowledge se aap ye bataye
    K BiWi kiya kisliye jata hi😢😢😢😢😢

  • @misbahanwar-qd2hm
    @misbahanwar-qd2hm Рік тому +2

    Saas kbi b acha bhv nh krti chahiye AP Jo mrzi krlo

  • @tasnimfatima7784
    @tasnimfatima7784 Рік тому

    Plz mujhe aapse bat kerni hi

  • @hinashaheen8957
    @hinashaheen8957 Рік тому

    Pls name of mam😊

  • @salmanarif6651
    @salmanarif6651 Рік тому +2

    Maa ne paal pos ke bara kiya aur parents ki obedience awlad pe lazim hae. Wo jagah biwi jo shohar pe depend karti ho aur us ki farmanbardari lazim ho, biwi kesi le sakti hae? (Feminazis stay away)

  • @islamicguidancerehnomaipath
    @islamicguidancerehnomaipath Рік тому +1

    Yah lady good but in ka samjhany ka style bhot hard hy

    • @farzanaimran3947
      @farzanaimran3947 Рік тому

      😮 To Understand Lady,s style should be hard Mam Asiya nice sharing 👍💯👍❤️💚🌹🌹🌹

  • @salmanarif6651
    @salmanarif6651 Рік тому

    Feminazi aurat kahan sacrifice karti hae? Qawwam ka role aurat lena chahti hae aur sari responsibility mardo pe daalti hae, how is that balanced?