Jija Mera Ek Sawal - Maine psychology ka basic acha krne ke liye [Frist Rank One Liner Short] Pad rha hun achi hena suru me basic thike kr lu bad me badi book padunga.....! 😊 Mst vlog jijaaa....❤
Best books to me bhi suggest nhi kr skti me bhi aapki trh student hi hu bs mene ek baar REET fight ki hai to uss base pe bta skti hu ki basic se start kro koi b book ya guide le lo market se sb same hi h 19-20 ka fro h bs jyada de jyada baar practice kro
Thoda mushkil sawal hai qki sbka apna alg tarika hota hai book pdhne ka But me jo try krti hu wo aapke sath share kr rhi hu Syllabus ke according phle tooics pe tick lga lijiye and 1 chapter ko sub-topics me divide kr lijiye and phle ek baar sirf rapidly pdh lijiye 2nd time pdhenge tb aapko important chije and keywords mind me rkhte huye highlight ya underline krte jana hai. And revision krte time sirf keywords ya highlighted chijo ko pdhna hai ya self notes bna lene hai. Iss trh se try kr skte hai😊👍
Didi thank uhh aapne jese suggest kiya mene same vesa hi kiya mera mn lg gya or m ab waps phle jese pd bhi rhi hu....
🫂💛
Didi aap bahut achhe se batate ho
Bhut shukriya aapka 😊
Kya comment karu
Ha
Mam reet pre ki book list bta do 😂😂
😂😂😂
New video dalo didi jldii me wait kr rhi hu... video thodi lambi bnao didi etni si video m mn nhi bhrta h
Today I'm going back to my in-laws place...isliye vlog 1-2 din me aayega... tuesday shaam ko👍
@@Studious_sunflower etna wait....
@vaishaliyadav156 bs 2 din ki hi baat hai...try to understand 😊
@@Studious_sunflower ok didi 👍🏻
Book aisi likho ki log kharidne se pehle darne lag jaaye 😂
😂😂😂😂
Haha 😑
Jija Mera Ek Sawal - Maine psychology ka basic acha krne ke liye [Frist Rank One Liner Short] Pad rha hun achi hena suru me basic thike kr lu bad me badi book padunga.....! 😊
Mst vlog jijaaa....❤
Good idea 👍
Psychology ki konsi book le plzz reply
@@nareshhiranwal1454 basic Ke liye abhi Frist Rank ki choti wali book store pe mile jayegi 👍
Aapke pichli reet mains me kitne no the
❤❤❤❤❤
Gourav sir ki geography ki book h usme se revision kese kre jldi jldi .... mujhe to ek topic m hi 3 hours lg jate h pdne m esliye me piche hu thoda
Me vese to rapid revision krti hu to itna time nhi lgta and jo topic jyada lengthy ho use divide kr ke fr krri hu
@@Studious_sunflower ok
Reet ke liy math kha se pdi apne best Book konsi ati hai
Best books to me bhi suggest nhi kr skti me bhi aapki trh student hi hu bs mene ek baar REET fight ki hai to uss base pe bta skti hu ki basic se start kro koi b book ya guide le lo market se sb same hi h 19-20 ka fro h bs jyada de jyada baar practice kro
R.s Agarwal ya mathuriya ki dekhlo
Mam books padne ki trick batawo plz 🙏🙏🙏🙏
Thoda mushkil sawal hai qki sbka apna alg tarika hota hai book pdhne ka
But me jo try krti hu wo aapke sath share kr rhi hu
Syllabus ke according phle tooics pe tick lga lijiye and 1 chapter ko sub-topics me divide kr lijiye and phle ek baar sirf rapidly pdh lijiye
2nd time pdhenge tb aapko important chije and keywords mind me rkhte huye highlight ya underline krte jana hai.
And revision krte time sirf keywords ya highlighted chijo ko pdhna hai ya self notes bna lene hai.
Iss trh se try kr skte hai😊👍
@@Studious_sunflower अब्बा जो है वालिद हमारे
वो भी यही कहते हैं
aaap geography 50 jilo k hisaab se padh rahi ho kya nayi geopgraphy padh rahi ho ya purani
New
Didi apke u tube se payment kab aayega
Abhi delhi dur hai 🥲🥲🥲
😂@@Studious_sunflower
Dii psychology Avni publication ki book ka cover photo post krna , mujhe bhi leni h . Plz dii 😊
Ok sure
Didi Target topic kese kare
Math ki konsi book h apke pas or konse teacher se concept clear kiye
Book mere paas to ramnivas mathuriya ki hai but aap koi bhi le skte ho important ye hai ki jyada se jyada baar practice and revision kro👍
Barish ke karan mere to reet ke pehle bale sare notes m fhapund aa gai h 😢😢😢
Smjh skti hu lekin himmat nhi haro abhi waqt hai fir se notes bnao and pdho and jyada se jyada baar revision kro main to revise krna hi hai👍
Aapne rajsthan ki kala sanskriti ke notes kaha se banaye hai aur aapne kesai banaye hai please next video me share karna
Ok sure
Aap maths ki tyari kis book se karti ho please name btao nd reet mains ki puri preparation kese karti ho please batana
Maths ke liye filhal Ramnivas mathuriya ji wali book se practice kr rhi hu
Kya reet pre ki tyari kr rho ho
Mains ki
Sabi subject ko ek sath read karte ho kya
Bilcul possible nhi hai yh to...max 2-3 subject at a time
@@Studious_sunflower ok thanks
3rd grade ka paper kb tk hoga
Umeed pe duniya kayam hai mere dost...umeed to 2025 ki hi hai
Mene suna h 2026 k staring me hoga
Idk...ho skta hai aapne suna ho to shi suna ho or jruri bhi nhi hai ki aapne suna ho wo shi suna ho😅😅😅
Dear kya aap mp tet ka exam nhi de rhe ho kya
Ji nhi
Reet mains ka form bharne ke liye bstc second year ka result chahiye hota hai kya
Appearing me result nhi chahiye hota
@@Studious_sunflower appearing me nahi bharna hai jo real hota hai usme bharna hai result chahiye hoga kaya bstc second year ka
Apne online course liya h ky reet ka kabhi
Ji nhi
Aapne offline coaching ki h kya khi se
Ji nhi self study
Aapka reet level 1st hai ya 2nd
1st
Didi mptet ka kya soch raha ho abhi vaccancy aayi huee hai na
Only REET
EVS ke notes kaha se bnaye , Mukesh pancholi ki class achi rahegi kya
Last year mene unki classes se hi bnaye the notes...acha hi pdhate hai aap ek baar class dekh ke try kr skte ho
@@Studious_sunflower aap ne sirf notes hi pdhe ya fir book bhi pdhi
@Dhurvi_charan1444 Books + notes 🥲
@@Studious_sunflower ok thanks 😊