Thanks bro... Video banane ke liye... aise hi Bilaspur Mein railway ka major kam ho Chahe NHAI ka road development in sabka video Banaya karo channel aur Jyada Se Jyada popular hoga।।।
Wo bhi sath me hi banane wala tha lekin office ka kaam jyada der chor nahi sakta tha. Tarbahar fatak ke karan kafi time waste ho Gaya. Return me bhi band tha. Ab next time piche ka video banaunga.
Great information,👌
Super
Mai bhi electric loco shed Bilaspur me rahta hu Sr. DEE/TRS office name hai
Koi baat nahi kaafi achha prayas kiya
Thankyou 🙂🙂🙏
Thanks bro... Video banane ke liye...
aise hi Bilaspur Mein railway ka major kam ho Chahe NHAI ka road development in sabka video Banaya karo channel aur Jyada Se Jyada popular hoga।।।
Bhai batate rahe Kya2 naya ho raha h. I’ll creat videos.
Bhaiya 2024 ka new video bnaiye plz... Loco shed BSP ka
zabardast mai bhi bilaspur se hu
Thanks 🙏
Koi cycling area dikhao bhaiya 😁
Cycling area??
@@BilaspurGuide ha jaha cycle chalane aur stunt ke liye badhiya ho
bro u working hARD...AAP BAHUT JALDA KAR LOGE SURWAT ME SABKO hoti hai but prsentation mayane rakhta hai wo jitna improve hoga utna badega
Bas Bilaspur me rahne ko aur time mil jaye😄
Aap batate rahna Kya2 improve kar sakte h. Ek2 kar ke to aasani se improve ho jayega.
Achi koshish bhaiya. Dukhi mat hoiye. Aapki aawaj me kasht samajh aata hai. Aapne jitna kiya bahut hai. Mai aapko subscribe karta hu
Thankyou 🙂🙏
Very nice beta ....
Thankyou uncle 🙏
Mujhe go pro 9 k mic setup kaise karna h smjh ni aa rha..?
Milo kahi. Try karte h set karne ka
Apna no.mil skta h..?
Bhai insta pe ho?
Bilaspurgide search karo
Bhiyaa sirggitti area dikhaiye n
Bilaspur railway se Airportnke video me sirgitti dikhaya hu.
Good morning bhai
Good morning
google map use karo to bhatkoge ni
Dekh ke gaya tha but ride karte time mobile pakadte nahi banta
BilaSPUR Station ke 2nd side ka video banne wale the?
Wo bhi sath me hi banane wala tha lekin office ka kaam jyada der chor nahi sakta tha. Tarbahar fatak ke karan kafi time waste ho Gaya. Return me bhi band tha.
Ab next time piche ka video banaunga.
Aagar ni hatate to raigarh ko mil jata te shed
Oh… loco shade se bahut fayda h. Expand huwa to sirgitti area grow hoga.
kaabhi is area me 2000 se jadya family ke jhopadi thi,,,railway land me kabja tha
Ha. Accha h use hataya gaya. Chchugiyapara bridge ke paas bhi slum typ hi Mahol h. Ise bhi harta ke shed ko expand karna chahiye.
bhai arpa project kaa video banao
Ha bhai.
Jaldi aayega Arpa ka.
bro dono bar ye crossing ne pareshan kia aapko
Is baar aate jate dono time.
Tarbahar & Ameri dono bahut bade problem h. Jaldi kaam hona chahiye yaha.
Hello bro aap kha se ho..
Bilaspur se hu
Aap apna no.share krenge