Don't buy vida. jst saved from eccident yesterday by wheel jam. Already a guy passed away bcs of same issue. 2 vehicle got same issue yeasterday for me
110km Ana Jana hai to tvs iqube 5.1 kWh ki battary wali lo kyuki Baki koi bhi ev pr trust nhi kr sakte ki koi 110km jayegi agar double charge nhi kiya to
@@samridhichauhan4293 revolt ki bike V1 plus 120km ja rhi hai onroad 120k ki hai mere gaav me laya hai ladka 1k chala chuka hai wo 8 din me purani company hai ye
Bhai log koi bhi yah electric scooty mat lijiye mera one month hua hai aur 6 break down ho gaya aap log boliye koi bhi gadi kharidte Hain apna jaan ka ricks lene ke liye kyunki aap gadi chalayega Ek bar FIR Don hoga piche wala gadi aage maar dena aur aap kuchh kar nahin payega yah ek number fold. dusra number baat company bolata hai 165 km chalega Magar chalta hai 80 km. aur teesra number baat battery 2 battery ke charge 3 hours 1 batter 2 battery charge hone mein 6 hours time lagega. Battery ka guarantee 30000 km Ek battery ka dam rs 30000 do battery ka dam 60000 aap log bataiye bhai ham to lekar fas Gaye aap log thoda dekh dekh kar lijiye
Regular fast charge karna acha nhi hai battary ke liye sirf kahi bahar jao to charging station ho to kar lo isi liye TVS bhi fast charging support nhi de rhi
Aur ek baat Bhai aap video Jo banaa rahe hain kripya customer ka review le le Ek bar uske bad banaya kariye aapka video se bahut bahut aadami lekar fas sakta hai please I request customer review Lene Ki baat video banaya kijiye bhai aur nahin samajh mein aata to mere pass WhatsApp video hai Veda ka bahut video hai rasta ke bich mein breakdown hua hai gadi mein aapko de rahe ho vah video Laga lagaiye customer log ko bhi pata chal jaega yah electric scooty kaise hai
Aur company ko bole exchange mein dalne gadi problem kar raha hai itna to vah log bol raha hai ham log banaa kar denge exchange nahin hoga ab bataiye new gadi lekar fas gai Ki nahin abhi 1 manth hua hai 6 SE 7 bar gadi breakdown Ho Gaya har bar breakdown mein 4 din lagta hai theek hone mein ab aap bataiye ham EMI kaisa din ham swiggy Zomato karne wala Banda hai
On road 110 maximum deyta h mere pass h 20k chala chuka hun. Major issue Limp home- suddenly stop jo bhaut khtrnak h Seat mein Pani jata h Charging time 7 hour Limp home bhaut ata h kabhi auxiliary battery kabhi acceleration pannel sy kabhi main battery syb
@@tushalhassani5480 off hi kr sakte manufacture h safety purpose sy jis jaga prblm h usko sort kro kuch bhi ho sakta h Battery prblm , acceleration pannel ,battery socket ,motro ye sab sy khtrank prblm h comp ko sochna chaiey baki sab theek h gadi mein
Don't buy vida. jst saved from eccident yesterday by wheel jam. Already a guy passed away bcs of same issue. 2 vehicle got same issue yeasterday for me
Kya v 1 plus mein limp home problem hai
Very good bhai sahi information diya apne
Hi sir Bajan kitna lekar chal sakta hai
30000 km warranty, shame on hero
Dono ka battery same hai kya bhai
V1 pro or V1 plus agr me V1 pro ki battery V1 plus me Dalenge to support karega
Ammazon se lene se subsidy hoga kya
Gadi bahut acchi hai do battery ke sath Ek battery se 80 Tak chahie donon milakar 150
hero v1 pro or ather rizta z or bajaj 3201 kaun si best hai
Bajaj economically
Rizta ,, New bt Costly nice Scooty
1 battery charge ke liye kitna time lagega
3 hours
8 hour
Petrol pump pr High power charger lge hote hai .... Jaldi charge ho jaygi udhar
Kis kis ki vida kitni km chal chuki hai
Comment Karo
Let's we check the power of vida
Ab ye fast charger kaha milega bhai
Bhiya mai 110 km aana jana hai uske liye bataye ev scooter and jiski service bhi achi trha ho jaye mujhe bataye
110km Ana Jana hai to tvs iqube 5.1 kWh ki battary wali lo kyuki Baki koi bhi ev pr trust nhi kr sakte ki koi 110km jayegi agar double charge nhi kiya to
@@ajaybadwaya9368 Thank You 💐 bhiya😊
@@samridhichauhan4293 revolt ki bike V1 plus 120km ja rhi hai onroad 120k ki hai mere gaav me laya hai ladka 1k chala chuka hai wo 8 din me purani company hai ye
पुरे दिन तो इसको चार्जिंग लगा के रखो तब कहीं जाकर 95% चार्ज होती है 🤦🏻♂️
1 betry se kitna km jata hai
Vida bohat bekar gadi hai. Koi bhi Vida mat lena. Maine sold kiya within 3 months.
Chalti gadi band ho jati hai. Accident hote hote bach gaya 3 bar
tu range kyo nahi bataya aur kitna bhp important kuch th bataya nhi sirf bakwas kiya 15 mint
Bhai log koi bhi yah electric scooty mat lijiye mera one month hua hai aur 6 break down ho gaya aap log boliye koi bhi gadi kharidte Hain apna jaan ka ricks lene ke liye kyunki aap gadi chalayega Ek bar FIR Don hoga piche wala gadi aage maar dena aur aap kuchh kar nahin payega yah ek number fold. dusra number baat company bolata hai 165 km chalega Magar chalta hai 80 km. aur teesra number baat battery 2 battery ke charge 3 hours 1 batter 2 battery charge hone mein 6 hours time lagega. Battery ka guarantee 30000 km Ek battery ka dam rs 30000 do battery ka dam 60000 aap log bataiye bhai ham to lekar fas Gaye aap log thoda dekh dekh kar lijiye
Worst Scooter ever seen within a year LIMP Home issue with the scooter neither service centre technician nor HeroMotoCop Vida take the responsibility
यदि बैटरी पानी में गीली हो जाए तो क्या होगा
Iska fast charger kahan milega or kitne ka?
Regular fast charge karna acha nhi hai battary ke liye sirf kahi bahar jao to charging station ho to kar lo isi liye TVS bhi fast charging support nhi de rhi
Bhai vida pro ki battery vida plus mai lagti hai ya nhi
Bahot Bua bore karte ho Bhai.. jaldi jaldi bataya karo.
Bhao service kesi hai iski
Mat lena bekar hai ather lena best hai
City k according dheko waise theek h or ather best h mere pass pro h iska 20k chala chuka hun abhi tk
Bhai Mera pass bi vida v1 plus best he
@@hydraaalphayashbanna1813 main bhi ather cancel kr k vida v1 pro le Raha hu Diwali me
बेकार
Worst service experience limp mode
Aur ek baat Bhai aap video Jo banaa rahe hain kripya customer ka review le le Ek bar uske bad banaya kariye aapka video se bahut bahut aadami lekar fas sakta hai please I request customer review Lene Ki baat video banaya kijiye bhai aur nahin samajh mein aata to mere pass WhatsApp video hai Veda ka bahut video hai rasta ke bich mein breakdown hua hai gadi mein aapko de rahe ho vah video Laga lagaiye customer log ko bhi pata chal jaega yah electric scooty kaise hai
Aur company ko bole exchange mein dalne gadi problem kar raha hai itna to vah log bol raha hai ham log banaa kar denge exchange nahin hoga ab bataiye new gadi lekar fas gai Ki nahin abhi 1 manth hua hai 6 SE 7 bar gadi breakdown Ho Gaya har bar breakdown mein 4 din lagta hai theek hone mein ab aap bataiye ham EMI kaisa din ham swiggy Zomato karne wala Banda hai
Handal locker nahi hai kya
Available
Automatic lock hai isme bhai
Kabhi mat lena
Ghar se jyada service centre me rahega Vida scooter
plus ka milege he=100km
Pro ka milege kitna koi to bataoo
On road 110 maximum deyta h mere pass h 20k chala chuka hun.
Major issue
Limp home- suddenly stop jo bhaut khtrnak h
Seat mein Pani jata h
Charging time 7 hour
Limp home bhaut ata h kabhi auxiliary battery kabhi acceleration pannel sy kabhi main battery syb
Limp mode kyu aata hai, any specific reason? And how to off it@@amit20200i
@@tushalhassani5480 off hi kr sakte manufacture h safety purpose sy jis jaga prblm h usko sort kro kuch bhi ho sakta h
Battery prblm , acceleration pannel ,battery socket ,motro ye sab sy khtrank prblm h comp ko sochna chaiey baki sab theek h gadi mein
Pro hee lo only lena hai to
high price
Haa lekin 5 saal tak tum mast chala sakte ho petrol ka tension battery replacement 5 saal baad ataa hai
My lynaa chaeta hu kysaa rygaa
Kabhi bhi chalate chalate limp mode aajata hai
Aur scooter instant band
Chahe peeche wala vehicle aapko uda de
😮😂😂😂😮
Correct 3 bar hua mere sath.
Main kachre ke bhaw me bech diya. Save your Life and money