Ek member id me 5month ki service hai or Ek member id me 1.5month ki service hai dono milakar 6.5month ki service hai to kya pension ka paisa kaise niklega. Dono ka paisa ek me transfer ho gya hai.
Maine 2.3 month kam kiya tha. 2015 m . Company chhorne ke baad pf nikal liya tha. form company m hi fill kiya tha. Kya or v paise pf account hoga ya nahi. Or UAN number v tha. Or abhi v h. Lekin invalid dikha raha h. Ab new company join kiya h to new UNA number mila h. Mobile number abhi v same h. Kya old wale paise hoga ya nahi. Kaise pata karen.
Sir Mera kisi Karan company valo ne mera Dubal UNA ho gya hai Jo dusra una hai usme Paise hai nahi our jo pehle ka hai una hai Usme hamare Rupye hai To mera Paisa pura kaise nikle gaa plzzz Reply
Resignation letter de do company me aur .. Exit date dalwa lo ... Exit date me reason ,, short time hi Krna ... Uske bad .. nikal lo .. ya .. dusre company ke pf me transfer krwa lo👍
Sir muze company chodke 15 din ho gay hai aur maine dusri company join karli hai to pahle wali company ka pension 2 mahine ke bad nikal sakte hai ya nahi ....Sir Plzzz Reply 🙏🙏
Abe kya bakwas krra be PF ka 75% bina Kam chode bhi.. Kbhi bhi nikal sakte hai samja advance pf jab chahe tb nikal sakte hai... Kyo faltu me 60 din bol raha hai
Thank you For Good Information 🙏👍
दोनों नहीं तो pf का पैसा निकाल सकते हैं न 6 महीने के अंदर ही काम छोड़ दिया तो
Sir mai company chodh diye the pichle 2 month se upar ho gaya resign letter online lagaye hai update hone ke baad kya full final nikal jayenge
हाँ जी
Ek member id me 5month ki service hai or Ek member id me 1.5month ki service hai dono milakar 6.5month ki service hai to kya pension ka paisa kaise niklega. Dono ka paisa ek me transfer ho gya hai.
Maine 2.3 month kam kiya tha.
2015 m .
Company chhorne ke baad pf nikal liya tha.
form company m hi fill kiya tha.
Kya or v paise pf account hoga ya nahi.
Or UAN number v tha.
Or abhi v h.
Lekin invalid dikha raha h.
Ab new company join kiya h to new UNA number mila h.
Mobile number abhi v same h.
Kya old wale paise hoga ya nahi.
Kaise pata karen.
Sir mai ne kam chodh diya 2 mahina bhi huwa hai to abhi pf+pension dhono ke liye apply kar sakta hai kya
Sir Mera kisi Karan company valo ne mera Dubal UNA ho gya hai Jo dusra una hai usme Paise hai nahi our jo pehle ka hai una hai Usme hamare Rupye hai To mera Paisa pura kaise nikle gaa plzzz Reply
Nice information Bhai👍👍👍
Thank u ji ❤️
Sir kitane din bad pilsin Honda hai
bhaai ye kaaun sa softwere h jjo backgrround change
Sir me 2-3 month kam kiya tha to pf money nikal sakte hai kya plzzz sir reply me.....
Hnn bhai nikal jayega only jo apka epf kata hai
हाँ जी बिलकुल आप निकल सकते है
6 महीने के अंदर ही काम छोड़ दिया पेंशन का पैसा नहीं मिलेगा बाकी वाला तो मिल सकता है न
Resignation letter de do company me aur .. Exit date dalwa lo ... Exit date me reason ,, short time hi Krna ... Uske bad .. nikal lo .. ya .. dusre company ke pf me transfer krwa lo👍
Sir me 1 manth kaam kiye the to pf ka paisa 1300₹ mila
Kya ye paisa nikal jayega
Thank you🙏🙏
welcome ji 🙏🙏
Sir muze company chodke 15 din ho gay hai aur maine dusri company join karli hai to pahle wali company ka pension 2 mahine ke bad nikal sakte hai ya nahi ....Sir Plzzz Reply 🙏🙏
Nikla ya nahi
Nahi nikal sakte hai
60 din ke bad hi nikalta hai
Ha ek bat aur app kisi dusre company me Kam na kar rahe ho to hi pura paisa nkale ga
@@mr.boss0786 agar dusri company me karenge to poora ni niklega kya
@@NeerajSingh-x6p nahi nikalega sirf 12 parsent hi nikalta hai
Matalab ki jo apaki sallary se paise Kate hai vahi nikalega
Agar company chhode 2 month ho Gaya hai to pension ke sath nikal sakte hai
4 5 sal hogaya hai Job karrahe hai lekin ab business karna hai mujhe to kya job chorne ke 2month ke baad pura Paisa pension ke sath nikalega ya nahi
Bhaii 45 day mea nekal gayega
Abe kya bakwas krra be PF ka 75% bina Kam chode bhi.. Kbhi bhi nikal sakte hai samja advance pf jab chahe tb nikal sakte hai... Kyo faltu me 60 din bol raha hai
90 day ka hai Galat mat bata mat karo
🎉
Yeh galat hai fack hai
kya glat hai