Muharram 2020 | ताजिया, सिपड़ और अखाड़ा के साथ मुहर्रम का जुलूस निकला

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 вер 2024
  • Muharram 2020 | ताजिया, सिपड़ और अखाड़ा के साथ मुहर्रम का जुलूस निकाला
    BIGGEST MUHARRAM JULOOS OF PALAMU JHARKHAND
    muharram juloos me hindustan ka tiranga bhi dekhne ko mila, 10th muharram jullos tiranga flag ke sath nikala gaya, ek se ek bade tajiya juloos me samil tha, yaa hussain yaa ali ke sath nare laga rehe the, yaa hussain yaa hussain, hak hussain maula hussain
    today muharram juloos, aaj pure des me muharram ka juloos nhi nikle jayenge,covid-19 ko dekhte huwe social distance ka palan kiya jayega, muharram me tajiya ka juloos bhi nhi niklega, jharkhand muharrammjuloos,
    Muharram ka juloos, muharram tajiya juloos, muharram matam, yaa hussain matam, moharram 2020, bishrampur muharram juloos, palamu ka muharram video, muharram video, lockdown muharram juloos, 10th muharram video,
    Islamic calender ke mutabik naye saal ki shuruaat muharram ke maheene se suru hota hai. ise saal-e-hijarat bhi kaha jaata hai. Muharram khushi ka maheena nahi hai, balki ye maheena behad gam se bhara hai. itna hi nahi duniya ki tamaam insaaniyat ke lie ye maheena ibarat (seekhane) ke lie hai.
    Tajiya kyu banate hai :- tajiya hazrat imam hussain ki yaad me banaya jata hai. Islam me kuch lg iski alochna karte hai magar ye tajiyadari bahoot shan se hoti hai. Muharram ke mahine me hindu bhai bhi badh chad kar hissa late hai.
    Muharram me log khel bhi dikhate hai , ek se ek khatrnak khel, lathi khel,talwar khel, kartabbaji, dhol tasa, Islamic akhada bhi nikalte hai.
    Matam :- muharram me matam ke jaria imam hussain ko yaad kiya jata hai, muharram ke mahino me gam aur matam ka itishs.is din shia musalman aur sunni musalman imam baro me jakar matam karte hai,aur taziya nikalte hai.india ke sabhi town me matam aur tajiya nikalte hai.
    muharramvideo #moharram
    muharram ka juloos, muharram jharni geet, tajiya muharram, palamu muharram juloos
    Don't forget to LIKE,COMMENT SHARE & SUBSCRIBE ...
    #islamicworld

КОМЕНТАРІ • 144