Розмір відео: 1280 X 720853 X 480640 X 360
Показувати елементи керування програвачем
Автоматичне відтворення
Автоповтор
Charging plug ke liye unit kuch alag se bithaya, ya normal ghar pe jo triplug hota he, usise ho jata he ?
Normal h bro earth sahi hona chahiye bas aur kuch need nhi
Loading capecity kitana hai kya 65 kg ke 3 log baith sakte hai
Ha
Bhai acceleration kaisa hai? Petrol scooty se kam hai kiya eco mode pe?Do log baithenge to power ki kami dikhegi kiya?
Eco me smooth h power ki kami na eco me hoti h na sports me
4% me double chalay hu koi issue nhi power ka
Ispe video aane wali h bro
@@therajbhai04 okay bro♥️ video zarur laana is topic pe...
SIR JI FULL CHARGE PE RANGE KITNI SHOW HOTI H 2903 ME
Mere me to 100 hi sho krta h bhai
@therajbhai04 mere me 5 din pahle 79 tha or aaj se 85 hai 😅
Bjaj chetak lete hai to khi pr bhi bjaj ke showroom me charge kr skte hai kya
Nhi Aisa nhi
Nice video ❤
Single suspension front & back mah Comfortable hai because ola toh comfortable hai bahut
Comfortable nahi hai mere pass 2903 hai
Mujhe to full comfortable lgta h
Maine ola liya bahi maja agaya comfort top notch hai activa sah bi best hai
@@therajbhai04 aap kharab road per chala kar dekhna uske bad pata chal jaega kaisa Ajeeb Ajeeb awaaz Karta hai pata chal jaega
Bajaj Chetak display problem
full charging karne ke baad meter me kitne km ki range show ho raha hai
101
@therajbhai04 mere pasa b 2903 hai full charge pe 79 ki range show karti h
bhau ek sport mode me video banao
Bna rha hu bhai
Bhai bajaj chetak leni chaiye ya nahi agar leni chaiye toh konsa model shi rhega
Le lo mast h bhai aapka requirement ky h running kitna h daily batao fir batata hu
@therajbhai04 ghra se office 9 km ana jana 18 raat ko thoda bhr ghum leta hu 30 km per day man lo
@thegame2751 Bajaj chetak 2903 best h yhi liya hu mai bhi
@@therajbhai04 2903 or 3203 ma kua different hai
Tecpac lena chaiye ya nahi useful
Le lo bhai sahi h uspe bhi video bna
All about tech pack ua-cam.com/video/yzXHtigPkAM/v-deo.html
kya Aap hame bataiyenge Ki mujhe Chetak leni chahiye ya fir iqube tvs ki .. I am From Raipur .. hahaha
@@smilemotors chetak base model range 123 km Jabki TVS ev ki 75 kmIsse better to Bajaj chetak ji h
Bhai kya Aapne tec pack liya huva hai??
Ha lagwa liya h
Mera eco mode me bhi 80 km se jyada nhi chalta h😮
Bro try pressure sahi rkho aur range jyda kaise milega ispe bhi details video banane wala
Bhai gadi off karne ke baad on karne pe apko bhi range kam dikhata ha kya ?
Ha Aisa hota h
Hamesha range ko follow kro bhai range moh maya h 🤣🤣🤣
@@therajbhai04 bhai mirror adjust kese hota ha bhai bhut tight ha uske mirror
100 kg load pe maxm 65 km range deti hai chetak 2903
Depends sports mode h ki eco mujhe 90 km aata h
Bhai mai bhi raipur se hu mujhe lena hai ye gadi kaise hai batao
Mast h bhai le lo tech pack k bad to gadi aur mast ho gya h
Bhai diggi open kro Tyre pressure dekho Front - 22 Back 32 h
Thank you bro
Bhai pura road khali he, trafic aur khade bare road pe karo test, we want to know the range on those roads...
Isme range aur jyada aayega kyoki dhire chalega isliye
Mera bhi 3/4 % loss hota hai long ride ke bad
Mai 30km continue run Kiya tha58% tha but after 4 hours fir se key lagay to 54% dikha rha tha Ye aisa hota hi h lgta h
Aisa hi Hota hai
@Mikkusona 20km to 30km speed me run kr k aao tabhi hota h
Mera v 4% around loss ho raha hai after a long ride
Charger prblm a Rahahai
Ky problem aa rha h
Bhai helmet
Subah subah tha
Worst thing in Bajaj Chetak is REGENERATION it's suddenly stop the scooter to zero without applying any break if you stop acceleration the speed of scooter suddenly slows to zero Bajaj must remove the regeneration mode by update
3202 ka range
110
Dabba gadi 😅😅😅
Charging plug ke liye unit kuch alag se bithaya, ya normal ghar pe jo triplug hota he, usise ho jata he ?
Normal h bro earth sahi hona chahiye bas aur kuch need nhi
Loading capecity kitana hai kya 65 kg ke 3 log baith sakte hai
Ha
Bhai acceleration kaisa hai? Petrol scooty se kam hai kiya eco mode pe?
Do log baithenge to power ki kami dikhegi kiya?
Eco me smooth h power ki kami na eco me hoti h na sports me
4% me double chalay hu koi issue nhi power ka
Ispe video aane wali h bro
@@therajbhai04 okay bro♥️ video zarur laana is topic pe...
SIR JI FULL CHARGE PE RANGE KITNI SHOW HOTI H 2903 ME
Mere me to 100 hi sho krta h bhai
@therajbhai04 mere me 5 din pahle 79 tha or aaj se 85 hai 😅
Bjaj chetak lete hai to khi pr bhi bjaj ke showroom me charge kr skte hai kya
Nhi Aisa nhi
Nice video ❤
Single suspension front & back mah
Comfortable hai because ola toh comfortable hai bahut
Comfortable nahi hai mere pass 2903 hai
Mujhe to full comfortable lgta h
Maine ola liya bahi maja agaya comfort top notch hai activa sah bi best hai
@@therajbhai04 aap kharab road per chala kar dekhna uske bad pata chal jaega kaisa Ajeeb Ajeeb awaaz Karta hai pata chal jaega
Bajaj Chetak display problem
full charging karne ke baad meter me kitne km ki range show ho raha hai
101
@therajbhai04 mere pasa b 2903 hai full charge pe 79 ki range show karti h
bhau ek sport mode me video banao
Bna rha hu bhai
Bhai bajaj chetak leni chaiye ya nahi agar leni chaiye toh konsa model shi rhega
Le lo mast h bhai aapka requirement ky h running kitna h daily batao fir batata hu
@therajbhai04 ghra se office 9 km ana jana 18 raat ko thoda bhr ghum leta hu 30 km per day man lo
@thegame2751 Bajaj chetak 2903 best h yhi liya hu mai bhi
@@therajbhai04 2903 or 3203 ma kua different hai
Tecpac lena chaiye ya nahi useful
Le lo bhai sahi h uspe bhi video bna
All about tech pack
ua-cam.com/video/yzXHtigPkAM/v-deo.html
kya Aap hame bataiyenge Ki mujhe Chetak leni chahiye ya fir iqube tvs ki .. I am From Raipur .. hahaha
@@smilemotors chetak base model range 123 km
Jabki TVS ev ki 75 km
Isse better to Bajaj chetak ji h
Bhai kya Aapne tec pack liya huva hai??
Ha lagwa liya h
Mera eco mode me bhi 80 km se jyada nhi chalta h😮
Bro try pressure sahi rkho aur range jyda kaise milega ispe bhi details video banane wala
Bhai gadi off karne ke baad on karne pe apko bhi range kam dikhata ha kya ?
Ha Aisa hota h
Hamesha range ko follow kro bhai range moh maya h 🤣🤣🤣
@@therajbhai04 bhai mirror adjust kese hota ha bhai bhut tight ha uske mirror
100 kg load pe maxm 65 km range deti hai chetak 2903
Depends sports mode h ki eco mujhe 90 km aata h
Bhai mai bhi raipur se hu mujhe lena hai ye gadi kaise hai batao
Mast h bhai le lo tech pack k bad to gadi aur mast ho gya h
Bhai diggi open kro
Tyre pressure dekho
Front - 22
Back 32 h
Thank you bro
Bhai pura road khali he, trafic aur khade bare road pe karo test, we want to know the range on those roads...
Isme range aur jyada aayega kyoki dhire chalega isliye
Mera bhi 3/4 % loss hota hai long ride ke bad
Mai 30km continue run Kiya tha
58% tha but after 4 hours fir se key lagay to 54% dikha rha tha
Ye aisa hota hi h lgta h