मैं आपके कार्य तथा कार्य करने के तरीके से बहुत प्रभावित हूँ। आप जिस ईमानदारी तथा पूरी लगन के साथ और काम के समय पूरी फोकस जे साथ काम को अंजाम देते है..वह अपने आप मे एक उदाहरण है। मैं यकीन के साथ कह सकता हूँ जो आपसे काम/सर्विस करायेगा.. वह फिर कहीं नहीं जाएगा..साथ मे ढेरों दुआएं देगा। मैंने यह भी फील क्या है ..कि आप customer के फालतू पैसे नहीं लगवाते है।आप बहुत ही शांत भाव से serious हो कर बड़े ही ईमानदारी से कार्य करते है। भगवान आपको स्वस्थ रखे तथा आपका नाम और चमके। आप से शीघ्र मिलने की कोशिश करूंगा..अपनी कार की फुल सर्विस हेतु...मित्रों को भी लेकर आऊंगा।
Mukesh Bhai Main Aap ka Ek Subscriber Hoon Ek Baat main Aapko Bolna Chaheta Hoon Main Aap ki Har Video Dekhta Hoon Ek Aap ka Kaam Priceless hai Aisa lagta hai Jaise Aap Apne Kaam ko Puja ki tarah kartey Hain Aap Apne Kaam ko Tann Mann Dhan se apni Antar Aatma Jhonka dete Hain Ap ke Kaam ko Parnam hai Dhanyawad
Bahot badhiya 👌👍 Lage haath ye bhi saaf kar dete: 1. EGR 2. Throttle body 3. TURBO & Intercooler 4. Intake manifold 5. DRV valve 6. Mass air flow sensor
मुकेश भाई काम तो बता दिया गाड़ी का पर कितने का पार्ट्स आये और कितनी लेबर आयी ये तो बता दिया करो। जिससे देखने वालों को पता तो चले। मै आपकी ज्यादातर वीडियो देखता हूं सब मे काम बताते हो कि ये किया वो क्या पर पार्ट्स और लेबर के पैसे क्यो नही बताते हो।
You are a great technician. I watched your videos. I appreciate you bro. I'm as a technician. I also learnt from you. I have also 10 years experience. Now I'm in Dubai ford. But after 4 years I will have to come back India. I am from Karnal (haryana). If I stuck somewhere in this field I will take your help. You can also take my help.
मुकेश चंद्र जी आपको बहुत बहुत धन्यवाद,,आपका काम लाजवाब है,,मुझे अपनी गाड़ी भी आपसे ही बनवाने की इच्छा होत्ती है,,पर क्या करे मैं मध्य्प्रदेश से हूँ,,कभी यदि दिल्ली आना हुआ तो आपसे मिलने जरूर आऊंगा,,
Bhai me Ahmedabad se. Apka Kam company se bhot bhot accha he. Me Noida se ya uska najdik hota to meri sari cars apke wha hi regular service karvata. Apki video dekh ke me company service centre me same ap jesa hi Kam karvata hu wo bhi wha khade reke.
Badiya Bhai. Mujhe bhe apni i20 2009 model check karwani hai. 1lakh ke upar chal gayi hai. Clutch change hua hai last week 25jan2022. Ab high speed me noise aa raha hai car se. Shayad when beering ho Tie rod, link rod, and steering rack bhe check karwani hai. Mujhe smooth ride chahiye car ki
Mukesh ji aapka kaam bahut accha hain. Proper kaam aur first class hain. Bahut videos dekhi maine aapka puri videos se thoda kam. Mereko practical sikna hai. kaam sikna chahata hoon aapse! Koi awasar milega?? Batadijiye please.
Sir, For commercial cars, why not give us clear picture about COST RECOVERY, I.E. HOW MUCH CAN WE CHARGE THE CUSTOMERS PER KILOMETERS ! As the cost of Deisel, spare parts and Labour SERVICES have increased at present to much! Kindly request you to reply back to decide on INTERNAL COMBUSTION ENGINES Vs ELECTRIC MOTOR VEHICLES. THANK YOU.
Bhai sachi aap ke kaam ka fan ho gaya hu. Jitni detail mein aap kaam kartey hain utna kabhi service centre walo ko nahi dekha mainey kaam kartey huey. Bus ek baat ka dhyaan rakhiye ki jab interior ka kaam karey tab haath se oil saaf karliya kariye. Jai Hind
Mukesh bhai ram ram.bahut badhiya tarike se aapne video me bataya hai.main Haldwani uttarakhand main rahata hoon. yahan par aap kisi genuine mechanic ko jante hoan to bataye .maruti suzuki dezire ki servicing ke leye. Dhanyawad.
मुकेश भाई आप जो ऑयल के डबा का सील को खोल ने के लिए अप आपकी उंगली को मुके से मारते है यह आदत आप बदल दो पेचकश से खोलो भविष्य में आपकी उंगली को खराब हो सकती है
Aapne sirf ek do parts ka price bataya Acha hota k saare parts ka price information bhi batate. Apne kaam ka service charge and total cost bhi bataya karo. Taake dekhne wale bhi uske apni gaadi par dhyan de sake. Andaza hojayega to kaam karane ki sonchenge.
subscriber hum bhi hai aap ke nepal se.. leken.. jo bhi kaam karte ho.. pura dikhaaya karo hum jaise surwaati londeko bahut jyaada madat hoga iss cheez se
mechanic jo hai un logo ne ye video dekhni chahiye.. hamare yaha to tension ka kam he ki gaadi ka kam karvaye ya nahi.. pareshan hu me mukesh bhai jaisa mechanic milna mushkil hai. hamare yaha to experiment hi chalta he ye khol ke dekh lete hai wo khol ke dekh lete ye badal kar dekh lete hai wo badal kar dekh lete..
Ram ram mukhesh sir aap bahuth badiya experienced genuine person ho mera wagon R 1.0 vxi 2012 ka model ek lakh ke jyada chal chuka hai may kya kya change karna padega. Aur engine me sound aa raha hai.
Sir meri Ford EcoSport mein thandi gaadi mein White smoke karti hai garam hone ke baad koi smoke nahi aata . Start lene mein koi problem nahi hai . Pickup bhi badhiya hai . Bas thandi hone pe white smoke marti hai
Mukesh bhai dil se ram ram me Aapka subscriber hu me Jharkhand se hu me Aapki video barabar dekhta hu Aapke jo kam karne ka tarika hi wo mujhe bahot pasand hi mujhe bhi apni Tata Indica Vista ki mejar service karwani hi Jo 120'000 tak chal chuki hi to please Aap kharch bata do to mujhe kuch idea mil paye to me Aapke pass sarvies ke liye Aa pau ram ram
Bhaiya main Pakistan se hu ap ki videos dekhta rehta hu bohat achi information hoti hy apki Bhai meray pas hyundai petrol 1.0 hy coil engine hy 2000 model hay lakin engine new model ka dala hua hy gari chaltay chaltay jhatkay marna shuru ho jati hay gari ka generator bhe change karwaya hy plug aur plug wire bhe change kar k dekh li hay magar koi faida nahi hua 60,70 ki speed pe sedhay road pe chaltay chalty jhatkay marna shuru kr deti hy iska koi hal bata saktay ho ap
1. Fuel injecters saf nahi kiya 2. Spark plugs saaf ya change nahi kiya 3. Drive shafts check yani greesing nahi kiya 4. Suspension kya hal hai 5. Head ka kya hal hai, gaskit change jaroorat hai kya 6. Exhaust free hai kya Etc...yadi 1 lakh kms pe ye sab chek karna hain na..pls batayiye
G meri kwid car ka accletor pedal normal position se down ho gya h jiski wjh se engine start krte hi aisa lgta h jaise race di ho gadi me Isse jya problem ho skti h plz btaye
Namaskar Bhai, mera pass ek ZEN hey. Ek problem hey. Ham 40 speed mem janeka time, abhi road mem zeebra line ka jesa line hena.Usmem aagayatho gaadi unbalanced hothahey. Alignment check kiya. Suspension check kiya. Axil ko problem hey tho esa ayega. Thaks
Mukesh ji mai apaka video hamesha dekhata hu.aap sahi gardi ka visleshan karate ho..mere pass Santro 2009 ki hai.do bar aj tak clutch.plate badali kiya.aajtak company ki station me service kiyi Hui hai,per vha karmachari pareshan the aur target ke karan servicing charges badhate hai is vakt 8 hajjar tk kharcha aaya.gadhi thik se wash bhi nahi thi.per mai Maharashtra me rahata hu. Ek bar bahar se bhi ki per unke jo bachhe kam karate aur thik nahi laga.kya kare? Ha Maine bhi 1 lakh per timing kit badala tha. Ab gadi,1lk 24000 chali hai
Sir kia swift dzire petrol mai indicator nob aur wiper nob ki placement change kri ja sakti h mtlb indicator nob right ki jgh left mai laa skte hain kia ???
Maintainans ka kitna cost ho gaya ye bhi bata do bhai aur har ek part ka price bhi bata do ta ki har ek customer ko malum padega. Ki parts ki rate kya hai Apka kam to badiya laga hai
मुकेश भाई राम राम | मैं लखनऊ से हूँ , और आपके वीडियोज़ बहुत पसंद करता हूँ | स्विफ्ट (या किसी भी गाड़ी की) टाइमिंग कितने किलोमीटर पर चेंज की जाएगी , और ज्यादा से ज्यादा इसे कितना चलाया जा सकता है ?? मैंने स्विफ्ट 2013 सेकंड हैन्ड ली है जो की 1 लाख कि0 मी0 चली हुई थी , अब मैंने 10,000 और चला ली है | इसकी टाइमिंग कब चेंज करवाएँ? अगर कोई समस्या नहीं है तो और कितना चला सकते हैं?? इसमे पार्ट्स तथा लेबर सब मिला कर खर्चा कितना आता है? कृपया सभी प्रश्नों के उत्तर दें | धन्यवाद |
Cost bta dete lumpsum, toh main bhi apni car k plan karta major services k liye.
6k lever charge
@@mukeshchandragond btaya ni ap ne new gadi me gear oil kitne km me change hota h
@@subhamverma9739 konsi gaadi hai
@@mukeshchandragond mukesh ji aapki noida me shop kha h
@@mukeshchandragond with accessories how much
Hard to find such a genuine person..
Ungli rakh ke engine oil ki seal Todi mukesh bhai aapne, Dekh ke maja aa gaya.. mujhe to screw driver dhudhna padta..😂..
मैं आपके कार्य तथा कार्य करने के तरीके से बहुत प्रभावित हूँ। आप जिस ईमानदारी तथा पूरी लगन के साथ और काम के समय पूरी फोकस जे साथ काम को अंजाम देते है..वह अपने आप मे एक उदाहरण है। मैं यकीन के साथ कह सकता हूँ जो आपसे काम/सर्विस करायेगा.. वह फिर कहीं नहीं जाएगा..साथ मे ढेरों दुआएं देगा।
मैंने यह भी फील क्या है ..कि आप customer के फालतू पैसे नहीं लगवाते है।आप बहुत ही शांत भाव से serious हो कर बड़े ही ईमानदारी से कार्य करते है। भगवान आपको स्वस्थ रखे तथा आपका नाम और चमके।
आप से शीघ्र मिलने की कोशिश करूंगा..अपनी कार की फुल सर्विस हेतु...मित्रों को भी लेकर आऊंगा।
Mukesh Bhai Main Aap ka Ek Subscriber Hoon Ek Baat main Aapko Bolna Chaheta Hoon Main Aap ki Har Video Dekhta Hoon Ek Aap ka Kaam Priceless hai Aisa lagta hai Jaise Aap Apne Kaam ko Puja ki tarah kartey Hain Aap Apne Kaam ko Tann Mann Dhan se apni Antar Aatma Jhonka dete Hain Ap ke Kaam ko Parnam hai Dhanyawad
Bahot badhiya 👌👍
Lage haath ye bhi saaf kar dete:
1. EGR
2. Throttle body
3. TURBO & Intercooler
4. Intake manifold
5. DRV valve
6. Mass air flow sensor
Diesel car me throttle body cleaning kaha hoti h..
@@saurabhkushwaha1755 NO, quick copy paste 😋
app jesa kamm koi kar hi nhi sakta 👍👍👍 🎉🎉🎉
मुकेश भाई काम तो बता दिया गाड़ी का पर कितने का पार्ट्स आये और कितनी लेबर आयी ये तो बता दिया करो।
जिससे देखने वालों को पता तो चले।
मै आपकी ज्यादातर वीडियो देखता हूं सब मे काम बताते हो कि ये किया वो क्या पर पार्ट्स और लेबर के पैसे क्यो नही बताते हो।
You are a great technician. I watched your videos. I appreciate you bro. I'm as a technician. I also learnt from you. I have also 10 years experience. Now I'm in Dubai ford. But after 4 years I will have to come back India. I am from Karnal (haryana). If I stuck somewhere in this field I will take your help. You can also take my help.
Bhai apki service aachi lagi good job 👍 pasand aaya apka kaam itna koi ni mehnat se kaam ni karta h
मुकेश चंद्र जी आपको बहुत बहुत धन्यवाद,,आपका काम लाजवाब है,,मुझे अपनी गाड़ी भी आपसे ही बनवाने की इच्छा होत्ती है,,पर क्या करे मैं मध्य्प्रदेश से हूँ,,कभी यदि दिल्ली आना हुआ तो आपसे मिलने जरूर आऊंगा,,
Awesome work 💚❤️🖤💜 love from kerala
I wish i could get my car serviced with you. Sadly i live all the way across the country in Bangalore.
Truly amazing work Sir.
How to install HLA
Great vedio same swift PETROL ka 1 lak km service ka vedio banaye..
Dzire Vdi 2013 का Timing chain kit का appx cost Kitna आता हैं?
Busshan Vilas Vighne mass pe pata karo
Bolero pickup
🚗🚗🚗👍👍👌👌👌🙏🙏🙏👏👏💯💯💯
बहुत ही बढिया जानकारी दे रहे हैं
कृपया 100000 वैगन आर सर्विसिंग एसेन्शियल का वीडियो भी बनाइये
Aaap jese ingenier ki jarurat he sabko me salam karti hu
Engine side paani nahi maarna chaiye sir..Baki video bohot zabardast tha👍
Sir service ki total cost kitni hai, bahut acha kaam kiya👌
Nearly 10k or it could be more
981 comments in only 24hour. Great........ good job, good explained. Address pl.
Apka garage ka address bataye bhai
14.31 not clear properly?
Bhai me Ahmedabad se. Apka Kam company se bhot bhot accha he. Me Noida se ya uska najdik hota to meri sari cars apke wha hi regular service karvata. Apki video dekh ke me company service centre me same ap jesa hi Kam karvata hu wo bhi wha khade reke.
Badiya Bhai.
Mujhe bhe apni i20 2009 model check karwani hai.
1lakh ke upar chal gayi hai.
Clutch change hua hai last week 25jan2022.
Ab high speed me noise aa raha hai car se.
Shayad when beering ho
Tie rod, link rod, and steering rack bhe check karwani hai.
Mujhe smooth ride chahiye car ki
जय श्री राम 🙏🙏🙏🚩🚩🚩
Badiya kam he apka sir
Engine oil for 1.3 ltr diesel engine
Recommended - 5w30
Gear oil - 75w80
Mukesh ji aapka kaam bahut accha hain. Proper kaam aur first class hain. Bahut videos dekhi maine aapka puri videos se thoda kam. Mereko practical sikna hai. kaam sikna chahata hoon aapse! Koi awasar milega?? Batadijiye please.
Bhai app ka kaam company se bahut good hota hai...👍👍
Sir, For commercial cars, why not give us clear picture about COST RECOVERY, I.E. HOW MUCH CAN WE CHARGE THE CUSTOMERS PER KILOMETERS ! As the cost of Deisel, spare parts and Labour SERVICES have increased at present to much! Kindly request you to reply back to decide on INTERNAL COMBUSTION ENGINES Vs ELECTRIC MOTOR VEHICLES. THANK YOU.
Approx cost kitna laga ?? including Labour charges
@@japanaasher1292 10 se 12 hazar lumpsum
6-7 hazar k parts aur 4-5 hazar labour ho to gaya 10-12 hazar
@@japanaasher1292 wahi to
6k levar charge
6k
Safai Ke Mamle me Apko Salute Mukesh Bhai✌👍
Mast work mukesk bhai
Sir me aapke jo kaam trike se krte ho wo hi aap ke safaai ka kaam achaa lgta h or mujhe bhi weganar 2009 ki 85000 kilometres mejar ckeking krwani h
sir, approx cost of service (parts + labour) for any brand diesel car after 1,00,000 km driven ?
( spacially elite i20 2015 model)
I have same question for disel i20 2015 220000 km chal gai h
Ram Ram Mukesh bhai,🙏🙏 diesel gadi ka aapne dika diya ye service. yaisa Petrol gaadi bhi same service video daliye please
Pls
Excellent superb 👌servicing bhai ' I appreciate it '....
You are best then comapny👌👌🙏🙏
Bhai sachi aap ke kaam ka fan ho gaya hu. Jitni detail mein aap kaam kartey hain utna kabhi service centre walo ko nahi dekha mainey kaam kartey huey.
Bus ek baat ka dhyaan rakhiye ki jab interior ka kaam karey tab haath se oil saaf karliya kariye.
Jai Hind
Sabse badi baat apne EGR VALVE to service nahi kiya jo ki pick up k liye hota hai
Yes EGR भी दिखाना चाहिये था
@@jaswantdas8510 EGR kya hota h?
Ye baat to sahi bola aapne
Bai apne bill nhi btaya kitna bna please reply.
Apki labour kitni h major service ki
Please batayeen charges kitna pada
6k
@@mukeshchandragond Skoda rapid 1.6 ltr ambition plus ka kitna aayega total cost
Love from Gwalior Mp
I am from Hoshangabad MP
And I am from Sagar MP.
I am from district bhind mp
इसे कहते है मेहनत करना ओर ईमानदारी से काम करना क़्या बात भाई तारिफ करने के लिए अल्फ़ाज नही है
Mukesh bhai ram ram.bahut badhiya tarike se aapne video me bataya hai.main Haldwani uttarakhand main rahata hoon. yahan par aap kisi genuine mechanic ko jante hoan to bataye .maruti suzuki dezire ki servicing ke leye. Dhanyawad.
Love from maharashtra
मेजर सर्विस में इतना खर्च आता है।
कृपया हमें बताएं
showroom mai minimum 15000 to 20000
@@japanaasher1292 nahi bhai labour charge adha hota h service centers k mukable local market me
@@japanaasher1292 ha clutch or mounting or bearing hai
@@MayankSingh-mu3uo lekin mechanic professional ya mukesh ki tarah hona hoga or koi bhi mechanic nehi hoga nehi bolega
@@japanaasher1292 lekin kaam A1 hoga
Love you sir❤️💕..thank you sir🙏🏻👌🏼
Aap bhoho hi simple language me samjate ho🙏🏻
Ak no Bahut acha kar rahe ho.Aise hi Sab information dete raho.god bless you. 🎉🙏🎁Jai shree Shyam
Swift ldi Ka engine kitne me hota he
My friend having mahindra suv fills bio deisel in his tuv model
Is that good fuel for deisel cars?
2 sal me gadi engine khatam
मुकेश भाई आप जो ऑयल के डबा का सील को खोल ने के लिए अप आपकी उंगली को मुके से मारते है यह आदत आप बदल दो पेचकश से खोलो भविष्य में आपकी उंगली को खराब हो सकती है
कुछ नहीं होता इतने से .😂
Sahi kaha aapne.😀
Aapne sirf ek do parts ka price bataya
Acha hota k saare parts ka price information bhi batate.
Apne kaam ka service charge and total cost bhi bataya karo.
Taake dekhne wale bhi uske apni gaadi par dhyan de sake. Andaza hojayega to kaam karane ki sonchenge.
Really technical knowledge person for service
Bahot badhiya jankari di mukesh bhai
Jordar kam he bhai apka.
subscriber hum bhi hai aap ke nepal se.. leken.. jo bhi kaam karte ho.. pura dikhaaya karo hum jaise surwaati londeko bahut jyaada madat hoga iss cheez se
mechanic jo hai un logo ne ye video dekhni chahiye.. hamare yaha to tension ka kam he ki gaadi ka kam karvaye ya nahi.. pareshan hu me mukesh bhai jaisa mechanic milna mushkil hai. hamare yaha to experiment hi chalta he ye khol ke dekh lete hai wo khol ke dekh lete ye badal kar dekh lete hai wo badal kar dekh lete..
Aapka best work hai bhai
Bhaiya mere swift me white smoke subah chalu krne me aata hai or engine ka sound jyada hai tak tak krk.2014 diesel hai
Or aapke pass gadi dikhana banwana chahta hu Bhaiya par dur jyada hai.mai chhattisgarh se tha.
Great work 🎉from sikkim
Sir genious ho aap sach me. Me apni gadi leke aunga apke pas hi major service k liye jroor bot jaldi hi
1lakh service best change of all main jee, good job
सर्विस अच्छा करते है साफ सफाई के साथ इस काम में आपको अनुभव ज्यादा है जो कहते है वो करते है।
Meri swift petrol Lxi 2017 h 38k chle h normal khadi hui silo me vibration krta h injen pickup b km h or milanze b
thanx bhai apne kafi sari jankari de di magar jobhi item ap gadi me laga reh te sath me unka price bhi bata dete to kafi knowledge ho jata but thanx
mukesh sir me tho aapka fan ho gaya
sir ji video bohot hi badiya he...itna kam kiya he to total kharcha bhi bata te to acha hota....
Nice video sir...agar itna kam customer karva le to kabi car ka engine kharab hi ni hoga....
Bhayya ji badiya.... Super 👌👌🙏
Ram ram mukhesh sir aap bahuth badiya experienced genuine person ho mera wagon R 1.0 vxi 2012 ka model ek lakh ke jyada chal chuka hai may kya kya change karna padega. Aur engine me sound aa raha hai.
Sir meri Ford EcoSport mein thandi gaadi mein White smoke karti hai garam hone ke baad koi smoke nahi aata . Start lene mein koi problem nahi hai . Pickup bhi badhiya hai . Bas thandi hone pe white smoke marti hai
Mukesh bhai dil se ram ram me Aapka subscriber hu me Jharkhand se hu me Aapki video barabar dekhta hu Aapke jo kam karne ka tarika hi wo mujhe bahot pasand hi mujhe bhi apni Tata Indica Vista ki mejar service karwani hi Jo 120'000 tak chal chuki hi to please Aap kharch bata do to mujhe kuch idea mil paye to me Aapke pass sarvies ke liye Aa pau ram ram
aap bahoot acha kaam karte ho
video me cost bhi saath me batya kar bhai ji
and thank u ji
Bhaiya main Pakistan se hu ap ki videos dekhta rehta hu bohat achi information hoti hy apki
Bhai meray pas hyundai petrol 1.0 hy coil engine hy 2000 model hay lakin engine new model ka dala hua hy gari chaltay chaltay jhatkay marna shuru ho jati hay gari ka generator bhe change karwaya hy plug aur plug wire bhe change kar k dekh li hay magar koi faida nahi hua 60,70 ki speed pe sedhay road pe chaltay chalty jhatkay marna shuru kr deti hy iska koi hal bata saktay ho ap
Mukesh ji aapka bhut achhi tarh describe karte hai .,☺️🙂
Aashish
Jaipur
Purani Car Kharidne me Kya Kya Check Karna Padata he or Kya Dhyanme rakhana padatahe....Esaki Ek Video Banavo Mukesh ji
Shaandaar kaam hai aapka bhai
Honest mechanic...
1. Fuel injecters saf nahi kiya
2. Spark plugs saaf ya change nahi kiya
3. Drive shafts check yani greesing nahi kiya
4. Suspension kya hal hai
5. Head ka kya hal hai, gaskit change jaroorat hai kya
6. Exhaust free hai kya
Etc...yadi 1 lakh kms pe ye sab chek karna hain na..pls batayiye
जबरजस्त काम करा भाई आपने 👍
Bhai apka kam 1 no hai
G meri kwid car ka accletor pedal normal position se down ho gya h jiski wjh se engine start krte hi aisa lgta h jaise race di ho gadi me
Isse jya problem ho skti h plz btaye
Bahut achha kaam hai Paji
Very interested 😊 and intelligent sir 😊 good guidance 😊
Aapke video bahut acche lag rahe bhaiya..Love from odisha
Namaskar Bhai, mera pass ek ZEN hey. Ek problem hey. Ham 40 speed mem janeka time, abhi road mem zeebra line ka jesa line hena.Usmem aagayatho gaadi unbalanced hothahey.
Alignment check kiya.
Suspension check kiya.
Axil ko problem hey tho esa ayega. Thaks
Bht bdiya bhai..👌👍
राम राम भाई❤
Mukesh ji mai apaka video hamesha dekhata hu.aap sahi gardi ka visleshan karate ho..mere pass Santro 2009 ki hai.do bar aj tak clutch.plate badali kiya.aajtak company ki station me service kiyi Hui hai,per vha karmachari pareshan the aur target ke karan servicing charges badhate hai is vakt 8 hajjar tk kharcha aaya.gadhi thik se wash bhi nahi thi.per mai Maharashtra me rahata hu. Ek bar bahar se bhi ki per unke jo bachhe kam karate aur thik nahi laga.kya kare? Ha Maine bhi 1 lakh per timing kit badala tha. Ab gadi,1lk 24000 chali hai
Very good job Bhai.
Gaon kon sa h aapka.
Main bhi Mumbai main.used car lene wala hu.
Koi tip ho to batana sir
Apke videos ekdam simple aur achhe hote hai. Aur jo app ek ek part ka price bhi batate ho ...tab hame acha sa knowledgeable milta hai❤️❤️❤️❤️
Chandragupt ji Mujhe Eco ka finishing dekhna hai
Mukesh bhai Mai bhi apni car le ke aayunga.loved ur work
Bhot hi bdia video
Bhot mehanati aadmi ho aap.
Good & Professional work Mukesh,
Bahut badiya hai bhai..poora kayakalp hua dzire gaadi ka total kitna karch aaya bata sakte?
Dil se ram ram bbhai
एक निवेदन है कि कार रीपैरींग का कुल खर्चा ज़रूर बताया करो, धन्यबाद
Steering left mornae par pump sae awaaz aa rahe hae. Power steering pump repair hota hai kya? Aap karwa saktae hae kya
Sir kia swift dzire petrol mai indicator nob aur wiper nob ki placement change kri ja sakti h mtlb indicator nob right ki jgh left mai laa skte hain kia ???
Ram Ram Sir Ji 👏👏😍😍🚘❤️
Maintainans ka kitna cost ho gaya ye bhi bata do bhai aur har ek part ka price bhi bata do ta ki har ek customer ko malum padega. Ki parts ki rate kya hai
Apka kam to badiya laga hai
Mere pas swift zdi he 2016 model
Usme staring ke do minute tak safed dhua aata he to kripiya batayege ke kya problem ho sakta he
मुकेश भाई राम राम | मैं लखनऊ से हूँ , और आपके वीडियोज़ बहुत पसंद करता हूँ |
स्विफ्ट (या किसी भी गाड़ी की) टाइमिंग कितने किलोमीटर पर चेंज की जाएगी , और ज्यादा से ज्यादा इसे कितना चलाया जा सकता है ??
मैंने स्विफ्ट 2013 सेकंड हैन्ड ली है जो की 1 लाख कि0 मी0 चली हुई थी , अब मैंने 10,000 और चला ली है | इसकी टाइमिंग कब चेंज करवाएँ?
अगर कोई समस्या नहीं है तो और कितना चला सकते हैं??
इसमे पार्ट्स तथा लेबर सब मिला कर खर्चा कितना आता है? कृपया सभी प्रश्नों के उत्तर दें | धन्यवाद |
Good Service sir 🙏👌🌹❤