Cutting July mein lagate hain reporting August mein high breed ki September mein flowering october se hoti hai aaj ki video dekh lijiyega aapki query ke upar bana deta hun thanks for comment ma'am 🙏🙏🙏
Ma'am guldaudi main September last week se flowering suru hoti hai Fir aapki guldaudi ki breed kon si hai Kuch guldaudi ke breed to January me khilte hai breed pata na ho to aap apni guldaudi ko har 10 main sarso ki khali ka ghol bana kar 100 gm sarso ki khali me 1 ltr pani me ghol bana kar 2 din rakhne ke baad Ush paani ko 1 gilas har 10 din mein poudho ko dijiye phool aa jayenge 🙏🙏🙏
Sir me black poly bag me lagata hu guldaudi ka poudha ...Mera poudha me Kalia ek v poudha me nahi araha he next year v nahi aya tha is year v plz sir reply 🥺🥺🥺
Okay sir Aap DAP ke sath me sarso ki khali ko mix kar dry foam me dijiye aur NPK 19,19,19 ka 2 gram 1 litter pani me ghol banakar daliye aur plant ki mitti dry na ho aur plant fullsunlight me rakhiye
Thank you so much for this informative video
Thank you bhai your support
Nyc information sir
Thankyou 🙏
Very nice and beautiful ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Thanks 👍
#Gardeningasapassionwithdanielmark
Wow its 🎉❤🎉❤❤❤ wonderful flowers🌸🌺🌻🌹🌷🌼💐
Thanks for your support ☺️🙂🙂
Hybrid guldavari kitne ka 1 plant milta hai
Ma'am 🙏 maine to cutting se grow kiya hai waise 100 ya 150 ka hoga
29👍🌿🌿🌿🌿🌼🌼🌼🌼 subscribed 😊
Thanks for your support ☺️☺️☺️
Nice video
Thanks ma'am 🙏🙏🙏🙏
Iska cutting kab lgay. Kon se mounth me..
Cutting July mein lagate hain reporting August mein high breed ki September mein flowering october se hoti hai aaj ki video dekh lijiyega aapki query ke upar bana deta hun thanks for comment ma'am 🙏🙏🙏
Sunlight and water kitna rakhna hai ??
Thanks for comnt
Full sunlight kam se kam 6 hrs
Water every day par limited
Over watering na ho
@@gardenmeregharkavlogwithsu7704 ab jese winters aa rhi hai... Full sunlight to kafi kam ayegi
To fullsunlight me rakh do pure winter Soil agar gilli ho to watering mat karna
Sir kya September me guldaudi kihard pruning ho skti hai.
Ho jayegi par flower let aayega fir to proning na kare pinching kare aur aapko cutting leni ho to do char ki hard pruning kar le 🙏🙏🙏
Hybrid plants cutting me grow karsakte hai ky? New plant aata hai kya? Nursary se layahuva plant marjatha hai ? Can you share?
Sir maine cutting se hi grow kiya hai aur jo chota plant hai who isshi plant ka cutting hai
Hamari yaha isa vala nahi meltha. Esiliye mangrahehai Please share Cutting's i will pay coriyer charge.
yAS
Apka watsup number?
8791760677
❤❤❤
Thanks 👍
Mere yaha kechuye bahut ho gye kya kre
Kechua poudhe ko nuksaan nahi pahuchate balki woh aapki mitti ko compost kar dete hai 🙏🙏🙏
@@gardenmeregharkavlogwithsu7704 u r right ... But meri mamma ko kechuao se bahut dr lgta h ... Inko kese nikale wo batao
Bleaching powder 1 spoon 1 ltr paani me ghol kar daal dijiye bhag jayenge 🙏🙏🙏
Guldawari me 1 b phool nhi aa Raha
Ma'am guldaudi main September last week se flowering suru hoti hai
Fir aapki guldaudi ki breed kon si hai
Kuch guldaudi ke breed to January me khilte hai breed pata na ho to aap apni guldaudi ko har 10 main sarso ki khali ka ghol bana kar 100 gm sarso ki khali me 1 ltr pani me ghol bana kar 2 din rakhne ke baad
Ush paani ko 1 gilas har 10 din mein poudho ko dijiye phool aa jayenge 🙏🙏🙏
@@gardenmeregharkavlogwithsu7704 thnx
Nursery wala bola ke 12 month phool deta hai ye plant sevanti ka… kya sach hai ye ???
Nahi ma'am flower only winter main hi hota hai plant 12 month chalta hai 🙏🙏🙏
@ thanks. Nursery wale ne 12 month phool dega quaranty keh ke bech die aaj mujhe sevanti bht sare. 😔😔😔
@nehasingh-yk2tr ma'am sevanthi ya guldaudi ka flowering September se suru hota hai jo March April tak chalta hai 🙏🙏🙏
Sir
Delhi me July me lagana Hoga to November me flowering hogi ?
Ji sir ho jayegi flowering November me
Sir me black poly bag me lagata hu guldaudi ka poudha ...Mera poudha me Kalia ek v poudha me nahi araha he next year v nahi aya tha is year v plz sir reply 🥺🥺🥺
Aap ne jo guldaudi lagaye hai who seeds se grow kiya hai
Aur aap apne plant ko kon sa khaad dete hai
Yeh bata dijiye fir pata chalega problem kya hai
@@gardenmeregharkavlogwithsu7704 cutting se or DAP or gobar ki khad or abhi bannana peel deta huu
Okay sir
Aap DAP ke sath me sarso ki khali ko mix kar dry foam me dijiye aur NPK 19,19,19 ka 2 gram 1 litter pani me ghol banakar daliye aur plant ki mitti dry na ho aur plant fullsunlight me rakhiye
Banana pills phool aane ke baad de pehle nahi who slow release khaad hota hai
@@gardenmeregharkavlogwithsu7704 bhaiya or Kalia ayega ki nahi itne sare poudha he ek v kali nahi aya he bhaiya 🥺🥺 bohat dukh lag raha he 🥺🥺🥺
सरसों की खाली से पौधे मर जाते हैं
Nahi marte sarso ki khali dalne ke baad poudhe ko puri dhoop de nahi to fungal infection se poudha marta hai
Nice information sir
Thanks 👍