Noha 2024 | Mere Bhai Asghar | Ameer Hasan Aamir Nohay 2024 | Noha Hazrat Ali Asghar (a.s)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 5 вер 2024
  • Noha 2024 | Mere Bhai Asghar | Ameer Hasan Aamir Nohay 2024 | Noha Hazrat Ali Asghar (a.s)
    #noha2024 #newnohay2024 #nohay #ameerhasanamir #muharram2024 #aliasghar
    🎞V I D E O I N F O🎞
    ►Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir
    ►Poet - Kumail Jafri
    ►Chorus - Rizwan Mirza & Team
    ►Year - 2024/1446 Hijri
    ►Audio - ODS (Audio Mix & Master Omar Quraishi)
    ►Edit by - Azmat Hyder
    ►Video - ‪@AzadariChittora‬
    ►Production - AHA Records
    ►LYRICS:-
    Asghar Asghar mera bhai Asghar
    Yeh kehti thi Bali Sakeena tadap kar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    Bichhad jaayega mujhse mera baradar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    1. Woh maqtal hai ran hai woh Karb-o-Bala hai
    Wahan jo gaya woh wahi reh gaya hai
    Wahan se na lote shabih-e-Peyamber
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    2. Jo tum chahte ho ke mil jaaye paani
    Ke ho door bete ki tashna-dehaani
    To paani ko kheme mein le aao jaa kar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    3. Thahar jao Baba zara meri khatir
    Main jaane doon tum ko wahan kaise aakhir
    Nazar har taraf aa rahe hain sitamgar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    4. Yeh gham kam-sini mein uthaungi kaise
    Nigahon se main dekh paungi kaise
    Tadapte hue is ko jalti zameen par
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    5. Pata hai yeh mujh ko ke mar jaayega yeh
    Wahan se palat kar nahin aayega yeh
    Tum aao ge is ko lahad mein chhupa kar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    6. Sitam dhayenge be-zubaan pe woh kaafir
    Karega koi tegh se waar ya phir
    Lagega koi teer gardan pe aa kar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    7. Bade be-reham hain woh zaalim aye Baba
    Samajhte nahin hain woh dil ka madaawa
    Woh khush honge besheer ka khoon baha kar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    8. Meri baat Baba khudara suno na
    Jo dekhegi maan be-zubaan ka bichhona
    To ghut ghut ke mar jaayegi meri madar
    9. Sheh deen ke aazar aamir ayaan the
    Kumail us ghadi sheh ke aansoo rawaan the
    Ke Sarwar se kehti thi jab bint-e-Sarwar
    Udhar be-zubaan ko na le jao Baba
    ►RUNDOWN :-
    This noha expresses the deep sorrow and heartfelt pleas of Bibi Sakina (s.a) as she begs her father, Hazrat Hussain (a.s), not to take her baby brother, Hazrat Ali Asghar (a.s), to the battlefield of Karbala. Foreseeing the suffering and death that await Hazrat Ali Asghar (a.s), she tries to dissuade her father with various reasons: the cruelty of the enemies, her own inability to endure the grief at a young age, and the profound impact on their mother, Bibi Rubab (s.a). Emphasizing Hazrat Ali Asghar's (a.s) innocence and helplessness, she implores her father to reconsider and spare her brother from the impending tragedy.
    =================================
    Get Connected With Ameer Hasan Aamir -
    Facebook / ameerhasanaamirofficial
    Instagram / ameerhasanaamir
    Spotify open.spotify.c...
    YT Music / ameer hasan aamir - topic
    ===============================
    *********************
    ➾Copyright Announcement for AHA Records
    All content, music compositions, and recordings produced under AHA Records, owned by Ameer Hasan Aamir, are protected by copyright law. Unauthorized reproduction, distribution, or public performance of these works is prohibited without explicit permission from AHA Records. Ameer Hasan Aamir will not be held responsible for any unauthorized use of his copyrighted materials. Thank you for respecting the creative rights of AHA Records.
    Copyright © AHA Records. All Rights Reserved.
    ➾Notice: Graphics Copyright
    All graphics, designs, and visual content produced by DS Graphics are protected by copyright law. Unauthorized use, reproduction, or distribution of these materials without explicit permission from DS Graphics is strictly prohibited. DS Graphics holds the exclusive rights to all creative works produced under its name. For inquiries regarding licensing or use of our copyrighted materials, please contact DS Graphics directly. Thank you for respecting our creative rights.
    Copyright © DS Graphics. All Rights Reserved.
    ---------------------------------------------------------------------
    Thank You for your precious time.

КОМЕНТАРІ • 95