The father didn't even acknowledge his coach, Jwala Singh, who took care of Yashaswi like his own son and even spent his money on Yashaswi's upbringing. This didn't sound very good on his father's behalf. Without Jwala Singh, there would be no Yashaswi, the player that everyone loves today.
One line for coach Jwala Singh would have made this interview next level. To adopt a homeless cricketer at that young age of 12 & bring him home and guide him through the politics of club, school and district & state level cricket, getting him all the domicile documents etc. cannot be forgotten. Thankfully, Yashasvi has not forgotten coach Jwala Singh and gives him due credit whenever possible.
ऐसे माँ बाप को देख के दुःख के साथ शर्म भी आती है। .. अपने १० साल क बच्चे को मुंबई में मरने , भटकने और तड़पने के लिए छोड़ दिया। .. और आज जब वो किसी (जवाला सिंह ) की मेहनत , लगन और धैर्य से बड़ा इंसान बन रहा है तो यह चले आये दुनिया को बताने की यह माँ बाप है। ..पूछो जरा इनसे की उसने अपना पहला फर्स्ट क्लास कब और कान्हा , कैसे खेला , उसके कॉलेज , ट्रेनिंग , खाने पिने , रहने का खर्चा किसने उठाया , उसे कौन रोज प्रैक्टिस करवाता था ??? ऐसे लोग सिर्फ मतलबी और खुदगर्ज होते है। ..जो पैदा करके भूल तो जाते है। ..शायद इस लड़को को अक्ल आये की पैदा करने वाले को सिर्फ बिलोजिकल माँ बाप कह सकते है। .बाकी जो आपकी परवरिश करे वही असली माँ बाप है। ..जवाला सिंन्ह और उसकी पत्नी। ...
Bilkul bhai mai aapki bat se bilkul sehmat hoon jwala sir ne bhht kiya hai warna Mumbai me koi kisi ko puchta Tak nhi hai par jwala sir ko Salam hai ke unhone ye risk uthya or Jaiswal ko apne bete ki tarah pala uska tec care kiya uski Puri zimmedari uthyai ek father hone ki kya zimmedari hoti hai ye jwala sir ne kiya or Jaiswal ke father ne ek bar bhi jwala sir ka naam Tak nhi liya kitne selfish hai ye hume inki bat sunkar he bhht gussa a Raha hai ye tab kaha the jab Kai Kai dino tak jaiswal ne khana Tak nhi khya inhone use btakne ke liye chhod Diya uski khabar Tak nhi Li or ab aa gaye apna haq jatane jab beta kisi laayq ban Gaya hai kitne selfish hai is duniya me..
Agar jaiswal jawala sir ko bhul Jaye GA to Bhagwat asked Sather bhi galat hoga.aur future me koi person Garibaldi ke bache ko rakhakar cricket er nahi banayega
Inko toh ye bhi nahi pata kab konse matches mai Monty ne kya kya kiya aur Aaj ye tv per aake Kis muh se ye baat kar rahe hai Mai MCC 12 saal se coach Hu aur Maine Monty ko ghanto ghanto Tak bowling dala hai aur jwala sir ne iske liya kya kya nahi kiya Hai aur Aaj IPL mai Jane ke baad Jwala sir ka naam Tak lene se Monty sharam aa Rahi hai ….
He sunn ke mera khoon khol raha hai ke ye aadami ahesan faramosh hai apne duş saal ke bacche ki Mumbai mai baghwan bharose chod ke chala Gaya aur Jwala sir ne use uthaya usko apne bete ki tarah pala posa bada kiya uska saara kharcha uthaya kitni baar MCA ne usko notice bheja aur sir khud uske gaurdian ban ke uske liye ladai lade usko roj apne saath ghanto tak practice karaye usko koi Kami mehesus hone nahi di 9 10 saal mai kabhi ye Bhupendra jaiswal Ji Mujhe kabhi dhik he he nahi
Tum reporter log success milne se pehle kisi khilaadi kaa interview kyun nahin lete? Priyank Panchaal, Abhimanyu Eshwaran in logon k domestic runs kabhi dikhegaa nahin. Bas jab koi kuchh achieve kar legaa tah tum log TRP liye uss bandhe k kutte ki khabar bhi le aaoge. Yashaswi ko akelaa chhod doh, usse apne career pe focus karne doh warnaa Uskaa career bhi Prithviraj Shaw ki tarah bigaad doge tum log star bol bol k.
Are chacha km s km coach jwala singh ek bar name to le lete....jin hone yashaswi ko tent s utha k apne ghar m 10 sal tk rkha aur sare suvidhao s purit kiya
Bhut bada player bnega ek din god bless him
Couch ko doka Dene wall successful nahi hoga
Jwala singh jee ka sabse jyada support hai
मगर उनका तो नाम भी नहीं लिया भुपेंदरजीने😢
Jwala singh ko hamesha credit milna chahiye
मगर उनका तो नाम भी नहीं लिया भुपेंदरजीने😢
The father didn't even acknowledge his coach, Jwala Singh, who took care of Yashaswi like his own son and even spent his money on Yashaswi's upbringing. This didn't sound very good on his father's behalf. Without Jwala Singh, there would be no Yashaswi, the player that everyone loves today.
One line for coach Jwala Singh would have made this interview next level. To adopt a homeless cricketer at that young age of 12 & bring him home and guide him through the politics of club, school and district & state level cricket, getting him all the domicile documents etc. cannot be forgotten. Thankfully, Yashasvi has not forgotten coach Jwala Singh and gives him due credit whenever possible.
Indian idol bna rakha hai cricket ko.
ऐसे माँ बाप को देख के दुःख के साथ शर्म भी आती है। .. अपने १० साल क बच्चे को मुंबई में मरने , भटकने और तड़पने के लिए छोड़ दिया। .. और आज जब वो किसी (जवाला सिंह ) की मेहनत , लगन और धैर्य से बड़ा इंसान बन रहा है तो यह चले आये दुनिया को बताने की यह माँ बाप है। ..पूछो जरा इनसे की उसने अपना पहला फर्स्ट क्लास कब और कान्हा , कैसे खेला , उसके कॉलेज , ट्रेनिंग , खाने पिने , रहने का खर्चा किसने उठाया , उसे कौन रोज प्रैक्टिस करवाता था ??? ऐसे लोग सिर्फ मतलबी और खुदगर्ज होते है। ..जो पैदा करके भूल तो जाते है। ..शायद इस लड़को को अक्ल आये की पैदा करने वाले को सिर्फ बिलोजिकल माँ बाप कह सकते है। .बाकी जो आपकी परवरिश करे वही असली माँ बाप है। ..जवाला सिंन्ह और उसकी पत्नी। ...
Bilkul bhai mai aapki bat se bilkul sehmat hoon jwala sir ne bhht kiya hai warna Mumbai me koi kisi ko puchta Tak nhi hai par jwala sir ko Salam hai ke unhone ye risk uthya or Jaiswal ko apne bete ki tarah pala uska tec care kiya uski Puri zimmedari uthyai ek father hone ki kya zimmedari hoti hai ye jwala sir ne kiya or Jaiswal ke father ne ek bar bhi jwala sir ka naam Tak nhi liya kitne selfish hai ye hume inki bat sunkar he bhht gussa a Raha hai ye tab kaha the jab Kai Kai dino tak jaiswal ne khana Tak nhi khya inhone use btakne ke liye chhod Diya uski khabar Tak nhi Li or ab aa gaye apna haq jatane jab beta kisi laayq ban Gaya hai kitne selfish hai is duniya me..
bilkul sahi kaha apne. bada dukh hua ki Jwala Singh ka nam tak nahi liya.
It's kinda weird that there is no mention of Jwala Singh,at least news people could have tried to bring his name in the conversation
Viru ki jhalak dikhti hean jaiswal mean ese bdi.innings.khelts.jao❤
All credit to his coach jwala sir. His father left him in Mumbai
Bhupendra Jogi🥸🥴😅
Yashaswi ko ab mai ODI me dekhna chahta hu,,,,,, Bowling me bhi focus karna chahiye
Yashasvi ke papa ka hardware store hai... Woh itna garib nahi tha..
Abb hai pahle nhi tha Bhai
Bhai pahle bhi tha
Jay shree Ram ♈♈
duniya me sirf mehanat hi sab kuchh hai bhay bharose nahi rahana chahiye
Shubman Gill se 100% better batsman Jaiswal
Sports don't bring Politics. His father was my favourite Player 😂. Does Yashasvi Father has the right to give interview on Yashasvi?😮
Congressi Agent b ab sportstak k interview lene lagein hai
bhadoe jila ke hai jaiswal
Agar jaiswal jawala sir ko bhul Jaye GA to Bhagwat asked Sather bhi galat hoga.aur future me koi person Garibaldi ke bache ko rakhakar cricket er nahi banayega
Aapki Akhri kwaish kya Hai. Will you not ask this question, Desai ?
Kay bewkoofi wale sawal punch raha hai, Jaiswal ke father ne bahut avoid kiya uske aise sawal
Inko toh ye bhi nahi pata kab konse matches mai Monty ne kya kya kiya aur Aaj ye tv per aake Kis muh se ye baat kar rahe hai Mai MCC 12 saal se coach Hu aur Maine Monty ko ghanto ghanto Tak bowling dala hai aur jwala sir ne iske liya kya kya nahi kiya Hai aur Aaj IPL mai Jane ke baad Jwala sir ka naam Tak lene se Monty sharam aa Rahi hai ….
mere Ghar se 35 kilo mitar mirzapur bhadoe pankaj rana mere papa unke gaon me kam kiye kiye jaiswal
Jawala sing ka beta
Hawala.singh
.coch.yasasvi.jayswal
Jawala not Hawala😂😂😂😂
Mere Jhhat ka h jaiswsl
Sale.kukur.ki.auilad
He sunn ke mera khoon khol raha hai ke ye aadami ahesan faramosh hai apne duş saal ke bacche ki Mumbai mai baghwan bharose chod ke chala Gaya aur Jwala sir ne use uthaya usko apne bete ki tarah pala posa bada kiya uska saara kharcha uthaya kitni baar MCA ne usko notice bheja aur sir khud uske gaurdian ban ke uske liye ladai lade usko roj apne saath ghanto tak practice karaye usko koi Kami mehesus hone nahi di 9 10 saal mai kabhi ye Bhupendra jaiswal Ji Mujhe kabhi dhik he he nahi
Yashasvi bhai bahut accha karo bus Virat ,Rohit jaise nahi karna ki khel pe kam paisa pe dhayan dena
Rajdeep is trying to create rift between coach Jwala and yashswawi Beware.
Ye log ku6 nahi Kiya Jo Kiya jawala ji Kiya ye log kitane Ehsan farmse log Hai.aj jawala ji nahi Rahat to aj apka beta aj yaha nahi rahta
Kaam jawala sing ka naam baap aur pariwar ka wah....😅😅😅😅
Samjadr jwla shig Ney bnya he
Tum reporter log success milne se pehle kisi khilaadi kaa interview kyun nahin lete? Priyank Panchaal, Abhimanyu Eshwaran in logon k domestic runs kabhi dikhegaa nahin. Bas jab koi kuchh achieve kar legaa tah tum log TRP liye uss bandhe k kutte ki khabar bhi le aaoge. Yashaswi ko akelaa chhod doh, usse apne career pe focus karne doh warnaa Uskaa career bhi Prithviraj Shaw ki tarah bigaad doge tum log star bol bol k.
Eise kahte hain namakharam, jisne jasaswi ko star banaya wo JWALA SINGH Ka naam nahi liya? Shit
Yeh Rajdeep ka political analysis se sanyas ley kar cricketer ki jaddi jahat par lag gaya.