Subhanallah.... Subhanallah.... Subhanallah 💙💙💙💙💙💙❤️❤️❤️❤️❤️💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚 💚💚💚💚💚💚💚 Whoever reading this comment Allah aapko Nabi pak saw aur unke ahlebait as se muhabbat krne ki taufeeq de... Allah aapko khush rkhe ahlebait as ke sadqe aur Nabi pak saw ki shifaat naseeb kre... Aur unki ziarat naseeb kre
قرآن مجید: قرآن پاک میں حضرت آدم علیہ السلام اور حضرت حوا علیہا السلام کی توبہ کا ذکر موجود ہے۔ سورۂ اعراف (7:23) میں حضرت آدم علیہ السلام نے یوں دعا کی: رَبَّنَا ظَلَمْنَا أَنفُسَنَا وَإِن لَّمْ تَغْفِرْ لَنَا وَتَرْحَمْنَا لَنَكُونَنَّ مِنَ الْخَاسِرِينَ (ترجمہ: اے ہمارے رب! ہم نے اپنی جانوں پر ظلم کیا، اور اگر تو ہمیں معاف نہ کرے اور ہم پر رحم نہ کرے تو ہم نقصان پانے والوں میں سے ہو جائیں گے۔) اس آیت میں واضح طور پر یہ دکھایا گیا ہے کہ حضرت آدم علیہ السلام نے براہ راست اللہ تعالیٰ سے معافی مانگی، اور نبی کریم ﷺ کے وسیلے کا کوئی ذکر نہیں ملتا۔
Waseela Teen chizon ka liya ja sakta h 1. Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالىٰ k sifaati naamon ka 2- apne nek amaalon ka 3- Kisi bhi nek ZINDA se dua k zariye, Jaisa ki aap khud bayan farma rahe RasoolAllah ﷺ ki wisaal se pehle ki hadees ( Nabina aur Mirgi ki takleef wali aurat ka qissa ) Allah hum Sab ko rahe mustaqeem per chalne ki hidayat aur taufiq ata fermaye, Aameen.
Hawalajaat is Hadees k 👇👇👇 1 imam ibn e abi shaiba (imam bukhari o musil k ustad) nay almusanaf may jild 13 safa number 64 kitab ul fazail Hadees 32665 2 ibn e aseer nay alkamil may jild 2 safa number 556 3 Imam ibn e hjr asqalani nay fatah al bari jild 7 safa number 397 4 ibn e kaseer (ibn e tayymia k shagird) nay albidaya walnihaya may jild 4 safa number 105 Ye lo
Supplication of Hazrat Adam (A.S) Rabbana zalamna in lam taghfir lana watar | anfusana wa hamna lana koonanna minal قرآن مجید میں حضرت آدم علیالسلام کی یہ دعامذکور ہے: ربنا ظلمت انفسنا وإن لم تغفرلتو ترحمنا لنكونة من الخيرئنه ترجمہ: اے ہماے پروردگار ! ہم نے اپنی جانوں پرظلم کیا اگر آپ معاف نہیں فرمائیں گے اور ہم پر تم نہیں فرمائیں گے تو ہم خسارہ پانے والوں میں سے ہوجائیں گے۔ khasireen Our Lord we have sinned against ourselves and unless You grant us forgiveness & bestow ur mercy upon us, we shall most certainly be lost Surah Al-A'raf , verse 23 Quran men to ye alfaaz hain , Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالىٰ ne ye alfaaz Adam Alihissalam ko sikhaye Zara gor farmaye
Incomplete knowledge leads you to devastation You need more knowledge about Islam Quran or Ahadees Mubaraka dono ka mutalya kerin •Ay mehboob agar tumhe paida kerna maqsood na hota to me ye dunua hi paida na kerta at the same time Allah ney farmya Me ney jino or insano ko apni ibadat key liy paida kia Agar ap sirf aik traf ki baat logo ko batein gay to ap deen me corruption ker rahy hain
Jab tak ap Aheed Mubarka ko nahi parhein gay tab tak yuhi fitno me pare rahengay For example Marzai apko jahil followers ko ye ayat parh ker sunaty hian or unka kind wash kerty hain Surah jin (72:7) And they thought as you think that Allah would not raise anyone Jab key ahadees mubarka me bar bar mojjod ha key mere bad kitny kazab ay gay , har cheez ki wazahat de di ha
Or Quran e Pak me dajal ka ziker nahi jab dajal ay ga tab jis trah marzaio ny us beygairt Kazab oe yakeen kia , tab log isi trah dajal pe yaken kerin gay Har Hadees ko Zaif kehny se wahabi sachy nahi hojaeyn gay😌
@@AbdulAbdul-js3tr respected friend Allah ne apko ilm se nawaza hai, dost poora quran parh len, Tamam sahi ahaadis parh len, science ye hai Kay har kaam Allah ki marzi aur mansha se hota hai, aur waqt e muqarrar par hota hai. Is liye koi sifarish sirf sifarish, qabool karna Allah ka kaam hai. Nooh a. S. Ki dua radd ho, Ibrahim a.s.ki dua radd ho aur hud hud ka hazrat Suleman a. S. Ko ilm hi na ho. Is ka matlab poori makhlooq Allah ki faqeer hai, aajiz hai aur sirf dua Kar sakti hai. Aur ye babay jo qabron me hain ye to abb na sun saktay hain na sifarish Kar saktay hain
میں بخاری شریف کی مندرجہ ذیل حدیث خاص طور پر ان لوگوں کے لیے شیئر کر رہا ہوں جو لفظ الوسیلہ کے صرف قرب کے معنی پر قائم ہیں۔ یہاں لفظ نتوسل استعمال کیا گیا ہے جو الفاظ کے ایک ہی خاندان سے تعلق رکھتا ہے: حَدَّثَنَا الْحَسَنُ بْنُ مُحَمَّدٍ، قَالَ حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ الأَنْصَارِيُّ، قَالَ حَدَّثَنِي أَبِي عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُثَنَّى، عَنْ ثُمَامَةَ بْنِ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ أَنَسٍ، عَنْ أَنَسٍ، أَنَّ عُمَرَ بْنَ الْخَطَّابِ ـ رضى الله عنه ـ كَانَ إِذَا قَحَطُوا اسْتَسْقَى بِالْعَبَّاسِ بْنِ عَبْدِ الْمُطَّلِبِ فَقَالَ اللَّهُمَّ إِنَّا كُنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِنَبِيِّنَا فَتَسْقِينَا وَإِنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِعَمِّ نَبِيِّنَا فَاسْقِنَا. قَالَ فَيُسْقَوْنَ. (Sahih al-Bukhari 1010) ہم سے حسن بن محمد بن صباح نے بیان کیا، کہا کہ ہم سے محمد بن عبداللہ بن مثنی انصاری نے بیان کیا، کہا کہ مجھ سے میرے باپ عبداللہ بن مثنی نے بیان کیا، ان سے ثمامہ بن عبداللہ بن انس رضی اللہ عنہ نے، ان سے انس بن مالک رضی اللہ عنہ نے کہ جب کبھی عمر رضی اللہ عنہ کے زمانہ میں قحط پڑتا تو عمر رضی اللہ عنہ عباس بن عبدالمطلب رضی اللہ عنہ کے وسیلہ سے دعا کرتے اور فرماتے کہ اے اللہ! پہلے ہم تیرے پاس اپنے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا وسیلہ لایا کرتے تھے۔ تو، تو پانی برساتا تھا۔ اب ہم اپنے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے چچا کو وسیلہ بناتے ہیں تو، تو ہم پر پانی برسا۔ انس رضی اللہ عنہ نے کہا کہ چنانچہ بارش خوب ہی برسی۔
ALLAH RabbulAlameen k ilawa hargiz koi mushkil kusha nahi or ALLAH hee tamam kainat ka akaila badsha or Waris he or ALLAH hee k leay hein tamam tareefein or ALLAH hee Dua ka sunnay or qabool kernay wala he or ALLAH insano ki shah rug say bhi ziada qareeb he mager phir bhi bohat say zalim loag ALLAH ko chore ker osi k peida keay huay bandoan ko mushkil kusha or ghosay azam or daata kehtay hein jo k zulm e azeem he. Ye sab loag tu khud makhlooq hein or apni har hajat k leay apnay khaliq ALLAH k mohtaj hein. ALLAH RabbulAlameen hee nay har cheeze ko peida kia or saat baray baray Asman bagheir satoon k kharay keay. Kia jo Rab aasmano or Zameen ko bagheir waseeloan k kharay ker sakta he wo is baat per qadir nahi k humhari Dua ko bagheir waseeloan k sun sakay? Quran e Kareem me likha he k jinhein ye ALLAH k ilawa pukartay hein wo tu Aik makkhi ko bhi peida nahi ker saktay. Tamam peghamber or tamam sahaba aik hee ALLAH ko apna mushkil kusha mantay thay or osi aik ALLAH ko subha sham tareef o tasbeeh k sath pukartay thay or osi aik ALLAH ki farman bardari me zindagi guzari or osi aik ALLAH k leay apni jano ko bhi qurban kia is leay hamein bhi on sab ki peirvi kerni chaheay. ALLAH RabbulAlameen shirk ko kabhi moaaf nahi karay ga or Quran e Kareem ko turjumay say samajh ker perhna chaheay takay jahannam ki dehekti aag say bacha ja sakay.
Ayat ya hadees btao plz kaha likha hai ye haram hai agar isse haram keh rhe ho ap toh ye zaroori hai ap sabit karo q ki apki marzi se ap kisi bhi chiz ki haram nahi kar sakte
AllahSubhanAllahutaala apne Nabi Karim Sallelahualaiwasallim ke Durood aur Salaam se hi dua kubool karta kyun ki AllahSubhanAllahutaala jaanta Apne Habib Janabe Muhammad Sallelahualaiwasallim ka Martaba kyun ki Wo aur uske farishte bhi Durood aur Salaam bhejte hain Nabi Sallelahualaiwasallim par
@@imranashrafi2594 Apne agr video ka naam dekha ho tou usme dekhlen kia likha hua jo ke video se bilkul related nahi, Or jo Hadees batayi jarhi hai uska matlb bhi manipulated hai. Pori video me intezar krta raha ab quraan se hawala denge mohtaram.
Lo ek aur aa gaya waseele ka inkaar karne wala to suno Quraan e Majid mein waseele zikr kahan hai Sure Yusuf pado jab Yakoob alaisalaam ki ankhon ki binaayi chali gayi Yusuf alaisalaam ki yaad mein jab wo mile to unke 11 bhaiyon ne Yusuf alaisalaam se apne waalid e ekraam ki nabeena ke baare mein bataya to Yusuf alaisalaam ne khameez di apne bhaiyon ko jaakar apne waalid Yakub alaisalaam ke ankhon par laga do to unhone waise hi kiya to Yakub alaisalaam ki binai laut aayi ye khameez binayi ki waseela bani samje waise Yusuf alaisalaam dua bhi karte to binayi laut aati lekin naya hukum jaari karna tha waseele ka
Apne nek amal ka wasila jayeg hai .nabi se mohabbat karna bi nek amal hai so nabi ka wasila defently good hai .
To mhbt karo na waseela kia 💁
اللہ تعالی آپ کو اجر دے
حق سچ بات کرنے پر
Subhan Allah mery AQA SAW ki Shan
Labaik ya Rasool Allah❤❤❤❤❤❤❤
Mustafa jane e Rahmat pe Lakho salaam
SUBHAN ALLAH MASHA ALLAH
Subhanallah.... Subhanallah.... Subhanallah
💙💙💙💙💙💙❤️❤️❤️❤️❤️💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚💚
💚💚💚💚💚💚💚
Whoever reading this comment Allah aapko Nabi pak saw aur unke ahlebait as se muhabbat krne ki taufeeq de... Allah aapko khush rkhe ahlebait as ke sadqe aur Nabi pak saw ki shifaat naseeb kre... Aur unki ziarat naseeb kre
قرآن مجید: قرآن پاک میں حضرت آدم علیہ السلام اور حضرت حوا علیہا السلام کی توبہ کا ذکر موجود ہے۔ سورۂ اعراف (7:23) میں حضرت آدم علیہ السلام نے یوں دعا کی:
رَبَّنَا ظَلَمْنَا أَنفُسَنَا وَإِن لَّمْ تَغْفِرْ لَنَا وَتَرْحَمْنَا لَنَكُونَنَّ مِنَ الْخَاسِرِينَ
(ترجمہ: اے ہمارے رب! ہم نے اپنی جانوں پر ظلم کیا، اور اگر تو ہمیں معاف نہ کرے اور ہم پر رحم نہ کرے تو ہم نقصان پانے والوں میں سے ہو جائیں گے۔)
اس آیت میں واضح طور پر یہ دکھایا گیا ہے کہ حضرت آدم علیہ السلام نے براہ راست اللہ تعالیٰ سے معافی مانگی، اور نبی کریم ﷺ کے وسیلے کا کوئی ذکر نہیں ملتا۔
sub han Allah
Ma Sha Allah
Masha Allah
MashaAllah❤❤
Waseela Teen chizon ka liya ja sakta h
1. Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالىٰ k sifaati naamon ka
2- apne nek amaalon ka
3- Kisi bhi nek ZINDA se dua k zariye,
Jaisa ki aap khud bayan farma rahe RasoolAllah ﷺ ki wisaal se pehle ki hadees ( Nabina aur Mirgi ki takleef wali aurat ka qissa )
Allah hum Sab ko rahe mustaqeem per chalne ki hidayat aur taufiq ata fermaye, Aameen.
Waseela Allah RabbulEzzat k Qadare Mutliq tanha HakemeWaqt ur Akela Ellah hune ka enkar hea
Subban Allah
subhan ALLAH
AMEEN
Subscribe my New Channel About All New Pakistan Government and Private Jobs
ua-cam.com/channels/T6wRCwwNBLxIwqdhbBv-8A.html
Nabi swa ki gurantee allah tala ne diya lekin in peero ki gurantee kisne diya
Assalamu alekum ye wasilewali hadis you tube pe daliye hazrat
Sir zinde ka waseele jaez hai myrde ka nahi
Tm jahil ho 😂
tariq jalel ka b jaa k byan sun le
❤❤
Mashallah Allah taila aap ko kush rekhe
Subscribe my New Channel About All New Pakistan Government and Private Jobs
ua-cam.com/channels/T6wRCwwNBLxIwqdhbBv-8A.html
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
سبحان اللہ
Brother mera channel b subscribe kre
Hadees num btaien
Hadees number btayen jis me ye dua mangi gae he Waseele ki ???
@jawed akhtar bhai kya sochkr bolra h tu shahih al bukhari shareef 1010 haddes . 1010 ki haddes based on rain hai acchese padh jake
Hawalajaat is Hadees k 👇👇👇
1 imam ibn e abi shaiba (imam bukhari o musil k ustad) nay almusanaf may jild 13 safa number 64 kitab ul fazail Hadees 32665
2 ibn e aseer nay alkamil may jild 2 safa number 556
3 Imam ibn e hjr asqalani nay fatah al bari jild 7 safa number 397
4 ibn e kaseer (ibn e tayymia k shagird) nay albidaya walnihaya may jild 4 safa number 105
Ye lo
Omeed ha smj aa gai ha
❤️❤️❤️❤️❤️
Mashallah
Subscribe my New Channel About All New Pakistan Government and Private Jobs
ua-cam.com/channels/T6wRCwwNBLxIwqdhbBv-8A.html
Subscribe my New Channel About All New Pakistan Government and Private Jobs
ua-cam.com/channels/T6wRCwwNBLxIwqdhbBv-8A.html
Please Quran k reference sy b btyn baki hadees ki book or no clear bolyn . Bht confusion h .
can you please search on google sahih bukhari 1010 no hadith?
Darect manga waho bi srif only Allah se chop ho Jao
Supplication of Hazrat Adam (A.S)
Rabbana zalamna in lam taghfir lana watar | anfusana wa hamna lana koonanna minal
قرآن مجید میں حضرت آدم علیالسلام کی یہ دعامذکور ہے:
ربنا ظلمت انفسنا وإن لم تغفرلتو ترحمنا لنكونة من الخيرئنه
ترجمہ: اے ہماے پروردگار ! ہم نے اپنی جانوں پرظلم کیا اگر آپ معاف نہیں فرمائیں گے اور ہم پر تم نہیں فرمائیں گے تو ہم خسارہ پانے والوں میں سے ہوجائیں گے۔
khasireen
Our Lord we have sinned against ourselves and unless You grant us forgiveness & bestow ur mercy upon us, we shall most certainly be lost
Surah Al-A'raf , verse 23
Quran men to ye alfaaz hain ,
Allah سُبْحَانَهُ وَتَعَالىٰ ne ye alfaaz Adam Alihissalam ko sikhaye
Zara gor farmaye
Buht khoob
Incomplete knowledge leads you to devastation
You need more knowledge about Islam
Quran or Ahadees Mubaraka dono ka mutalya kerin
•Ay mehboob agar tumhe paida kerna maqsood na hota to me ye dunua hi paida na kerta at the same time Allah ney farmya Me ney jino or insano ko apni ibadat key liy paida kia
Agar ap sirf aik traf ki baat logo ko batein gay to ap deen me corruption ker rahy hain
Jab tak ap Aheed Mubarka ko nahi parhein gay tab tak yuhi fitno me pare rahengay
For example
Marzai apko jahil followers ko ye ayat parh ker sunaty hian or unka kind wash kerty hain
Surah jin (72:7)
And they thought as you think that Allah would not raise anyone
Jab key ahadees mubarka me bar bar mojjod ha key mere bad kitny kazab ay gay , har cheez ki wazahat de di ha
Or Quran e Pak me dajal ka ziker nahi jab dajal ay ga tab jis trah marzaio ny us beygairt Kazab oe yakeen kia , tab log isi trah dajal pe yaken kerin gay
Har Hadees ko Zaif kehny se wahabi sachy nahi hojaeyn gay😌
@@AbdulAbdul-js3tr respected friend Allah ne apko ilm se nawaza hai, dost poora quran parh len, Tamam sahi ahaadis parh len, science ye hai Kay har kaam Allah ki marzi aur mansha se hota hai, aur waqt e muqarrar par hota hai.
Is liye koi sifarish sirf sifarish, qabool karna Allah ka kaam hai. Nooh a. S. Ki dua radd ho, Ibrahim a.s.ki dua radd ho aur hud hud ka hazrat Suleman a. S. Ko ilm hi na ho.
Is ka matlab poori makhlooq Allah ki faqeer hai, aajiz hai aur sirf dua Kar sakti hai.
Aur ye babay jo qabron me hain ye to abb na sun saktay hain na sifarish Kar saktay hain
میں بخاری شریف کی مندرجہ ذیل حدیث خاص طور پر ان لوگوں کے لیے شیئر کر رہا ہوں جو لفظ الوسیلہ کے صرف قرب کے معنی پر قائم ہیں۔ یہاں لفظ نتوسل استعمال کیا گیا ہے جو الفاظ کے ایک ہی خاندان سے تعلق رکھتا ہے:
حَدَّثَنَا الْحَسَنُ بْنُ مُحَمَّدٍ، قَالَ حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ الأَنْصَارِيُّ، قَالَ حَدَّثَنِي أَبِي عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُثَنَّى، عَنْ ثُمَامَةَ بْنِ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ أَنَسٍ، عَنْ أَنَسٍ، أَنَّ عُمَرَ بْنَ الْخَطَّابِ ـ رضى الله عنه ـ كَانَ إِذَا قَحَطُوا اسْتَسْقَى بِالْعَبَّاسِ بْنِ عَبْدِ الْمُطَّلِبِ فَقَالَ اللَّهُمَّ إِنَّا كُنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِنَبِيِّنَا فَتَسْقِينَا وَإِنَّا نَتَوَسَّلُ إِلَيْكَ بِعَمِّ نَبِيِّنَا فَاسْقِنَا. قَالَ فَيُسْقَوْنَ.
(Sahih al-Bukhari 1010)
ہم سے حسن بن محمد بن صباح نے بیان کیا، کہا کہ ہم سے محمد بن عبداللہ بن مثنی انصاری نے بیان کیا، کہا کہ مجھ سے میرے باپ عبداللہ بن مثنی نے بیان کیا، ان سے ثمامہ بن عبداللہ بن انس رضی اللہ عنہ نے، ان سے انس بن مالک رضی اللہ عنہ نے کہ جب کبھی عمر رضی اللہ عنہ کے زمانہ میں قحط پڑتا تو عمر رضی اللہ عنہ عباس بن عبدالمطلب رضی اللہ عنہ کے وسیلہ سے دعا کرتے اور فرماتے کہ اے اللہ! پہلے ہم تیرے پاس اپنے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا وسیلہ لایا کرتے تھے۔ تو، تو پانی برساتا تھا۔ اب ہم اپنے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے چچا کو وسیلہ بناتے ہیں تو، تو ہم پر پانی برسا۔ انس رضی اللہ عنہ نے کہا کہ چنانچہ بارش خوب ہی برسی۔
ALLAH RabbulAlameen k ilawa hargiz koi mushkil kusha nahi or ALLAH hee tamam kainat ka akaila badsha or Waris he or ALLAH hee k leay hein tamam tareefein or ALLAH hee Dua ka sunnay or qabool kernay wala he or ALLAH insano ki shah rug say bhi ziada qareeb he mager phir bhi bohat say zalim loag ALLAH ko chore ker osi k peida keay huay bandoan ko mushkil kusha or ghosay azam or daata kehtay hein jo k zulm e azeem he. Ye sab loag tu khud makhlooq hein or apni har hajat k leay apnay khaliq ALLAH k mohtaj hein. ALLAH RabbulAlameen hee nay har cheeze ko peida kia or saat baray baray Asman bagheir satoon k kharay keay. Kia jo Rab aasmano or Zameen ko bagheir waseeloan k kharay ker sakta he wo is baat per qadir nahi k humhari Dua ko bagheir waseeloan k sun sakay? Quran e Kareem me likha he k jinhein ye ALLAH k ilawa pukartay hein wo tu Aik makkhi ko bhi peida nahi ker saktay. Tamam peghamber or tamam sahaba aik hee ALLAH ko apna mushkil kusha mantay thay or osi aik ALLAH ko subha sham tareef o tasbeeh k sath pukartay thay or osi aik ALLAH ki farman bardari me zindagi guzari or osi aik ALLAH k leay apni jano ko bhi qurban kia is leay hamein bhi on sab ki peirvi kerni chaheay. ALLAH RabbulAlameen shirk ko kabhi moaaf nahi karay ga or Quran e Kareem ko turjumay say samajh ker perhna chaheay takay jahannam ki dehekti aag say bacha ja sakay.
Dua srif Allah se
Islam me wasiLa Haram hain bas
Ayat ya hadees btao plz kaha likha hai ye haram hai agar isse haram keh rhe ho ap toh ye zaroori hai ap sabit karo q ki apki marzi se ap kisi bhi chiz ki haram nahi kar sakte
Sabit kro
Dua srif Allah se darek Karni chai bas
🤫
AllahSubhanAllahutaala apne Nabi Karim Sallelahualaiwasallim ke Durood aur Salaam se hi dua kubool karta kyun ki AllahSubhanAllahutaala jaanta Apne Habib Janabe Muhammad Sallelahualaiwasallim ka Martaba kyun ki Wo aur uske farishte bhi Durood aur Salaam bhejte hain Nabi Sallelahualaiwasallim par
Bhai ??? isme Quran Majeed ka referenhce kahan hai ? dunyan jahan ke references dedie, Quran ka nahi dia..sharam krlo
@@imranashrafi2594 Apne agr video ka naam dekha ho tou usme dekhlen kia likha hua jo ke video se bilkul related nahi, Or jo Hadees batayi jarhi hai uska matlb bhi manipulated hai. Pori video me intezar krta raha ab quraan se hawala denge mohtaram.
nhi diye fake or galat bayan h shahi al bhukhari ke 1010 haddes no.sab bolre h lekin woh related to rain barrish h
Maulana Sab jhut Kam bolo mat logu ko gumrah Karo .Apko b Allah k Haan Jawab dena ha
Tum ko jhut kya laga Maulana ke bayaan mein agar ko bayaan pasand nahi to dekhte kyun ho tum galat aqeede ke lagte ho
Kaha likha quraan me waseel se duaa mango
Lo ek aur aa gaya waseele ka inkaar karne wala to suno Quraan e Majid mein waseele zikr kahan hai Sure Yusuf pado jab Yakoob alaisalaam ki ankhon ki binaayi chali gayi Yusuf alaisalaam ki yaad mein jab wo mile to unke 11 bhaiyon ne Yusuf alaisalaam se apne waalid e ekraam ki nabeena ke baare mein bataya to Yusuf alaisalaam ne khameez di apne bhaiyon ko jaakar apne waalid Yakub alaisalaam ke ankhon par laga do to unhone waise hi kiya to Yakub alaisalaam ki binai laut aayi ye khameez binayi ki waseela bani samje waise Yusuf
alaisalaam dua bhi karte to binayi laut aati lekin naya hukum jaari karna tha waseele ka
lanatullah alal kazbeen.
Tuj pr
سبحان اللّٰہ
سبحان الله
Masha Allah