@@mpkishan1411 bhai ji 744 xt ka 3 low me sabse jyada powerfull h Mahindra ke bas ki baat nhi 100 qunt. Ganna khet se nikalna Humne experience kr rkha h
Bhaiyo ab yaha pe main baat technically karunga. Mahindra B 275 jo 4 cylinder 35 hp heater wala tractor thaa, uske gear box pe Leyland(England ki ek city ka naam hai isi name se factory hai) ka marka bna hua hai kyu ki gear box bhi engine ki tareh leyland england ka bnaa hua hai. Tab ye international B275 thaa. Aur mahindra ne seedha axle dia, eicher, holland, ya 5911 ki tareh hub reduction dia hota hai uske badle seedha axle dia. Aur 1st high aur low main mahindra ki speed kum isi liye di kyu ki jaise load pe iska 1st high utna hi kargar hai jitna ki har ek truck main front k 6 gear hotey hain aur driver hamesha 2nd gear main hi daal kar chalta hai truck ka. Kyu ki 1st gear ko special gear ya low gear bola jata hai jiss se truck us jageh se gaadi nikal deta hai fully loaded jaha se 2nd main kabhi bhi nahi nikaal pata. Mahindra ne hub reduction dene se behtar ye kam kia ki 1st gear ki speed ko ek tareh se special gear jaisa kar dia. Ab punjab, haryana, UP, Uttrakhand, MP in sab states main lakdi jaise popular, liptus ya aur bhaari lakdi ki kisme hain, unki dhulaai k liye 90% tractor 575 DI 45 hp wala yaha tak ki engine bhi 2730 cc wala maylab ki kum se kum 2007 model se 2021 ka 2979cc model ho, ya fir 585 aur ya 3054cc k sath arjun 555.yehi tractor ko kyu ye lakdi ka business karne wale lete hain? Kyu ki mahindra 350-400 quantal tak 1st gear main trolley ho itna vajjan lekar vaha se bhi nikal jayega jaha tochan ki zarurat ho aur iska diesel kharch bhi sabse kum hai aise haulage k kaam main kisi dusri company k tractor se. Aur 4th main kheti main ye apne rated rpm pe hota hai jab to bharpur torque aur backup torque nikal raha hai. Ab ek baat sochne wali hai ki log 3 speed gear ki demand karte hain magar mahindra ki chahe MKM series ho ya XP plus ho, us main aaj bhi 8+2 ka gear box hi ata hai, fir bhi ye tractor itna bikta kyu hai. Haan agar mahindra main 3 speed lena ho to yuvo, novo ki bhi option hai mahindra main. Xp plus bikta hai sabse jada, kyu ki 8+2 gear honey k bavjood iske gear ki speeds main itni option hai ki jo implement 3 speed se chalte hain, unhi impliments ko mahindra 2 speed hokar bhi vaise hi chala sakta hai. Mahindra ka 1st low ek tareh se creeper gear hai. 1st high taakat main pura dumdar hai. Agar thodi gati chahiye to 3rd low ki bhi option hai. Maddey pe ya punjab main suhaga bolte hain jisko, uske liye 2nd high main iski chaal zabardast match karti hai. Baki rahi baat swaraj ki. Iski technology bhi mahindra ki hi den hai. Kyu ki pehle jo 744 tha ya aaj jo 855 aata hai, ye 3307 cc main aty thee magar swaraj 744XT ab 3478cc main ata hai jiski vajeh se ye tractor 110mm x 122mm k bore stroke main ata hai magar pehle ye 110mm x 116mm main aata tha jitna ki swaraj 855 ka ab bhi hai. Ab mahindra ne bhi jaise ELS technology k tehet apne engine ko xp plus series main uska ELS yani extra long stroke kar dia, usi tareh se mahindra ne swaraj k engine main ye change kia. Ab jaha 585 xp plus 3054 cc k sath 198 nm ka torque nikalta hai, vahi swaraj 744XT ka engine badaa hone se yani 3478cc hone se uska torque bhi 216nm hai. Haan magar mahindra apne backup torque k liye sabko maat deta hai jaise 23 se 27% tak ka backup torque 585 XP Plus nikalta hai. Xp series k har tractor main torque aur backup torque bharpoor hai. Ab swaraj 744 FE 46 hp ka hai magar vo combine harvester pe kamyan nahi hai, vahi yuvo 575 DI jo ki 2979cc engine aur 178 nm ka torque aur 23% backup torque hone se pura geela khet aur vaha bhi sirf 100 se 150 rpm todd ta hai jab ki fir apne rated rpm. Pe aa jata hai. Mahindra yuvo 575 on combine harvester wetlands. Bus itna bhar do 3 minute 11 second ki video a jayegi. Kyu ki 575 ki combine pe bahut sari videos hain. Na sirf 575 balki apki search karke par yuvo 475 jo 42 hp main hai uski bhi video mil jayegi. Lekin ye jo 3.11 minutes v video hai, isme pta chalta hai clear ki mahindra ka engine jab apne joban pe hota hai to apne torque ki vajeh se kisi dusri company ka 50 hp wala kaam 45hp ka hokar bhi vaise hi kar jaata hai.
Low me mahendra aage hai high me sawraj ki speed jayda hai road par top me mahendra ki speed jayda hai mahendra best performance tractor aur kifaiti bhi video banane ke liye dhanyewad
Bhai swaraj 744 xt ki road speed jayada hai mahindra 585 xp plus se mahindra ki 2300 rated rpm pr 38 ki speed hai or swaraj ki 2000 rated rpm pr 41 km hai (swaraj ka ye model high speed hai other tractor se 855 se bhe jyada speed hai iski, low ma bhe jyada hai)
@@KingHunter3597 mahindra 585 xp plus ka engine hai 3054cc ka aur torque hai 198nm 23% backup torque k sath. Vahi swaraj ka engine hai 3478cc ka aur torque hai 216nm lekin swaraj main maximum backup torque 16% hai. Iska backup torque constant nahi hai kyu ki iski engine displacement yani k cc engine ki horse power se jada hai jiski vajeh se tractor backup torque main maat khata hai. Baki dono main ELS technology hai kyu ki isko ye engine mahindra ne hi design karke dia hai kyu ki swaraj tractors mahindra company ki owner ship ki divison main ata hai. Matlab k ek tareh se kahe to maalik hai isi liye 2007 se, jab se swaraj 2 star se 5 star aane lgaa hai tab se swaraj k bahut se new models hain jo mahindra ne design kiye hain. Yaha tak ki 841xm main mahindra 475 ka aur 843 xm main 575 ka 45 hp ka engine ata hai.
"Farmtrac 60 powermaxx" is the best tractor in 55hp. is se acha tractor india m koi or ni h 55hp m....full power....full control....great look👌👌👌👌.......tbi to ise 'Blue Horse' khte h
सर जी हम तो इन दोनों एक्टरों को ही बहुत पसंद करते हैं एक शेर तो दूसरा सवा सेर बहुत ही मस्त ट्रैक्टर
महिंद्रा के लिए like
बहुत बहुत बढ़िया वीडियो बनाया आपने बहुत ही अच्छे तरीके से स्पीक टेस्ट दिखाया है कोई कमी नहीं है बाकी तो हमे हजारों वीडियो में से आपका वीडियो अच्छा लगा
महिंद्रा,,सवराज,,इंडियन,,ट्रैक्टर,है,वेरी, नाइस
Dono tractor theek hain, comparison ek dum genuine hain. Great job.
Swaraj is the best and so powerful tractor ,💪💪💪
744 XT is the best from other for all purpose
😘😘😘👍🏻
@@farmerbandey13bro 744 XT tractor kasa hai
Mahindra 585 di load ma king hai💪💪
दोंनो ट्रैक्टर के पीछे 100 कुंटल गन्ने की ट्रॉली खेत में से भरकर निकाल कर देखो दोनो की पावर का सही पता चल जाएगा 🙏🙏
👍
Mahindra 584 accha torque deta h
@@mpkishan1411 bhai ji 744 xt ka 3 low me sabse jyada powerfull h
Mahindra ke bas ki baat nhi 100 qunt. Ganna khet se nikalna
Humne experience kr rkha h
Mahindra RPM drop karta hai
Bhaiyo ab yaha pe main baat technically karunga. Mahindra B 275 jo 4 cylinder 35 hp heater wala tractor thaa, uske gear box pe Leyland(England ki ek city ka naam hai isi name se factory hai) ka marka bna hua hai kyu ki gear box bhi engine ki tareh leyland england ka bnaa hua hai. Tab ye international B275 thaa. Aur mahindra ne seedha axle dia, eicher, holland, ya 5911 ki tareh hub reduction dia hota hai uske badle seedha axle dia. Aur 1st high aur low main mahindra ki speed kum isi liye di kyu ki jaise load pe iska 1st high utna hi kargar hai jitna ki har ek truck main front k 6 gear hotey hain aur driver hamesha 2nd gear main hi daal kar chalta hai truck ka. Kyu ki 1st gear ko special gear ya low gear bola jata hai jiss se truck us jageh se gaadi nikal deta hai fully loaded jaha se 2nd main kabhi bhi nahi nikaal pata. Mahindra ne hub reduction dene se behtar ye kam kia ki 1st gear ki speed ko ek tareh se special gear jaisa kar dia. Ab punjab, haryana, UP, Uttrakhand, MP in sab states main lakdi jaise popular, liptus ya aur bhaari lakdi ki kisme hain, unki dhulaai k liye 90% tractor 575 DI 45 hp wala yaha tak ki engine bhi 2730 cc wala maylab ki kum se kum 2007 model se 2021 ka 2979cc model ho, ya fir 585 aur ya 3054cc k sath arjun 555.yehi tractor ko kyu ye lakdi ka business karne wale lete hain? Kyu ki mahindra 350-400 quantal tak 1st gear main trolley ho itna vajjan lekar vaha se bhi nikal jayega jaha tochan ki zarurat ho aur iska diesel kharch bhi sabse kum hai aise haulage k kaam main kisi dusri company k tractor se. Aur 4th main kheti main ye apne rated rpm pe hota hai jab to bharpur torque aur backup torque nikal raha hai. Ab ek baat sochne wali hai ki log 3 speed gear ki demand karte hain magar mahindra ki chahe MKM series ho ya XP plus ho, us main aaj bhi 8+2 ka gear box hi ata hai, fir bhi ye tractor itna bikta kyu hai. Haan agar mahindra main 3 speed lena ho to yuvo, novo ki bhi option hai mahindra main. Xp plus bikta hai sabse jada, kyu ki 8+2 gear honey k bavjood iske gear ki speeds main itni option hai ki jo implement 3 speed se chalte hain, unhi impliments ko mahindra 2 speed hokar bhi vaise hi chala sakta hai. Mahindra ka 1st low ek tareh se creeper gear hai. 1st high taakat main pura dumdar hai. Agar thodi gati chahiye to 3rd low ki bhi option hai. Maddey pe ya punjab main suhaga bolte hain jisko, uske liye 2nd high main iski chaal zabardast match karti hai. Baki rahi baat swaraj ki. Iski technology bhi mahindra ki hi den hai. Kyu ki pehle jo 744 tha ya aaj jo 855 aata hai, ye 3307 cc main aty thee magar swaraj 744XT ab 3478cc main ata hai jiski vajeh se ye tractor 110mm x 122mm k bore stroke main ata hai magar pehle ye 110mm x 116mm main aata tha jitna ki swaraj 855 ka ab bhi hai. Ab mahindra ne bhi jaise ELS technology k tehet apne engine ko xp plus series main uska ELS yani extra long stroke kar dia, usi tareh se mahindra ne swaraj k engine main ye change kia. Ab jaha 585 xp plus 3054 cc k sath 198 nm ka torque nikalta hai, vahi swaraj 744XT ka engine badaa hone se yani 3478cc hone se uska torque bhi 216nm hai. Haan magar mahindra apne backup torque k liye sabko maat deta hai jaise 23 se 27% tak ka backup torque 585 XP Plus nikalta hai. Xp series k har tractor main torque aur backup torque bharpoor hai. Ab swaraj 744 FE 46 hp ka hai magar vo combine harvester pe kamyan nahi hai, vahi yuvo 575 DI jo ki 2979cc engine aur 178 nm ka torque aur 23% backup torque hone se pura geela khet aur vaha bhi sirf 100 se 150 rpm todd ta hai jab ki fir apne rated rpm. Pe aa jata hai. Mahindra yuvo 575 on combine harvester wetlands. Bus itna bhar do 3 minute 11 second ki video a jayegi. Kyu ki 575 ki combine pe bahut sari videos hain. Na sirf 575 balki apki search karke par yuvo 475 jo 42 hp main hai uski bhi video mil jayegi. Lekin ye jo 3.11 minutes v video hai, isme pta chalta hai clear ki mahindra ka engine jab apne joban pe hota hai to apne torque ki vajeh se kisi dusri company ka 50 hp wala kaam 45hp ka hokar bhi vaise hi kar jaata hai.
V good bai
भाई दोनों करण अर्जुन है एक ही कंपनी बना रही है दोनो ट्रैक्टर 💪
👍
@@farmerbandey13 Qq
Rite
Ha bhi
Ha bhai ye log galat vahas kr rhe h
Engine me bhi same hi h
स्वराज बेस्ट है किसी भी gear में आसानी से चल जाता है ...
स्वराज को अस्वथामा ऐसे ही नही कहा जाता है ...❤️✌️
963 ko bol ta hai
@@abxabhi1 y
9
@@salendrayadaw1026 😊😊😊😊❤😊❤1qa PP WE
L😂 ullu q
Bhai mahendara mai speed swraaj se jayada hai lekin taqat mai to swraaj fast hai 💝💝💝💝💝💝💛💛my favorite swaraj tector
Tere ko sab pta hai chutiye
Mahindra ka chkr zyda banta hai har chez m load p bi
Mahindra dekhne me v aacha hai ,speed me v tagra hai aur bhai power to pucho hie mat all rounder hai bole toh jhakaas♥️
follow us for Letest update technology
Mahindra Swaraj dono best hai 💪🏻💪🏻💪🏻
🥰👍
Swaraj ka performance mahindra s acha h
@@farmerbandey13
Mahindra ko kabhi bhi Shor aaj se kabhi bhi Laga Le bhai mere
Swaraj Ki Tarah top ke mote hone se Mahindra ko pata to Jab Bhi padegi Din Mein Kitna Dam hai
@@amjadkhanamjad1937 to you w
Bhai donon hi trector bahut achhe hain lekin mahindra dekhane me bahut sundar hai. Mahindra is best
🥰👍
खेत मे पता नही लगती क्युकी अगर ट्रैक्टर के नीचे ऊँचा नीचा आ जाए या कोई से ट्रैक्टर के नीचे गिला आ जाए तो speed घट जाती है। Road पर करना चाइये
Indian tiger my Love mahindra
Mahindra is King 💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻💪🏻😎😎😎😎😎
Swaraj always king for other tractor
कुछ ना है यो...... खाली तेल का पीपा है
@@gurjarvini8638 deisel to bahut leta hai 😅
road per Mahindra sher hota h
Swaraj deshi king💪💪💪
Mahindra Tractor best
भाई जी एक बार इन दोनों की आपस में कुश्ती करा दो ट्रैक्टर की तो बाद में देख लेंगे
😁
😂😂
🤣🤣
एल
😂😂😂😂😂
Low me mahendra aage hai high me sawraj ki speed jayda hai road par top me mahendra ki speed jayda hai mahendra best performance tractor aur kifaiti bhi video banane ke liye dhanyewad
Sachi vat chhe kaka
Bhai swaraj 744 xt ki road speed jayada hai mahindra 585 xp plus se mahindra ki 2300 rated rpm pr 38 ki speed hai or swaraj ki 2000 rated rpm pr 41 km hai (swaraj ka ye model high speed hai other tractor se 855 se bhe jyada speed hai iski, low ma bhe jyada hai)
Mahindra..is...best he bhai ...mera to favorate trektar he bhai Mahindra...Ghoda he bhai Mahindra
Swaraj best
Only Mahindra fans🤗
🥰👍
Mahindra Always...king
🥰👍
Mahindra multipurpose tracter red deer 🦌♥
585 sabhi tractor se best hain
🥰👍
Sabhi trcktor se best hai sonalika di 50 se milavo
V😎
@@farmerbandey13 ने ओबञ
Mahindra , swaraj aur shaktiman tractor 100 ℅
Mahindra and mahindra ka hi utpad hai.
2 he indian brand .. and i am proud of indian tractors
follow us for Letest update technology
Sahi bola
Mahindra ❤🎉 jor hai good 👍
744 XT is king 👑👑💫✨💫👑💫👑👑💫
Mahindra 💪💪💪💪💪
Ap rated rpm ka 60/70% erpm rakh kr test kara kijiye,yadi alag alag erpm ke tractors ho to.kyu ki kuch tractor 2000rpm,2200rpm,2400rpm ke hote h
Bai yr mujhe lgta hai tyre size ka bhi fark hai us se bhi bhut fark padta hai
585 best ha
Bhai ji 1low ya 1high m swaraj hara dega Baki m Mahindra ko koi nhi hara Sakta. Mahindra best h over all work
🥰👍
Sahi bat he
Isliye hamare yaha rotator pe swraj bohot jyada dabta hy
My fevorite tector Swaraj
Swaraj 744 xt & Swaraj 843 xm lover ❤️
843 xm bhi to mahindra hi hey
Sir 🤓 swaraj 735 and mahindra 585 di xp power plus ka comparison ka video bnaiye please sir please🙏
Mahendra and Swaraj ok💪💪💪
Swaraj model is owned by Mahindra and Mahindra LTD.
744 xt Aur 585 xp
Dono Kitna-Kitna Backup
Torqe Lgate Hain Ji ⁉️
Approx 190
@@farmerbandey13
TORQE 👉🏻
585 xp ka Kitna ❓
Aur 744 xt Ka Kitna ❓
@@KingHunter3597 mahindra 585 xp plus ka engine hai 3054cc ka aur torque hai 198nm 23% backup torque k sath. Vahi swaraj ka engine hai 3478cc ka aur torque hai 216nm lekin swaraj main maximum backup torque 16% hai. Iska backup torque constant nahi hai kyu ki iski engine displacement yani k cc engine ki horse power se jada hai jiski vajeh se tractor backup torque main maat khata hai. Baki dono main ELS technology hai kyu ki isko ye engine mahindra ne hi design karke dia hai kyu ki swaraj tractors mahindra company ki owner ship ki divison main ata hai. Matlab k ek tareh se kahe to maalik hai isi liye 2007 se, jab se swaraj 2 star se 5 star aane lgaa hai tab se swaraj k bahut se new models hain jo mahindra ne design kiye hain. Yaha tak ki 841xm main mahindra 475 ka aur 843 xm main 575 ka 45 hp ka engine ata hai.
@@harwindersandhu7561
Khasi Jankari Rakhte Ho Bhai Ji, Thanks 🙏🏻
महिंद्रा ५८५ xp स्वराज ७४४ xt दोनो में बादशहा कौन हैं उहका उत्तर हे,,,,,, महिंद्रा ट्रॅक्टर एकच नंबर भारत देश मे और खेती मे बादशहा ❤
Bhai Mahendra India ka bhi to he best to hoga hi 😎😎
To bhai swaraj kha ka h
@@sahilbishnoi8393 bhai dono 1 hi company ke h banati to Mahindra & mahindra sawraj ko kharid liya h
महिन्द्रा टैक्टर एक दम मस्त है
Bhai dono ka tochan karo
Mahindra 585 xp plus vs 744 xt
🥰👍
Low ke 4 me tej chalta h tractor ya high ke.1 gear me batao bhai please
Swaraj and Mahindra dono he best ha
Mahindra 💪❤️
Mahindra my son is best 💙❤👌
ek hi company manufacture karti hai swaraj aur Mahindra isliye donon hi tractor best
🥰👍
Mahindra 🔥
👍🥰
Swaraj is the best and so powerful tractor👍👍👍👍👍💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪💪🦾🦾🦾🦾🦾🦾🦾🦾
🥰👍
Par tel bahut khata hai
"Farmtrac 60 powermaxx" is the best tractor in 55hp. is se acha tractor india m koi or ni h 55hp m....full power....full control....great look👌👌👌👌.......tbi to ise 'Blue Horse' khte h
bhai ghode de khet me kam na hove 55 hp new Holland 3630 aur eicher 557 aur last me swraj 855 sabhi tarectir apne apne jagh pe sahi h
8feet rotavator konsa tractor achha chalayega
Dono hi achhe hai lekin zameen jyada pakki na ho warna dono hi nhi chalenge
Mahindra
es video se bahut hi jankari kahne ko kuchh bhi kahe koi meri yaraf se es video m 100 m se 100 bahut bahut dhanyabad bhai ji
Mahindra is best 👌 👍
nahi mahindra ka 50 rpm jada rakho engine rated rpm ke farq ki Waze se
अवाज सुपर है महेन्द्र का
भाई इन भाइयों को बोलो कि जो महिंद्रा स्वराज है वह महिंद्रा कंपनी के द्वारा बनाए जा रहे हैं स्वराज को
Ha bhai
भाई केबल नोजल मैं फर्क है हल्का सा
Enjan hi bhai
No swaraj 2002 model kilosjar engine k sath swaraj company ka he
My best terctor Mahindra 🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🥰👍🏻
Kisano ka sacha sathi Mahindra 🌾🌾🌾🌽🌽🌽
👍🏻👍🏻
दोनो अच्छे हैं और दोनो मेरे 🇮🇳 वतन मे बने है
बुराई नही करूंगा
Khali speed Mahindra ki zyada h pr load pe swaraj ki chal best h
🥰👍
Bharat ka sabse number one tractor Arjun 555
Mahindra King 👑
In dono tractor me tail konsa km leta he batao
Bro koi bhi tractor lena he
Mahindra
@@farmerbandey13 thanks bro 585 se 575 ki chal thodi zada he lekin 585 me power bhi to zada he sahi bat he bro you tube pe dekha tha maine
Either Do Harrow Competition Or Tug Of War , Swaraj Will Easily Win ♠️
दोनों शेर हैं। कोई भी लेलो। दोनों बेहतर हैं।
mahindra no. 1 best of india
🥰👍
Mahindra ko ladies chalati h
Swaraj ko Desi jaat chalate hai 💪💪💪 Swaraj is king and always king 🖕🖕🖕🖕🖕🖕🖕🖕
Mahindra best ♥️👌👌♥️👌♥️👌
Shandar vedio banaya bro
🥰🥰👍🏻
Mahindra ki awaj mast hai
🥰👍
Namaskaar bhai
585XP PLUS or 744XT dono me damdaar tractor kon sa h bhai kheti ke kaamo ke liye takaat kisme hai
744xt दोनो कामों के लिए बेस्ट ही।।।
Swaraj or mahimdra
ek hi compny he
Yes
Aapki Pasand se main new tractor kaun sa Lena chahie
Mahindra love ❤
Harrow ya tiller pr video banao bhai......
👍👍
Bomiputera mahindera is best 😍😍
भाइयों दोनों ट्रैक्टर ही बढ़िया है
Mahindra ka to naam hi kafi h
G bro
Bhai ak video Swaraj 744FE or sonleka 745 ke sapeed test video banan 1st. 2st.
585💪💪💪💪💪👏👏👏
🥰👍
Vah mere bhai vah... Mahindra is vest... world femas...he bhai
Bahi Swaraj 744 xt best 3478cc ingen hai app ka kitnay cc hai batio
Bhai Mahindra aur Swaraj donon Tractor acche Hai Kyunki donon 1 company mein production Hota Hai
Bhai i m big fam of u aapka nam kya hay or kaha se ho
Swaraj king of tractors in india
भाई सबका अलग engine rated rpm अलग होता है ,
M2200 f1800
Dono ek hi company ke he dono best he
Mahindra is king 👑👑
Swaraj 744 XT best tractor
भाई tuchan करके देख पता चल जयेगा स्वराज है बेटे mahindra ka बाप है ओर भाई सोनलिका का
Arjun or sonalika dono ghadeesenge bht swaraj ko.. 👍👍
Bhai dono ek hi hai bhai sher sher aur sher ab kya ho kehne 🔥🔥🔥
Mahendra or Swaraj ek hi partner the mere Mahendra 255 me Swaraj 724 ka engine hai
Na mahindra ka khud ka engine h
Plz Holland 3600 and Mahindra 585 Ka muqabla karaiye na..plzz
Mahindra ❤️
Mahindra best
Mahindra swaraj ka papa ha😂😂😂😂😂😂😂
Mila lo aao
Sawraj k baap Mahindra 585❤❤❤❤❤❤
Mahindra 😂😂😂😂😂😂😂😢😢
Aur Swaraj Mahindra ka tau hai😂😂
Eicher 551 aur Swaraj 744 xt ki video banao low ki tasting
🥰👍
स्वराज महिंद्रा के इंजिन से बनता है
Kis me kah Diya kirloskar ka engine hota h