Q:56 Salaat-ut-Tasbeeh mei ikhtelaaf kyun ? | Sheikh Maqsood Ul Hasan Faizi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 10 вер 2024
  • 💠 صلاة التسبيح میں اختلاف کیوں ؟
    💠 Salaat-ut-Tasbeeh mei ikhtelaaf kyun ?
    🔊 Fazeelat us Sheikh: Maqsood-ul-Hasan Faizi Hafidhahullah.
    🎬 Hamare UA-cam Channel​ islamidawah​ ko subscribe zaroor karein, taake jab bhi hum nayi nayi videos apne channel mei upload karein apko uski ittela' milti rahe.​
    💬 Aap khud bhi Mustafeed hon aur Apne doston aur ghar walon ke sath bhi Share karien.
    📲 WhatsApp per Islamic messages hasil karne ke liye is number par hamein message karien.
    00966508959707

КОМЕНТАРІ • 40

  • @steptosalvation6754
    @steptosalvation6754 Рік тому +1

    Masha’allah shaikh allah aapko sahi salamat rakhe aur isi tarah deeni masail ko zinda karne ki taufeeq de

  • @alhindvoice7176
    @alhindvoice7176 2 роки тому

    Jazakallah khair

  • @eramsiddique2366
    @eramsiddique2366 Рік тому

    ❤❤

  • @msahsan1
    @msahsan1 4 роки тому +3

    جزاک اللہ خیر شیخ آپ نے بھت زبردست سمجھایا ھے انشاء اللہ جلد میں اس پر عمل درآمد کروں گا

  • @abhikainsaan
    @abhikainsaan 5 років тому +4

    Nawafil hain. Farz nahi. Bohat se log farz nahi parhte, nawafil per preshan hain. Allah hi alam

    • @hadeesgroup9521
      @hadeesgroup9521 5 років тому +1

      Sahi kaha bhai aapne farz aur sunnat ko dhyan nahi dete aur nawafil ke piche pad jate hai.
      Allah samjh de unko

    • @IslamicHarmonyChannel
      @IslamicHarmonyChannel 5 років тому

      Bayi, Gunahgarun Kai liyai toh Azeem nimaz hai... Allah ki rehmat hai...

    • @syedimranali9506
      @syedimranali9506 4 роки тому

      bikul I agree with u Phle farz sahi padhoo

  • @haqbaat3911
    @haqbaat3911 6 років тому +6

    Jazaak Allah hu Khair

  • @ayanshaikh2085
    @ayanshaikh2085 5 років тому +2

    Shukriya jazak Allahu khairan kasiran kasira

  • @shawnshawn2854
    @shawnshawn2854 4 роки тому

    جزاکم اللہ خیرا شیخ صاحب
    بڑی بہترین بات کہی آپ نے "اللہ کا فضل وسیع ہے"

  • @maharashtraboyz7363
    @maharashtraboyz7363 3 роки тому

    Mashaallah
    Jazakallahu khaira

  • @rizwanmomin7910
    @rizwanmomin7910 4 роки тому

    ماشاء الله

  • @muhammadminhaj6831
    @muhammadminhaj6831 6 років тому +2

    Jazakallahu khairen kaseera

  • @javidjatham1876
    @javidjatham1876 4 роки тому

    JazakAllha khair

  • @abdulrahmansherani9196
    @abdulrahmansherani9196 4 роки тому

    MASHA ALLAH

  • @mohdhassan3771
    @mohdhassan3771 5 років тому +1

    Jazak ALLAH

  • @Salafi_india
    @Salafi_india 6 років тому +5

    *🔖 Jazakallahu khaira*

  • @matrixresurrection2811
    @matrixresurrection2811 3 роки тому +2

    Imam Mubarak, Imam Muslim, Imam Abu Daud, Imam Ibne Hajar, Imam Zahabi, Sheikh Nasiruddin Albani, Sheikh Zubair Ali Zai in tamam muhaddisin ne salatul tasbih ki namaz wali hadith ko sehi kaha hai

  • @iqraempschoolhaigam5746
    @iqraempschoolhaigam5746 5 років тому

    Masha Allah

  • @ahmadjaann8158
    @ahmadjaann8158 6 років тому +1

    masa allah

  • @anasshahid2823
    @anasshahid2823 5 років тому +1

    Beautiful saying

  • @Faheem9822
    @Faheem9822 4 роки тому +2

    Sawal padhne wale bhai ne ekdam sahi sawal uthaya hai ke sagheera gunah ka maaf hona to samajh ata hai par kabeera gunah bina tauba ke kaise maaf ho jayenge??

  • @Akhan-di1gn
    @Akhan-di1gn 4 роки тому +1

    Poonchne wale maulana shayad zaeef maante hain.😊😊😊

  • @imranahmad2249
    @imranahmad2249 4 роки тому

    Sir dusri rikat k dusre sajde k baad pahle keya padhenge At tahiyat ya tasbih 10 time ?
    Or jab ye puri ho jaye to tesre rakat k liye Allah ho Akbar bol k khare hona hai ya sidhe begair bole khara hona hai meharbani kar k bataen

  • @afiyabegum4972
    @afiyabegum4972 4 роки тому +1

    Moulana sahab k bazu wale hazrat itna baychain q rehte hai hamesha

  • @shawnshawn2854
    @shawnshawn2854 4 роки тому

    شیخ دکتور فضل الرحمن مدنی حفظہ اللہ بھی اسی کے قائل ہیں، غالباََ

  • @KingKhan-lc1wv
    @KingKhan-lc1wv 4 роки тому +1

    ابن حجر اور امام نوی کے اقوال میں تضاد ہیں

  • @mkadda4117
    @mkadda4117 5 років тому +2

    Shaiq bin baaz Ne is namaz ko zaif kaha Hai

    • @arshadsiddiqui8514
      @arshadsiddiqui8514 4 роки тому

      S K M A AL HARABI sheikh bin baz rahimahullah humare liye daleel nahi hai hum alhumdulillah shaksiyat par dalail ko tarjeeh dete hai aur yahi ahlul hadees ki pehchan hai.

  • @sheikhhafeez5238
    @sheikhhafeez5238 4 роки тому

    BAJAMAT PER SAKTY HAN KYA NMAZE TESBEE

    • @imtiyazitki8059
      @imtiyazitki8059 3 роки тому

      Bajamat Sahaba se sabit nahi hai.moulana ishaq marhum k video me Dekha suna UA-cam me available hai.

  • @shafkat07
    @shafkat07 4 роки тому

    Shaykh albani b iskay qail hai

  • @dreaminterpreter7567
    @dreaminterpreter7567 6 років тому

    4 imaamo mei kiss imaam ne sahi diya hau

  • @munawarshahafridi7921
    @munawarshahafridi7921 2 роки тому

    امام احمد ابنِ حمبل کے پاس یہ نماز پیش کی گئی لیکن امام صاحب نے رد کیا اور کہا یہ بدت ھے۔ جیتنے بڑے علماء ھیں اس نماز کو بدعت کہتے ھے۔ یار انہی علماء سے پوچھو کیا تم لوگ پڑھتے ھو سب کہیں گے نہیں۔ یہاں قیصہ خلاص !!!

  • @dreaminterpreter7567
    @dreaminterpreter7567 6 років тому +1

    Imaam hanifa ne zaef kar Di hai

  • @lubnashah5896
    @lubnashah5896 3 роки тому

    Jazakallah khair