Khuda ap ko Salmat Rkhy molana shb ap sy request hai k apni vedio ko plz choty clips main krin kyn etni lambi vedio pr focus nhi hota ur bat adori Rah jati hai Takay k hum Zaida st zaida Faida hasil kr sakin Ap ki koshishon sy 👍👍👍👍
ji pls ap chhoti se video main bolenge to ap ko dekhte hue dhayan ap par rahega yani ankhe ap par rahengi. voice main idhar udher dekhne ki wajha se dhayan hat bhi jata h.... wese bht bht shukar guzar hu ap jo bhi bayan farmate h ..usse bht fayda mila h...khuda apko Dunya or roze mehshar apne khas bando main shumar kare..ameen..
@@madrasaalqaaim assalamualeykum: ap se isi lecture ke hawaly se 1 sawal aksar esa hota hai ke maiyat agar subha se dopeher ke darmyan fowt ho jata hai to usy usi din maghrib se pehly dafna diya jata hai, kia esy maiyat ki layla -tul- mowt wali namaz parhi ja sakti hai? kiw ke aap ke lecture ke mutabiq layal- tul- mowt wali namaz Esha ki namaz ke baad aur maiyat ke dafan se pehly parhi jaati hai. baray mehrbani mery sawal ka jawab dijiye ga. shukria
mashallah
سبحان اللہ
Jazaaq Allah very nice speech
Aap ky dars se mujhe bhuot pasnd hai aallha aap ko aur madarsa tul qayim ko bhi salamat rakhe
Beshak
Mola salamat rakhy ameen
Jazakallah
Jazak Allah, Namaz E Wahshit E Qabar Ke Bary Main Bohat Mukmal Biyan Diya Allama Sahib ne, Allah Ajar de, Elahi Ameen
SubhanAllah 🤲🌹💐💕
Mashallha
Subhan Allah
Jazak Allah
jazak allah
JazakAllah
Subhan Allah
Khuda ap ko Salmat Rkhy molana shb ap sy request hai k apni vedio ko plz choty clips main krin kyn etni lambi vedio pr focus nhi hota ur bat adori Rah jati hai Takay k hum Zaida st zaida Faida hasil kr sakin Ap ki koshishon sy 👍👍👍👍
ماشاءاللہ بہت اچھا درس ھے ۔اگر کوئی بیماری میں مبتلا ہو اور بیماری میں ہی مر جائے تو اس کی قبر کا سفر کیسا ھو گا؟پلیز اس پر درس دیں۔
can i read namaz e washat for everyone who is dead?
do we have to take person and his father name?
ji pls ap chhoti se video main bolenge to ap ko dekhte hue dhayan ap par rahega yani ankhe ap par rahengi.
voice main idhar udher dekhne ki wajha se dhayan hat bhi jata h....
wese bht bht shukar guzar hu ap jo bhi bayan farmate h ..usse bht fayda mila h...khuda apko Dunya or roze mehshar apne khas bando main shumar kare..ameen..
Agar marny wala benamazi ho aur gunagar ho tb bi namaz wehshat faida deti hai?
جی ھاں فائدہ دیتی ھے
V
Mere waldain ko 5 to6years ho gay hai death howy Kia ab perh sakty h plz bata de
Jii Nahi..
ان کے لئے نماز وحشت قبر نہیں بلکہ اب نماز مغفرت والدین پڑھیں
@@madrasaalqaaim assalamualeykum: ap se isi lecture ke hawaly se 1 sawal
aksar esa hota hai ke maiyat agar subha se dopeher ke darmyan fowt ho jata hai to usy usi din maghrib se pehly dafna diya jata hai, kia esy maiyat ki layla -tul- mowt wali namaz parhi ja sakti hai? kiw ke aap ke lecture ke mutabiq layal- tul- mowt wali namaz Esha ki namaz ke baad aur maiyat ke dafan se pehly parhi jaati hai.
baray mehrbani mery sawal ka jawab dijiye ga.
shukria
Khusda ap ko is ka ajr dy ke ap tamam alim.e.islam ko ilm se aagha karty hain!