When I saw this kheer, It reminded me of my Nanee; she spent 5 to 7 hrs straight when she cooked. I never tasted that kheer ever after she died. But after watching this video, I can say that it still exists. Mash Allah
Achi kheer.dear colour brown nahi bl k pinkish hota hy baqi perfect kheer hmesha garhi hee hoti hy.lgta hy aap ne kbi garhi kheer taste nahi ke iss se pehle kyun k aap br br kheer k garhay pan pe hayran ho rahe ho ore focus b kr rahe ho. Achi kawish purani shop ko explore krne ke WELL DONE so keep it up.stay blessed.
1880 😂 Sochne wali baat hai agar 1980 ka bolte pir bi baat banti yaar 1880 is ka matlab india ya pakistan azad te yar angrez kese chalne de rahe te is shop
Masha'Allah... Wish you and the kheer shop owner Mr. Jamaluddin all the best!!!
Thank You So Much😀❤️
@@TravelBitesOfficialcan I ask you something
When I saw this kheer, It reminded me of my Nanee; she spent 5 to 7 hrs straight when she cooked. I never tasted that kheer ever after she died. But after watching this video, I can say that it still exists. Mash Allah
I wish you get a chance to eat this again Insha Allah😊
Bahut hi tasty kheer hoti hai masha allah
Bilkul😊
achcha lga aapke bolne ka tarika bahut simple and sober
Bohot shukriya bhai😀❤️
Thank you so much for coming our shop and thanks for your support in this way
My pleasure. Thank you😀
Hamne to kei Baar khai he wahan jaker very tasty kheer hoti he Masha Allah
Right. Inki kheer ka taste alag hi h🙂
Above this shop veteran actress Madhubala used to live here wish u u very healthy khudha hafiz. See u very soon.
Chicha khudh khush hojare 💃💃💃💃
MashaAllah MashaAllah ❤️❤️
Shukriya😊
mashah Allah
Shukriya😀
Good work
Thank you😀
Love from Pakistan. Just joined ur channel right now😍
Thank you so much🙂
Glad to see someone from Pakistan commenting on my video❤️
Nice video boss
Thank You So Much😀
Please Share If Possible So More People Can Enjoy And If You Have Any Feedback Or Suggestions Than Let Me Know🙂
All the best bro👍
Thank you so much🙂❤️
Very good
Thank you😀❤️
nice video
Thank you🙂
Salam bhai is kheer recipe ki full video mere channel pe hai kisa khwani kheer ke nam se ☺️
Walekum Assalam🙂
Btane k liye shurkiya. Zarur dekhenge usko bhi❤️
Qissa khwani ke kheer b bht hee lajwab ore zbrdst ever.
cool talking guy superb👌
Thank you so much😀❤️
Achi kheer.dear colour brown nahi bl k pinkish hota hy baqi perfect kheer hmesha garhi hee hoti hy.lgta hy aap ne kbi garhi kheer taste nahi ke iss se pehle kyun k aap br br kheer k garhay pan pe hayran ho rahe ho ore focus b kr rahe ho. Achi kawish purani shop ko explore krne ke WELL DONE so keep it up.stay blessed.
Bohot shukriya apka😊
👍
😊
Salam
Bro I m from Pakistan... Plz isee k bnany Ka trika send kryn. Shukria
Bro don't mind k ye perfect kheer bnana pathans ka kaam nahi hy so don't waste ur time.
Wasalam Brother. Insha Allah try karta hun agar recipe mili toh zarur bataunga😊
😋😋😋
😀❤️
Salamalekum Jalal sahb we both purched milk from satto bhai dairy sutram Bahar khuda hafiz.
Price kya hai itne ki
Hy I'm your new subscriber
Hello. Thank you so much❤️
Good to see you here🙂
Bhai ya Kaha par hai shop
Chawri Bazar, Old Delhi. Full address video ke description me likha hai😊
Buhat khoob zabardast... laikin baita ye shehar kaun say hay .. Muhammad Waseem Your's Uncle from..Karachi Pakistan
Bohot shukriya❤️
Aur ye Old Delhi hai😀
Bananay ka tariqa be bataon na
Khan kya jane kheer bnany ka tariqa so......
Koshish krte hain agar preparation dikha paayen toh zarur😁
Good a chuka hu mai pahle hi
Kahan? Ye shop pe?
Ni channel pe
Haha😂
Jo ab aa rhe hain unke liye h wo
Maine bata dia😋😋😋😋
Bade Mian ki kheer samne Bargad ka tree Saath mein Masjid - ibadat ka saroor toh kheer mein aana lazmi hai
Kya baat kahi bhai apne❤️
Suger ko brown kr k dalty hein . Is ley color brown ata ha
Apne khayi hai kya?
I m new your channel
Welcome😊
Yar ye Uncle CID wale DR Salukhe nahi???
Haha. Sahi kaha wese hi lagte hain😀
@@TravelBitesOfficial keep it up brother lots of love from Lahore Pakistan
Thank you so much😀🤗
Lots of Love from India too❤️
👌👌👌🙏
😀❤️
@@TravelBitesOfficial 🙏🏻
chawal to zarur dalte honge
Bilkul. Pure chawal hi hain without any extra stuff par banti is tarah se ke lagta hi ni h chawal daal rkhe hain🙂
@@TravelBitesOfficial bht kuch dalte hain dear kon apni recipe ka secret btata hy.
Are bhai kiya dala kaise banaya wo pocho bhai kiya bhains hi daldi plse bolo
Bhai video me btaya na unhone ke sirf Milk and Rice. Simple h ek dum without anything extra🙂
آگے ہیں آپ کے چینل پر
Bhai kabhi din aapna Arunachal Pradesh me aake dekh
Bulkul bhai..Jaldi plan krte hain😀❤️
Shop main ja chuka hun
Apko kesi lagi thi yahan ki kheer?😀
Acchi dukaan hai mullaji
Yes🙂
Hii beta ji kese ho think ho n
Alhamdulillah sab sahi😊
1880 😂 Sochne wali baat hai agar 1980 ka bolte pir bi baat banti yaar 1880 is ka matlab india ya pakistan azad te yar angrez kese chalne de rahe te is shop
New su.....
Thank you😀❤️
Jai hind
Jai Hind❤️
🙏🙏
इस दुकान का खुलने का समय क्या है ,कोई नांगलोई जाट से खिर खानें
आए और पता चले कि माल खत्म।
Subah 11 baje se raat 8 baje tak bhai. Baaki depend karta h ke agar pehle hi sab sell ho jaaye toh🙂
Kitna rupya dete h
Rs 320 per kg. Price video description me bhi mention hai😊
बचना ए हसीनों लो मैं आ गया
Zara aur fast ho jao
Last 4 Saal pehle Gaye the
Toh apko kesa taste laga tha us time pe?
@@TravelBitesOfficial bus thik koi bahut zayada extraordinary cheez Nahi hai
Right bas mujhe thoda sa taste different and better lga normally jo kheer hum khate hain uske compare🙂
@@TravelBitesOfficial yess and sabse bada bouncer ye mara 140 Saal puraani shop hai 😂😂😂😂
Haha ye toh hum ni jaante par han shop toh kaafi purani h mene articles b padhe hain kuch inke pehle
Hi bro
Hello😀
Hakikat nai bataega ye bnda
bhai inki kheer pe varak aur pista to hota nahi he bekar kheer
Isiliye iska taste dusri kheer se kahin zyada behtar aur alag hai😀
140 saal purni kheer kha kar koi jinda be rahe ga ?
Haha. Actually as per the sources, this shop is 140 years old and jo Kheer ka taste pehle tha wahi aaj b maintain h😀