Bhaiya Kasam se same problem tha bahot bahot sukriya bhaiya mai v 10 sal se gairage chalata hu pahli war Aisa problem aaya h lekin bhaiya ma Kasam same problem tha
Bhai meri passion pro 2011 model jab ride karta hau mast chalta hai,lekin ja bhi gadi slow Karna padha to engine off ho raha hai,agar thora race de to bandh nahi hota Ky problem hai?
Sir ji mere paas cd deluxe hai usme bhi same problem hai maine charge aur cdi dono nayi dal diya wiring bhi thik hai leki gadi jaldi start hi nahi hoti aur agar ho gayi to chalte chalte hi curent chal jata
Bhai meri byke passion xpro me current nahi aa raha hai.sab kuch kar liya.coil.cdi . RR.wiring.sab kuch .paresan ho chuka hu .4 din se machnic kosis kar raha hai. Koi idea he to batayiye
25 30 saal kya kere abhi 3 ya 4 mahine pehle hi aesi mistek mere paas aa chuki he ye to komen he kitni baaer selfe one me jenge aa jane se ye problem ho jati he bhai
Bhai (2.57 time) pe jo tar apne pakda hai uss tar me Direct current aa raha hai . BINA KICK MAARE OUR BINE SELF MARE .BUS CHABI ON KAR RAHA HU OUR CUURNT SUPPLY DE RAHA HAI .KOI SOLUTION BATAOO BHAI PLEASE.
Program hamari gadi mein bhi I hai hamare pass bhi ek customer ki gadi hai jismein problem I hai vah gadi bhi do ya teen mistri ke pass pahle se hi Ho kar I hai per abhi tak theek nahin hui hai aap kripya iska koi upay bataen
Sriman ji passion plus old model kucch samay pahle ingine banaya tha gadi me corrent problem aa rahi pikap qual badal li starting qual badel li hd qual badel li cdi dusri laga ke dekhli fir bhi corrent ki samasya hai starting qual new lagate hai ek baar start ho jati fir corrent chala jata hai bahut pareshan ho raha hu please bhai samasya hal karne ki kirpa kare
Sir ji puri biring chek kar li falt nahi mila fir magnet side me pikap qual magnet se bahut door thi starting qual fir badalli megnet se problamb thi hal ho gai aapko bahut bahut dhanybad ripply dene ke liye srimanji aasha hai aap hamesha sahyog kartey rahege ..namaskar
Tumhe itna sab kuchh karne ki jaroorat hi nahi thi , sabse pahle pick up coil hi check karna chahiye tha. Q ki in gadiyon ki cdi jyada kharab nahi hoti he ..
Bhaiya Kasam se same problem tha bahot bahot sukriya bhaiya mai v 10 sal se gairage chalata hu pahli war Aisa problem aaya h lekin bhaiya ma Kasam same problem tha
Bahoot Badiyaaa broooo
Suparb sir aise video banate God bless u
My bike has same complant today i have done some work same problem tommoraw i will do the same and i will informe you good macanic thaks
Shaandar video
Good working sir g👍
Good job sir me your students
Nice bhai bahut sandar
Thank you
Ye prablom mere pas bhi aaj aai hai sar geeeeee par sahi ho gai hai
My karizma r bike current problam pickup coil mai current aata hai charger bhi sahi hai or cdi bhi .. kya dikkat hai pta ni chalti
Thanks bhayaji so much for you
Bahut achha vidio guru ji
Hello sir mene gerej chalu kiya he lekin muje thodi jankari he to sir bike ke sare sare video bhejte rahiye please
Ok mere bhai koi problem bike ki Ho to batana
Bhai meri passion pro 2011 model jab ride karta hau mast chalta hai,lekin ja bhi gadi slow Karna padha to engine off ho raha hai,agar thora race de to bandh nahi hota
Ky problem hai?
Carburettor me ya hed me problem he
@@1tmechanic carburettor tunning race kam karke rakha hai
Kya uske liye problem ?
Aap ne bahut achha jankari di
मस्त लाईव प्रूफ सर जी
P
Nice work
Mera splendor plus bike barish ke bad start Nehi hota
Kon sa part badal na hoga
Good information.. Thank you
mere pass bahot Barr Aisa problem Aya hai. Final Solution hai ek isme Pick up coil ke Wire joint Solder k upar Anabond Lagake Sukhaye Fir Feeting kare
🤔nahi samaj aya dost aap jo bole
Sir mera bhi problem hai passion pro Ka starte nahi hori sab check karliya bhai batao kya kare pareshan hu main
Please your problems comment
Sir ji mere paas cd deluxe hai usme bhi same problem hai maine charge aur cdi dono nayi dal diya wiring bhi thik hai leki gadi jaldi start hi nahi hoti aur agar ho gayi to chalte chalte hi curent chal jata
फ्यासन प्रो के चारी के चारी इंडीकटर उड जाते है, सामने वाली लाइट नही उडती, RR भी नया डाला है,सात सात हाँर्ण भी बज्या रहता है, क्या प्रोब्लेम है, सर.
Sir Aisa problam to Mane bahut solve Kiya h
Video majedar Raha
1 no ❤
Bhai meri byke passion xpro me current nahi aa raha hai.sab kuch kar liya.coil.cdi . RR.wiring.sab kuch .paresan ho chuka hu .4 din se machnic kosis kar raha hai. Koi idea he to batayiye
Pick up call chabi switch
Bhai hero passion xpro plag tarminal current nahi aarha,lakin ignasion coil kaa wair may current aa rahi hay
Nice video
Good suggestion sir
Hero Passion Pro BS4 gadi IPS 3 ke Palak Mein petrol aata hai iska kya reason Hai Uska ful apply to mere bhai
Aa chuki hai mere pass solv bhi kar chuka hu
Thankuu
Wah ji wah 👍👍👍
Thanks
Super video
Thanks
Nice
Ek dum sahi
Ye problem mere pass Aaj hi aai he
25 30 saal kya kere abhi 3 ya 4 mahine pehle hi aesi mistek mere paas aa chuki he ye to komen he kitni baaer selfe one me jenge aa jane se ye problem ho jati he bhai
yah koi problem nahin hai yah laparvahi hai Bhai
Sir mera bike hai jo passion x pro hai new cdi laga diya hai fir bhi start nahi hua
ये प्रॉब्लम मेरे पास कल ही आया था
Good👍
नीला कलर का वायर ---?(कोनसी कोइल)में जाता है क्लियर सुन नही पाते है प्लीस बताइये
Pickup coil
Thanks sir
Bhai (2.57 time) pe jo tar apne pakda hai uss tar me Direct current aa raha hai .
BINA KICK MAARE OUR BINE SELF MARE .BUS CHABI ON KAR RAHA HU OUR CUURNT SUPPLY DE RAHA HAI .KOI SOLUTION BATAOO BHAI PLEASE.
Our bike start ho raha hai bus kabhi kabhi jhatke ke sath band ho jaati hai our BOTTLE COIL (GARM ) HO JATA HAI
Nice👍 sir
Aisa mere sath bhi huwa hai
सर आप पिक कॉइन का रेंज चेक करते
Program hamari gadi mein bhi I hai hamare pass bhi ek customer ki gadi hai jismein problem I hai vah gadi bhi do ya teen mistri ke pass pahle se hi Ho kar I hai per abhi tak theek nahin hui hai aap kripya iska koi upay bataen
Konsi bike he or kya problem he
Sar apka kaha hua tokan mere garime krent nha derja si
Vary vary good video
Thank you
Online class chalti he kiya bhai
Nahi
Nice hai
Sriman ji passion plus old model kucch samay pahle ingine banaya tha gadi me corrent problem aa rahi pikap qual badal li starting qual badel li hd qual badel li cdi dusri laga ke dekhli fir bhi corrent ki samasya hai starting qual new lagate hai ek baar start ho jati fir corrent chala jata hai bahut pareshan ho raha hu please bhai samasya hal karne ki kirpa kare
1) Men loc ka soket nikal ka chalake dekho agar sahi chle to men loc chenj karalo
2) waring men lok band karane ka wayar kahi sort ho raha hai
@@1tmechanic Bahut bahut dhanybad sriman ji kal karke dekhegen aaj bahut bhanyankar barish ho rahi hai aapko jaankari jarur denge
Sir ji puri biring chek kar li falt nahi mila fir magnet side me pikap qual magnet se bahut door thi starting qual fir badalli megnet se problamb thi hal ho gai aapko bahut bahut dhanybad ripply dene ke liye srimanji aasha hai aap hamesha sahyog kartey rahege ..namaskar
Pick up coil ki continuti check karo
Cdi power coil sab change karke dekh liye
Passion plus 4 km chalne ke baad band ho ja rahi aur current gayab ho ja rha kya kare
Ye problem mere pass bhi aai thi. CD Deluxe main. main bhi bahut paresaan hua hu..
Nice video 👌
Thank you bhai
Thankyu sir mera naam umesh gaswami
Sar ye deram yoga he sa ya karu
Aur Humne Kai bar usko Sahi Bhi Kiya Hai
Thanks
Ht coil per chavi on karne se current lag ne ki vajah
Bina kik mare karent kyo aa raha hai chabhi suich on karne par c.d.i se kik marne par nahi aaraha hai kyo
Bhai meree pas bhi sem problem aai thii x pro mee
Sem bike h carent nahin a Raha h aur hedlait meetar ki laite nahin jal rahi h
Bike chalate hue current lagta h ... Koi help kro.. bade mistri Ko dikha liye koi nahin Bata Paya.. samne Har man Li...
@@deepaktanwar5302 kaha se Current lag rahe hendil ya body se
Cdi se bhi carnt aata hai pr plug coil me Kuyn nhi aata hai
Same problem bhai
👏👌👍
Wanwe toot ke picup coil pe arth le raha tha
Ha bhai merepas biaaye mekaikaru
Drycoil mai current nahi a raha hai
Mere pass me aai he bhai kl hi
भाई मेरे पास ये प्रॉब्लम aay hai
Shop ka address kya hai
Aap kaha se ho
Passion Pro current to nahin a Rahi
बिना बैटरी के गाड़ी स्टार्ट कैसे होती है
बैटरी चार्जर सही होगा तो स्टार्ट हो जाएगी
My bike same problem
Aya hai bhai
Pailai pikap kuaail caik karta bhai
मेरे पास आया है ऐसा परोबलम
Mere pass aya tha
😍
Megnet dal do sar
TVS Sport gadi off Mein wicket near
Abhi turan aisi samasya ai hai
Sir mere bhi he hi problem he
Mere paas aai ye problem
Tumhe itna sab kuchh karne ki jaroorat hi nahi thi , sabse pahle pick up coil hi check karna chahiye tha.
Q ki in gadiyon ki cdi jyada kharab nahi hoti he ..
Hi
Aaisa roj ata h ok
Bhai isaki cleaning Ho jaati to yah problem nahin aati yah koi problem nahin hai yah laparvahi hai
Bro
Marapas 1 active 125 aieha
Hf passion Kai bar banaa chuke hain ham
Mention not
Hamare pass hai aisa problem Kai bar a gaya hai
Iehi
Or current spark plug tak aata nahi
Hello
Ha aai एच
Or bro
Mera pass ayk bar aa chuki hai