New Noha 2024 | Sakina Nasheb Mein | Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 16 вер 2024
  • New Noha 2024/1446 | Royi Bahot Yateem Sakina Nasheb Mein
    Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat Noha 2024
    New Noha Bibi Sakina s.a | Noha Imam Hussain a.s
    Related - New Noha Shaam E Ghareeba (ghareebo ki shaam) 1446/2024 | Muharram 1446 New Noha 2024, 10 Muharram Noha 2024
    Qadeem Azadari Meeranpur Akbarpur 2024 | 25 Safar Meeranpur Akbarpur 2024 | Akbarpur Azadari 2024
    Topic - Royi Bahot Yateem Sakina Nasheb Mein
    Poetry & Composition - Janab Waiz Hasan Sultanpuri sb.
    Recited by - Anjuman Sipahe Hussaini Bhanauli Sadat
    Posted by- @AzadariBhanauli
    Lyrics - Royi Bahot Yateem Sakina Nasheb Mein
    Sunsaan ban wo raat wo uthta huwa dhuwan
    Nikli padar ko dhoondne nanhi si ek Jan
    Kahti thi baba Jaan batado ke ho kahan
    Ek laash ne ye roke kaha meri jan yahan
    Lekar isi sada ka sahara paoch gai
    Rote huwe nasheb me dukhya pahoch gai
    Besar jab apne baap ko dekha nasheb me
    Roi bahot yateem sakeena nasheb me
    1.
    Maqtal me lash bap ki jab sar kati mili
    Thi umr char saal ki bachi tarap gayi
    Beti jab apne baap ko pehchan na saki
    Awaz ya abata ki yateema ne roke di
    Lasha ghareeb baap ka bola nasheb me
    2.
    Likha hai rawiyo ne wo manzar bada ajeeb
    Jangal wo kali raat wo ghubat wo gham naseeb
    Awaz sunke baap ki pohchi hai jab qareeb
    Halat padar ki dekh ke royi bohat ghareeb
    Beti ke sath baap bhi roya nasheb me
    3.
    Age badhi hussain ki mazloom ghamzada
    Teero se jism bap ka dekha bhara hua
    Ghabra ke teer jism se karne lagi juda
    Kamsin thi koi teer na us se nikal saka Paya na jab hussain ka seena nasheb me
    4.
    Khali na pai jism pe teeron se koi jaa
    Karne lagi tawaf wo baba ki laash ka
    Mayoos ho ke paiti paithi wo gam zada
    Rukhsar apna baap ke talwon pe rakh diya
    Lekar padar ke paaun ka bosa nasheb me
    5.
    Apne padar ki sash pe Le le ke siskiyan
    Wo apna dard baab se karne laghi bayan
    Ruk par bani thi saaf Jo zalim ki ungliyan
    Bachi ne jab dikhaye tamachon ke wo Nishan
    Zakhmi badan husain ka tadpa nasheb me
    6.
    Fir ye kahne lagi ro ro ke yateema baba
    Mere baalon ko sitamgar ne jo pakda baba
    Mara zalim ne mujhe aisa tamacha
    baba
    Chha Gaya meri nigahon me andhera baba
    7.
    Kahti thi Mai yateemi hun mujhpar na waar kar
    Ki minnaten bahot ki Zara intezaar kar
    Mai de Rahi thi shimr ko bunde utaar kar
    Chhine hain be rahem ne magar mujhko maar kar
    Ye dard jab padar ko sunaya nasheb me
    8.
    Waiz likhe ga kaun yateema ki bekasi
    Lashe shahe Zaman se wo jis dam juda huwi
    Lagta tha ab jiye gi na Bachi husain ki
    Jane lagi nasheb se jab shah ki ladli
    Baba ko apne chor ke tanha nasheb me
    New Noha 2024, roi bahot yateem sakina nasheb mein, nohay, noha 2024, imam husain noha, 28 Rajab Noha, noha 28 Rajab, safer e imam husain, muharram noha, nauha, noha new, noha bibi zainab, ya husain, noha status , bibi zainab masaib, noha muharram, anjuman sipahe husaini bhanuli noha, newnohastatus, 2024 new noha, noha imam husain, nohabibifatima, amma lahu luhan noha azadari, anjuman bhanauli, bhanauli sadat 2024, live noha noha bhanauli, Bhanauli sadat nohay, anjuman sipahe hussaini nohay, bhanoli sadat new nauha, azadari bhanauli, haider raza, zuhair qain, anjuman sipahe hussaini bhanauli sadat, qadeem azadari meeranpur
    Hashtag:-
    #newnoha2024 #azadaribhanauli #noha2024 #anjumansipahehussainibhanaulisadat #newnoha2024 #nohay2024 #ashura #ashoora #10muharram #muharram2024 #10muharramnoha #newnohay2024 #newnohay
    ►Social Media:-
    Subscribe : / azadaribhanauli
    Facebook: / bhanaulisadat
    Instagram: / azadaribhanauli
    Hit me up on social media!
    Instagram: / iamrizvi

КОМЕНТАРІ • 6