आप की शॉप बहुत दूर है केयो की हम लखनऊ में रहते इस लिए हम आप के पास अपनी गाड़ी नहीं ला सकते आप की एक शॉप लखनऊ में होनी चहिये थी आप बहुत बढ़िया मकेनिक है मनोज आप का सस्क्राइबर
Bhai mere cb trigger ka carburetor ki mixer screw ki aage wali barik pin carburetor ke andar break ho gyi..meri setting nhi ho rhi hai..bhai wo pin kaise nikal skte hai..
bhai maine splendor kafi time se khadi thi 5months se ab use maine start kr lia ha, engine oil bhi change kia and spark plug bhi lekin bike thodi si chalane k baad usmei se burning smell arahi hai, kya kru
me pakgaya hu mera pulsar 180 bike hai..kaha kaha batakraha hu but aaj tak engine ka sound sahi nehi huwa..me bohot dur hu delhi se otherwise me jarur apke pass ata..by the way now a days m at mizoram champai..
Bhai meri bike apache RTR 160 2014 model hai bike full stand pr jab clutch dabane ke baad gear dalte hai to chakka ghumne lagta hai clutch dabane ke baad bhi kya problem hai btao koi mujhe
Bhai meri bike pulsar 150 hai throtel cheng karne ke bad bhi missing karti hai abhi 1sal bhi nahi huha hai showroom vale bahot edr udharki batate hai to muze kya karna chahiye
Out of Delhi bhaiya,kaise service hogi,kuch to bataye,aap to Delhi NCR k liye best hai but out of Delhi liye kuch kariye ya kuch options bataye humlog Kahan jaye,Love from Bihar, Please comment Bhai...
Sir mere pass passion plus old model hai 2008 model abhi he engine rebuild hua hai 15000 cost lagi engine me. Tappet setting 0.05 company kehti hai both side par yuh kitna rakhna chahiye????
Apache baik ke hendal me abaj ati ha mene char bar con set badal ba liye lekin abaj nhi gayi ...ap muje Apache baik ke hendal ki abaj band ho sakti ha ya nhi video banano abaj band ho jaye
Bhaiya Bajaj 220 ki faring kitne ki lg jayegi Or ek problem bhi he subh start krne ke bad high rpm hoti he to carburetor me problem hui kya ? Plz bhaiya replay
Rajveer bhaiya information makkhan but ek reply chahiye tha kya ham sabhi bike ke tapit ko 0.5 hi rakhe ya har bike ki tapit ka clearance alag alag rakhna chahiy please reply jarur kijiyega ❤️❤️❤️❤️
Ye video bahut achhi rahi aap ki thanks you par koi bhi makenik ye kam karne ko Raji nhi hota sab pagal bnate hai sab ko pesha chahiye bas kam ki mat bolo
Bhai ji aap paise ki baat kar rhe ho yha to mecanic ke pass time hee nhi hota service ke naam par gadi ko lipistic bindi lga kar bolte hai lo ji ho gyi gadi ready 😂😂 agar mecanic ko jada baar bolo to bolte hai iski labour alag lagegi..kyuki or bhi gadi waiting mai hoti hai or unko apna target bhi pura karna hota hai aap btao am i right or am i right 😂😂
@@tejramtokas1349 bhai aap ke pass aate hai wo customer jinke pass itna time ho par jaruri nhi sabke pass itna time ho market mai sirf ye bhai jinhone video bnaya jitna deeply btate hai utna time itni jaldi koi mecanic nhi deta aap ye baat mano ya na maano har mecanic inke jitna quality service nhi deta or ye bhi nhi ho skta ki agar kabhi gadi raste mai break down ho to mai gadi ko toow karwa kar 50 km aapke pass lekar aau near by mecanic se hee kaam karwana padta hai emergency mai..baki aap mecanic ho to is baat ko khud samaj skte hoo..
i have discover 150.. and i used to work in bajaj showroom.. but maine kabhi digital speedometer discover 150 me nahi dekha.. shayad discover 150F me thoda sa tha but not in this model.. this bike must be discover 135 or else
Nhi Bhai , mere pass discover 135 digital meter wala modal hai or uska engine pulsar old wala design mtlv thoda heavy mai hota hai , ye discover 125 hai kyuki new 125 discover mai digital meter diya tha company ne old discover 135 ka meter
Nice vdo 👌
Thankyou so much
Bahai jankari ke leye thanks
Wow beautiful 😍😍😍
आप की शॉप बहुत दूर है केयो की हम लखनऊ में रहते इस लिए हम आप के पास अपनी गाड़ी नहीं ला सकते आप की एक शॉप लखनऊ में होनी चहिये थी आप बहुत बढ़िया मकेनिक है मनोज आप का सस्क्राइबर
Kya aap mechanic banenki classes lete hai ?? Please bataye.
Thank👌👌👌
Discover 135 self nay ktavu nya better nya to bhi self lodletahe kya rijanhe angin Fri ghum fahe please reply sir
Kaun sa bike better hai Lena hai mujhe
Hf deluxe ya honda shine
Bhai aapki video dekh kar mene apache160 ke valve nye dalwaye pichup best ho gya h
गुड मॉर्निंग सर जी
Bike me ek extra plug or coil lgani ho to kaise lgaye
Us coil ko connection kaise de ?
Front disk break apche ka brek ka video banye wheell m lining ban rhi h awaj bhi aati h kar kar
सर जी पल्सर 150absका,स्पिड मिटर नही चल रहा है मोडल 2019डिटेल,मे कोई विडीयो
भाई पल्सर 150 ओल्ड मॉडल है तो उसका क्लच प्लेट और वेट गया है मिल जाएगा क्या
Bhai mere cb trigger ka carburetor ki mixer screw ki aage wali barik pin carburetor ke andar break ho gyi..meri setting nhi ho rhi hai..bhai wo pin kaise nikal skte hai..
Spelender bs6 bike ka plug side se black hai or bich me white hi hai to millage sahi hai ya kuch problem hai
bhai maine splendor kafi time se khadi thi 5months se ab use maine start kr lia ha, engine oil bhi change kia and spark plug bhi lekin bike thodi si chalane k baad usmei se burning smell arahi hai, kya kru
Thank you
me pakgaya hu mera pulsar 180 bike hai..kaha kaha batakraha hu but aaj tak engine ka sound sahi nehi huwa..me bohot dur hu delhi se otherwise me jarur apke pass ata..by the way now a days m at mizoram champai..
Bhai kabhi Honda unicorn 150cc ke baremain bhi bataye
Super ❣️❣️
Bhai meri bike apache RTR 160 2014 model hai bike full stand pr jab clutch dabane ke baad gear dalte hai to chakka ghumne lagta hai clutch dabane ke baad bhi kya problem hai btao koi mujhe
Sahi pakhde hai
Bhai meri bike pulsar 150 hai throtel cheng karne ke bad bhi missing karti hai abhi 1sal bhi nahi huha hai showroom vale bahot edr udharki batate hai to muze kya karna chahiye
Bhai kon si compay ki bike ki injan aadhik samay sarvice deta hai
70% mech in india only repace oil,break tight grease,wash bas ho giye service
Out of Delhi bhaiya,kaise service hogi,kuch to bataye,aap to Delhi NCR k liye best hai but out of Delhi liye kuch kariye ya kuch options bataye humlog Kahan jaye,Love from Bihar, Please comment Bhai...
If any suggestions for best service for my Pulsar 150 bike near by Patna location, Please any body
Vacancy your work shopp ander available
Iam
All bikers and scooty wanted mechanic
Sir mere pass passion plus old model hai 2008 model abhi he engine rebuild hua hai 15000 cost lagi engine me. Tappet setting 0.05 company kehti hai both side par yuh kitna rakhna chahiye????
Apache baik ke hendal me abaj ati ha mene char bar con set badal ba liye lekin abaj nhi gayi ...ap muje Apache baik ke hendal ki abaj band ho sakti ha ya nhi video banano abaj band ho jaye
Sir bike ka engine kuch kms chalne ke baad engine se छन छन छन jaisi awaaz aati hai kya kare sir
aapke yahan Splendor ki ful engine oil ke sath service labour Kitni cost hai
25000₹ total
Very nice video
Viyya apke pass muge gari service karna hey. Kaisey baju please batana.
Mey wb bardwan ka rehena bala hu.
Thank you so much sir
Rajveer bhai bike ke rpm kam jada kyo hote he
Ha bhai ye ht coil wali problem mere paas aayi thi
Please sir help
Bhai agar 100 cc ki bike me liquid cooling radiator lagade to is pr koi video banao ....
All bike ring piston fiting problem huya
Sir Glamour xtec or Honda SP BS6 me kon si bike Leni chahiye
Right bhai mere Saath Hua h
Very nice video hai thanks for the wishes
Clutch ke tapit 😹
Bhaiya Bajaj 220 ki faring kitne ki lg jayegi
Or ek problem bhi he subh start krne ke bad high rpm hoti he to carburetor me problem hui kya ? Plz bhaiya replay
Bro 220 mai automatic choke hai esi vajah sai high rpm hoti hai meri mai bhi hoti it's just normal give time warm up your bike in winter. 😇
Sir aap ka phon band rehta hai 12 noon to 5 pm
please show this bike after full assembled please
Bhai unicorn 160cc m best clutchplate kon sa company ka hoga
Honda is the best 👌
Love you bhai
Bro please recommend a best mechanic from pune.
I want to do major service of Honda cb shine.
Driver approx 70000 km
Rajveer bhaiya information makkhan but ek reply chahiye tha kya ham sabhi bike ke tapit ko 0.5 hi rakhe ya har bike ki tapit ka clearance alag alag rakhna chahiy please reply jarur kijiyega ❤️❤️❤️❤️
Activa 6g full Engine video please
❣️
Ye video bahut achhi rahi aap ki thanks you par koi bhi makenik ye kam karne ko Raji nhi hota sab pagal bnate hai sab ko pesha chahiye bas kam ki mat bolo
Ache makenik bhi hoti h bus apko parkhna ana chiye
👍👍👍👍
Bhai I have apache 160, what will be your Service Cost ??
Bhai ji aap paise ki baat kar rhe ho yha to mecanic ke pass time hee nhi hota service ke naam par gadi ko lipistic bindi lga kar bolte hai lo ji ho gyi gadi ready 😂😂 agar mecanic ko jada baar bolo to bolte hai iski labour alag lagegi..kyuki or bhi gadi waiting mai hoti hai or unko apna target bhi pura karna hota hai aap btao am i right or am i right 😂😂
Fir q jate ho ase ke pass humare pass ao
@@tejramtokas1349 aap kya ghar se 20 ya 25 km dur jatee ho bike ka service karwane
Bhi m bhi makenik hu mere pass 50km se bhie bike ati h
@@tejramtokas1349 bhai aap ke pass aate hai wo customer jinke pass itna time ho par jaruri nhi sabke pass itna time ho market mai sirf ye bhai jinhone video bnaya jitna deeply btate hai utna time itni jaldi koi mecanic nhi deta aap ye baat mano ya na maano har mecanic inke jitna quality service nhi deta or ye bhi nhi ho skta ki agar kabhi gadi raste mai break down ho to mai gadi ko toow karwa kar 50 km aapke pass lekar aau near by mecanic se hee kaam karwana padta hai emergency mai..baki aap mecanic ho to is baat ko khud samaj skte hoo..
@@tejramtokas1349 bai ji rajveer sagar ke paas to 400 km ki dori se bhi aati hai bike
Super bhai ❤️👍
i have discover 150.. and i used to work in bajaj showroom.. but maine kabhi digital speedometer discover 150 me nahi dekha.. shayad discover 150F me thoda sa tha but not in this model.. this bike must be discover 135 or else
Nhi Bhai , mere pass discover 135 digital meter wala modal hai or uska engine pulsar old wala design mtlv thoda heavy mai hota hai , ye discover 125 hai kyuki new 125 discover mai digital meter diya tha company ne old discover 135 ka meter
Ye discover 125 h new wali , waise Maine apni discover 150 m. mast chal rahi h 5 saal ho gye.
@@adityajoshi3287 meri 135 2008 modal hai abhi engine mai koi kaam nhi aya krwane ko mast chalti hai abhi bi
@@Red_Liner hmm wo 4 gear wala engine mast tha, uski life ache hoti h,or starting bhi jabardast h.
@@adityajoshi3287 wohi toh
Brake oil once seal broken should not be stored for future purpose if not resealed properly.
I'm sorry discover 150
Sir aap k mobile number chay please sir
Bhai apna number send kar do