I think the poetry and voice are one of the best I heard my life, and it would not be possible for anyone to sing like ustad shabbat and late Assad amanat Ali Khan.this great noha will insha Allah reward them jannat
I am a Hindu ,even I don't know what he is singing...but oh my God how beautiful is this!! So peaceful .After listening this with closed eyes I find myself in an another world & even more closer to the Allmighty. Shafqat Amanat Ali sir 🙏🙏God Bless You Sir,🙏🙏
This noha is describing scenario of the time when zainab s.a daughter of Ali returned from karbala where his brother Hussain and his whole progeny was massacred and zainab s.a was herself taken as prisoner by army of yazeed son of muwaviyah. After zainab's s.a return to madina she meets with Hussain's daughter Sughra. And is telling her about the whole catastrophe that had happened in foreign lands. I can't describe here the what exactly happened in karbala but I would recommend you to just read a little bit about it so you can understand, how much heart wrecking of noha this is 😢😢😢😢😢
He is telling a true story Muslim history Muslims killed Muhammad SWS his whole family at karbala this type Muslim is majority all over the world they highjacked Muhammad's islam.. that's y Muslim are still down after Muhammad they are not loyal with Muhammad SWS even their children..
مجرئی خلق میں ان آنکھوں نے کیا کیا دیکھا پر کہیں سبط پیمبرؑ سا نہ آقا دیکھا میں نے دیکھاعالم شاہؑ کوآلودہ بہ خوں میں نے عباسؑ کو بے جاں لب دریا دیکھا میں نےدیکھا علی اصغرؑ کا گلا خون میں تر میں نے زخمی علی اکبرؑ کا کلیجہ دیکھا ایک گٹھڑی شہ دیںؑ پشت پہ لائے اُس میں میں نے ٹکڑے ہویے قاسمؑ کا سراپا دیکھا بے ردا خلق نے اس بی بی کے سر کو دیکھا جس کی مادر کا کسی نے نہ جنازہ دیکھا کہتی تھیں زینبِؑ مضطر کہ خدا خیر کرے رات کو خواب میں عریاں سرِ زہراؑ دیکھا جاکے زینبؑ نے مدینے میں کہا صغراؑ سے کہوں کس منہ سے کہ پردیس میں کیا کیا دیکھا
مرثية رائعة بصوت الاستاذ شفقت أمانت علي. أداء حزين جدا ومؤثر يذكرنا المرحوم الاستاذ أسد امانت علي. هذه العائلة المحترمة أنجبت اصواتا ملائكية جميلة. رحم الله الماضين منهم وأطال الله في اعمار الباقين. Great and sad performance that reminds us with the late Asad Amanat Ali. May God bless you Ustad Shafqat Amanat Ali. جزاك الله خيرا استاذ شفقت امانت علي.
New Words- 1) Karu kaysay may’n bayaa’n dehr mayn kya kyaa dekha? Khoon Sajjad ki aankhon say barastaa dekha. 2) Jab lutaa kar bharay ghar ko huay Shabbeer shaheed Haye Ahmad ko jigar thaam kay rotaa dekha 3)Jis ghari shah ka sar noke sina per aaya Arsh ke saath zamee'n ko bhi larazta dekha 4)Jis tarha jhoolay say Asghar ka giraa nanha badan, Us tarhaa ghoray say Abbas ko girtaa dekhaa 5)Ik taraf khaali tha mashq, ik taraf khaali koozaa Aurr Daryaa ki har ik lehr ko ruktaa dekha 6)Misle Asghar ki lehed bangai Ghaazi ki lehed, Sab kay laasho ko yu’n tukro’n mayn bikhartaaa dekha 7)Aai jab gyaara moharram ki seher Karbal mayn Chadaree Sani-e-Zahra ko bhi lut taa dekha 8)Khaulta paani giraya jo sitam gaaron ne, Haaye Zainab kaa Sakina pay ihaataa dekha 9)Raah main jab bhi giri naaqay se bint-e- haider Haye Zahra ko bhi raaho’n may taraptaa dekha 10)Al-Atash kehtay rahay raah main pyasay bachay Khaali mashkeezon main bacho ko ulajhta dekha 11)Shimr se jab bhi sakina nay tamachay khaaye Rayt par laasha-e-Ghaazi ko machaltaa dekha 12)Jo bhi ghum dekhay thay Beemaar nay, Din may Haaaye Raat ko khwaab may, har Zulmm dobaaraa dekhaaa 😭 13)Jab raqam hogaye alfaaz ISHA say yaa Rab, Chashm-e-Sajjad say bus khoo'n ko tapaktaa dekha --END- 🙏🏻😭 Written and recited by Sy. Isha Sadiq Haider ua-cam.com/video/J5la-Tecpzs/v-deo.html
Nauha And Lyrics Salaam/Marsiya - Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha.. par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha.. Maine dekha Alam e Shah ko Aaluda e Khoo'n...x2 Maine Abbas ko bejaa'n lab e darya haa dekha.. Mujrai khalq mei In.. Maine dekha Ali Asghar ka Gala khoon mei Tar....x2 Maine zakhmi Ali Akbar ka kaleja haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Ek Gathhri Shahedee'n pusht pe laaye jisme...x2 Maine tukre huve Qaasim ka Janaza Haa Dekha... Mujrai khalq mei In.. Kehti thi Zainab e Muztar ke Khuda khair kare.....x2 Raat ko khwaab me Uriyaa'n Sar e Zehra Haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Haye kyu ho na gaii Kod ke In aankho'n ne.....x2 Qaid khaane me Sakina ka Janaaza haa Dekha.. Mujrai khalq mei In.. Jaake Zainab ne Madine me Kaha Sughra Se....x2 Kahu kis muh se ke pardes me kya kya Haa dekha..... Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha.. par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha......... TAMAM SHUD
I think the poetry and voice are one of the best I heard my life, and it would not be possible for anyone to sing like ustad shabbat and late Assad amanat Ali Khan.this great noha will insha Allah reward them jannat
I am a Hindu ,even I don't know what he is singing...but oh my God how beautiful is this!! So peaceful .After listening this with closed eyes I find myself in an another world & even more closer to the Allmighty.
Shafqat Amanat Ali sir 🙏🙏God Bless You Sir,🙏🙏
This noha is describing scenario of the time when zainab s.a daughter of Ali returned from karbala where his brother Hussain and his whole progeny was massacred and zainab s.a was herself taken as prisoner by army of yazeed son of muwaviyah. After zainab's s.a return to madina she meets with Hussain's daughter Sughra. And is telling her about the whole catastrophe that had happened in foreign lands. I can't describe here the what exactly happened in karbala but I would recommend you to just read a little bit about it so you can understand, how much heart wrecking of noha this is 😢😢😢😢😢
Brother' if you want know what he singing please call me I will give you complete feedback
He is telling a true story Muslim history Muslims killed Muhammad SWS his whole family at karbala this type Muslim is majority all over the world they highjacked Muhammad's islam.. that's y Muslim are still down after Muhammad they are not loyal with Muhammad SWS even their children..
Haye Haye Zainab (s.a)
بچپن سے اس کلام کو موچی دروازے محلہ شیعیاں مسجد میں سنا ہے
اللہ تعالیٰ میر مونس لکھنوی کے درجات بلند کرے
ان کی شفاعت کے لئے یہ کلام ہی کافی ہے
Yazeed ki 32 najayaz auladon ne dislike Kiya hai , khuda ki laanat dushmanane ahale bait par
Jazakallah Mashaallah
Waha Kyaaaaaaaaaaaa baat hai zabardast padha masha Allaha Maula salamat rakhken aap logon ko
Masha Allah, replica of Asad Amanat Ali appeared in the voice of Shafqat Amanat Ali. Moula bless him abundantly and endlessly.
کیونکہ شفقت امانت علی اسد امانت علی کے بھتیجے ہیں
Shehryar Khan شفقت ،اسد کے بھائ ہیں
instablaster...
Àameen ❤️
@@faruqi786 میں اس
hayye Hussain.😭😭😭hamary bhai bap shohar bety sab qurban apky nam p.
mashalallah dil ko sukkon a gaya
Mashallha maula apko salmt rkhe 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
مجرئی خلق میں ان آنکھوں نے کیا کیا دیکھا
پر کہیں سبط پیمبرؑ سا نہ آقا دیکھا
میں نے دیکھاعالم شاہؑ کوآلودہ بہ خوں
میں نے عباسؑ کو بے جاں لب دریا دیکھا
میں نےدیکھا علی اصغرؑ کا گلا خون میں تر
میں نے زخمی علی اکبرؑ کا کلیجہ دیکھا
ایک گٹھڑی شہ دیںؑ پشت پہ لائے اُس میں
میں نے ٹکڑے ہویے قاسمؑ کا سراپا دیکھا
بے ردا خلق نے اس بی بی کے سر کو دیکھا
جس کی مادر کا کسی نے نہ جنازہ دیکھا
کہتی تھیں زینبِؑ مضطر کہ خدا خیر کرے
رات کو خواب میں عریاں سرِ زہراؑ دیکھا
جاکے زینبؑ نے مدینے میں کہا صغراؑ سے
کہوں کس منہ سے کہ پردیس میں کیا کیا دیکھا
JazakAllah ❣️❣️
Wah Bhai jio hazaro saal or uhi mola k lye rote or rolate raha...mola salamt rakhe is gale ko
Mola app ko bure ke nazroon se door rakhe aur app ko salamat rkhe
Aameen
Noha parhny wale hoslay ko salam...❤️❤️❤️
Bilkul
Beyshak....
Dil phat gaya sun k....
😭😢😢😓😓😓 جزاك اللهُ بے شک hussain mola sa kon hyaena
same like you father shafqat bhai slamat rhen
One of My Most favourite Kalam ever ❤❤
Heartouching
@Muhammad Mohsin Hassan kia jahalat hai ye??
@Laugh With Mohsin bhai y sb achi baat nhi hai
❤❤❤
Allah Tala toifeeqat me izafa ata kare....!
مرثية رائعة بصوت الاستاذ شفقت أمانت علي. أداء حزين جدا ومؤثر يذكرنا المرحوم الاستاذ أسد امانت علي. هذه العائلة المحترمة أنجبت اصواتا ملائكية جميلة. رحم الله الماضين منهم وأطال الله في اعمار الباقين.
Great and sad performance that reminds us with the late Asad Amanat Ali.
May God bless you Ustad Shafqat Amanat Ali.
جزاك الله خيرا استاذ شفقت امانت علي.
Mashallah shafqat bhai, Maula hussainn alehassalm aapko khush rakhe'n
kia lajavab marsia hai koi alfaz nhi ale Muhammad ki mazlomiat bayan ki ja ske
Subhan Allah 😭😭😭
Jazzak Allah #ShafqatAmanatAliKhan replica of #AsadAmanatAliKhan
Salaam YA Hussain labbaik YA Hussain
In Aankho Nay Kia Kia Dekha....SALAAM HO AAL-E-NABI PAK PAY SALAAM HO KARBALA K SHUHADA PAY....
Shafqat amanat Ali is soul of Pakistan
Mashallaaah sakoon mila is awwaz me
Haye haye zulme karbalaa😢😢😢😢😢Mola salamat rakhe mere bhai apko
Mashallah khuda salamt rkhe
Most favorite kalam❤
Bohut hi dard bhara 😭😭😭😭
😭😭😭😭😭😭😭😭 Jitna Rouen, utna km💔
ماشاءاللہ جزاك الله بہت ھی پرسوز😭😭🙏
Subhanallah, love from NewDelhi India..
Geo Ap maula salamat rakhe
New Words-
1) Karu kaysay may’n bayaa’n dehr mayn kya kyaa dekha?
Khoon Sajjad ki aankhon say barastaa dekha.
2) Jab lutaa kar bharay ghar ko huay Shabbeer shaheed
Haye Ahmad ko jigar thaam kay rotaa dekha
3)Jis ghari shah ka sar noke sina per aaya
Arsh ke saath zamee'n ko bhi larazta dekha
4)Jis tarha jhoolay say Asghar ka giraa nanha badan,
Us tarhaa ghoray say Abbas ko girtaa dekhaa
5)Ik taraf khaali tha mashq, ik taraf khaali koozaa
Aurr Daryaa ki har ik lehr ko ruktaa dekha
6)Misle Asghar ki lehed bangai Ghaazi ki lehed,
Sab kay laasho ko yu’n tukro’n mayn bikhartaaa dekha
7)Aai jab gyaara moharram ki seher Karbal mayn
Chadaree Sani-e-Zahra ko bhi lut taa dekha
8)Khaulta paani giraya jo sitam gaaron ne,
Haaye Zainab kaa Sakina pay ihaataa dekha
9)Raah main jab bhi giri naaqay se bint-e- haider
Haye Zahra ko bhi raaho’n may taraptaa dekha
10)Al-Atash kehtay rahay raah main pyasay bachay
Khaali mashkeezon main bacho ko ulajhta dekha
11)Shimr se jab bhi sakina nay tamachay khaaye
Rayt par laasha-e-Ghaazi ko machaltaa dekha
12)Jo bhi ghum dekhay thay Beemaar nay, Din may Haaaye
Raat ko khwaab may, har Zulmm dobaaraa dekhaaa 😭
13)Jab raqam hogaye alfaaz ISHA say yaa Rab,
Chashm-e-Sajjad say bus khoo'n ko tapaktaa dekha
--END- 🙏🏻😭
Written and recited by Sy. Isha Sadiq Haider
ua-cam.com/video/J5la-Tecpzs/v-deo.html
Best kalaam.... JazakAllah 😢
JazakumAllah! Boht khoob
Shafqat bhai bhut kamal
Mashallah 👌
Mashallah soulful melancholic rendition
Masha ullah
Allah o Akbar, Punj-e-Tan Pak hain
SubhanAllah
Maula salamat rakhen.
This is immortal marsiya
ماشاءاللّٰه مولا سلامت رکھے
SubhaanAllah Moula a.s. salamat rakhen.
One of my favorite marsiya and what beautifully read by shafqat Amanat and family God bless you all .
Masha Allah kya aawaz h aapki
Nauha And Lyrics
Salaam/Marsiya - Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha..
par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha..
Maine dekha Alam e Shah ko Aaluda e Khoo'n...x2
Maine Abbas ko bejaa'n lab e darya haa dekha..
Mujrai khalq mei In..
Maine dekha Ali Asghar ka Gala khoon mei Tar....x2
Maine zakhmi Ali Akbar ka kaleja haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Ek Gathhri Shahedee'n pusht pe laaye jisme...x2
Maine tukre huve Qaasim ka Janaza Haa Dekha...
Mujrai khalq mei In..
Kehti thi Zainab e Muztar ke Khuda khair kare.....x2
Raat ko khwaab me Uriyaa'n Sar e Zehra Haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Haye kyu ho na gaii Kod ke In aankho'n ne.....x2
Qaid khaane me Sakina ka Janaaza haa Dekha..
Mujrai khalq mei In..
Jaake Zainab ne Madine me Kaha Sughra Se....x2
Kahu kis muh se ke pardes me kya kya Haa dekha.....
Mujrai khalq mei In aankho ne Kya kya dekha..
par kahi sibte payambar sa na aaqa dekha.........
TAMAM SHUD
Dilbar e sibte nabi thaam ke hatho se jigar...
Ali akber ko jo reti pe tadapta dekha..
Thank you very much. From Canada.
I like this marsia v much
haye haye. phar khain sibte payambar sa na Aqa Dekha
😭
Ali Zaidi please write this here ..
😢😢😢labaik ya Hussain 😢😢😢
ALLAH HUMMA SALLE ALA MUHAMMAD DIN WALA ALE MUHAMMAD
Mashallah mola salamat rakhe bhai aapko
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭 hayeeee maula. Dil fat rha h
Hy Hussain 😭😭😭😭😭
Mashallah shafqat Bhai I like it
Hai Hai meri Sahezaadiyaan karbala😭😭😭😭
Ya mola Hussain as
2017 khush qismat hai
SUBHAN ALLAH☆
☆☆☆☆★☆☆☆☆
PARDES MEIN KIA KIA DEKHA:'(:'(:'(:'(:'(:'(
Haye Haye Haye 🙏🏻😪😪😪
Salamat rahein
Salam ya hussain
Mashallah
السلام عليك ياأبا عبدالله ..وعلى الارواح التي حلت بفنائك.
May Almighty bless you and your family.
AllahoAkbar
Masha Allah Geo 😭😭🙏
Jazak Allah khair
ya mere mazloom maula as🙏💔😭
Matchless performance
§adà sàlmt rehyn shàfaqt amanat ALi bhai ameen
Haye Mola A.s
Haye Hussain as
Mashallah bohat acha parha per jo baat Asad amanat ali ki thi wo dard dekhnay ko nahi milla..
He was Legend Allah pak on ky drjat buland frmy ameen
In me jo khoobi hai wo dehkho un me jo khoobi hai wo bhi dekho dono me kuch farkh nahi lekin inohone un ko aur baland darje par le gaye
mashallah bhai
Mashallah ❤
Ya abadillah hussain 😭😭😭😭😭
Mashallah mola salamat rakhe ameen ❤️😭🙏
Jeo Maula salamat rakhay
hayee ya hussain
😭😭😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Maa shah Allah, 😭
MashaAllah❤
Geo mashallah
Behadd bayniya 🙌🏻
Mashaallah
Hay hay moula Ali Akbar a s shaheed,e,zinda world ,no,1 shaheed hy karbala ka Pakeo ka kattilo per lanat lanat beshumar ,111
Geo sada ap moula Hussain a sap salamit rakhey ameen
Haye sakina😭😭😭
Jzakallah kher
Maula apni aaman me rakhke
great
😭😭😭😭😭😭😭😭😭🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻🤲🏻
Ya mazloom husain
Sada Geo
Jazakallah
😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Oh
❤❤❤❤❤
Haaayeee
😭🙏
😭😭😭😭😭😭😭🤲🤲