Mere pass bhi ye bike h mera self kharab ho gya tha 4month mai 3din se sale guma rahe the.jb complante dali tab aaj kra kaam..bike theak h bike ki light wala button lga lo bhar se aur charger mt lgana isme mobile charge krne wala..wrna battery bahut jaldi kharab hoga
02:12 band karwa sakte ho light ko additional switch daal k sath hi charger bhi lag jayega aisa kuch nhi h kaam karne wala banda acha hona chahiye anaadi banda hoga wire galat jodega to short hoga hi ache mechanic/electrician se karwayenge to koi dikkat nhi aayegi maine apni 1 bs6 honda shine me light on/off switch and friend ki ek bs6 bajaj ct110 me charger bhi lagwaya hai shine k switch ko 4saal aur ct110 me charger lagwaye 1 saal ho gye ek dum badhiya chal rha h koi dikkat na aayi aaj tak
Lokesh Bhaiya Ji is bike mein 2 trip meter hote hain trip 1 ko daily 0 kar diya karo jab ride pe jaate ho daily ke running kms pta chal jayenge aur is bike ki refinement engine smoothness bahut achi hai mere Bhaiya 2020 se use kar rahe hain ek dum Mast chaltai hai
Bhaiya Chain set me koshish karein k oil k jagah lube use ho usse chain set lamba chalega. pehle mere sath bhi yahi hota tha oil use karne k karan chain set jaldi kharab ho jata tha ab lube use karne pe pehle se 2 se 2.5x zyada chalta h.
Lokesh bhai ji ram ram bhai ji mere pass bhi hai yah 125 CC ki bilkul sahi Kaha aapane iski gear mein problem hoti hai aapke pass red colour ki hai mere pass green colour Ki Hai❤
@@LokeshSharma-jx8gh sabse jyada important hota hai engine oil time pe change karana meri byk hf deluxe hai 2019 model ki maine 5 service free ki to karai uske baad me samajh gaya ye mechanic 90 % rupaye loot rahe hai service ke naam pe service me hota hi kya hai important filter clean chain clean with oil oil lubrication and chain tite karna that's it. Mr apko batata hu byk ki service khud karoge to time or money dono ki saving hogi or byk bhi gajab ki performance degi kyoki banda aaj kall karte karte byk jyada chala deta hai me to motul 3100 grade ka 10w 40w use karta hu 350rs ka gajab ka engine oil hai or time pe service bhi karta hu rupaye or time dono ki saving ho jati hai or kabhi bhi chain me purana engine oil mat lagao petrol se saaf karne ke baad nhi to saaf karne se jyada or gandi ho jayegi kyoki wo already Ganda hota hai oil mistri 150 se 250 tak leta hai service charge
@@LokeshSharma-jx8ghcompany aur book to bolte hai 5000 pe sarvice oil change aur sarvice karao jab engine jkharab ho jayega apna dimag lagai 2000-2500 pe engine oil jkarur badalna chaiye samjhe
Actually bs6 engine me minimum hamesha 1 litre petrol rakhna chahiye varna engine seize hone ka dar rehta hai or ye apke wp tanki adhi rakhne wale question ka answer hai
Or rahi baat light ki to ye feature sari bikes me government ne compulsory kar diya hai ki lights off nai honi chahiye jab tak bike chabi se bandh na kare
@@LokeshSharma-jx8gh Maine tvs sport li thi 449 km par frist service karwa li thi bhai Kyunki first service me engine ke particles nikalte hain Esiliye engine falsk bhi zaroori rahta hai frist service me
Bhai bike bahut accha h market me no 1 pe h any no problem this bike me v chalata hu 42000 km ab tak koi v problem nahi h
Mere pass bhi ye bike h mera self kharab ho gya tha 4month mai 3din se sale guma rahe the.jb complante dali tab aaj kra kaam..bike theak h bike ki light wala button lga lo bhar se aur charger mt lgana isme mobile charge krne wala..wrna battery bahut jaldi kharab hoga
02:12 band karwa sakte ho light ko additional switch daal k sath hi charger bhi lag jayega aisa kuch nhi h kaam karne wala banda acha hona chahiye anaadi banda hoga wire galat jodega to short hoga hi ache mechanic/electrician se karwayenge to koi dikkat nhi aayegi maine apni 1 bs6 honda shine me light on/off switch and friend ki ek bs6 bajaj ct110 me charger bhi lagwaya hai shine k switch ko 4saal aur ct110 me charger lagwaye 1 saal ho gye ek dum badhiya chal rha h koi dikkat na aayi aaj tak
Gear shifting me problem hoti hai bilkul, mere pass v hai 👍👍👍
Same Problem
Same problem bhai mera bike main vi hai
Mere pass v hai back indicators tot jata hai bar bar
Lokesh Bhaiya Ji is bike mein 2 trip meter hote hain trip 1 ko daily 0 kar diya karo jab ride pe jaate ho daily ke running kms pta chal jayenge aur is bike ki refinement engine smoothness bahut achi hai mere Bhaiya 2020 se use kar rahe hain ek dum Mast chaltai hai
Bhaiya Chain set me koshish karein k oil k jagah lube use ho usse chain set lamba chalega.
pehle mere sath bhi yahi hota tha oil use karne k karan chain set jaldi kharab ho jata tha ab lube use karne pe pehle se 2 se 2.5x zyada chalta h.
Abhi to khud hi lube hai chain set
@@LokeshSharma-jx8gh ji abhi to rahega aage ke liye keh raha hu jab ye wala sookh jayega
Honda sp mein gear sifting problem is permanent mere pass bhi hain same problem
Mazaa aliya bhai🔥😜❤️
Sp 125 is best bike
Advantages ke samne uske disadvantages kuch hai hi nhi
Are Bhai 6000 km chala chuke hai aur no problem 😊😊😊
Lokesh bhai ji ram ram bhai ji mere pass bhi hai yah 125 CC ki bilkul sahi Kaha aapane iski gear mein problem hoti hai aapke pass red colour ki hai mere pass green colour Ki Hai❤
Bhai ismai 0 meter set kar sakte hai aur real time millaage bhi show karta hai
Bhai mujhe sp 160 honda ke baramai batao jiske aage piche disc break hai leni chahiye ya nhi
Meter ke bare m shi bola tune
Key on karne ke baad meter zero aane do fir start kia karo ni to actually jo sahi dikhana hota h wo ni dikhaega load hota hai
बाइक से संतुष्ट नहीं हूं 60 के उपर पूरी बाइक झनझना उठती हैं
Kamiya apke andar mein hai baaki gaadi ta badiya hai mein bhi liya hoon❤😂😂
Sharmaji Mobile holder VSK bhai se liya hai kya ? Aur Handle pe kaise bethaya hai woh next video mein btao
Nhi bhai dukan se liya hai 200 ka
Bhai बाइक me क्या कमी थी ये नहीं बताया आपने पूरी vdo मे
बारिश की वजह से तसल्ली से वीडियो बना नही पाया
Galti apki hai bhai 1st service 450 se 500 tak jarur ho jani chahiye
2nd 1500 ke aas pass fir engine achi performance dene lagega.
Bhai book main jo likha hai fir uska kya karu company ne jaisa bola hai vaisa hi kar raha hu apni marji se nhi thanks for advise 🙏
@@LokeshSharma-jx8gh sabse jyada important hota hai engine oil time pe change karana meri byk hf deluxe hai 2019 model ki maine 5 service free ki to karai uske baad me samajh gaya ye mechanic 90 % rupaye loot rahe hai service ke naam pe service me hota hi kya hai important filter clean chain clean with oil oil lubrication and chain tite karna that's it.
Mr apko batata hu byk ki service khud karoge to time or money dono ki saving hogi or byk bhi gajab ki performance degi kyoki banda aaj kall karte karte byk jyada chala deta hai me to motul 3100 grade ka 10w 40w use karta hu 350rs ka gajab ka engine oil hai or time pe service bhi karta hu rupaye or time dono ki saving ho jati hai or kabhi bhi chain me purana engine oil mat lagao petrol se saaf karne ke baad nhi to saaf karne se jyada or gandi ho jayegi kyoki wo already Ganda hota hai oil mistri 150 se 250 tak leta hai service charge
@@LokeshSharma-jx8ghcompany aur book to bolte hai 5000 pe sarvice oil change aur sarvice karao jab engine jkharab ho jayega apna dimag lagai 2000-2500 pe engine oil jkarur badalna chaiye samjhe
Common men ki life me guter ka pani me pairon ko ganda karna hi hai. 😢
Bhai mene sp 125 6600 km chala liya abhi tak sir oli our filter change hota hai baki aap kaise chalate ho bo aap ka man hai
Pehli sarvice 1000 pe hoti hai to oil or filter change to hona hi tha
Bhaiya ji engine falsk dalkar
Engine ko saaf karate hai pahali service me
Wo nahi kiya kya bhai
Bhai maine dekha nhi 😕
There is no carbon deposit in New bike...So engine flushing is a scam.
Be careful 😂😂😂
@@apkayaarNK
Ok thanks bro
Aware karane ke liye
@@apkayaarNK I think you are always right my dear.
Half clutch rakho Gear nahi atkega
Ok bro 👌
TVs Sports Bike good 5 Month ho gyha h Abhi Thak 28000 KM Clha cukha hu kuch bhi kmhi nhi Ahe h
Zabardast bike h bhai bina tnsn k chalao❤
Abhi nayi hai sayad isliye aisa ho raha hai..?
Chai set me bahar se koi jala oil chaim me dalwana only lue istemal karo 5 km chalane par bhee chai theek rahega
Lokesh bhai purani bike ke baare kucha pta chal
Nhi bhai
@@Mukesh_sharma______s_DL10 uska to cake kat gaya hoga.
otp h 9818😂
Actually bs6 engine me minimum hamesha 1 litre petrol rakhna chahiye varna engine seize hone ka dar rehta hai or ye apke wp tanki adhi rakhne wale question ka answer hai
Or rahi baat light ki to ye feature sari bikes me government ne compulsory kar diya hai ki lights off nai honi chahiye jab tak bike chabi se bandh na kare
Fast service 500km pe karwa leni cahiye
Accha bhai pata nhi tha
@@LokeshSharma-jx8gh
Maine tvs sport li thi 449 km par frist service karwa li thi bhai
Kyunki first service me engine ke particles nikalte hain
Esiliye engine falsk bhi zaroori rahta hai frist service me
Bike achhi nhi h Honda shine
Yeh honda sp 125 hai.Honda shine nahi hai
Aur rahi baat honda shine ki toh har bike sahi hai apne hisab se.kisi ke sune sunae baat pe judge mat karo
BULLET lelo achi hai 😅
@@itssabbyboy5166 ok
To bhai kyu li h tune jb etni kmi h esme had yrr bilkul