Dil bhi kartaa hai yaad chhup ke tujhe Naam leti nahi zubaan tera.. Kis se puchoon ga mein khabar teri Koun batlaaye ga nishaan tera Teri rusvaaiyoon se darta hoon Jab tere shehar se guzarta hoon Haal-e-dil bhi na keh saka garchay To rahi muddaton qareeb mere Tu mujhe chor kar chali bhi gayi (2x) Khair qismat meri naseeb mere Aab main kiyon tujh ko yad karta hoon (2x) Jab ter shehar say guzarta hoon Wo zamana teri muhubat ka (2x) Aik bholi hoi kahani hai Kis tammana say tujh ko chaha tha kis muhabbat say har mani hai Aapni qismat pay naz karta hoon Jub tere shehar se guzarta hoon Koi pursan-e-haal ho to kahon (2x) Kesi aandhi chali hai tere baad Din guzara hai kis tarha main nai Raat kese dhali hai tere baad Roz jeeta hon roz marta hoon (2x) Jub tere shehar say guzarta hoon Wo jo kehty hain mujh ko deevana Main unhain bhi bura nahin kehta Warna ik be nawa muhabbat main (2x) Dil kay lutne pay kiya nahi kehta Main to mushkil say aah bharta hoon (2x) Jub tere shehar say guzarta hoon Aaj bhi karzar-e-hasti main (2x) To agar aik bar mil jaye Chain aa jaye aarzoon ko Hasraton ko qarar mil jaye Jane kiya kiya khayal karta hoon (2x) Jab tere shehar se guzarta hoon
کیا اپ کے ماموں کانام نوید عالم قریشی ہے ۔ اگر یہ ٹھیک ہے تو نوید بھاٸی کو جاوید قریشی ولد نظام الدین قریشی جیکب لاٸین والے کا سلام پہنچادٸیے گا جزاك الله
سیف الدین سیف نے اس نظم میں تو اپنی محبت کو امر کیا ھی ھے ، استاد شرافت علی خان نے اس کو دوام بخش دیا ھے۔۔۔پھر سنتوش کمار ( سید موسیٰ رضا ) اور صبیحہ خانم کے ساتھ جڑنے کے بعد تو یہ اور امر ھو گیا۔۔ یہ نظم ھر اس نامراد عاشق کے دل کی اواز ھے , جنھوں نے واقعی محبت کی تھی یا کرتے ھیں۔۔ ھر دل کی آواز۔۔۔۔اشتیاق احمد قمر
Speechless. Meri nazar me Har insan ka hamsafar h ye geet .
زبردست۔۔۔۔۔۔ پرانا گانا ۔۔۔۔۔اولڈاز گولڈ ۔۔۔واہ کیا بات ہے ۔۔بھائی شرافت علی کمال اواز
Wahwah Shrafat Ali kia bat hey. Excellent singing and voice. Allah bless you.
This is a WAADA of Saifuddin Saif Rasheed Attre with great sharafat Ali very nice immortal unforgettable stylish performance by all. Thanks 👍
Meray dost loquat Kay walid Hain. May eighty may university university ka student tha pol science or loquat economic ka great song❤❤❤❤
Lajawab khoobsurat ghazal.
❤zabardast ❤
Classic just classic 🙏♥️👍
Dil bhi kartaa hai yaad chhup ke tujhe
Naam leti nahi zubaan tera..
Kis se puchoon ga mein khabar teri
Koun batlaaye ga nishaan tera
Teri rusvaaiyoon se darta hoon
Jab tere shehar se guzarta hoon
Haal-e-dil bhi na keh saka garchay
To rahi muddaton qareeb mere
Tu mujhe chor kar chali bhi gayi (2x)
Khair qismat meri naseeb mere
Aab main kiyon tujh ko yad karta hoon (2x)
Jab ter shehar say guzarta hoon
Wo zamana teri muhubat ka (2x)
Aik bholi hoi kahani hai
Kis tammana say tujh ko chaha tha
kis muhabbat say har mani hai
Aapni qismat pay naz karta hoon
Jub tere shehar se guzarta hoon
Koi pursan-e-haal ho to kahon (2x)
Kesi aandhi chali hai tere baad
Din guzara hai kis tarha main nai
Raat kese dhali hai tere baad
Roz jeeta hon roz marta hoon (2x)
Jub tere shehar say guzarta hoon
Wo jo kehty hain mujh ko deevana
Main unhain bhi bura nahin kehta
Warna ik be nawa muhabbat main (2x)
Dil kay lutne pay kiya nahi kehta
Main to mushkil say aah bharta hoon (2x)
Jub tere shehar say guzarta hoon
Aaj bhi karzar-e-hasti main (2x)
To agar aik bar mil jaye
Chain aa jaye aarzoon ko
Hasraton ko qarar mil jaye
Jane kiya kiya khayal karta hoon (2x)
Jab tere shehar se guzarta hoon
What a melodious and heart touching voice
So adorable lyrics
Wahan khan ne isay dobara ga ke mashoor kia tha. I heard it hundreds of times
May ALLAH bless him
Wonderful ❤❤. Superlative!! Loved It 😍😍
He was a nice singer. Wish he had sung more in other films.
Lajawab song
By Khuda Hafiz great family😊
No more songs after that one ☝️ ❤❤❤
Reminds my deceased father
کیا اپ کے ماموں کانام نوید عالم قریشی ہے ۔ اگر یہ ٹھیک ہے تو نوید بھاٸی کو جاوید قریشی ولد نظام الدین قریشی جیکب لاٸین والے کا سلام پہنچادٸیے گا جزاك الله
سیف الدین سیف نے اس نظم میں تو اپنی محبت کو امر کیا ھی ھے ، استاد شرافت علی خان نے اس کو دوام بخش دیا ھے۔۔۔پھر سنتوش کمار ( سید موسیٰ رضا ) اور صبیحہ خانم کے ساتھ جڑنے کے بعد تو یہ اور امر ھو گیا۔۔ یہ نظم ھر اس نامراد عاشق کے دل کی اواز ھے , جنھوں نے واقعی محبت کی تھی یا کرتے ھیں۔۔ ھر دل کی آواز۔۔۔۔اشتیاق احمد قمر
بے شک
Nice wel don zbrdst very wel don ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Very nice🎉🎉song
Liquat may univ campus c. 4. May rahta hoon kabi aao by🌺🌺🌺♥️🇱🇾🇱🇾🇱🇾🇱🇾🇱🇾😁
Amitab in hoy rajeesh Khanna out saleem Raza in ???❤❤❤
One of my favourite
May saleem Jan Kay sat hota tha lmran Shahid hameed app smart thay or hogaya by
Apkay walid physics mahy msc they Ali garh say
❤❤❤ Imran khan great leader ❤❤