@@Dhairypratapchauhan Dekho agar me sahi btau to koi bhi bike jab new hoti h to shocker suspension bhi boht acha hota hai. Gadde me to boht achi chal rhi h abhi. Dusri bat dikkat ki to ha ap 1 ghante se jada chalate rhege tab apko kandhe me or kamar me thoda dikkat mehsus hoga.
Sbse bdi baat ...near by cng filling station na ho to lene se koi fayada nhi h qki iska milage petrol p 45-50 km/ltr h...aur cng dur gye fill krwane to cut pit kr 60-65 rah jayega...so thik about this..
बहुत अच्छी बाइक है मुझे 3 महीने होने वाले हैं
ये cng वाली पल्सर है
1,klm माइलेज देती है
Best bike h ankhe band karke le lo ❤ mere pass bhi h
@@jinsujinsu8022 ❤️😊
Bhai har gadi me koi na koi kami hoti h 😊 ye bike sbhi Baja ki pehli cng bike h or bajaj dusre model me kuch or badlega lekin bike thik h😊
@@ArifArif-sm8xv Ha bhai me apki bat se sehmat hu 😊
Thank you
Welcome dear 😊
Kuch technical issu to h jaise self kabhi kabhi kaam nhi karta h second gair m problem h kabhi bhi nutral ho jati h
@@AminShekh-c8x self ka to issue aaya ni h muje kabhi. Ha gear me issue h. 4 se wapas 3 me aata ni h jaldi. Kbi kbi neutral me b ni aata sahi se
@@AminShekh-c8x ye dikkat muje bhi he but stop kar ke last me wapas key dalke Shanti se neutral kar deta hu
छोटे बड़े गढ्ढों में आरामदायक है या झटका देती है अच्छा से बताईए और कितनी दूर चलाने पर दिक्कत होती है, @
@@Dhairypratapchauhan Dekho agar me sahi btau to koi bhi bike jab new hoti h to shocker suspension bhi boht acha hota hai. Gadde me to boht achi chal rhi h abhi. Dusri bat dikkat ki to ha ap 1 ghante se jada chalate rhege tab apko kandhe me or kamar me thoda dikkat mehsus hoga.
Sumit it's a 125 cc engine we can't expect to run above 120 speed
@@gakrishna7910 Yes definitely we cannot.
Petrol cap par bethega kya bhai 😅
Ni bhai lekin other bikes k comparison me dekho to boht halka quality h cap ka
Pani andar chala jata hai bhai agar barish me khadi ho
I want this
@@khushalgoswami5025 👍😊
Sbse bdi baat ...near by cng filling station na ho to lene se koi fayada nhi h qki iska milage petrol p 45-50 km/ltr h...aur cng dur gye fill krwane to cut pit kr 60-65 rah jayega...so thik about this..
@@Chandraisha Exactly 💯
मुझे तो कोई दिक्कत नही आ रही
dikkat to kuch bhi ni h. Bas kuch kamiya h jo mene btai hai😊
height कम करे
@@pramodchaudhary208 Bike ki height to Bajaj walo ko bolna padega 🙄😁