Very nice video bhaiya . Mera ek problem hai ek celling fan hai jisme do koyal jal Gaya tha. To Maine uss do koyal ko chodkar connection Kiya to fan chalne laga par kuchh der chal Kar band ho Gaya fir dhak Diya to chalne laga aur dhire dhire aur bahut hit ho Gaya aur band ho Gaya please please reply
Thx for valuable information :-) Mere Symphony cooler me bhi same problem h. 4mfd ka condenser laga h. Par dikhne me theek h. Kya usey change karna chahiye?
Sir g running pe jyada glow bulb karta hai aur stating pe kam bulb glow karta hai winding 26 28 se ki hai running me 70 turn aur stating me 110 turn copper me winding ki kiya problm
Hi sir mere cooler ki adjust ko pn krne pr short ko ja rhi h kya problem ho skti h chek kraya to elactricion khe rha h ki bainding ki problem h pr aap batao kya problem ho skti h capacitor ya binding plz reply
बहुत बढ़िया ।but vivo 1814 selfy mod work but front camera move karne par ek message deta hai jo nimn hai another camera broken, cannot switch. kuch solution batane ka kast kare.
भाई coller motor hath se ghumane पर घूमता है ,, बहुत जल्दी 1 मिनट में हिट हो रहा है कैपेसिटर भी लाइट में लगाया तो स्पार्क भी दे रहा है , क्या कैपेसिटर चेंज करू या और कुछ प्रोब्लम है ?
Sir Hmare Pas Same Ise Tran Ki Moter Hai Lekin Uski 3 Speed Hai . Uska Capasiter B Sahi Hai Lekin Hath Se Jis Tarf B Gumae Usi Tarf Gum Jati Hai .Mene Uski Capasiter Ki Lede B Chak Kar Ke Dekha Hai To Lede B Bilkul Thik Hai . Fir B Ih Samasya Ati Hai To Kya Kre. So Please Btaye / Video Bnaye....
Bhai is moto ko open kaise kru, isliye aapki video kholi pr apne khola hi nhi, fan blade jam ho gya hai to wo bahar nhi aa rha shaft se, aur shaft v bush se attach hai to nut kholne ke bad v coller ki body nhi nikal rhi, fan kholne ka, aur body kholne ka koi tarika bata do na!!!
Sir my question is 3055 main ak 40watt ka woofer aur ak 40 Watt ka speaker chalana hai bina cross over Network kit ke , kaise chalega bataie sir please find 😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@SkElectronicswork sir u r great 🙏🙏🙏🙏 mujhe sir mat bulaie , I'm so ordinary, Sir ye casset deck per channel kitne watt ki hoti hai, dual channel ki hai to 40 Watt ki 2-2 woofer series main chalani hai aur ak sub woofer bass kelie kaise chalega connection kaise hogi bataie sir please 🙏🙏😭😭🙏🙏😭🙏🙏🙏🙏🙏
भैया मेरे जो कूलर की मोटर है ना वह सही है फोकी भी नहीं है उसकी पन की गुमती हो ना तो वह घूमती है मोटर की मोटर को चालू करती हूं तो उसमें करंट नहीं आ रहा है वह चालू नहीं हो रही है तो उसके लिए क्या करना पड़ेगा
@@SkElectronicswork भाई क्वायल बनाकर क्वायल में डालकर सुखाया जाता है मैंने एक coil winding dukaan per वाइंडिंग sikhane aata वहां पर देखा था क्वायल बनाकर लाल रंग का ऑयल जैसे क्वायल में डालकर सुखाए जाता था
Sir aap live aaye pr Mera comments ka reply nahi diye...I am very sad... Mai CG se hu aur jabse aapke channel se juda hu aapke har video dekhta hu..aur bahut kuchh sikhta bhi hu...
Bhiya meri bhi problen hai exhut fan wali motar me चु चु kar aawaj karti hai or रेगुलेटर se speed kam karte hai band ho jati hai full speed रखते hai tab hi motar chalti hai plz replay
आपके वीडियोअच्छे होते और आप के वीडियो से बहुत कुछ सीखने को मिलता है
Bahot achha laga aapka video dost 👌
Good morning 👏👏👏👏👏👏nice Sir ji. Vidio achchha h. 👌👌👌👌👌
Mast video hai Sir👍👍👌👌👌
Congress Sir 100k complete ho gye Hai live kab aoge apki Puri dukan Bhi dekhi Hai😉😍😍😘😘😘😘😘😘
Ha sir dukan dekhne hi
Nahi Bhai aapke videos sabse ache hai
सुक्रिया जी
Very good me aapko video bahut dekhta hun mujhe ye bataye exast mother ko anticlockwise se clockwise kaise banaye
Very nice information sar jay hind 🙏🙏🙏
Sho nic hard work big boro
Very nice video bhaiya . Mera ek problem hai ek celling fan hai jisme do koyal jal Gaya tha. To Maine uss do koyal ko chodkar connection Kiya to fan chalne laga par kuchh der chal Kar band ho Gaya fir dhak Diya to chalne laga aur dhire dhire aur bahut hit ho Gaya aur band ho Gaya please please reply
Sir usko to bandhna pdega ab rewinding
सर मेने अपने कूलर में 2 केपी सीटेर 4 mfd के लगा रखे हैं कोई प्रॉब्लम तो नहीं होगी?
Jal sakata hai
Krab ho jayega
आपका बहुत अच्छा से सीखते हैं सर
Thx for valuable information :-) Mere Symphony cooler me bhi same problem h. 4mfd ka condenser laga h. Par dikhne me theek h. Kya usey change karna chahiye?
Badal kr dekhi
Bhai apka series board se kese meter or kansa meter lagate ho uska connection ki ek video banao bhai
बना रखी है देखो मेरे चैनल pr
@@SkElectronicswork thik he bhai
Sir same moter mere cooler ka bhi hai to isme kaun sa cainenser lagai
Sir g running pe jyada glow bulb karta hai aur stating pe kam bulb glow karta hai winding 26 28 se ki hai running me 70 turn aur stating me 110 turn copper me winding ki kiya problm
Hi sir mere cooler ki adjust ko pn krne pr short ko ja rhi h kya problem ho skti h chek kraya to elactricion khe rha h ki bainding ki problem h pr aap batao kya problem ho skti h capacitor ya binding plz reply
Bearing same no. ki lgti hai ya alag alag
Osm bhai
Good job 👍
Killosker dg me control pannal me fuel and oil display on nahi ho raha hai isme kya fault ho sakta hai
Sir उसके पैनल तक ज़ब तक वोल्टेज नहीं जायेगे ऑन नहीं होगा वोल्टेज pure करो काम krega
Vansal ka Regular coolar 18" motor kaise khole
Pech khol kr
Sir mene new cepeciter lga ya phir bhi moter haath lgane pr hi ghom rhi hai. Help me please
Sir उसकी winding से वायर टुटा है देख लो खोल kr
Kam lgane par kya smsya hogi
Very good exots fan information very good video Sirji thanks
Good video good knowledge of thank you sir.good job great idea.😀😎🙏🏼
🙏😊
Bhai kit se capacitor ko remove karne k liye jo tool use kiya tha use kya bolte hai mujhe bhi chahiye
Sir ap ak MOSFET n Chanel p chanell Ka Bana dijia na bohut samasash ho jata ha jab ya wala MOSFET Nahi mill pata ha
Bna to rkhi hai
Sir mere pas Crompton Greaves gf4389 h uski shaft me bend h length machine se bhi pura sahi nhi hua , to please btao kya nya shaft mil jayega kya
Mil jati hai mene dali ai
@@SkElectronicswork sir kaha milegi , Mene aas pas try kiya nhi mili, agr koi online milti h to mujhe site bta do
Bhai aur just ka pachalaa baring bar bar jam ho ta h keya karan h
Apka video dekh kr mene kuchh pesa kamaraha hun thanks sar ji
बहुत अच्छे sir
lakin ye bataw capiciter ki ye halat kese ho gaee
4 wire ke bare samjnahi aaya jara batao andarse nikale hai kiya running
Sir morto me poll kya hota hai or kese kalkyulet kese Kare
Hol ke tar ke jgeh
Thanks sir nice video
बहुत बढ़िया ।but vivo 1814 selfy mod work but front camera move karne par ek message deta hai jo nimn hai another camera broken, cannot switch. kuch solution batane ka kast kare.
Sir uska ptta kt gya h vo new dalna hoga
Wonderful video sir ji thank you
Thinku 👍👍👍👍
भाई coller motor hath se ghumane पर घूमता है ,, बहुत जल्दी 1 मिनट में हिट हो रहा है कैपेसिटर भी लाइट में लगाया तो स्पार्क भी दे रहा है , क्या कैपेसिटर चेंज करू या और कुछ प्रोब्लम है ?
Sar ji TV ke repairing bataiye
Sir Hmare Pas Same Ise Tran Ki Moter Hai Lekin Uski 3 Speed Hai . Uska Capasiter B Sahi Hai Lekin Hath Se Jis Tarf B Gumae Usi Tarf Gum Jati Hai .Mene Uski Capasiter Ki Lede B Chak Kar Ke Dekha Hai To Lede B Bilkul Thik Hai . Fir B Ih Samasya Ati Hai To Kya Kre. So Please Btaye / Video Bnaye....
Uske coil break h khi
@@SkElectronicswork Nahi Sir
Sir wahi motar sped ni de rha
LED TV me madr bod kese lagate hai video banao n pure vistar se dost
Ek 4440kit12voltamplifair hai jisme sd card support karne per FMchalu ho Raha hai
उसकी usb tk 5v pure kro
Sar endecsan ke bare me bataye
1 st vew bhai
aap kaha rehte ho
Bhai fan motor mein Pani chala gya hai fan chal nhi Raha hai
Koi bhi appliance repair karne se pehele series mein hi kyu check kiya jata hai...
Anyone who knows please reply for it.
Sir जो blast ना हो अगर शार्ट हो तो वही पता चल जाये ok
@@SkElectronicswork ok sir thanks for your response.
सर ईस मोटर के बेरीग केसे बदलते है पीलीज बताऔ
Ban duga video
JAY SREE RAM SIR
Bhai ye bta turnt isko age 270 v milega to ye kitna der chalega
Sir 250v
Sir,aap kha se ho, please reply to me?
Village bakharwa modinagar
Good info
Sar ji use TV mein Chhota Transformer Laga Hai Kya use change karne se machhar Nahin aaenge
Sir usko kyo change kr rhe ho ap
Bhai is moto ko open kaise kru, isliye aapki video kholi pr apne khola hi nhi, fan blade jam ho gya hai to wo bahar nhi aa rha shaft se, aur shaft v bush se attach hai to nut kholne ke bad v coller ki body nhi nikal rhi, fan kholne ka, aur body kholne ka koi tarika bata do na!!!
Mene video bna rkhi hai dekho jesme bearing chek krr rkhi hai
capacitor kam lgane se kya ho sakta hai..?....
kya hum 5 mfd ka lga sakte hain...?
Nhi same value wrna jaldi krab
Very nice video
Itana buri tarah se fata hai ki iska kidni ka saij bhi malum nahi pad raha hai sir
Ha 😂😂
👍👌🤗🤗👌👍
160 WATT SE 200 WATT KI TOWER COOLER MOTOR BEARING ME AATI HAI YA NHI
Company ki
Bhai please hame ek baat Bata do n
Bd 140 ki jagah bd135 kam kar jayega
Lockdown ke chakar me nahi mil raha hai
नहीं pnp 140 or npn 135 to kese chl jayega
To Kon sa lagau Bhai
Bata do n yar
Bahi es me volume kaise lagaen
Rgulator lgao 250w
Nice teaching
good work,,,,,,,,,
bhai issue ye h ki meri motor m 3 wire hi h Aap vali m 4 h
Nice sir
Nice video
Sir meri bhi problem yahi hai par capictor kharab nahi hai please reply
Coil break h khi sw chek kro
@@SkElectronicswork thanks sir ji 👌👌 aapne sahi kaha tha coil hi break thi
Sar ji mere cooler ki motor Pichhle Sal Sahi Thi ab yah Sal chal Nahin rahi hai. to aap uska solution batye
Khol kr dekho
Kular moter me current aata hi Kay Kare
Khol kr paper chek kro
A lot of noise on slow speed of cooler motor 18 inch give but not on full speed why
Sir my question is 3055 main ak 40watt ka woofer aur ak 40 Watt ka speaker chalana hai bina cross over Network kit ke , kaise chalega bataie sir please find 😭😭😭😭🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir usme woofer to lga lo pr bass normal he ayegi kyoki cross over ke gain bhut high hoti h esleya
@@SkElectronicswork sir u r great 🙏🙏🙏🙏 mujhe sir mat bulaie , I'm so ordinary,
Sir ye casset deck per channel kitne watt ki hoti hai, dual channel ki hai to 40 Watt ki 2-2 woofer series main chalani hai aur ak sub woofer bass kelie kaise chalega connection kaise hogi bataie sir please 🙏🙏😭😭🙏🙏😭🙏🙏🙏🙏🙏
YADI AGR KANDENSAR SAHI HO OUR TABBHI YAHI KANDISAN HO TO KYA KARE
Wiring change
Bhai motor ki aur video banaye
Ok
@@SkElectronicswork मोटर में तार कैसै भरे जरूर दिखाना
Oksir
Is motor ko dubara wire kaise bhare jate hai iski video bnao plz
Sar ji TV Chalte Chalte macha se aane Lagte Hain uski repairing
Yahi problem meri TV me he
Rc sokit new dal do
भैया मेरे जो कूलर की मोटर है ना वह सही है फोकी भी नहीं है उसकी पन की गुमती हो ना तो वह घूमती है मोटर की मोटर को चालू करती हूं तो उसमें करंट नहीं आ रहा है वह चालू नहीं हो रही है तो उसके लिए क्या करना पड़ेगा
Coil ke wire chek kro
Is motor ka price Kitna ho sakta hai और कौन सा कंपनी का ले
Local he le lo 800 me
@@SkElectronicswork Allmuniam he ya copper पंखा वाइंडिंग पर एक लाल रंग का ऑयल जैसा क्या डाला जाता है और क्यों डालते हैं
मोमी लाल जो की बुश ख़राब na हो सुख कर
@@SkElectronicswork भाई क्वायल बनाकर क्वायल में डालकर सुखाया जाता है मैंने एक coil winding dukaan per वाइंडिंग sikhane aata वहां पर देखा था क्वायल बनाकर लाल रंग का ऑयल जैसे क्वायल में डालकर सुखाए जाता था
Show your workshop bro
Live video me dekho
@@SkElectronicswork when bro
Sir aap live aaye pr Mera comments ka reply nahi diye...I am very sad...
Mai CG se hu aur jabse aapke channel se juda hu aapke har video dekhta hu..aur bahut kuchh sikhta bhi hu...
Thank you sir mene vese sbhi ka keya pr sorry agar apki rh gyi to
Khaitan heavy duty Exhaust fan
Rpm 1400,phase 1 me capister kitne MFD ka lagaye..
8 mfd
@@SkElectronicswork aapne video me bataya tha ki 6 MFD se adhik ka nahi lagana chahiye.Fir 8 MFD ka kyo??
Is ka data do ya full bainding video banao
Bna duga jaldi he
Salute Sir 🙏🙏
Bhiya meri bhi problen hai exhut fan wali motar me चु चु kar aawaj karti hai or रेगुलेटर se speed kam karte hai band ho jati hai full speed रखते hai tab hi motar chalti hai plz replay
Bush gye
Jo wanting karte samay Karan daalte Hain chal gaya hai hamen body mein current a Raha hai to Kya Karen
Sir coil ke bech me paper lga do
Motor garam kiun hoti hai
Jb work krega to garm to hoga he
18" Or 15" Ki pehchan kya h
Motor ke stump size sd
@@SkElectronicswork sir kitna hota h vhi to puch rha hu sir
Bhai bataiye aapka address kahan per hai
Village bakharwa modinagar
👍👍👍👍👍👍
Nice
Bro. Hmare ak table fan hai jo hath se ghumane pr hi chalta hai apne aap nhi chalta hai please saluction me?🤔🤔🤔
Capictor न्यू lgao
Sab thik thak hay fhir bhi
Problem same hai capicerlagane me badh bhi
Uske coil chek kro
Thanks sir
6mfd ka laga do
New capciter hay
Sir my capacitor in well condition but
Same problem occurring with my motor
Khol kr chek kro usko uske coil
Istartnig open ya candesar kharab
Vai mane aap ka phone no magrahu aap ne bomber nehi diya vai
Sir ap apna dal do m nhi dal sakta meri majburi h
6002275597 me Assam se ho vai
ओके कॉल करता hu
Starting supply band hai
Ha