Це відео не доступне.
Перепрошуємо.

Akbar nojwan Akbar | Meraj hallauri rizvi |nauhey 2024 |muharram 1446/2024 | Nauha Sehzada Ali Akbar

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 13 лип 2024
  • 🌑 Bismillah 🌑
    Akbar nojawan Akbar tera sehra na saja paayi teri madar | Meraj hallauri rizvi nauhey 2025/1446
    #syedmerajhaiderrizvihallauri #akbarnojawan Akbar #nauhey2024 #aliakbar #hussain #karbala #anjumanhaideryhallaur
    Kalam title --Akbar nojawan Akbar
    Recited by - Meraj hallauri
    Poetry by - Arsh hallauri
    Composition by -Meraj hallauri
    Chorus by --Zaigham Hadi
    Audio by - Praveen sadgamaya studios
    video by - Humair rizvi
    mixing & mastering by- zaigham hadi (pak ) & team
    Lable -MHR
    special thanx:- Ali Imran zaidi , Praveen sadgamaya studios, kaify rizvi Shahid , Abid jamal , rizvi Aseem ,Rizvi Aasif ,mujtaba uk,
    Mohd Mohsin , Intezar Mehdi , and anjuman haidery hallaur
    Album 2024/1446(H)
    Lyrics ----
    Akbar Akbar Akbar Akbar
    Ye dashte bala me goonj rhi hai ek maa ki sada
    Akbar nojwan akbar tera sehra na saja paayi teri madar
    Chubhtey hai mere dil me dardo Aalam ke aye laal kai nashtar
    Dil me armaan ye tha tera sehra dekhun- akbar nojawan Akbar
    Khelti hasti hui teri duniya dekhun --akbar nojawan akbar
    Kaisa ye sitam toota so gya kha ke sena seene pe tu dilbar
    Kash dekhe hotey maine manzar vo haseen
    Tere sehrey ki ladi choomti teri jabeen
    Haye maa Kahan jaaye le ke ehsaas ka aankho me haseen manzar
    Taras ab bahrey khuda uspe kuch khao zara
    Vo Jo ummed liye takti hai rasta tera
    Yasrab me na mar jaaye dil me armaan liye deed ka vo khwahar
    Tujhko aththarah baras kis tarah se pala
    Aye mere laal tujhe kya khabar aye beta
    Kaisey han bhala kaisey daagh is dil uthaun mai tera q kar
    Jab koi dulha teri maa ko ayega nazar
    Kya Khabar laal tujhe dil pe hoga kya asar
    Dil me ek chubhan hogi yaad aa jayega aashoor ka vo manzar
    Apney armano ko aa karun mai poora
    Uth mere sheer tujhe mai bana lun dulha
    Sona baad me sona tere lashe ko saja lun mai zara g bhar
    Jis ghadi khoon me tar tera lasha aaya
    Meri ummeedon ka vo janaza aaya
    Gham se na Mai Mar jaun kis tarh dekhun qayamat se bhara manzar
    Ma ye sadqe tere tujpe wari beta
    Q ye seene se tere khoon hai jaari beta
    Neza kya laga tere ummeedon ki garden pe chala khanjar
    Arsh Meraj rahi ma k lab par ye sada
    Meri aankho me nhi tera sehra dekha
    Madar ye teri madar umme Laila tere marne se hui muztar
    Akbar nojwan akbar tera sehra na saja paayi teri madar
    ----------------++++++++++++++++++-----------------
    copyright 🚫
    #muharram #nauha2024 #imamhusain #karbala #aliakber

КОМЕНТАРІ • 33