Chura Ke Dil Mera Goriya Chali (+Female Voice)(1311) 2 Stanza Hindi Lyrics Karaoke By Prakash Jain

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 бер 2021
  • Male Duet, Full Length: 7:50, Pitch: C#, Classification: Romantic, Scrolling Lyrics.
    Film: Main Khiladi Tu Anadi (1994)
    Singer: Kumar Sanu & Alka Yagnik
    Lyricist: Rani Malik
    Musician: Anu Malik
    HOW TO GET FULL KARAOKE :
    Please go to my channel -- About -- How to get Karaoke.
    For full and more Karaokes, and for full customization of any karaoke (like pitch, tempo, equalizer, volume, addition/ deletion of any line/ antara/ stanza etc) please contact over whatsapp No. +91 9887231767.
    LYRICS:
    (CHURA KE DIL MERA, GORIYA CHALI)2
    UDA KE NINDIYA, KAHAN TU CHALI
    (PAGAL HUA, DIWANA HUA)2
    KAISI YE DIL KI LAGI
    ho, chura ke dil tera, chali main chali
    mujhe kya pata, kahan main chali
    (manzil meri, bas tu hi tu)2
    teri gali main chali
    HO, CHURA KE DIL MERA, GORIYA CHALI
    chura ke dil tera, chali main chali
    (1/2)
    abhi to lage hain, chaahton ke mele
    abhi dil mera, dhadkanon se khele
    kisi mod par main, tumko pukaroon
    bahaana koi, bana to na loge
    AGAR MAIN BATA DOON, MERE DIL MEN KYA HAI
    TO MUJHSE NIGAHEN, CHURA TO NA LOGE
    AGAR BADH GAYI HAIN, BETAABIYAN
    KAHIN MUJHSE DAMAN, CHHUDA TO NA LOGE
    kahta hai dil, dhadakte hue
    tum sanam hamare ham, tumhare hue
    (manzil meri, bas tu hi tu)2
    teri gali main chali
    HO, CHURA KE DIL MERA, GORIYA CHALI
    chura ke dil tera, chali main chali
    (2/2)
    nahin bewafa tum, ye mujhko khabar hai
    badalti ruton se, magar mujhko dar hai
    nayi hasraton ki, nayi sez par tum
    naya phool koi, saja to na loge
    WAFAYEN TO MUJHSE, BAHUT TUMNE KI HAIN
    MAGAR IS JAHAN MEN, HASIN AUR BHI HAIN
    KASAM MERI KHAKAR, ITNA BATA DO
    KISI AUR SE DIL, LAGA TO NA LOGE
    DHIRE DHIRE CHORI CHORI
    CHUPKE CHUPKE AAKE MIL
    TOOT NA JAYE, PYAR BHARA YE DIL
    (manzil meri, bas tu hi tu)2
    teri gali main chali
    CHURA KE DIL MERA, GORIYA CHALI
    ~~~~~PJK~~~~~

КОМЕНТАРІ •