یا اللہ پاک تیرا لاکھ لاکھ شکر ہے تو نے ہمیں مولا علی شیر خدا اور اہل بیت سے محبت کی دولت نصیب فرمائی۔۔ بے شک علی حق کے ساتھ ہے اور حق علی کے ساتھ ہے۔۔۔مولا علی کے ہر ایک دشمن پر صبح وشام لعنت
To say that the Prophet would have mentioned Abu Bakr in his statement over Maula Ali is a lie and you know it. You know there are more fazail of Maula Ali, you know about Ghadheer you know in your heart he was appointed and you know if he was elected as our Prophet wanted, Karbala would have never happened.
We still believe that the person with the most fazail recorded in the Sunni books are of Hazrat Ali. But nowhere was there any indication that the khalifat ul muslimeen would be Hazrat Ali. Go through Bukhari 3459 and Muslim 2386, where there is a glimpse of what Prophet prophecised about the Khalifa after him.
@Bhat Sajid jahiliyat me PhD liye ho kya baat shuru hui hai kaha se galti hui aur uss cheez ko point out kiya ja raha hai....usme Muhammed (s.a.aw) ki prediction ki baat nahi ho rahi hai....aur rahi baat huzoor paak (s.aa.w) ki prediction ki to nauzbillah Kise unki prediction par saq hoga....bhai pahle puri baat samjho ki baat kya ho rahi hai...phir uspe bolo
@Bhat Sajid huzoor paak (s.a.a.w) ki nabooat manna hi islam nahi ha... Uspar chalna bhi padega ..haq baat ko tasleem bhi karna padega...haq ko haq kahna bhi padega..
@Bhat Sajid tu pakka nasbi hai bete .....jahil haramkhor saale baat kaha ki ho rahi hai aur tu bak kya raha hai..kal to tu ye bhi kahega ki hum jo bhi galtiyan karte hai uspar hamara koi akhtiyaar nahi hai....ye to Allah ki marzi hai....hosh me a bete....
@@sunltd4261 Sahih Muslim Hadith No. 6222. Suhail reported on the authority of Abu Huraira that Allah's Messenger ( صلی اللہ علیہ وسلم ) said on the Day of Khaibar: I shall certainly give this standard in the hand of one who loves Allah and his Messenger and Allah will grant victory at his hand.
Know you all muslims, specially members of Punjab Assembly that what happened in Saqifa was WRONG. Its result (Shia-Sunni divide) started the bloody wars amongst muslims and the conflict between Shias & Sunnis will NEVER end. What a shame, Hz. Abu Bakr could have said "let's not make a decision here and now. Wait till the Prophet, sawas is properly buried, then we will appoint a day, time and place and find a successor (Khalifa) acceptable to all muslims." He did not. This also reveals that there was a well-planned conspiracy - that's why both Hz. Abu Bakr & Hz. Umar left the funeral and did not attend the burial or Namaz-e-Janaza - and hurriedly went to Saqifa. Don't forget what happened on the calamitous Thursday before. The Prophet, sawas asked for Kaghaz-Qalam so that he could write a message which would prevent the ummah from misguidance. Alas! He was not given Kaghaz-Qalam. Absent the prophetic message the ummah was misguided and continues to be misguided. You want to know more - watch this video: ua-cam.com/video/fKs5Ad8aPuo/v-deo.html Members of Punjab Assembly please, first take out all the books from libraries & madressas before you propose untenable legislation. I rest my case! G.K.Chinoy, U.S.A.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تمہارا کیا حال ہو گا ۱؎ جب میرے بعد حکمراں اس مال فے کو اپنے لیے مخصوص کر لیں گے میں نے عرض کیا: تب تو اس ذات کی قسم، جس نے آپ کو حق کے ساتھ بھیجا ہے، میں اپنی تلوار اپنے کندھے پر رکھوں گا، پھر اس سے ان کے ساتھ لڑوں گا یہاں تک کہ میں آپ سے ملاقات کروں یا آ ملوں، آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کیا میں تمہیں اس سے بہتر چیز نہ بتاؤں؟ تم صبر کرنا یہاں تک کہ تم مجھ سے آ ملو ۔
Mirza sb agr Hazrat Muhammad saw ko maloom tha Hazrat ali a.s Hazrat abu bakar kee bait krain gy too gadeer k mouqa pr wilayat ka ilaan kun kia Ye phakhkee ap b khaain or hazma or hafiza durust krain
Ali Bahi huq bayaan ker dya. Masha Allah Lekin Rasool Allah (S) Ali ki moula bana gayae thae. Moula ka matlab doost nahi warna pehlae Rasool Allah nae apnae ko moula kaha. Wo hamarae doost nahi ho saktae Hamarae aqa haein.
Mirza Shb Hmm apki bht hi izat krty hain Dsra Apka tariqa adab mn reh kr sawal jawab bht khubsurat hai Mn yahan apsy bss Itna janna chahta houn K sir Muawia kis dour mn itna taqatwar huwa k wo 24 saal baad Ali A.S k muqabil agya aur khud ko khalafat ka waris smjhny laga ?? 2sra Sawal Jo Apny hadees byan ki k Mola Ali A.s Umat mn munafiqon se jang krn gy to bazurgo agr Umat sth dyti to jis sahabi ny foran Khalifa bnna chaha Unsy b Jung mumkin thi q k wo b to umat mn se hi thy na ??
Molvi keha rha agr kagiz dia bhi Jata tu Hazoor saws Hazrat Ali ko khaleefa na banatay Kyu k woh apny ghr walo main say kisi ko na banatay ... Aql k andhy phir Mubhala main ghr walo ko e Q ly gay Hazoor . Ghadeer Py Mola Ali ko e Q apna waseeh bnayaaa sb k samny????
Imam Ali alaih Salam apni Fazeelat Ka zikr Nehjul Balagha k Khutba Shaqshaqiya me Kiya hy Mulahiza ho. "Ae Allah mujhe is Shora se kya lagao? In me ke sub se "Pehle" ke muqabla hi mere ISTEHQAQ O FAZEELAT me kab shak tha Jo in logon me bhi shamil karliya gaya hon. Magar mene ye tariqa ikhtiyar Kiya tha ke jub wo zameen k nazdeek parwaz Karne lagen to me bhi wesa hi Karne Lagon aur jub wo onche hokar urrne lagen to Main bhi usi tarah parwaz Karon."
Good Molana sahab very interesting topic.... agar molaAli ki etne badi shan ha ki hazratAbubakar ko apni ghar bolate ha....iske elawa apne famaya (6 month) tak bayat nahi ki to etni badi shaksiyat ko daba kar wo Khot khalifa kyong bany???? Kya ye ahlibath ke sath badi zolom nahi ha???? Bai jab bukhari ma yeh alfaz mojod ha ki (Allah ny mujah tum se zeyada afzal chona ha) tofir uska haq kyong chena giya???? Jab aap he ke khalifa kehte ha ki hazrat Abubakar ka khalifa banna sahi nahi ha to kyong usse khalifa mante hoo... jahang tak ronydony ki bad ha to jinab,,,,,jab Allah ka rasull ki wafat huwe ha to pehly khalifa zaruri ha ya wajibat ko anjam dena? Apkhot batayen,,,,,, rony ka matlab kabool karna nahi hota ji... rona azhare narazgi hota ha... A very intresting thing is that why and how denied Rasullulah to write there statement..... jab Allah ke Rasull ne qalam aur dawat manga to usse kyong aur kisne roka???? Ap agar sacha ha to yeh be bayan Karoo paki kitabon ma he likha ji.....
نبی پاک علی علیہ اسلام کو اللہ کے حکم سے غدیر خم میں مولا قرار دے چکے تھے تو اللہ کے حکم سے خلیفہ بھی نامزد کر سکتے تھے اگر ایساہوتا تویہ اس میں بادشاہت نہی حکم الہی ہوتا
Jab Hazrat Ali ne hud phely khalifa Hazrat Abu bakar ki bait kr li or wo bhe ilaniyah or wo bhe suchy dill se tu faisla automatically theek ho gaya. Or jis baat ko or faisly ko hud Hazrat Ali ne accept kr liya tu Jo Hazrat Ali ke asal Shia hai wo bhe accept kr ly or Jo suchy Shia nahe hai wo accept nahe Karei gay JazakAllah khair 🙂🙂
Jab janabe abu bkar ko ehsas ho gya tha ghalti ka to hakoomat mola Ali a.s k hwaly kiyo nahi ki ???? Itny confidence k sath koi kaisy keh sakta ha k mola Ali a.s ka naam nahi lena tha hazoor pak ny jab k maidan e ghadeer me bta chuky thy k mery baad kon mola ho ga .....
Jo sunni bakwas ker rahy hai woh Is link ki videos dekh ya Tau phir dekhny k Baad Sahi bukhari Jala Dena ya phir APNA Naya firqa bana lena or Bhai jhot sach kerny ki zarorat nahi or na hi apny peero ko cover dey as it is bayan kery Jo Haq hai ua-cam.com/play/PLgc5k0nvrQ5zOfYa9PbWK1yKPpYMB4Xkc.html
Agar aaqa s.a.w.w maula Ali ko na select karte hue hazrat abu bakr ko select karte to gadeer e khum mein yeh kam aaqa s.a.w.w ney q nahi kiya q maula Ali a.s ka hath buland kar k farmaya jis jis ka mein maula uska Ali a.s maula...is se to saf zahir hota hai k agar bad mein bhi khalifa banaya ja raha tha tab kisi ney maula Ali a.s ko recommend q nahi kiya pehle do khalifa bhi to manhood they khum mein aur yeh elaan suna tha
اس کے باوجود بھی آپ اہلبیت علیہ السّلام کے عظیم فرد حضرت امام علی علیہ السلام اور اصحاب کی فضیلت میں فرق تسلیم نہیں کرتے ہر مسلمان تسلیم کرتا ہے کہ جیسے تیسے بھی ہوا خلافت اصحاب کے ہاتھ میں گئی اور انہوں نے بنا کسی اختلاف کے مدت پوری کی مگر جب بات فضیلت کی آتی ہے تو آپ تو آپ فرق نہیں بتاتے ، یہ بات صرف ان لوگوں کیلئے ہے جو امام علی علیہ السلام کو اور اصحاب کو ایک ہی طرح کی فضیلت دیتے ہیں یا وہ لوگ جو خلافت کی ترتیب سے حضرت علی علیہ السلام کو فضائل میں بھی چوتھے نمبر پر مانتے ہیں
shia ahl e sunnat ko un ki kitabo ki hadees sunatay hein ta kay woh inkar na karein. Shia kay paas ahlebait se mili hui kafi hadeesein hein. Maula Ali ka haq na milna khilafat mein aur 4th kahlifa banna is ka ye matlab nahi kay Rasool Allah ki hadees se sabit hua 4th Khalifa. Rasool Allah ne sachai sunai thi aur Maula Ali ko bhi ilm tha kay haq khaya jae ga. aur munafiqeen ko bughz itna tha maula Ali se kay pehle khalifa bhi bantay tab bhi jamal aur sifeen honi hi thi.
Maola ali ne hokumat ko qabool kiya tha naki rasool allah ka Khalifa rasool allah ke Khalifa wahi hai jiska nabi ne khud Alan kiya gadeer min aur bahut c hades min bhi maojod hai jaise rasool allah ne farmaya tha ali ki Nisbet Mere sath waise hi hai jaise mosa ke sath haroon ki ab batao musalmano kya haron mosa ke janeshin the ya nahi
Mola Ali (a.s) hujat Allah hen ye quran me ayet e mubahila me sabit hochuka . abubakr or umer ko bi is Ka maloom tha.ab ye samjh nhi araha saqeefa Bani sad me khalifa Ka chunao hujut Allah mola Ali (a s) ke baghair kase hogya .is ye sabit hogya abubakr or umer ne mola Ali (a.s) ki khilafat ko khasab Kia .kion ke unhon ne is mamle me adal aqal or sabr se Kam Lana tha.ab ham kase manlen ke kahlifa AWAL w sani ne khilafat ki ibtida hi na insafi se ki to age Kia khilafat ki hogi .samjh se bahr he
Par tujhy ye Ni pta k moula Ali a.s lmam thay aur imamt mein toh bolana tha ye soch toh pta hi ni ha k hazarat Muhammad s.w k janazy mein shereek ku Ni hye usy khalifa keyty ho tm log
Ummat ko kya hogaya he kyu jhagad te ho kaun afzal he kisse.Arey jo Allah ka hukm he usey pura nahi karte aur jaan dene ko tayyar he kisi ke fazilat pe.Jinki fazilat ke liye jhagad te ho vo to jannat ke haqdar hochuke. Zara apna bhi khayal karo .sirf Allah aur uske rasool ke daman ko pakdo to najat he varna aise hi jhagadte jhagadte jahannam nasib hogi
پیشینگوئیاں تو اور بھی بہت تھی۔۔۔مثلا کہ۔۔۔مشرق سے فتنے اٹھیں گے شیطان یہاں سے سینگ نکالے گا۔۔۔۔حؤاب کے کتے بھونکنے والی پیشینگوئی سے کیا مراد لیں گے؟؟ کہ بی بی عائشہ پر واجب ھو گیا تھا کہ وہ اس پیشینگوئی کو سچ ثابت کریں۔۔۔یا۔۔۔ایسی نوبت سے بچیں۔۔۔
Agr haq yhi tha k Hazrat Ali shere khuda khalifa bnty hazrat Abu bakr ko hta k tu Hazrat Ali sy bhadur koi na tha aur dunia ki koi taqat hazrat Ali ko Nabi Pak ka hukam bja lany sy rok na skti thi. Jb unhon n khamoshi ikhtaiar ki h in mamlaat p tu ummat ko b chahiye k apas m uljhny ki bjaye yahudo ansara sy muqably ki tiari kryn
Hazrat Ali ka Dabdbaa tha isliye. Aur Wahid Ali hi Sabse bade Apposition me the. Yah to tawil he. Asli baat ye he ke Ali se Zabardasti Biyat li gai. Fatma ke inteqaal ke baad Ali ka Dabdabaa khatm ho gaya us waqt.
Zabardasti Nahi ligai aur hadith Mae ishara milta haike opposition koi kamzoor Nahi Hoti thhi issliye shayad nazar ata haike Hazrat Umar R.A ko Hazrat Abu Bake R.A ki fikr thhi ke wo akele na jaien.
@@moosaali9371 Muhataram *H. Ali ne 6 Mahine tak Fir Biyat kyon naa ki???* *Kyo H.Fatima ne fir Apni Wafat tak Khalifa Abu bakr se naa baat ki aur naa Unhe apna Khalifa Taslim kiya?* *Aur fir Kyon H. ali ne 6 Mahine ke baad Yaani H. fatima ke wafaat ke baad H. Abu bakr se biyat ki?*
آپ اپنے خیال اپنے پاس رکھو۔ غدیر پر نبی پاک ص کیا بتا کر گئے تھے۔ مرزا ایک طرف بول رہا ہے خلیفہ رو رہا تھا کیونکہ زیادتی کی تھی حقدار نہیں تھا۔ دوسری طرف بول رہا ہے نبی پاک ص اس کو، جو خود کو خود خلافت کااہل ہی نہیں سمجھتا اور اپنی غلطی پر رو رہا ہے، اس کے لئے خلافت لکھ جاتے۔ اللّٰہ ہی آپ کو عقل اور فہم دے۔ اِذْ تَبَـرَّاَ الَّـذِيْنَ اتُّبِعُوْا مِنَ الَّـذِيْنَ اتَّبَعُوْا وَرَاَوُا الْعَذَابَ وَتَقَطَّعَتْ بِـهِـمُ الْاَسْبَابُ (166) ↖ جب وہ لوگ بیزار ہو جائیں گے جن کی پیروی کی گئی تھی، ان لوگوں سے جنہوں نے پیروی کی تھی، اور وہ عذاب دیکھ لیں گے اور ان کے تعلقات ٹوٹ جائیں گے سورہ بقرہ وَقَالَ الَّـذِيْنَ اتَّبَعُوْا لَوْ اَنَّ لَنَا كَرَّةً فَنَتَبَـرَّاَ مِنْـهُـمْ كَمَا تَبَـرَّءُوْا مِنَّا ۗ كَذٰلِكَ يُرِيْـهِـمُ اللّـٰهُ اَعْمَالَـهُـمْ حَسَرَاتٍ عَلَيْـهِـمْ ۖ وَمَا هُـمْ بِخَارِجِيْنَ مِنَ النَّارِ (167) ↖ اور کہیں گے وہ لوگ جنہوں نے پیروی کی تھی کہ کاش ہمیں دوبارہ جانا ہوتا تو ہم بھی ان سے بیزار ہوجاتے جیسے یہ ہم سے بیزار ہوئے ہیں، اسی طرح اللہ انہیں ان کے اعمال حسرت دلانے کے لیے دکھائے گا اور وہ دوزخ سے نکلنے والے نہیں۔
Ali bahi khalafat ki baat kiya ki hai... Kuleaman aman aur maula qainat agar Khalifa ka haq dar nahi thay tu duniya main koi bhi haqdar nahi....musalmano kay Khalifa thay momineen kay Khalifa sirf Ali he hain....baqi sab munafqat hai
اپ حق وباطل کو ملا جلا دیتے ھو۔رسالت امامت "خلافت"بلڈ لائن میں اللہ نے رکھی ھے۔کیا اپ ابے باپ کے خلف نہیں ھو؟کیا اپکو دوستوں نے مشورہ سے بنایا ھے؟؟حق میں باطل کو مت ملاو۔
Bad e Rasool Allah s.w k Hazrat maula imam Ali a.s sab se afzal hai beshak such such hota hai❤
Sab Batain aik Taraf Fazelat mai Mola Ali(AS) se Afzal koi sahabi nai
علی (ع) حق ہے
علی ( ع) سچ ہے
ua-cam.com/video/3gDKk83qDu0/v-deo.html
Ya Ali madad. Qurban Moula Ali pe or Ehle nait pe
بحکم خدا وند کریم بعد نبی کریم ص مولا علی ع افضل ترین ہر کل سے کل کائنات میں
حق یا علی علیہ السلام 🙏❤️
Mirza Bhai, Allah apko aisehi haq bolne ki taufiq aur himmat ata farmaye, ameen. Aur ahle bait r. a. ke dushmano se hifazat farmaye, ameen.
یا اللہ پاک تیرا لاکھ لاکھ شکر ہے تو نے ہمیں مولا علی شیر خدا اور اہل بیت سے محبت کی دولت نصیب فرمائی۔۔
بے شک علی حق کے ساتھ ہے اور حق علی کے ساتھ ہے۔۔۔مولا علی کے ہر ایک دشمن پر صبح وشام لعنت
حق علی مولا 💓
Best message
Ali Ali Ya Ali ❤️
To say that the Prophet would have mentioned Abu Bakr in his statement over Maula Ali is a lie and you know it. You know there are more fazail of Maula Ali, you know about Ghadheer you know in your heart he was appointed and you know if he was elected as our Prophet wanted, Karbala would have never happened.
Its a truth like a light in dark place... The beginning of krbla is started from this point 😭
We still believe that the person with the most fazail recorded in the Sunni books are of Hazrat Ali. But nowhere was there any indication that the khalifat ul muslimeen would be Hazrat Ali. Go through Bukhari 3459 and Muslim 2386, where there is a glimpse of what Prophet prophecised about the Khalifa after him.
مرزا صاحب کمال کر دیا اپنے
علی ع حق کا نام ہے ❤️
Haq mola hammara Ali a. S
SubhaanAllah beshak belkul sahi farmaya qibla ne
Rasool ke Jane ke baad kuch to hai jo galat huva.
Agar rasool ke Jane ke baad sab sahi hota to karbala to hoti hi nahi thi.
@Bhat Sajid bilkol sahi
Is trha yazid BH begunha h ki k prediction this na
@Bhat Sajid bhai kya bewakoof hai too baat ho rahi hai ki ummat me kaha se galti hui tu prediction ki baat karne lagte ho....😂😂😂
@Bhat Sajid jahiliyat me PhD liye ho kya baat shuru hui hai kaha se galti hui aur uss cheez ko point out kiya ja raha hai....usme Muhammed (s.a.aw) ki prediction ki baat nahi ho rahi hai....aur rahi baat huzoor paak (s.aa.w) ki prediction ki to nauzbillah
Kise unki prediction par saq hoga....bhai pahle puri baat samjho ki baat kya ho rahi hai...phir uspe bolo
@Bhat Sajid huzoor paak (s.a.a.w) ki nabooat manna hi islam nahi ha...
Uspar chalna bhi padega ..haq baat ko tasleem bhi karna padega...haq ko haq kahna bhi padega..
@Bhat Sajid tu pakka nasbi hai bete .....jahil haramkhor saale baat kaha ki ho rahi hai aur tu bak kya raha hai..kal to tu ye bhi kahega ki hum jo bhi galtiyan karte hai uspar hamara koi akhtiyaar nahi hai....ye to Allah ki marzi hai....hosh me a bete....
Haq Ali ❤️
آدھا سچ
inshallah ek din pura sach bhi samny aey ga
Very true....after Muhammad pbuh) people became selfish for throne
Eng.mohamad zindabad zindabad haaq baat sab ko batane k liye Allah k Ghar kamyab honjayenge
Very nice Ji
Hazrat Ali ne Hazrat Muhammed s.a k ba'ad kisi ki beaat nhi ki.
bhai ki hy poori hadees b prhlo aadhi p amal mt kro
@@unsolvedmysteries1142
Masoom , gair masoom ki baiyat nhi krte hai.
@@sunltd4261 ab h a d e e s m h y h m n y apni trf sy to lkha nhi
@@unsolvedmysteries1142
Hadees agrwalon se li hoti to sahi hoti lakin ap logon ne Gharwalon ko chor kr Abu Hurara se li to iasa hi hoga
@@sunltd4261 Sahih Muslim Hadith No. 6222. Suhail reported on the authority of Abu Huraira that Allah's Messenger ( صلی اللہ علیہ وسلم ) said on the Day of Khaibar: I shall certainly give this standard in the hand of one who loves Allah and his Messenger and Allah will grant victory at his hand.
Know you all muslims, specially members of Punjab Assembly that what happened in Saqifa was WRONG. Its result (Shia-Sunni divide) started the bloody wars amongst muslims and the conflict between Shias & Sunnis will NEVER end. What a shame, Hz. Abu Bakr could have said "let's not make a decision here and now. Wait till the Prophet, sawas is properly buried, then we will appoint a day, time and place and find a successor (Khalifa) acceptable to all muslims." He did not.
This also reveals that there was a well-planned conspiracy - that's why both Hz. Abu Bakr & Hz. Umar left the funeral and did not attend the burial or Namaz-e-Janaza - and hurriedly went to Saqifa.
Don't forget what happened on the calamitous Thursday before. The Prophet, sawas asked for Kaghaz-Qalam so that he could write a message which would prevent the ummah from misguidance. Alas! He was not given Kaghaz-Qalam. Absent the prophetic message the ummah was misguided and continues to be misguided. You want to know more - watch this video: ua-cam.com/video/fKs5Ad8aPuo/v-deo.html
Members of Punjab Assembly please, first take out all the books from libraries & madressas before you propose untenable legislation. I rest my case! G.K.Chinoy, U.S.A.
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تمہارا کیا حال ہو گا ۱؎ جب میرے بعد حکمراں اس مال فے کو اپنے لیے مخصوص کر لیں گے میں نے عرض کیا: تب تو اس ذات کی قسم، جس نے آپ کو حق کے ساتھ بھیجا ہے، میں اپنی تلوار اپنے کندھے پر رکھوں گا، پھر اس سے ان کے ساتھ لڑوں گا یہاں تک کہ میں آپ سے ملاقات کروں یا آ ملوں، آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: کیا میں تمہیں اس سے بہتر چیز نہ بتاؤں؟ تم صبر کرنا یہاں تک کہ تم مجھ سے آ ملو ۔
Hadees refrence..
waaahhhh kya haq byani h
Ali haq ha
اللہ آپکو اپنی حفظ و امان میں رکھے
Nice
Moula Ali a s Afzal Hain sb sehaba se moula Ali k sAth Qur'an hay haq sAth hay nafse rasool Hain ana wa Ali min Noor a Wàhid bait ki he nai janab
Behtereen
Mirza sb agr Hazrat Muhammad saw ko maloom tha Hazrat ali a.s Hazrat abu bakar kee bait krain gy too gadeer k mouqa pr wilayat ka ilaan kun kia
Ye phakhkee ap b khaain or hazma or hafiza durust krain
Allah aap kae ilm main izafa
Ali Haq hai
Very very truth speak
مولا علی جانتے تھے کے عمر اہلبیت کا بھی لحاظ نہیں کرتا
sharam aani chahiye
مرزا صاحب عوام یہی تو چاہتی ہے کہ آپ جو یہاں پر بیٹھے سوال کر رہے ہیں وہ علماء کے سامنے رکھیں تاکہ سب کو پتہ چل جائے
انجینئر محمد علی مرزا۔۔۔۔❤️💚💖💝♥️❤️
Alhamdullilah
truth reveals
Ali Bahi huq bayaan ker dya.
Masha Allah
Lekin Rasool Allah (S)
Ali ki moula bana gayae thae. Moula ka matlab doost nahi warna pehlae Rasool Allah nae apnae ko moula kaha. Wo hamarae doost nahi ho saktae Hamarae aqa haein.
Mirza Shb Hmm apki bht hi izat krty hain Dsra Apka tariqa adab mn reh kr sawal jawab bht khubsurat hai
Mn yahan apsy bss Itna janna chahta houn K sir Muawia kis dour mn itna taqatwar huwa k wo 24 saal baad Ali A.S k muqabil agya aur khud ko khalafat ka waris smjhny laga ??
2sra Sawal Jo Apny hadees byan ki k Mola Ali A.s Umat mn munafiqon se jang krn gy to bazurgo agr Umat sth dyti to jis sahabi ny foran Khalifa bnna chaha Unsy b Jung mumkin thi q k wo b to umat mn se hi thy na ??
Jo bii sach bat bolay to osay shia karar day ta hain, walla thaxx ya Allaha
Jhelumi Allah ka Dushman
Molvi keha rha agr kagiz dia bhi Jata tu Hazoor saws Hazrat Ali ko khaleefa na banatay Kyu k woh apny ghr walo main say kisi ko na banatay ... Aql k andhy phir Mubhala main ghr walo ko e Q ly gay Hazoor . Ghadeer Py Mola Ali ko e Q apna waseeh bnayaaa sb k samny????
Imam Ali alaih Salam apni Fazeelat Ka zikr Nehjul Balagha k Khutba Shaqshaqiya me Kiya hy
Mulahiza ho.
"Ae Allah mujhe is Shora se kya lagao? In me ke sub se "Pehle" ke muqabla hi mere ISTEHQAQ O FAZEELAT me kab shak tha Jo in logon me bhi shamil karliya gaya hon. Magar mene ye tariqa ikhtiyar Kiya tha ke jub wo zameen k nazdeek parwaz Karne lagen to me bhi wesa hi Karne Lagon aur jub wo onche hokar urrne lagen to Main bhi usi tarah parwaz Karon."
Jio mirza shb. Mashallah
Shukr hai ap ne adhi bat man len umeed hai ap mula Ali ki imamat ku man lenge Allah ap ku hidayat den
آخری مثال دے کر بقول اس کے پھکی سے اپنی ہی پہلی باتوں کی اس نے تردید کردی ہے۔
Prophet saw had announced wasi/ khalifa at Ghadir Khom clearly.
Good Molana sahab very interesting topic.... agar molaAli ki etne badi shan ha ki hazratAbubakar ko apni ghar bolate ha....iske elawa apne famaya (6 month) tak bayat nahi ki to etni badi shaksiyat ko daba kar wo Khot khalifa kyong bany???? Kya ye ahlibath ke sath badi zolom nahi ha???? Bai jab bukhari ma yeh alfaz mojod ha ki (Allah ny mujah tum se zeyada afzal chona ha) tofir uska haq kyong chena giya???? Jab aap he ke khalifa kehte ha ki hazrat Abubakar ka khalifa banna sahi nahi ha to kyong usse khalifa mante hoo... jahang tak ronydony ki bad ha to jinab,,,,,jab Allah ka rasull ki wafat huwe ha to pehly khalifa zaruri ha ya wajibat ko anjam dena? Apkhot batayen,,,,,, rony ka matlab kabool karna nahi hota ji... rona azhare narazgi hota ha...
A very intresting thing is that why and how denied Rasullulah to write there statement..... jab Allah ke Rasull ne qalam aur dawat manga to usse kyong aur kisne roka???? Ap agar sacha ha to yeh be bayan Karoo paki kitabon ma he likha ji.....
نبی پاک علی علیہ اسلام کو اللہ کے حکم سے غدیر خم میں مولا قرار دے چکے تھے تو اللہ کے حکم سے خلیفہ بھی نامزد کر سکتے تھے
اگر ایساہوتا تویہ
اس میں بادشاہت نہی حکم الہی ہوتا
جزاک اللہ خانصاحب اللہ آپ کی عمر و عمل برکت عطا فرمائے
eik tou aap maula ALI as ka naam zraa tameez se lia krein...yaar ali...are u in ur senses
To Ali Bhai man kun to moula fahaza haza Ali un moula ki Hardee's khum e ghadeer Ka Medan bhool gay wah g wah yeh insaf hay haq bolo Ali Bhai
Jab tu maan gaya galti se bana pehle pehla khalifa to manta kyu ni, galti se hone wala kaam galat hi hota hai..
Jab Hazrat Ali ne hud phely khalifa Hazrat Abu bakar ki bait kr li or wo bhe ilaniyah or wo bhe suchy dill se tu faisla automatically theek ho gaya. Or jis baat ko or faisly ko hud Hazrat Ali ne accept kr liya tu Jo Hazrat Ali ke asal Shia hai wo bhe accept kr ly or Jo suchy Shia nahe hai wo accept nahe Karei gay JazakAllah khair 🙂🙂
Ye batao ki jab janab e Fatema ne bina bayet ke wafat payee to unka kya hoga?
Magarmasc kei asu hei
Role jetna rohna hein.
Adar baki abtak insaf
Har ek sat hona hein
Dusmane jehra ki tarafdaro
Ahle beyat k dushmon py lanat beshumarrrrrrrrrrrrrrrrrrrr
To fadaq qyu nahi diya bibi fatema a.s.ko khali hath qyu lautaya?
I need full lecture plz
Jab janabe abu bkar ko ehsas ho gya tha ghalti ka to hakoomat mola Ali a.s k hwaly kiyo nahi ki ????
Itny confidence k sath koi kaisy keh sakta ha k mola Ali a.s ka naam nahi lena tha hazoor pak ny jab k maidan e ghadeer me bta chuky thy k mery baad kon mola ho ga .....
Jo sunni bakwas ker rahy hai woh Is link ki videos dekh ya Tau phir dekhny k Baad Sahi bukhari Jala Dena ya phir APNA Naya firqa bana lena or Bhai jhot sach kerny ki zarorat nahi or na hi apny peero ko cover dey as it is bayan kery Jo Haq hai
ua-cam.com/play/PLgc5k0nvrQ5zOfYa9PbWK1yKPpYMB4Xkc.html
Agar aaqa s.a.w.w maula Ali ko na select karte hue hazrat abu bakr ko select karte to gadeer e khum mein yeh kam aaqa s.a.w.w ney q nahi kiya q maula Ali a.s ka hath buland kar k farmaya jis jis ka mein maula uska Ali a.s maula...is se to saf zahir hota hai k agar bad mein bhi khalifa banaya ja raha tha tab kisi ney maula Ali a.s ko recommend q nahi kiya pehle do khalifa bhi to manhood they khum mein aur yeh elaan suna tha
مرزا کے صحابہ کرام پر مشتمل کلپس پر شیعہ بڑے خوش ہوتے ہیں
Ali Sab sa Afzal hain
Aur khud Umar jaise chune gaye the unka kya?
ابو بکر اور مقامات پر بھی رؤے تھے
😄😄😄😄😄😄😄😄
I dont think Maula Ali did bayet of Abubakr
اس کے باوجود بھی آپ اہلبیت علیہ السّلام کے عظیم فرد حضرت امام علی علیہ السلام اور اصحاب کی فضیلت میں فرق تسلیم نہیں کرتے
ہر مسلمان تسلیم کرتا ہے کہ جیسے تیسے بھی ہوا خلافت اصحاب کے ہاتھ میں گئی اور انہوں نے بنا کسی اختلاف کے مدت پوری کی مگر جب بات فضیلت کی آتی ہے تو آپ تو آپ فرق نہیں بتاتے ،
یہ بات صرف ان لوگوں کیلئے ہے جو امام علی علیہ السلام کو اور اصحاب کو ایک ہی طرح کی فضیلت دیتے ہیں یا وہ لوگ جو خلافت کی ترتیب سے حضرت علی علیہ السلام کو فضائل میں بھی چوتھے نمبر پر مانتے ہیں
مولانا اسحاق کی چوری کرکے اس نے ان کو بھی ند نام کروادیا ہے اور لوگ اب سچی باتیں بھی سن کر منکر ہوجاتے ہیں۔
Agr sahabi main koi hota to salman fari khalfa hota
حضرت علی نے کہا ابوبکر آپ نے میرے حق پر استبداد کیا انجینئر پوری حدیث کیوں بیان نہیں کرتا
Yr baat ciear hai Kuch tou gerh berh thi .bs imam ali .a s nabi paak a s ke baad sub se afzel the or hain.un se gultian hoin.
اس بندے نے سب مسلکوں کے علماء کو پڑھا اور ان کی غلطیاں پکڑی اور اپنی طبیعت کے مطابق ان کی پگڑیاں اچھالنی شروع کر دیں
Kahani jhoot
Mola Ali a.s ne kbhi b bait nai ki
Ab kya Hadees bhi nhin maanga
Bhai thoda dekh k bolo kya sahih Bukhari ko galat hai . Bukhari nhin maanoge toh Islam se bahar hojaooge
Mirza sahb pher mola ali a.s zahri khilafat k mimber par bethe the to aap ne ye kion kaha tha k aaj haq apni jagha par agya hai......???
Bhai dalail ap daitay hain k Mola Ali a.s afazal hain.
Phir kahtay hain k Abu Bakr afazal hain.bhai aik baat kero 2 ni
shia ahl e sunnat ko un ki kitabo ki hadees sunatay hein ta kay woh inkar na karein.
Shia kay paas ahlebait se mili hui kafi hadeesein hein.
Maula Ali ka haq na milna khilafat mein aur 4th kahlifa banna is ka ye matlab nahi kay Rasool Allah ki hadees se sabit hua 4th Khalifa. Rasool Allah ne sachai sunai thi aur Maula Ali ko bhi ilm tha kay haq khaya jae ga. aur munafiqeen ko bughz itna tha maula Ali se kay pehle khalifa bhi bantay tab bhi jamal aur sifeen honi hi thi.
Maola ali ne hokumat ko qabool kiya tha naki rasool allah ka Khalifa rasool allah ke Khalifa wahi hai jiska nabi ne khud Alan kiya gadeer min aur bahut c hades min bhi maojod hai jaise rasool allah ne farmaya tha ali ki Nisbet Mere sath waise hi hai jaise mosa ke sath haroon ki ab batao musalmano kya haron mosa ke janeshin the ya nahi
Mola Ali (a.s) hujat Allah hen ye quran me ayet e mubahila me sabit hochuka . abubakr or umer ko bi is Ka maloom tha.ab ye samjh nhi araha saqeefa Bani sad me khalifa Ka chunao hujut Allah mola Ali (a s) ke baghair kase hogya .is ye sabit hogya abubakr or umer ne mola Ali (a.s) ki khilafat ko khasab Kia .kion ke unhon ne is mamle me adal aqal or sabr se Kam Lana tha.ab ham kase manlen ke kahlifa AWAL w sani ne khilafat ki ibtida hi na insafi se ki to age Kia khilafat ki hogi .samjh se bahr he
Par tujhy ye Ni pta k moula Ali a.s lmam thay aur imamt mein toh bolana tha ye soch toh pta hi ni ha k hazarat Muhammad s.w k janazy mein shereek ku Ni hye usy khalifa keyty ho tm log
جیو جیو مرزا صاحب
Q k ap jeson ne ahlebait k sath oron ko milaya he
Mirza zindabad mn syed hun or alhamdolillah syed hun, ap bat sidhi krty hen , , Allah apko or hidayat dy
Ummat ko kya hogaya he kyu jhagad te ho kaun afzal he kisse.Arey jo Allah ka hukm he usey pura nahi karte aur jaan dene ko tayyar he kisi ke fazilat pe.Jinki fazilat ke liye jhagad te ho vo to jannat ke haqdar hochuke. Zara apna bhi khayal karo .sirf Allah aur uske rasool ke daman ko pakdo to najat he varna aise hi jhagadte jhagadte jahannam nasib hogi
پیشینگوئیاں تو اور بھی بہت تھی۔۔۔مثلا کہ۔۔۔مشرق سے فتنے اٹھیں گے شیطان یہاں سے سینگ نکالے گا۔۔۔۔حؤاب کے کتے بھونکنے والی پیشینگوئی سے کیا مراد لیں گے؟؟ کہ بی بی عائشہ پر واجب ھو گیا تھا کہ وہ اس پیشینگوئی کو سچ ثابت کریں۔۔۔یا۔۔۔ایسی نوبت سے بچیں۔۔۔
Diffence na kiya kren. Ghalti ko smjh gaye thy maan liya tha to chor dete khilafat ki kursi.
Jinhyn Hazrat Ali n nhi kha chorny ka koi aur kaisy kh skta h
Agr haq yhi tha k Hazrat Ali shere khuda khalifa bnty hazrat Abu bakr ko hta k tu Hazrat Ali sy bhadur koi na tha aur dunia ki koi taqat hazrat Ali ko Nabi Pak ka hukam bja lany sy rok na skti thi. Jb unhon n khamoshi ikhtaiar ki h in mamlaat p tu ummat ko b chahiye k apas m uljhny ki bjaye yahudo ansara sy muqably ki tiari kryn
Hazrat Ali ka Dabdbaa tha isliye.
Aur Wahid Ali hi Sabse bade Apposition me the. Yah to tawil he.
Asli baat ye he ke Ali se Zabardasti Biyat li gai. Fatma ke inteqaal ke baad Ali ka Dabdabaa khatm ho gaya us waqt.
Zabardasti Nahi ligai aur hadith Mae ishara milta haike opposition koi kamzoor Nahi Hoti thhi issliye shayad nazar ata haike Hazrat Umar R.A ko Hazrat Abu Bake R.A ki fikr thhi ke wo akele na jaien.
Ishara yahi milta haike zabardasti ki Nahi thhi.
@@moosaali9371 Muhataram *H. Ali ne 6 Mahine tak Fir Biyat kyon naa ki???*
*Kyo H.Fatima ne fir Apni Wafat tak Khalifa Abu bakr se naa baat ki aur naa Unhe apna Khalifa Taslim kiya?*
*Aur fir Kyon H. ali ne 6 Mahine ke baad Yaani H. fatima ke wafaat ke baad H. Abu bakr se biyat ki?*
@@researchergood5917 video Puri dekhlete you jawab miljaega 9:20 se dekho
@@researchergood5917 video Puri dekhte Nahi aur Abu Bakr r.a ke khilaf bolne ajate hou.
آپ اپنے خیال اپنے پاس رکھو۔ غدیر پر نبی پاک ص کیا بتا کر گئے تھے۔
مرزا ایک طرف بول رہا ہے خلیفہ رو رہا تھا کیونکہ زیادتی کی تھی حقدار نہیں تھا۔ دوسری طرف بول رہا ہے نبی پاک ص اس کو، جو خود کو خود خلافت کااہل ہی نہیں سمجھتا اور اپنی غلطی پر رو رہا ہے، اس کے لئے خلافت لکھ جاتے۔ اللّٰہ ہی آپ کو عقل اور فہم دے۔
اِذْ تَبَـرَّاَ الَّـذِيْنَ اتُّبِعُوْا مِنَ الَّـذِيْنَ اتَّبَعُوْا وَرَاَوُا الْعَذَابَ وَتَقَطَّعَتْ بِـهِـمُ الْاَسْبَابُ (166) ↖
جب وہ لوگ بیزار ہو جائیں گے جن کی پیروی کی گئی تھی، ان لوگوں سے جنہوں نے پیروی کی تھی، اور وہ عذاب دیکھ لیں گے اور ان کے تعلقات ٹوٹ جائیں گے
سورہ بقرہ
وَقَالَ الَّـذِيْنَ اتَّبَعُوْا لَوْ اَنَّ لَنَا كَرَّةً فَنَتَبَـرَّاَ مِنْـهُـمْ كَمَا تَبَـرَّءُوْا مِنَّا ۗ كَذٰلِكَ يُرِيْـهِـمُ اللّـٰهُ اَعْمَالَـهُـمْ حَسَرَاتٍ عَلَيْـهِـمْ ۖ وَمَا هُـمْ بِخَارِجِيْنَ مِنَ النَّارِ (167) ↖
اور کہیں گے وہ لوگ جنہوں نے پیروی کی تھی کہ کاش ہمیں دوبارہ جانا ہوتا تو ہم بھی ان سے بیزار ہوجاتے جیسے یہ ہم سے بیزار ہوئے ہیں، اسی طرح اللہ انہیں ان کے اعمال حسرت دلانے کے لیے دکھائے گا اور وہ دوزخ سے نکلنے والے نہیں۔
Ali bahi khalafat ki baat kiya ki hai... Kuleaman aman aur maula qainat agar Khalifa ka haq dar nahi thay tu duniya main koi bhi haqdar nahi....musalmano kay Khalifa thay momineen kay Khalifa sirf Ali he hain....baqi sab munafqat hai
ZABQARDAST engineer TUM NE SAB MAN LIYA GALATI THI US SHAKS KI RO BI PADA. TUM LOG MAN RAHE HO NA K NABI K RISAL K WAQAT KHILAFAT BANT RAHE THY.
Moula Ali ne ISS liye bayat ki ? Ummate muslema me tafarqq paida na ho
Mirza Q jhoot bol ray ho. Sakifa ma Islam ko Hijack kia gya tha.
Jhootho per Allah ki laanat
اپ حق وباطل کو ملا جلا دیتے ھو۔رسالت امامت "خلافت"بلڈ لائن میں اللہ نے رکھی ھے۔کیا اپ ابے باپ کے خلف نہیں ھو؟کیا اپکو دوستوں نے مشورہ سے بنایا ھے؟؟حق میں باطل کو مت ملاو۔
Ye aaj bhi ghalat biyani Krny sy ni jaty hadees bhi bol raha ha uss main bhi ghalat biyani kr raha ha
Bechara muslim aur bukhari ko hatmi authority samjh raha hai
Ye baaten tumko samjh Nahi asakti
Bhut badi shajish hue hai