Allah Allah SB bhno betiyoon k naseeb bht achy kry smait meri bhn r mery ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen app dono bhion jesi soch dil waly jevansati hm sb muslm behno betiyoon ko ataa frmaye ameen sum ameen Elaahi ameen ya Rubulalameen Allah humma ameen ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen Allah humma ameen
Exactly this thing is hapenning bas allah mere shoher ko neek hidayat de bas allah kay siwa koi nahi hai dilaon ka phere denay walay hai ameen summah ameen
Kapde kya h hame to shohar ka sath bhi naseeb nhi hota h. Salo sal videsh me rhte h. Ham to sath me rhne ke liye taraste h. Plz hamare liye dua kre Hame apne shohar ka sath hamesha ke liye naseeb ho jaye
Mey to ya khahuge ke allaha takdir ke burai sey bacchaey ketney b bayaan suna do meya ko koy farak nhii parta jab Tak allaha hidayat na dey .....or bhai bhout nak namazi mard he essa bewi key saat essa kartey hy...😢 Hum aurtey bus yahe samjgey hy ke ya hamari aazmahish hy or essey allaha aasan karey bus aap dua karey😭
Sary problem less income waly logon k hein is tara k, ziada incom walon k yeh problem nae to dosry tara k massail hein. Her bandy ka apna emtehan ka paper hy, bus yhe baat hum logon ko samjh nae ate.
Assalamu alaikum...muhammad ali bhai ek baat bataiye k main khud govt teacher hun...lekin main apni salary apne hisab se ni kharch kr sakti...kya main shauhar se bina puche apne kharch k liye ghr rakhe paison se le sakti hun..
Assalamualaikum sister ji Bilkul aap ke sakti hain Aapke Aur aapke bachon ke needs puray karna aapke husband ki responsibility hai na ki aapki Aur islam me allah me ye Kaha hai ke shohar ka paisa b biwi ka hai Aur khud biwi ka paisa b biwi ka hai Biwi ke paison Pé shohar ka koi haq nahi isliye aap bina kuch sonche Aapka apna paisa use kar sakti hain Aur Kahan use kiya ye shohar ko batane ki zarurat b nahi
Biwi ka treatment karane me hsbnd qarzdar hogya hai to beti(wife)apne waledain se mangti hai pahli bar fir bhi walidain nhi dete uska hsbnd fir qarza leta hai 1year shaadi ko hua hai to ab wah kya kare
App izaat nafs ki baat kartey han kahin tu susral waley or shohar khud b ye pasand kartey han k maa baap ghr waley beti k kharchey uthaen or zemedari adda karen.ali bhai app ko chand ladies ki baat kartey han eyse shohar un chand ko he her orat smjh kar bivi k sath or sakht hojaengay plz completely ek taraf he mazlom orto ki baat karlen shayad kisi ki islah hojaey kisi orat k leye asani hojaey.
In need of time,a husband had taken his wife gold jewellary, said that he Wil return it soon..since 11 years til now he didn't returned it.. Before he dies,if he wont return..Wil he be answerable on the day of judgement?
Allah Allah SB bhno betiyoon k naseeb bht achy kry smait meri bhn r mery ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen app dono bhion jesi soch dil waly jevansati hm sb muslm behno betiyoon ko ataa frmaye ameen sum ameen Elaahi ameen ya Rubulalameen Allah humma ameen ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen ya ArahamarRahymeen Allah humma ameen
Exactly this thing is hapenning bas allah mere shoher ko neek hidayat de bas allah kay siwa koi nahi hai dilaon ka phere denay walay hai ameen summah ameen
Correct 💯
❤❤❤
Kapde kya h hame to shohar ka sath bhi naseeb nhi hota h. Salo sal videsh me rhte h. Ham to sath me rhne ke liye taraste h. Plz hamare liye dua kre
Hame apne shohar ka sath hamesha ke liye naseeb ho jaye
Jab omer guzar jati hai phir saath nhi chahyi... Qiyamat k din Allah aise mardo se pochy ga insha'Allah
👍
allahuakbar
Mere liye dua karen please
Good 👍 👍
Assalam o alekumm..aap mrs. Iwbal..? Kis city say ...kiya krti hain main b aap channal ka Subscriber hoon aur aap meri achi friend ok plzzz reply
❤
👌
The above question is to both Ali sahab and Dr sahab.Hope a reply from them.
Mey to ya khahuge ke allaha takdir ke burai sey bacchaey ketney b bayaan suna do meya ko koy farak nhii parta jab Tak allaha hidayat na dey .....or bhai bhout nak namazi mard he essa bewi key saat essa kartey hy...😢 Hum aurtey bus yahe samjgey hy ke ya hamari aazmahish hy or essey allaha aasan karey bus aap dua karey😭
I totally agree with you
Yahan Tak to auroton k ye v sunne padta hai k may khilata hun tumhe ye Jo tum kha Rahi ho meri badolat
Very true sis
@@talehatv4u aur woh jo istemaal krta hai woh muft ka hai? Farz hai mard pr kharch krna.
Hazrat aese bi waldain hai jo beti ko dete hi nhi kabhi bhi unke bare mein
اسلام علیکم میرے شوہر کے لئے دعا کریں🤲🤲👍👍👍
Allah sabko hidayat day Ameen
Please Visit my New Video...Special Dua for Husband
Allah pk hydat dy sab ki
Zuada tr shuhr aase hi he
Un k relative s me wah wah
Or biwi na khush
Q? 😢
Plz reply me...i am dipressed..
Sary problem less income waly logon k hein is tara k, ziada incom walon k yeh problem nae to dosry tara k massail hein. Her bandy ka apna emtehan ka paper hy, bus yhe baat hum logon ko samjh nae ate.
Zyadah income walay zyadah aisay hain jo shadeed makhi choos hain.
Assalamu alaikum...muhammad ali bhai ek baat bataiye k main khud govt teacher hun...lekin main apni salary apne hisab se ni kharch kr sakti...kya main shauhar se bina puche apne kharch k liye ghr rakhe paison se le sakti hun..
Assalamualaikum sister ji Bilkul aap ke sakti hain
Aapke Aur aapke bachon ke needs puray karna aapke husband ki responsibility hai na ki aapki
Aur islam me allah me ye Kaha hai ke shohar ka paisa b biwi ka hai Aur khud biwi ka paisa b biwi ka hai
Biwi ke paison Pé shohar ka koi haq nahi isliye aap bina kuch sonche Aapka apna paisa use kar sakti hain Aur Kahan use kiya ye shohar ko batane ki zarurat b nahi
Biwi ka treatment karane me hsbnd qarzdar hogya hai to beti(wife)apne waledain se mangti hai pahli bar fir bhi walidain nhi dete uska hsbnd fir qarza leta hai 1year shaadi ko hua hai to ab wah kya kare
App izaat nafs ki baat kartey han kahin tu susral waley or shohar khud b ye pasand kartey han k maa baap ghr waley beti k kharchey uthaen or zemedari adda karen.ali bhai app ko chand ladies ki baat kartey han eyse shohar un chand ko he her orat smjh kar bivi k sath or sakht hojaengay plz completely ek taraf he mazlom orto ki baat karlen shayad kisi ki islah hojaey kisi orat k leye asani hojaey.
In need of time,a husband had taken his wife gold jewellary, said that he Wil return it soon..since 11 years til now he didn't returned it..
Before he dies,if he wont return..Wil he be answerable on the day of judgement?
Yes ofcourse
یہ بات تو صحیح ہے لیکن آپ لوگوں نے یہ سب بول کر عورتوں کو بہت زیادہ سر پر چڑھایا ہے۔ آجکل کوئی عورت بھی مطمئن نہیں ہوسکتی کچھ بھی کرلیں
Tu mard apnay se neechay tabqay ki aurat se shaadi krain takeh us mard kay liaye aurat ko rakhna asaan ho
Ku ni hoti ap km seedy kry ic ma sir pa chrny wali kia bt h 😊
❤