Ye ansu kya hai Ye ansu kya ek sabot h meri insan dosti ka Meri zindagi m khuloos ki ek roshni ka, Ye ansu kya ye bata raha h k mere sene m ek hassas dil h, jo k kisi ki dikdoz dastan jo suni to sun k tadap utha h, Paraye sholon m jal raha hai pighal raha hai Magar m phir ye sochta hoon Ye dastan to abhi suni hai Ye ansu bhi kya abhi dhala hai Ye ansu kya main ye smjhoon pehle kahi nhi tha, Mujhe to Shak h ye pehley kahi tha, Ye mere dil aur meri palkon k darmiyan jo ek raasta hai, Jahan khayalon k sheher baste hai aur khwabo ki turbaten hai, Jahan se agey h uljhano k ghanere jangal, Jahan se agey mohabbaton k ujde baaghon m Talkhiyon k babol hai aur kuch nahi hai, Ye ansu kb se wahi ruka tha, Jinho ne is ko janam diya tha, Woh ranj to maslehat k hathon na jane kb k qatl ho gaye the, To krta phir kis pe naaz ansu, Ho gaya be-jawaz ansu, Yateem ansu, Yaseer ansu, Na moattabar tha, Na raston se hi ba-khabar tha, To chalte chalte jhitak gaya tha, Jhijhak gaya tha, Yahan se kal ek kisi k gham ki kahani ka karwa jo guzra , To yateem ansu ne jaise Jana k is kahani ki sarparasti mile to mumkin hai raah pana, To us kahani ki ungli thame, Usi k gham ko roomal krta, Usi k bare m jhote sache sawal krta, Ye meri palkon tak agaya hai
عقل و عشق کی کشمکش ہے ہمیشہ سے عشق نور خُدا ہے عقل کوتاہ نظر ہے عقل پلتی ہے منطق پر ضرورت پر عشق نماز و ذکر و ُشکر و صبر کا دلدادہ عقل کو خوف و حرص اور چھن جانے کا اندیشہ عشق بھروسہ کے پروں پر جذبوں کی فلک سیری عقل کو دلیل وفلسفے اور بحثوں کی محتاجی عشق نزول و لطف و کرم کی روشنی سے بہرہ مند عقل مصروف راستے کی الجھنوں میں عشق دور سے ہی منزلوں کو دیکھ لیتا ہے عقل جبلت کا حصہ ہے اور عشق فطرت انسانی عشق فکر و عمل پییہم بلند پروازی قدردانی عقل حجت و تاویل زباں دانی مگر دونوں ہی لازم ہیں تو بس چاہیے ہر دم ہدایت اور نگہبانی (نجیب خان)
Main kaun hoon sir.yeh main nahin janta, Magar.maine zindgi mein guru kisi ,ko, Nahin ,Mana shayad main Aapko,Apna, Guru Hoon Manta,sir ji Natmastak , ,,PRANAAM,,...........
Kuch zazbaat hain jo zabaan jaanta nahin
Wahi jo kahin nazm mein dikhe.. to aisa lagta hai jaise usko aashiyan mil gaya..
Shukriya is nazm ke liye❤️
This is the peak of creativity
❤ love this. Such a beautiful definition of tear. Such a sweet short story.
Ye ansu kya hai
Ye ansu kya ek sabot h meri insan dosti ka
Meri zindagi m khuloos ki ek roshni ka,
Ye ansu kya ye bata raha h k mere sene m ek hassas dil h, jo k kisi ki dikdoz dastan jo suni to sun k tadap utha h,
Paraye sholon m jal raha hai pighal raha hai
Magar m phir ye sochta hoon
Ye dastan to abhi suni hai
Ye ansu bhi kya abhi dhala hai
Ye ansu kya main ye smjhoon pehle kahi nhi tha,
Mujhe to Shak h ye pehley kahi tha,
Ye mere dil aur meri palkon k darmiyan jo ek raasta hai,
Jahan khayalon k sheher baste hai aur khwabo ki turbaten hai,
Jahan se agey h uljhano k ghanere jangal,
Jahan se agey mohabbaton k ujde baaghon m Talkhiyon k babol hai aur kuch nahi hai,
Ye ansu kb se wahi ruka tha,
Jinho ne is ko janam diya tha,
Woh ranj to maslehat k hathon na jane kb k qatl ho gaye the,
To krta phir kis pe naaz ansu,
Ho gaya be-jawaz ansu,
Yateem ansu,
Yaseer ansu,
Na moattabar tha,
Na raston se hi ba-khabar tha,
To chalte chalte jhitak gaya tha,
Jhijhak gaya tha,
Yahan se kal ek kisi k gham ki kahani ka karwa jo guzra ,
To yateem ansu ne jaise Jana k is kahani ki sarparasti mile to mumkin hai raah pana,
To us kahani ki ungli thame,
Usi k gham ko roomal krta,
Usi k bare m jhote sache sawal krta,
Ye meri palkon tak agaya hai
Tears rolls down on my face whenever I listen this poem
This man is a legend.
Akhtar sahib ki shayri ek dilchesub khani ki trah hoti h jo aakhir tak aap ko sunne per majbur ker deti hain khi jane nhi deti, I'm ur fan sir, 😊
Words peaked here ❤❤❤
UA-cam suggested me this.. now I'm stuck on this nazm 🙏
Ansu is on of the best nazam by javed akthar sb.
Ek unsuljhe se sawaal ka itna behtareen jawaab, bahot khoob
Javed Akhtar sir ke kya hi kehne... bahut hi khoob sir....
Imagination 🌟
Kamaal - Bemisal Javed Sahab !
Wowww... touched to my heart ❤
Kya kehne jaaved saahab, Subhaan allah
Kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya
Sabko apni hi kisi baat pe rona aaya
Kya gehrai hai yar.. Tareef k lie shabd hi nahi hain ❤️❤️❤️
Aaj maine bhi sun li ....
Or mujhe pta tha yaha tumhara cmny zaroor hoga😊
I cry every time I listen to this
I m from Pakistan I like Javed Akhtar poetry
You are extra ordinary javed akhtar sir,,...
ua-cam.com/video/eLfzdSjCufE/v-deo.html
This is beautiful!
Guru ji dil ka toofaa thama nahin,Ki,
Aapki dua se thoda bahut hi sahi,
Apna bhi rang Aapki DUA se zama.nahin,,
Charan vandana sir,
یتیم آنسو، یسیر آنسو ۔۔۔۔۔۔۔کیفیت سحر ۔
SubhanAllah ❤️😍
Kya likh dete ho jawed sahab 😯😯😯
Sir ji sirf.main thoda Majboor hoon,
Verna Guru ji main kahan ,Aapse,
..................DOOR HooN................
Newton of poetry....
beauty ❤
Woww!!! ❤️
Mind blowing
Sir, yeh Aansoo hai ya kuch,Aur,hai,
Ya phir yoon hi sirf kuch,baadlon ka,
Shor hai,,
,,YA WAQAI MEIN YEH...MERI,
Muflisi, KA DAUR HAI,
तू सावन की शोख़ घटा में प्यासा बन
चल करते हैं कुछ मन-मानी हम दोनों
- मदन मोहन दानिश
Yeh dastaan to abhi suni hai
عقل و عشق کی کشمکش ہے ہمیشہ سے
عشق نور خُدا ہے عقل کوتاہ نظر ہے
عقل پلتی ہے منطق پر ضرورت پر
عشق نماز و ذکر و ُشکر و صبر کا دلدادہ
عقل کو خوف و حرص اور چھن جانے کا اندیشہ
عشق بھروسہ کے پروں پر جذبوں کی فلک سیری
عقل کو دلیل وفلسفے اور بحثوں کی محتاجی
عشق نزول و لطف و کرم کی روشنی سے بہرہ مند
عقل مصروف راستے کی الجھنوں میں
عشق دور سے ہی منزلوں کو دیکھ لیتا ہے
عقل جبلت کا حصہ ہے اور عشق فطرت انسانی
عشق فکر و عمل پییہم بلند پروازی قدردانی
عقل حجت و تاویل زباں دانی
مگر دونوں ہی لازم ہیں
تو بس چاہیے
ہر دم
ہدایت اور نگہبانی
(نجیب خان)
Kamaal .... Khan sahab .... khoob ast.
Ishq door se hi manzilo'n ko dekh leta hy!!
Main kaun hoon sir.yeh main nahin janta,
Magar.maine zindgi mein guru kisi ,ko,
Nahin ,Mana shayad main Aapko,Apna,
Guru Hoon Manta,sir ji Natmastak ,
,,PRANAAM,,...........
Aansu
Wah ❤️
Zindgi Ek kash Dhooen ke siwa,kucch,
,,AUR,,Nahin,..gar na ho yakeen toh ,
Ek pag Aur pila ker DEKH,,Lo,,
गजब।
❤️
Nice
Supe.
A complete Grammar
♡♡♡♡♡♡♥♥♥♥♡♡♡♡♡♥♥♥♥
ua-cam.com/video/eLfzdSjCufE/v-deo.html
❤