Nahi bhai aise mat karo, ye internal use k liye he. 2 din me ek bar charge karne se lagbhag 💯% charge ho jata he. Mobile phone ko jaise charge karte hain na aise hi he iska system bhi.
Me isse bhi badha sun king ko lena sahta hu 5000 wale...... Kya uss solar panel ko barish me rakhne se kharab hoga kya...... Water proof he ya nehi?? Aur full charge karne se kus problem hoga ya nahi batayega
Kuch had tak waterproof ki tarah Kam karega , par ye waterproof nahi he. Sollar panel kafi majbhut he. Aap le sakte ho. Mobile battery indicator ki tarah hi isme charge karne par blink karta he. Blink band ho jana yani complete charge ho gaya. Overcharge k liye isme power cutof nahi dia gaya he. Full charge hone k babjud bhi charge par chodne se battery damage ho sakta he. Full charge hone par sollar panel se isko disconnect kardijiye.
Ek baar charge hone ke baad roz charge krne ki jarurat hai ? Mtlb jab use krna ho tb sidha use kru ? Aur ek baar charge hone ke baad cable nikal du ? Please help
Mobile ki tarah he. Iska charge karne ki tarika. Charge full hone ki baad aap fir charge par nahi bithana he. Isme dikhayega kitna charge he, jaise ki mobile phone me rehta he na battery indicator waise hi. Agar jada use karte ho ta 50% ghat jayega. Aise me ye 2 hours me full charge ho jayega. Acha he aap isko kharid sakte ho . 2000 tak niche utarta he price iska wait and buy.
@@DeeplyAnalysis Thank you so much for clearing my doubt. One more thing ! Charge complete hone ke baad solar panel ko balcony main lage rehne du ? Waterproof hai ? Mtlb jb jarurat ho tb bas plug lga du hai na
Nahi aise mat karo, ye jo solar pannel he iske upar glass loga hua he. Ye aluminium frame se binding kia gaya he. Kuch had tak waterproof ki tarah kam karega. Mene iske upar transparent tap loga dia he. Jab bhi aapko logta he charge down ho gaya ta aap full charge hone tak dhup par charge Karen. Charge hone par ye battery indicator blink karta he. Full charge hone par ye blink karna band ho jayega. Aise me isko nikal ke ghar me rakhna hi sahi rahega. Agar ye Tut fut gaya ta problem he . Isiliye isko outside nahi rakhna chahiye.
Han Suraj ki Rashmi se hi charge hota he. Electric charge keliye bona nahi he. Long time Tak lasting kar Raha he. Hamare yahan abhi bhi thik se Kam kar Raha he . Aap discount price me isko kharido 2000 aas pass me mil jayega.
Solar panel dhuf me rahega tavi light ko charge kar sakte hai kya? Jaiseki, pura din solar panel dhuf me raha aur.. Ratko solar panel ko gharme rakhke... light charge kar sakte hain kya?
Light k andar hi battery 🔋 loga he. Only pannel ko hi dhup me rakhe. Charging ka icon blink karega. Charging complete hone par blink karna band ho jayega.
Nahi bhai, ye Power Bank ki tarah he. Koi issue nahi hogi. Par charge jaldi khatam hogi light me isiliye, dhup me sollar pannel ko rakhna he. Yani light ko sollar pannel se charging kartebakt mobile bhi charge karna he. Jab blinking band ho jayega light ka ta samajhlena full charge ho gaya he light.
Thik he, par pro 400 best he. Raat var jalta he fir bhi charge down nahi hota he. Low par. 2sall se jada hua he avi bhi thik he. Pota nahi humare Indian manufacturer kab aise product nikalenge.
Mere paas pico plus nahi he, iska information aapko site PE hi dhundna podega. Mujhe logta he ye bhi acha kam kar Raha hoga. Par pico plus ko charge karne k liye, light ko hi dhup me rakhna podega, qun ki isme alag se solar pannel nahi milta he. Light me hi fixed he. Ho sakta he iski bojaha se ye jaldi damage ho jayega.
@@DeeplyAnalysisAmazon pe likha hai Turbo mode PE 4 hours Normal mode PE 8 hours and low power mode PE 72 hours and battery 425mah 3.3 volt kya ye sach itna charging chalega and Aapne pro 400 kis sale mein liya tha ya normal sale mein mujhe batayein thank you
Nahi sir, aap electric se charge mat kijiye, ye Jo wire loga he DC voltage kliye he , Jo chij solar k liye bona he usko solar hi use karna sahi rahega. Aaj bhi ye product accha performance de Rahi he. Excess charge mat kijiye. Charge complete hone par wire disconnect kijiye.
Han, samsung mobile me ek taraf usb or ek taraf type c rehta he. Usko isme connect karne se charge hoga. Par light ka charge jald hi down hota he mobile phone charge me. Isiliye jab electricity na ho ,tab powerbank ki tarah use karna sahi rahega
Ye hamare ghar me filhal 2 saal se ache se kam kar raha he. Par isko over charging nahi karna he. Over charging hone par iska battery lasting nahi karta he.
Isme box k upar 2 saal ka warranty k bare me likha he. Mene koi bhi warranty claim nahi kia he. Inka no se contact karne se ye log Inka jo seller he unse baat karwange. Or Inka jo agent rehta he wo battery replacement karega agar warranty period me ho ta.
Amazon.in par mil jayega low price me. Iska price 2700 Aisa kuch he. Par jab bhi price 2000ya 2200 tak ayega turant buy karna. Achha emergency solar light he isme koi doubt nahi. 2 sall se hum use kar rahe hain.
Solar panel ko bahar fit kar de kiya.....
Barsha mei koi dikkat??
Nahi bhai aise mat karo, ye internal use k liye he. 2 din me ek bar charge karne se lagbhag 💯% charge ho jata he. Mobile phone ko jaise charge karte hain na aise hi he iska system bhi.
Me isse bhi badha sun king ko lena sahta hu 5000 wale...... Kya uss solar panel ko barish me rakhne se kharab hoga kya...... Water proof he ya nehi?? Aur full charge karne se kus problem hoga ya nahi batayega
Kuch had tak waterproof ki tarah Kam karega , par ye waterproof nahi he. Sollar panel kafi majbhut he. Aap le sakte ho. Mobile battery indicator ki tarah hi isme charge karne par blink karta he. Blink band ho jana yani complete charge ho gaya. Overcharge k liye isme power cutof nahi dia gaya he. Full charge hone k babjud bhi charge par chodne se battery damage ho sakta he. Full charge hone par sollar panel se isko disconnect kardijiye.
Sir mobile charger se charge karsakte hai kya ? electric me
Bilkul bhi nahi bhai. Ye sollar light se hi charge hota he
Ek baar charge hone ke baad roz charge krne ki jarurat hai ? Mtlb jab use krna ho tb sidha use kru ? Aur ek baar charge hone ke baad cable nikal du ? Please help
Mobile ki tarah he. Iska charge karne ki tarika. Charge full hone ki baad aap fir charge par nahi bithana he. Isme dikhayega kitna charge he, jaise ki mobile phone me rehta he na battery indicator waise hi. Agar jada use karte ho ta 50% ghat jayega. Aise me ye 2 hours me full charge ho jayega. Acha he aap isko kharid sakte ho . 2000 tak niche utarta he price iska wait and buy.
@@DeeplyAnalysis Thank you so much for clearing my doubt. One more thing ! Charge complete hone ke baad solar panel ko balcony main lage rehne du ? Waterproof hai ? Mtlb jb jarurat ho tb bas plug lga du hai na
Nahi aise mat karo, ye jo solar pannel he iske upar glass loga hua he. Ye aluminium frame se binding kia gaya he. Kuch had tak waterproof ki tarah kam karega. Mene iske upar transparent tap loga dia he. Jab bhi aapko logta he charge down ho gaya ta aap full charge hone tak dhup par charge Karen. Charge hone par ye battery indicator blink karta he. Full charge hone par ye blink karna band ho jayega. Aise me isko nikal ke ghar me rakhna hi sahi rahega. Agar ye Tut fut gaya ta problem he . Isiliye isko outside nahi rakhna chahiye.
@@DeeplyAnalysis Thank you
Electric se charge Nahin hota hai kya sirf Suraj Ke Roshani se charge Hota Hai reply sir
Han Suraj ki Rashmi se hi charge hota he. Electric charge keliye bona nahi he. Long time Tak lasting kar Raha he. Hamare yahan abhi bhi thik se Kam kar Raha he . Aap discount price me isko kharido 2000 aas pass me mil jayega.
@@DeeplyAnalysis thank you sir, Jankari dene ke liye😊
Solar panel dhuf me rahega tavi light ko charge kar sakte hai kya?
Jaiseki, pura din solar panel dhuf me raha aur..
Ratko solar panel ko gharme rakhke... light charge kar sakte hain kya?
Light k andar hi battery 🔋 loga he. Only pannel ko hi dhup me rakhe. Charging ka icon blink karega. Charging complete hone par blink karna band ho jayega.
@@DeeplyAnalysis panel ko bahar fit kar de kiya.. Barsha mei koi dikkat?
@@DeeplyAnalysis panel charge karne ka limit hai kya?
Battery icon blink karna band ho jayega, light me. Charge complete hone par
@@DeeplyAnalysis jisko dhuf me rakhna hota hai..usko kitna der tak dhuf me rakhae?
Without solar pannel ...milta hai kya, karan mere pass solar fan ka pannel hai ( sunking) ka
Han sir milta he. 👉👉👉Sun King Pico Plus Solar Portable Light Lamp www.amazon.in/dp/B015OTZIQ2/ref=cm_sw_r_apan_glt_fabc_H9TSEWS12B373XTY5Q8S👈👈👈
Bhai Mobile ki battery kharab to nahi hogi na charg karnese
Nahi bhai, ye Power Bank ki tarah he. Koi issue nahi hogi. Par charge jaldi khatam hogi light me isiliye, dhup me sollar pannel ko rakhna he. Yani light ko sollar pannel se charging kartebakt mobile bhi charge karna he. Jab blinking band ho jayega light ka ta samajhlena full charge ho gaya he light.
Mobile first charging hota h ya nahi
Nahi, first charging not support
Ser mere pas penel he iska lait kharab hogeyahe lem lait milega
Sure milega.
Aapne ye emergency light kisi sale mein liya tha Amazon pe ya normal day pe liya tha
Sun king pico plus kaisa hai ?
Thik he, par pro 400 best he. Raat var jalta he fir bhi charge down nahi hota he. Low par. 2sall se jada hua he avi bhi thik he. Pota nahi humare Indian manufacturer kab aise product nikalenge.
@@DeeplyAnalysis Pico plus kitne hours jalega
Aapne bataya nahi ?
Mere paas pico plus nahi he, iska information aapko site PE hi dhundna podega. Mujhe logta he ye bhi acha kam kar Raha hoga. Par pico plus ko charge karne k liye, light ko hi dhup me rakhna podega, qun ki isme alag se solar pannel nahi milta he. Light me hi fixed he. Ho sakta he iski bojaha se ye jaldi damage ho jayega.
@@DeeplyAnalysisAmazon pe likha hai Turbo mode PE 4 hours Normal mode PE 8 hours and low power mode PE 72 hours and battery 425mah 3.3 volt kya ye sach itna charging chalega and Aapne pro 400 kis sale mein liya tha ya normal sale mein mujhe batayein thank you
Electric se charge hoga
Nahi sir, aap electric se charge mat kijiye, ye Jo wire loga he DC voltage kliye he , Jo chij solar k liye bona he usko solar hi use karna sahi rahega. Aaj bhi ye product accha performance de Rahi he. Excess charge mat kijiye. Charge complete hone par wire disconnect kijiye.
Ye kharab ho Gaya h use kaise banaye video daliye.
Bhai isme 2years warranty hai, claim karo
Sir, C type mobile charge hoga?
Han, samsung mobile me ek taraf usb or ek taraf type c rehta he. Usko isme connect karne se charge hoga. Par light ka charge jald hi down hota he mobile phone charge me. Isiliye jab electricity na ho ,tab powerbank ki tarah use karna sahi rahega
@@DeeplyAnalysis dhoop p rakh k charge v kr skte h kya mobile ko. 1 sath?
Han, bilkul par light ko or mobile ko dhup pe mat rakhna. Only solar pannel ko hi dhup me rakhna he
@@DeeplyAnalysis kyu aisa kyun?
@@DeeplyAnalysis 1 sath light v charge hogi or mobile v. Aisa sahi rahega?
Kharab hone pr warranty kaise use karenge?
Ye hamare ghar me filhal 2 saal se ache se kam kar raha he. Par isko over charging nahi karna he. Over charging hone par iska battery lasting nahi karta he.
@@DeeplyAnalysis ha ye sab to Mai Janta hu
Magar yadi kisi Karan se kharab ho jaye tb iska warranty kaise use karenge?
Ye btaiye 🙏🙏
Isme box k upar 2 saal ka warranty k bare me likha he. Mene koi bhi warranty claim nahi kia he. Inka no se contact karne se ye log Inka jo seller he unse baat karwange. Or Inka jo agent rehta he wo battery replacement karega agar warranty period me ho ta.
@@DeeplyAnalysis thanks for this information
Kaha par milts have Osaka price kya ha
Amazon.in par mil jayega low price me. Iska price 2700 Aisa kuch he. Par jab bhi price 2000ya 2200 tak ayega turant buy karna. Achha emergency solar light he isme koi doubt nahi. 2 sall se hum use kar rahe hain.
Lagbhag ki time charge hota hai
Raat bahr low me jalne par 90% charge rehti he, or low light bhi kuch Kam nahi he. Hamare yahan 3 saal hua avi Tak Kai problem nahi.
Price Kitana hai
2000 me milta he Offer time me. mrp Jada he.
Bhai eska price btado please
Bhai Amazon pe serch karo, MRP se bhi jada discount me ye milta he offer time par. MRP. 2700/- discount price 2200/-
Thanks bro
Ineed 1000 pines how can buy
You can buy this from Amazon.in
How much....do
Just reviewing
Ineed 1000 pices haw can buy this product
You can buy this from Amazon.in
Ye kharb ho Gaya h eshi kaise banaye video daliye please .
Ok Bhai, isme battery 🔋 replacement karna hoga
Offline price btana
2500/- lesakte hain, saller ke upar depend karta he.
Iska stand nehi deta he kya
Ata he stand k saath hi, amazon pe low price hone par buy karna chahiye
क्या ये मोबाइल चार्जर से चार्ज होगा
Ye sollar panel se charge hoga. Mobile charger se charge nahi karna chahiye.
ठीक है नही करना चाहिए लेकिन चार्ज होता है क्या
Hoga charge, sure par 6volt current ana chahiye tavi pannel ki taraha charge hoga.
Malappuram district Mein milega
Bhai agar aap isko online kharidoge ta 30% discount me milega.
I'm from ethiopiya
You can buy this from Amazon.in
ZAKAS.
ɢᴏᴏᴅ
Sar mujhe chahiye
Amazon pe available he festival season me jada discount me milega.
Apka nambar nhi mila
WhatsApp karo 8763733659
Very Nice TIPS
Thanks bhai
Hi
Yes
ᴍᴜᴊʜᴇ ʙʜɪ ᴄʜᴀᴀʜɪyᴇ
Online par kharido bhai Amazon ya Flipkart PE jada discount k saath 👍👍
Kha se milega Bhai jee phone numbers send me
Bhai ye Amazon se milega. Search karo
Adress chahie or contact number
Amazon se lo bhai, hum liye hain avitak achhe se kam kar raha he.
Apna mobile number bhejna