dekhiye ye cheej printing machine ke software ke upar hota hai ki ki usame kitani limit set ki gayi hai in general sal bhar ka aap aasani se print kar sakte hai lekin ye bat dhyan dijiyega ki aaj upi ka jamana hai agar apake account se jyada tranjection hua ho to print ka koi matalab nahi passbook bhar jayegi ha kisi khas maksad se print karana ho to alag bat ye kam aap bank branch me bhi bol sakte hai kisi khas date ka tranjection ya mahine ka ya sal ka bank wale apako pura print karake kagaj pakada denge ok ha apaki help ke liye ek bat aur bata deta hoo ki sbi ki printing machine ka software abhi update hone ki wajah se ek feature aur mil jata hai agar aap current date se piche 3 mahine yani 90 din me kisi khas ek date ka print passbook me karana chahate hai to printing machine me reprint ke option par click karake usake bad date select karake print kar sakti hain ok 🙏
Pichle kuchh dino se har SBI me bank walo ne koi nai Soft Ware dala hai Pass Book print karne ki liye, lekin do din se 4-5 enteries print nahi ho rahi hai reason hai jo waha printing machine ke incharge ko bi pura way samaj nahi aya ki kaise Print karni hai enteries. Pl do a favour for SBI customers.
Passbook print karwana jaruri hai kya?? Maine naya account ka naya passbook issue karwaya hai aur usme ek bhi entry nahi hui abhi tak.. Machine se print karwane gaya to waha 2 option aaya tha.. 1. Print 2. Reprint Print pe click karke passbook andar dala to kuch der baad PRINT FAILURE bata diya.. Kya karu ??
Mera state bank ka passbook hai.. kisi aur branch mai hai account to.. mai clg se aate time kisi aur branch ka printing machine par dala tha to.. nhi huwa kyu nhi huwa hai bhai.. reply zarur kare bhaiyaa plz..
bro aisa to nahi hota ek bar aap aur kisi machin me check kar lijiyega sayad use machin me kuch technical error raha hoga us samay kai bar aisa ho jata hai agar koi dikkat hogi to bataiyega I try to help you
Bhaia abhi ek suvidha hai screen par reprint ka option milata hai usame just 90 din piche ki kisi ek date ko select karake us din ka statement print kar sakte hai ok
🌹🌹🌹🌹🌹भाई हमारी एसबीआई की प्रिंटिंग मशीन का टच खराब है तो मशीन के ऊपर एक कीबोर्ड लगा रखा है जो किसी को भी चलाना नहीं आता है जब भी बैंक में कॉपी प्रिंट करने जाते हैं तो होती ही नहीं है कृपया इसके ऊपर भी आप एक वीडियो बना दीजिए । कीबोर्ड से एसबीआई कॉपी प्रिंटिंग मशीन कैसेऑपरेट करें बैंक के बाहर लगी हुई है मशीन बैंक कर्मचारी बताते नहीं है कैसे ऑपरेट करनी है 🌹🌹🌹🌹🌹
bhai mere aas pas koi keyboard wali machine nahi hai mai apako tarika batata hoo ya to bank me kisi helper karmchari se pooch lijiye ya aur koi jo waha pe kar raha ho jankar adami usase help mang sakte hai
Aisa nahi hota hai passbook pahilese hi print hota hai maine 2020 se print nahi karvaya tha lekin muje bhi letast print karvana tha par Bank Wale bole ki passbook 2020 se hi print hoga agar passbook print karvaya to 6 7 passbook turant bar jayenge quki pichali history delete nahi hoty
bhai isme agar print karne jao sbi me toh yeh sirf sbi ki saving account ki statement hi print karega na kahi overdraft fd loan vali toh nhi print karke dega ??
Sir mujhe 2024 ka print krwana h pr machine 2021 ka chhap rha h date dalne ka v koi option nhi aa rha h kaise kya hoga smjh nhi aa rha plzz rply m waiting
jab abaki bar jaiyega to bank jo helper hota hai kisi sir se bolengi to wo karwa denge bas khali time par jaiyega aise mai comment me nahi samjha paunga
@@SPHELPTECHNICAL m baat ki toh woh log bolre h ki phonepe ka jamana h itna transaction log krre h kaise kitna print hoga passbook bhr jayega ....anpd log ke liye hota h printing aisa bol ke jane bol diye ...pr bahot jruri h mujhe 2024 ka sara transaction details print krwana h jruri h ...
waise to machine me ek option milata hai pichale 90 din me se kisi ek date ka ab mai comment me nahi samjha sakta aisa kariye bahut simple hai agar phone banking use karate ho to turant mail par sara statement aa jata hai ya phir jitane din ka statement chahiye branch me bol dijiye print out nikal denge
@@SPHELPTECHNICAL ok sir thank you apne bahot bahot help ki meri m bank me us wqt khdi hoke apko cmnt ki or apne apna kimti samay Diya turant reply kr diya thnq so much sir m bahot preshan ho rhi thi kl fir bank jake print krwa lungi😊
@@SPHELPTECHNICALpassbook mai print 2 year ka pure hoga kya ऐसे में 2 से 3 पासबुक भर जायेगा इसके लिए क्या करना होगा पासबुक में प्रिंट सिर्फ 1 महीना की हो।
machine me sayad software update ho gaya hai aap jis date se chahe print kar sakte lekin maine check nahi kiya isliye confirm nahi kah sakta isake liye aap bank karmchariyon ki help le sakte unase pooch sakte hai
simple hai har bank ka apana machin hota hai usaki branch me aap machine par jaiye lagbhag sabhi bank ki machin ek hi tarike se kam karati hai baki kuch different hota hai to screen par sab batata hai kaise karana hai ok
Thanks sir ❤ hamko to malum hi nhi tha lekin aapke video se ham jan gye thanks ❤❤❤
🙏👍
Done successfully followed by your videographic instructions ❤
🙏
Aap bahot easy explain karte hai. Thanks
🙏🙏🙏🙏🙏......
Very good bhai mein aapki har ek video dekhta acchi information dete hain
I love U all of u my dear youtube family 🙏🙏🙏🙏🙏....
Thank you sir
🙏
Brother agar Phonepay se delete Kiya hua transaction bhi print hoga kya pls reply
ha ho sakta hai lekin maine check nahi kiya isliye clear nahi bol sakta
Thanks for sharing this video
🙏🥰
Thank you 👍👍👍
Sukriya boss
🙏🙏🙋🙋🌿🌱
Barcod ki problem aaye to kya kare
Turan hi bank me bol dijiye wo sahi kar denge
Thanks sir
Agr 2019 se koi print nhi karwaya to kuch prblm hoga kya
nahi koi problem nahi
nahi koi problem nahi
Thanks bhai 🙏 😊 ☺️
🙏
SIR MAIN PEHELI BAAR YEH KARNE JA RAHI ROON PLEASE TELL ME MERA LAST UPDATE DATE 2017 TOH YEH 2017 TO 2023 TAK UPDATE HOGA NA? KOU LIMITE HAI KYA?
dekhiye ye cheej printing machine ke software ke upar hota hai ki ki usame kitani limit set ki gayi hai in general sal bhar ka aap aasani se print kar sakte hai lekin ye bat dhyan dijiyega ki aaj upi ka jamana hai agar apake account se jyada tranjection hua ho to print ka koi matalab nahi passbook bhar jayegi ha kisi khas maksad se print karana ho to alag bat ye kam aap bank branch me bhi bol sakte hai kisi khas date ka tranjection ya mahine ka ya sal ka bank wale apako pura print karake kagaj pakada denge ok ha apaki help ke liye ek bat aur bata deta hoo ki sbi ki printing machine ka software abhi update hone ki wajah se ek feature aur mil jata hai agar aap current date se piche 3 mahine yani 90 din me kisi khas ek date ka print passbook me karana chahate hai to printing machine me reprint ke option par click karake usake bad date select karake print kar sakti hain ok 🙏
Fir bhi apaka sawal mujhe accha hai agar is visay par exact information mujhe milati hai to ek chota sa video bhi is topic par mai bana dunga
Pichle kuchh dino se har SBI me bank walo ne koi nai Soft Ware dala hai Pass Book print karne ki liye, lekin do din se 4-5 enteries print nahi ho rahi hai reason hai jo waha printing machine ke incharge ko bi pura way samaj nahi aya ki kaise Print karni hai enteries. Pl do a favour for SBI customers.
सही कहा, मेरी भी कुछ entries छोड़ दी थी।
Sir mujhe 2022 ka statement nikalna hai ho jayega kya.....?
ha branch chale jaiye bol dijiye nikal denge
Passbook print karwana jaruri hai kya??
Maine naya account ka naya passbook issue karwaya hai aur usme ek bhi entry nahi hui abhi tak.. Machine se print karwane gaya to waha 2 option aaya tha.. 1. Print 2. Reprint
Print pe click karke passbook andar dala to kuch der baad PRINT FAILURE bata diya.. Kya karu ??
ho jata hai error machine aise hi karati fir se try kar lijiye ya print karana koi jaruri nahi
@@SPHELPTECHNICAL sir dusre state ki passbook barcode bali dusre state mai print kara k update kara sakte hai kya
kara sakte hai lekin waha ki branch me ekbar pooch le to sahi rahega
Agar last 6 months ki niklwana ho to kya kre. 🙏🙏🙏 Please reply
reprint me mat click kariyega to jitana ho sakta machine kar dega
5 page se jayda ej bar m pirt ni ho sakti kya passbook
page nahi ek bar me 3 mahine se jyada ka statement nahi print larata
@@SPHELPTECHNICAL m aaj gyi thi to mere print kiya or mera tin mahine ka pura statement bhi ni nikla esa kyu
Mujhe argent intri karani hai ab kya hoga dusri bar jaungi to ho jayega kya
@@SPHELPTECHNICAL kya
M 1 din m 7 mahine ki intri Kara sakti hu
@@SPHELPTECHNICAL please reply jarur Dena mujhe bahut jarurt hua
Mera state bank ka passbook hai.. kisi aur branch mai hai account to.. mai clg se aate time kisi aur branch ka printing machine par dala tha to.. nhi huwa kyu nhi huwa hai bhai.. reply zarur kare bhaiyaa plz..
bro aisa to nahi hota ek bar aap aur kisi machin me check kar lijiyega sayad use machin me kuch technical error raha hoga us samay kai bar aisa ho jata hai agar koi dikkat hogi to bataiyega I try to help you
Thank you
कुठल्याही sbi शाखेचे इतर sbi शाखेत पासबुक प्रिंट करता येते का
SBI uptudate machine kitne time se kitne time Tak khula reha ta hai??
jab tak bank khula rahata hai
Acha explain Kia bhi na
2 saal se print ni kiya hu to hta dega na pura ????
machine me dalenge to khud hi samjh me aa jayega
Sir mujhe 2020 ka print karana hai printer machine se ho jayega
nahi print hoga branch se request karenge jitane din ka to wo alag se statement nikal denge
ya phir net banking use karate ho to sayad usase bhi ho jata
@@SPHELPTECHNICAL thanks
@@SPHELPTECHNICAL thank you
Last month ka print kaise karein?
Bhaia abhi ek suvidha hai screen par reprint ka option milata hai usame just 90 din piche ki kisi ek date ko select karake us din ka statement print kar sakte hai ok
Bro page to page kaise krte h
Bich me page blank. Rh gya h.
Shi teka kya h ?
wo galati machine ki hai usake software ki apaki nahi bahut logo ka aise ho raha hai ham aap isame kuch nahi kar sakte
Koi vi state Bank ka machine me print hoga ya jis bank ka passbook he Sirf usi bank ka machine me hoga
sbi ka passbook hai to sbi ke hi passbook printing machine me hi print hoga
4 saal Phle ka dikhayega kya🤔
नहीं
Tnx
Sir mera passbook new hai to dono trf se sada hi dalenge naa?
yes
Sir mera bhi new passbook hai apke jaise lekin nahi ho raha tab bat kiye to kahne lage ko apka barcode activate nahi hai kya kare?
To isame kya problem ye to bank wale hi sir turant sahi karate hai ye 1 minat me ho jata hai bank me sir se bol dijiye very simple
How many page print in one day
sayad ekbar me 3 mahine ka print karata hai confirm nahi bol sakta
Agar kisi date ka print karna ho to kaise kare Purana nhi karna ho to passbook print
jo reprint wala option milata hai usase
Nice vidio
🙏🙏🙏...
SBI passbook print me koi charge toh nahin lagta hai
nahi
Passbook print ni krenge toh kya hoga???
kuch nahi ye to mai video isliye banaya hoo ki jinako passbook print karane me koi dikkat ho to solve ho jaye
bhai issme overdraft fd vali statement toh print nhi ho skti na ??
isake visay me mai to clear nahi kah sakta lekin jaha tak mujhe pata hai nahi hoga ye keval account passbook printing machine hai
🌹🌹🌹🌹🌹भाई हमारी एसबीआई की प्रिंटिंग मशीन का टच खराब है तो मशीन के ऊपर एक कीबोर्ड लगा रखा है जो किसी को भी चलाना नहीं आता है जब भी बैंक में कॉपी प्रिंट करने जाते हैं तो होती ही नहीं है कृपया इसके ऊपर भी आप एक वीडियो बना दीजिए । कीबोर्ड से एसबीआई कॉपी प्रिंटिंग मशीन कैसेऑपरेट करें बैंक के बाहर लगी हुई है मशीन बैंक कर्मचारी बताते नहीं है कैसे ऑपरेट करनी है 🌹🌹🌹🌹🌹
bhai mere aas pas koi keyboard wali machine nahi hai mai apako tarika batata hoo ya to bank me kisi helper karmchari se pooch lijiye ya aur koi jo waha pe kar raha ho jankar adami usase help mang sakte hai
Sirf end ke 10 transition karana hai kaise kare
aisa abhi nahi hai abhi kisi ek date ka kar sakte hai
Sir muje only clear total balance print karna ha kaise hoga?
call the customer care I have no exact info
Mera 2017 se print nhi hua hai koi tareeka hai jisse bs latest print ho jaye
Uske bad me update krta rahunga
to aap print na karaiye jitane din ka ya jis mahine ka statement lena hai aap branch se le lijiye
@@SPHELPTECHNICAL esa nhi ho skta ki abhi last mhine se print krde fir aage ka jo bhi ho aage se update hota rhega
to aap ekbar sbi customer care se bat kar lijiye wo apako clear bata denge
Aisa nahi hota hai passbook pahilese hi print hota hai maine 2020 se print nahi karvaya tha lekin muje bhi letast print karvana tha par Bank Wale bole ki passbook 2020 se hi print hoga agar passbook print karvaya to 6 7 passbook turant bar jayenge quki pichali history delete nahi hoty
Thanks
🙏
Sir kisi bhi branch ki sbi print machine main print Kar sakte hain kiya??
Yes 👍
Bhai server down bta rha h iska kya mtlbh h vo btao plzz bhai
isaka matalab machine kuch der bad ho sakti hai chalane lagegi
Good sir
🙏👍🌱
yes pahala sada page hi dal dena hai
Aap video konsa category ka
science and technology kuch me education bhi dal deta hoo
Kaise passbook update jumping karna hai
pichhale 90 din me se kuch dino ka karana to print nahi reprint wale option par click kijiyega
Thanks for quick response
bhai isme agar print karne jao sbi me toh yeh sirf sbi ki saving account ki statement hi print karega na kahi overdraft fd loan vali toh nhi print karke dega ??
tranjection jo bhi apake account me hua hoga sab print hoga
Last ke mahine ki print nahi aa rahi hai
bank me kisi karmchari ki help le sakte hai kam ho jaayega
Password surname kya hota hai
samjha nahi kya poochana chahate hai
Akbar me kitane pass print ho sakte hai
mai samjha nahi kya pooch rahe hain
Mera new passbook hai , koi bhi statement print nhi hai, to kaise dalenge?
jo disha bata hai waise hi dal dejiyega pahale pej se hi
Sir mujhe 2024 ka print krwana h pr machine 2021 ka chhap rha h date dalne ka v koi option nhi aa rha h kaise kya hoga smjh nhi aa rha plzz rply m waiting
jab abaki bar jaiyega to bank jo helper hota hai kisi sir se bolengi to wo karwa denge bas khali time par jaiyega aise mai comment me nahi samjha paunga
@@SPHELPTECHNICAL m baat ki toh woh log bolre h ki phonepe ka jamana h itna transaction log krre h kaise kitna print hoga passbook bhr jayega ....anpd log ke liye hota h printing aisa bol ke jane bol diye ...pr bahot jruri h mujhe 2024 ka sara transaction details print krwana h jruri h ...
waise to machine me ek option milata hai pichale 90 din me se kisi ek date ka ab mai comment me nahi samjha sakta aisa kariye bahut simple hai agar phone banking use karate ho to turant mail par sara statement aa jata hai ya phir jitane din ka statement chahiye branch me bol dijiye print out nikal denge
@@SPHELPTECHNICAL ok sir thank you apne bahot bahot help ki meri m bank me us wqt khdi hoke apko cmnt ki or apne apna kimti samay Diya turant reply kr diya thnq so much sir m bahot preshan ho rhi thi kl fir bank jake print krwa lungi😊
🙏
Sir ham 2 year se update nahi Kiya hai kya hoga
yes
lekin ye jaruri nahi ki pure 2 sal ka tranjection print hi kare
@@SPHELPTECHNICALpassbook mai print 2 year ka pure hoga kya
ऐसे में 2 से 3 पासबुक भर जायेगा
इसके लिए क्या करना होगा पासबुक में प्रिंट सिर्फ 1 महीना की हो।
machine me sayad software update ho gaya hai aap jis date se chahe print kar sakte lekin maine check nahi kiya isliye confirm nahi kah sakta isake liye aap bank karmchariyon ki help le sakte unase pooch sakte hai
Sir ji mera phle ka print nahi hua or last ka ho gya kya kare
isame kya dikkat agar apako jarurat ho to bank me bol dijiye jis mahine ka statement apako chahiye wo de denge
Print aur Reprint Different
matalab jab aap machine me print kar rahe hote hai aur usi samy aur print baki hai to dubara passbook dalane to reprint bola
Agar last print hi nhi ho tho khaise kare?
to sada hi daliye machine apane aap le lega
Please reply jarur karns
Bhiya carna Bank ki pass book ko machin se kse print karte h wo ik baar live dikha kar bataiye na kuch dino me please
simple hai har bank ka apana machin hota hai usaki branch me aap machine par jaiye lagbhag sabhi bank ki machin ek hi tarike se kam karati hai baki kuch different hota hai to screen par sab batata hai kaise karana hai ok
dikkat he bhai
kya hua