Mene 24 April Ko Bar Council ke Documents Speed Post kiye the Prayagraj wo 26 April ko bar council address par receive bhi ho gye lekin Mera Certificate or Licence abhi Tak nhi aaya kya karna chahiye
Hello ma'am Mene graduation Faizabad university se kiya h or LL.B lucknow university se mere pas faizabad university ka provisional h degree nhi to kya mai registration k liye apllay kr skta hu
Mam girls ka dress me photo lgaye is ragistration form me jaise white kurti black slvar aur kurti ke upr black caot me sirf photo lga skte h ya fir pant and shirt with taie coat me hi lgani pdegi aur mam kya jo form hota h uska bhi photo copy krana pdega
Mere pas old date ka yani k 2022 August ka form hai maine fill nhi kia hai use to kya ab use fill kr k submit kra skti hu ya new form lena padega???? Please reply
Hello mam, please tell me original documents le jaane hone allahabad kya or only Xerox enough hoga, I'm from Lucknow, kya Lucknow me koi branch nahi hai iski
@@arungupta7009 all market 10/12 ba/or result other markets llb provignal photos dd 500 stamp wait another 10 rupees stamp wait notry form all documents 2 with photocopy
@@Mysammylife thank you mem for replying..,...kya registration k bad court jana jaruri h ya registration karwa k judiciary exam ki tyari kar sakte h???
Ma'am total cost kitne aaega please ye bhi bta doo koi 17000 bol rhe h koi kuch bol rhe h. Please aap btado kitna krcha aaya DD and all me jese UK me 25/26000 aata h
Abhi mai working hu... And Job ni kar sakte agar licence ke liye apply kar rahe h to ... Kya aisa kar sakte h ki licence leke usko use ka karne ka affidavit ya fir kuch air kar ske
AIBE ka exam kya up bar council mein registration karwane ke bad hi de sakte hain isliye puch raha hun kyunki hamari abhi marksheet aayi hai aur AIBE ka form bhi fill ho raha hai
Mam, 5 years pahle provincial degree banwai thi wo provincial degree 2022 mai registration karte time expire to nahi mani jayegi ....UP Bar Council mai ......abhi tak original degree nahi ayi hai
Mam plz soon reply my ? Mam kya State bar council aur all India bar council dono krwana pdta h ya dono me se kisi ak ko kra le bs aibe exam mujhe ibps so ka form fill krana h so uske liye bar council me enrollment compulsory h so last form fill 21 August h so mam plz reply dono ki fees kitni h 16665 ye state bar ki h ya aibe
State bar me registration krana pdta hai phle. Uske baad aibe exam dene hota hai aur pass hona hota hai. State bar ki fee 16665 hai aur aibe ki fees alag hote hai 3500 k aaspass.
Mujhe 😅ekh baath batao 😅 didi ..Khi koi agar bandha Bar council of india may ekh baar registration kar diya toh kya ooh bandha naam kya aage adv laga sakh tha hy kya khi aibe pass hona paregha 😅 uss kha baadh 😅😅
Ma'am, abhi college se ballb ki original degree nahi mili hai kyuki convocation nahi Hua h, but provisional degree hai toh uska photo copy hi attach karna hoga na?
Mam I am asking one question plz tell me fast answer mam I have completed bA LLb 5year course but I have not 10semester markseet oringinal only have online markseet to kya regstion ho sakta h??
Hello mam, kya up judiciary exam ke liye bar council registration jaroori hai kya agar nahi to wo advertisement me clause b jo OR me hai kin logo ke liye apply hoga.... please guide
Mam jaise mere mark sheet me km renoo h and maine dd aur stamp aur notry isme sirf renoo hi h to kya koi dikkat hogi mam plz reply mam bcz of phle unmarried the ab marriage ho gi to koi dikkat hogi kya mam
Mam pls answer me maine b.a. k bad m.a. aor fir ll.b. ki hai to mujhe b.a. k sath m.a. ki bhi degree nikalwani chahiye ya fir only m.a. ki degree chahiye hogi
Dekhiye main toh LLB ki degree hai uske baad graduation ki baki agr aap ma ki niklwa skte toh niklwa k lga dijiye. Koi dikkat ki baat nai agr nai v hue toh baki degree kaafi h.
Graduation ki marksheet hai Lekin degree nahi hai To Rajistration ho payega ki nahi #Agar provisional certificate banwa len graduation ka to usse hoajyega Rajistration
@@llbnoteslegalupdate3102 khud jaoge to bar council ko bhi achha lagega, aur apko bhi. I card aur certificate advocate hone ka life me ek hi bar milega dost 😀 Baki koi bhi karwa sakta hai, no issue
Thanks for the video but mam registration k bad bar exam kb hoga And kya aibe exam form bharne k liye registration no. chayiye Or mam enrollment number kha se milega. Mam please reply it is very important.
Registration krane pr aapko enrollment no. Milega . Dusre baat koi bar exam nai hota bs Aibe hota jisme registration no jo aapko milta hai register krane pe use hota y
Ma'am please tell me ki registration no milne ke bad ka kya prosess hota h iske benifits kya hote h Maine ye vali video kyi bar dekha so please suggest me I am confuse please tell me Thanks
Mam main haryana ka residence hu but maine lucknow university se llb kiya hai. To kya main UP BAR COUNCIL mein aona registration krva skta hu?? Plz bta dijiyd mujhe koi nhi bta pa rha ye doubt hsi mam ap clear kr dijiye.
Mam plz reply soon rajistration krane ke bad enrollment number kitne me milta mujhse aibe ka form bharna h and ibps so ka so mere ko enrollment no kitne din me mil jayega
Mam agar college se provisional degree nahi aayi hn to us case mn kya karna hn? kya affidavit laga sakte hn ki abhi degree nahi hn and jab aayegi tab submit kar denge
mam mere batchmate ne delhi mn registration karwaya hn usko bhi abhi college se provisional degree nahi mili hn...but usne affidavit diya tha ki jab degree aa jayegi tab submit kar denge to uska ho gya registration.... so mam yeh same procedure up mn bhi follow hota hn kya?? affidavit mn undertaking se ho jayega up mn??
बहुत अच्छा और मदद गार वीडियो
Thanks for sharing
सादर शुभकामनाएं
09:44 For INSTANT/तत्काल registration
LLB ki digri to he pr BA ki gigri kisi karan nahi milapa rahi he kiya kara jaay
Registoration card a gya pr up bar ki site pe abhi show nhi krta enrol. Number se ~?
Mam provisional collage wala lagega ya fir agar kahi door hai oit of city of kya cybercafe se nikalwa sakte hai provisional
Provisional university se milta h
But mam univeristy website pe online nikalwane ka procedure diya hai
Agar LLB dusre state se kia h tab v same process h ?
Allahabad High court mein naye adhivakta vote dal sakte hai kya
Jinka registration 2023 main huva hai
Video banao voting rules ka
बहुत ही शानदार प्रस्तुति है...समीक्षा जी..। मेरी LLB की पढ़ाई पूरी हो गयी है। और अब हमको UP बार काउंसिल में रजिस्ट्रेशन करवाना है......। 👍👍👍👍
Madam, Ab kal 16-2-24 ko SCI me BCI Registration Fees ke Case me kya raha ?
If we fill ths form in nov and gets registration number in Jan 2025 then registration number would be issued with 2024 list or 2025?
2024
@LegalPerse thanks for responding mam.
Original marksheet documents attach karne hai ya photocopy se bhi kaam ho jayega?
Only photocopy
Thankuu..
Ma’am how much money of DD you gave plz reply for idea
Category wise hai . Aap check kr lijiye aap jis me v fall krte hai
Mere DD 16665 ki bne the
Thank you 💕 dear 😘💕 mam
Mam mana 8/09/2024 ma form jama Keya tha tin a din ma interwiew hoga
Hlo,
kya do photostate hi send krni hogi ya ek
or
maine bcom mcom llb kiya h to kya mcom ki bhi degree add krni hogi
Good
Mene 24 April Ko Bar Council ke Documents Speed Post kiye the Prayagraj wo 26 April ko bar council address par receive bhi ho gye lekin Mera Certificate or Licence abhi Tak nhi aaya kya karna chahiye
Please reply
Visit kriye waha kuki abi tk toh aajana chhye tha
@@Mysammylife Mam Certificate ki koi update nhi h kya koi mail I'd ya mobile no h waha ka
Ma'am bank me jakr kese rupay draft krvaye smjh nhi aa rha plz bta do
Msg on telegram link in bio
Ma'am provisional degree cafe pr se bhi niklva skte h
Ni
Hello ma'am
Mene graduation Faizabad university se kiya h or LL.B lucknow university se mere pas faizabad university ka provisional h degree nhi to kya mai registration k liye apllay kr skta hu
Ha .
Mam marksheet internet wali chal jayegi ya original ki photo copy lagaani hai?
We have completed LLB in Karnataka state, can we enroll in UP state now? before writing the AIBE exam?
Madam ji maine 2022 me hi LLB final kiya mere pas graduation ki digree nhi or LLB ki bhi digree nhi to kaise bar caunsil me ragistration karaye
LLb ki provisional degree bnwa lijiye. Aur graduation ki toh aagye hoge ab tk Jake le lijiye.
@@Mysammylife thank you
Ma'am plz aap ak batye
Ki ll.b ho jane k kitne year bad registration kra skte h maximum time
Koi maximum time ni kbi b kra skte h
@@Mysammylife ok thanks ma'am bs ye hai ki ydi hme higher judicial ka exam dena h tb jldi krana hoga I mean vhan experience count krte h
Hello,
5000 jo extra lagte hain instant registration ke vobhi DD ke through hi pay karna hota hai kya
No
@@Mysammylife To ma'am vo kaise pay karna hota hai? Alag se?
Aur koi application bhi likhna rehta hai kya in case we want instant enrollment number?
In cash no
@@Mysammylife Okay ma'am, 5000 hi hai na charge instant registration ka ya badh gya hai?
Mam by post bhejne par .... registeration no.kaise receive kare
Mam kya LLB pure india me kahi se bhi kiya ho.tab bhi up alahabad me registration Kara sakte hain
Ha
Hello mam BCI m registration k liye percentage k behalf pr hota h kya plzz tell me
Mam mujhe certificate ar id card n mila h... Pr m sb proper jma kr di thi to mera nam search krne pe enrollment no to dikh ra h pr mila n h
Kaha se ho
Kahi Miss ho rakha hoga sayad
Mam girls ka dress me photo lgaye is ragistration form me jaise white kurti black slvar aur kurti ke upr black caot me sirf photo lga skte h ya fir pant and shirt with taie coat me hi lgani pdegi aur mam kya jo form hota h uska bhi photo copy krana pdega
Ma'am tatkal registration krane liye jo 5000 cash dena hota hai ya phir DD me hi add hoga?
Cash
Maidum aap very very thanks🌹🌹🌹🌹 kitna aacha aap ne bataaya nice👏👏👏👏👍👏
Kya DD ki bhi photocopy set ke sath lagani h
No
@@Mysammylife thank you
Kya same urgent process Delhi state me apply ho sakta he g plse help for same
Idea nai hai aap pta krlijiye
Ma'am dd ak wrapper me mila h or hme address लिफ़ाफा pr likhna b ya dd pr hi jo printed h
mere pass kewal certificate ata hai card nhi aya esa kyu?
Mam tatkal registration karane k kitne din baad id card ghar aata hai ?
1 hafte me aajta haii.. depend krta h
@@Mysammylife Thanks mam
Mere pas old date ka yani k 2022 August ka form hai maine fill nhi kia hai use to kya ab use fill kr k submit kra skti hu ya new form lena padega???? Please reply
Same hota form use krkte
वाह! समीक्षा, बेहतरीन वीडियो काफी मददगार 👍👍👍
Thank you Nikunj
Hello mam, please tell me original documents le jaane hone allahabad kya or only Xerox enough hoga, I'm from Lucknow, kya Lucknow me koi branch nahi hai iski
Only xerox
Mera after +2 and after law degree gap ha affidavit to nhi bnwana hoga uska lia ?
Nai mention krana hoga bs form me he ek jgah bola hai krne ko
Aap ye bataye mem. Jii.agr mai Reg..kra leta hu to jaruri hai vakalat hi kre
एक जानकारी सुधार कर लीजिए 5000 पे करने के बाद सब कुछ शाम तक ही दे दिया जाता है कार्ड और साटिफिकेट
Document kya kya required hote hai
@@arungupta7009 all market 10/12 ba/or result other markets llb provignal photos dd 500 stamp wait another 10 rupees stamp wait notry form all documents 2 with photocopy
Hii mem m Jaipur se LLM kar raha hu to kya up m registration kara k jaipur m practice kar sakta hu....plzz hlp me
Aibe clear krne se phle aap n jaha registration kraya h wahi krskte h . Bki clear krne k baad khe bhi krskte all over india
@@Mysammylife thank you mem for replying..,...kya registration k bad court jana jaruri h ya registration karwa k judiciary exam ki tyari kar sakte h???
Ha jaruri ni h aap prep krskte h
do we need to attach marksheet of all semesters? or just character cum attendance cum marks certificate?
You have to attach all your semester marksheets.
@@Mysammylife Thank you ma'am, and best of luck for your future endeavours.
Welcome. Wish you the same
Like share and subscribe 🙂
@@Mysammylife sure
Ma'am total cost kitne aaega please ye bhi bta doo koi 17000 bol rhe h koi kuch bol rhe h. Please aap btado kitna krcha aaya DD and all me jese UK me 25/26000 aata h
16665
Ma'am provisionl degree online bhi nikal sakti hai kya
Ni
Agr 2 sal m xm nahi nikla to ky phir a registration karna pdega state bar council me fess de kre plz rply
No fir se registration nai krana hoga
@@Mysammylife xm pass hone k bd registration number chalu ho jta h na .
@@Mysammylife shukriya 😊😊
ma'am mere adhar me father name Bindra likha hai and 10th marksheet me vindra likhu hai, to iski waje se mera registration cancel to nhi hoga ?
Nahi hoga. Don't worry 👍
Please Like share and subscribe to my channel 😊
@@Mysammylife thanku ma'am
Samiksha mai Maharashtra me rah raha hu and yahi se LLB kiya hai... To mai yahi se fill kar ke bhej sakta hu?
Han aap apne state bar council me registration kra lijiye. Uske process ek baat pta krlijiyega thoda bhut change hota hai haar state ka.
@@Mysammylife UP ka registration karana hai.. and abhi mai Bangalore me hu.. aur jaane me thoda problem aa rahi
Kra skte h post k through bhej skte h
@@Mysammylife wahi mai soch raha hu ki tatkal wala.kara leta hu aur AIBE ka bhi form abhi fill kar du to sahi rahega
Abhi mai working hu... And Job ni kar sakte agar licence ke liye apply kar rahe h to ... Kya aisa kar sakte h ki licence leke usko use ka karne ka affidavit ya fir kuch air kar ske
Mam please yh bta dijiye ki district bar council k president hai sir to unse attest kra sakte hai photos
इन फोटो को आवेदन पत्र में निर्धारित जगह पर लगा कर किसी प्रथम श्रेणी के मजिस्ट्रेट / जज / बार कौंसिल के निर्वाचित सदस्य द्वारा प्रमाणित कराये।
@@Mysammylife Mam to district bar council k president hai to inse kra skta hun
Mam please bta dijiye
Hnn unse confirm krke kra lo
@@Mysammylife Ok Mam
2 month se uper ho gya hai abhi tk mera I'd card nahi aya
AIBE ka exam kya up bar council mein registration karwane ke bad hi de sakte hain isliye puch raha hun kyunki hamari abhi marksheet aayi hai aur AIBE ka form bhi fill ho raha hai
Ha
Mam, 5 years pahle provincial degree banwai thi wo provincial degree 2022 mai registration karte time expire to nahi mani jayegi ....UP Bar Council mai ......abhi tak original degree nahi ayi hai
Nii maani jaeyege
Character certificate aur address proof v lgana hoga ?
No only aadhar
Mam please bataiye kab se date start hoti hai registration ki
Mam plz soon reply my ? Mam kya State bar council aur all India bar council dono krwana pdta h ya dono me se kisi ak ko kra le bs aibe exam mujhe ibps so ka form fill krana h so uske liye bar council me enrollment compulsory h so last form fill 21 August h so mam plz reply dono ki fees kitni h 16665 ye state bar ki h ya aibe
State bar me registration krana pdta hai phle. Uske baad aibe exam dene hota hai aur pass hona hota hai. State bar ki fee 16665 hai aur aibe ki fees alag hote hai 3500 k aaspass.
Mam original document sent karne h kiya please send me
Please reply soon kya ham apni practice direct High Court se start kar sakte h?
Ha aap krskte hai. It totally depends upon you.
@@Mysammylife please guide kijiye Lower court vs high court kaha se practice start karna best rahega
Mere maane toh neeche se suru kriye. Lower court se. Aise me kya hoga na aapko behtar smjh aayega pura process.
Kuki koi case ho vo highcourt me jane se phle lower court he deal krta hai.
@@Mysammylife tks a lot...AAP kaha practice kar rahe h
Thanks for such a detailed explanation.
Mujhe 😅ekh baath batao 😅 didi ..Khi koi agar bandha Bar council of india may ekh baar registration kar diya toh kya ooh bandha naam kya aage adv laga sakh tha hy kya khi aibe pass hona paregha 😅 uss kha baadh 😅😅
Mam mere marks b.com.me 44.75% hai aur obc category hai to kya sir UP BAR COUNCILING me registration ho jayega
Ma'am, abhi college se ballb ki original degree nahi mili hai kyuki convocation nahi Hua h, but provisional degree hai toh uska photo copy hi attach karna hoga na?
Yes
@Legal Perse okay thank you.
Graduation ka provisional h degree nhi h and llb ka v provisional h kya ho jayega?
Hojayega
Mam I am asking one question plz tell me fast answer mam I have completed bA LLb 5year course but I have not 10semester markseet oringinal only have online markseet to kya regstion ho sakta h??
No
Hello mam, kya up judiciary exam ke liye bar council registration jaroori hai kya agar nahi to wo advertisement me clause b jo OR me hai kin logo ke liye apply hoga.... please guide
Nai jaruri h
Nhi bas law graduate only..
This registration is under Advocate Act,1961?
Yes
Last year ki samarkseat nhi h toh net copy lga skte h aane me time lg rha h
Ni
Mere pass b.a ki degree nhi hai mgr MA ki degree hai or LLB ki provisional hai registration hojyega Kya
Ha
Thank you dil se mja a gya aap ne itna acche se sari information diya Thank you so much 😊
Ma'am envelope aur uspe jo 36rs ka ticket lgana h vo kaha pe milega
District court visit kriye mil jayega
@@Mysammylife thank you
Mam jaise mere mark sheet me km renoo h and maine dd aur stamp aur notry isme sirf renoo hi h to kya koi dikkat hogi mam plz reply mam bcz of phle unmarried the ab marriage ho gi to koi dikkat hogi kya mam
Mam pls answer me maine b.a. k bad m.a. aor fir ll.b. ki hai to mujhe b.a. k sath m.a. ki bhi degree nikalwani chahiye ya fir only m.a. ki degree chahiye hogi
Dekhiye main toh LLB ki degree hai uske baad graduation ki baki agr aap ma ki niklwa skte toh niklwa k lga dijiye. Koi dikkat ki baat nai agr nai v hue toh baki degree kaafi h.
5000 rupee for instant registration should be submitted by cash or dd or in other way
No need of dd.. in cash
registration number kha par recieve hota hai??
Graduation ki marksheet hai
Lekin degree nahi hai
To Rajistration ho payega ki nahi
#Agar provisional certificate banwa len graduation ka to usse hoajyega Rajistration
Thank you mam 🙏
Photo click krate time kun si wali Tai sahi hogi kya advocate wali theek hai please send me reply
Black tie
Abhi just 20th may ko tatkal registration karwaya.
Great. Please like share and subscribe 🙂
Tatkal registration ke liye candidate ko khud aana hoga yaa koi or bi form submit kr skta hai
Koi v krskta hai aapke behalf me agar form aapne pura complete krke sign wagera sb krke complete bhej diya h
@@llbnoteslegalupdate3102 khud jaoge to bar council ko bhi achha lagega, aur apko bhi. I card aur certificate advocate hone ka life me ek hi bar milega dost 😀
Baki koi bhi karwa sakta hai, no issue
Sir mai bihsr se huin but Maine ballb Allahabad se ki hai is saal to kya mai up bar council mein registration krwa sakta huin
Yes
Mam I have done graduation from Open University and done LLB in regular BCI me regestration me koi problem to nahi hoga
No
Thanks for the video but mam registration k bad bar exam kb hoga
And kya aibe exam form bharne k liye registration no. chayiye
Or mam enrollment number kha se milega.
Mam please reply it is very important.
Registration krane pr aapko enrollment no. Milega . Dusre baat koi bar exam nai hota bs Aibe hota jisme registration no jo aapko milta hai register krane pe use hota y
Ma'am can you also guide me with the online process of registering as I am not in the state of UP due to job.
Mam aapne bhut achhe se explain Kiya Thank you so much
Mam enrollment k liye form submit kiya tha September mein so check kaise kare ki kab tkk aa jayega
Bhai aaya aapka? Maine August me kia tha.. abhi tak nahi aaya
@@byomakeshasingh4420 No
Mam interview bhi hota hai bci ki tarf se kya
No
@@Mysammylife thanks mam
Ma'am please tell me ki registration no milne ke bad ka kya prosess hota h iske benifits kya hote h
Maine ye vali video kyi bar dekha so please suggest me
I am confuse please tell me
Thanks
Mam main haryana ka residence hu but maine lucknow university se llb kiya hai. To kya main UP BAR COUNCIL mein aona registration krva skta hu?? Plz bta dijiyd mujhe koi nhi bta pa rha ye doubt hsi mam ap clear kr dijiye.
Nhi aapka haryana State bar council mai hi hoga registration
Aap jis state ke resident hote ho usi state ke bci mai registration hota hai
Ma'am thoda DD vali bat mujhe km smjh aayi h plz mam batyie ye fee submit krna hota h kya bank m plz plz❤
Online registration fom nhi bhar sakte kya
No
Arjent 5000 me kya I'd card aur certificate turnt mil jayga ya sirf only enrollment nmbr
It depends ek din k andar bhi mil jate hai
Ma'am please btaiye ki koi exam nhi dena hota h kya
Ni
Ma'am kya baar council me registration krane ke liye koi exame bhi dena hota h kya?
No
Mam plz reply soon rajistration krane ke bad enrollment number kitne me milta mujhse aibe ka form bharna h and ibps so ka so mere ko enrollment no kitne din me mil jayega
Tatkal me 1 se 2 din me miljata hai
Mam agar college se provisional degree nahi aayi hn to us case mn kya karna hn?
kya affidavit laga sakte hn ki abhi degree nahi hn
and jab aayegi tab submit kar denge
Provisional degree bnwane pdte University se.
mam mere batchmate ne delhi mn registration karwaya hn usko bhi abhi college se provisional degree nahi mili hn...but usne affidavit diya tha ki jab degree aa jayegi tab submit kar denge to uska ho gya registration....
so mam yeh same procedure up mn bhi follow hota hn kya??
affidavit mn undertaking se ho jayega up mn??
Up me abi tk toh aise sunna ni maine. Pta krke btate hu aapko
yes mam please pata kar ke bata na...
mn wait karunga
Thank you ❤
mam affidavit ke basis par ho jata hn registration??
Mene speed post se form bhej diya hai,waha ka koi contact jaha se pata lag sake ki form sahi hai aur document pure hai ya kuch aur bhi chahiye ?
No aapko visit he krke pta krna pdega
@arunbirsinghyadav you got your ID by post
Mam. Intership kaise karu
Graduation ki dgree bhi jaruri hai kya ya marksheet se kaam ho jayega
Hello mem . Kise ne b.com obc se ki . Kya llb genral se ki ja sakti h . Kya nhi . Please reply me . Q ki hum bisati cast se per wo bisti ho gya.
Yes but you are getting 50% mark in bcom
Graduation ki degree nahi h ? Uske liye kya kre
Clg se sampark krke le lelijiye
I could not able to download this form from ur link....plse help me out
Download from google just type up bar council registration form