क्या कोई आपका मोबाइल नंबर जानकर आपके बैंक से पैसे निकाल सकता है? cyber security online | GOV News

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 18 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 106

  • @g.o.d.gamingyt
    @g.o.d.gamingyt Місяць тому +4

    sirf mobile number se ya account number se paise nahi nikala ja sakta hain uske liye OTP bhi dena padta hain jo nahi dena chahihe

  • @SumanYadav-316
    @SumanYadav-316 17 годин тому +1

    Sir mene jo bank account me number Diya tha oo band ho gya hai or wahi number koi or nikal liya hai or oo chala Raha hai to kya us se koi Paisa nikal lega mere account se 😢😮

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  13 годин тому

      Agar aisa hai to aap apane bank me jake apna new number jo aapake pass hai abhi usko update kara lijiye.

  • @rjsharma9965
    @rjsharma9965 2 місяці тому +2

    Kya sir account number IFSC code or mobile number de ne se bank se paise nikal sakte hai

  • @akshitajoshi3209
    @akshitajoshi3209 11 днів тому +1

    Sir maine atm nmbr cvv ek app par likh dia vo froud call thi,, lekin otp pin nhi dia,, number b btadia,, kuch hoga to nhi, turant atm block krdia h,, plz reply

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  11 днів тому

      Atm block karke accha kiya aapane. Agar waise ye international credit card hoga jaise visa/MasterCard to problem hai agar card chalu rahta tab.

  • @sahimakhatoon2287
    @sahimakhatoon2287 3 місяці тому +8

    Sir mene apna number bata diya aur whatsup number to usne uspar watsup call bhi Kiya aur usne mujhse der baat bhi ki call par aur rakam bhi puch liya isse wo paise nikal sakta hai kya mere number ke jariye please sir btaiye 😮

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  3 місяці тому +3

      Nahi. Wo paise nahi nikal sakta

    • @NAMUNA______________SAI
      @NAMUNA______________SAI 3 місяці тому +1

      ​@@govnewsofficialthank you sir

    • @manojjaiswar7082
      @manojjaiswar7082 2 місяці тому

      Sir mai apana Ac no and mobile no dono bata deya kya nukshan karenge kya

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому

      @@manojjaiswar7082 ye to nirbhar karta hai ki aapane kisko bataya hai. lekin waise bhi koi aapake kewal mobile number aur account number jankar paisa nahi nikal payega

    • @oxbowgaming3882
      @oxbowgaming3882 Місяць тому

      Thack you ​@@govnewsofficial

  • @Subhasmita_jena-u2b
    @Subhasmita_jena-u2b Місяць тому +1

    Sir please ye bataye kii mene Instagram se dekh kr ek job mein thi likin sirf 1000 dene ke baad wo mere takriban 63k lee gaye aur bata rahe hain ki aur 72k dene se mission complete hoga aur saare paise tum withdraw kar lena likin mein aur ye khelna nahi chahti to usiki ki hisab se mene ek number se unhe payment kar rahithi phone pay ke dwara au dusri ek account ki number and IFSC code mene dee di thi withdraw karne kliye to kya meri wo phone pay number and account se paisa baad mein jaa sakti hai kya .......

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Mere hisab se to koi dusara aapake account se paise nahi nikal sakta. Waise aapane jo dusara account number aur IFSC number diya hai usase online payment (phonepe, gpay, paytm) karti hain?

  • @SaritaDevi-qo5os
    @SaritaDevi-qo5os 2 місяці тому +1

    Sir mera mobile hack hua or esmai jo mobile no hai wo bank acc sai connect hai lekin uski kuch details mere mobile mai nahi hai or mere pass atm ya google pay bhi nahi hai to ky sirf mobile no sai wo mere sare pese lai jayega ky pls sir reply or es condison mai me ky karu pls reply plz

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому

      Aap apane bank me jakar account ko check kijiye ki koi transaction to nahi hua hai na. Agar nahi hua to mere hisab se aapaka account safe hai. Aur agar possible ho to jo mobile hack hua hai uska use na hi kare to behtar hai.

    • @SaritaDevi-qo5os
      @SaritaDevi-qo5os 2 місяці тому

      @@govnewsofficial mene mobile reset kar diya hai to ab ky mai safe hu hacker sai ?

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому

      @@SaritaDevi-qo5os ha reset karne se aap safe to hai lekin agar possible ho to phone change hi kar le. agar nahi to koi dikkat nahi. yahi phone use karen

  • @PAWANKUMAR-sw3vl
    @PAWANKUMAR-sw3vl Місяць тому +1

    Sir mera mobile number ek aadmi ke paas hai mai use janta nahi to mera bank account safe to hai na

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому +1

      Ha aapaka account safe hai. Aapake mobile number jankar koi paisa nahi nikal sakta

    • @humaqureshi7653
      @humaqureshi7653 День тому

      Ser ..mere pass ek islamic WhatsApp group join krne k liye link aayi thi toh mai join ho fr left ho gye to kya isse mere bank account pr koi asr hoga pls bataiye@@govnewsofficial

  • @shubhangipatil4382
    @shubhangipatil4382 Місяць тому +1

    Sir mene apna nam bata diya hai ab kya hoga wo paise nikal sakte hai kya

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Nahi. Kewal name aur mobile number jankar koi aapake account se paise nahi nikal sakta

  • @DEVILPUNJABIVLOGS-t3r
    @DEVILPUNJABIVLOGS-t3r 23 дні тому +2

    Sir hamna hunar online course walo ko 4600rs ki payment kar diya hai or ab wo UPI id or mobile phone number koi eak send karna ko bol raha hai agar mobile number send karta hu to kha wo mere account se paise nikal sakte hai

  • @mehraniti00
    @mehraniti00 28 днів тому +1

    sir mere account se kal 67000 rs. cut gye h or mere whatsapp per se logo ko galat galat msg ja rehe h jb ki mne logout be khar diya h fir be ho rahe h msg kya kru

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  28 днів тому

      Lagta hai ki aapaka device hack ho gaya hai. Aap sabse pahle to jo device hack hua hai uska use matt kariye. Apane whatsapp ko dusare phone me login kijiye aur usme upper right side me 3 dots par click karke linked device me jakar dekhiye. Agar koi bhi device linked hai to usko logout kijiye.
      Aap apane bank me jaiye aur bank ko bataiye ki aapane account se 67,000 rs kisi aur ne transfer kiya hai aapaka device hack karke. Fir bank wale aapako aage kya karna hai wo batayenge.
      1930 number par dial karke aap National cybercrime reporting portal par bhi aap call kijiye aur unko bataiye ki aapane 67,000 rs ka transaction nahi kiya hai. Kisi aur ne hack karke ye paise transfer kiye hai. Wo log aapaki shilayat darj karke aage ki karrwai karenge.

    • @mehraniti00
      @mehraniti00 25 днів тому

      sir like nhi kya kre ye btao please FIR be likva di h ab

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  25 днів тому

      @@mehraniti00 1930 pe call karke complaint kijiye. bank me gaye to manager ne kya kaha?

  • @RiyaSharma-z3h
    @RiyaSharma-z3h Місяць тому +1

    Sir mai ek ladki ko number dedi hu aur wo mere number par call bhi ki thi sab kuch jan bhi li h to kya usse mera Bank account to safe hi n please sir reply me

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Sab kuch ka kya matlab hai? Aadhar number, pan number, address ye ab details jaan gai hai?

    • @RiyaSharma-z3h
      @RiyaSharma-z3h Місяць тому

      @@govnewsofficial no sir ye sab nhi but account balance jan gai h aur number bus

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      @@RiyaSharma-z3h nahi isase kuch nahi hoga. don't worry.

    • @RiyaSharma-z3h
      @RiyaSharma-z3h Місяць тому +1

      @@govnewsofficial thanks sir

  • @shatabdimandal7752
    @shatabdimandal7752 2 місяці тому +2

    Sir kisi bhi phone number pe Google pay se payment karne se koi problem ho sakta hai kya?
    Plz reply me sir...

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому +1

      Nahi. Aap kisi ko bhi apane Google pay se payment kar sakte hain. koi dikkat nahi hai

    • @shatabdimandal7752
      @shatabdimandal7752 2 місяці тому +2

      @@govnewsofficial thank you sir😊

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому +1

      @@shatabdimandal7752 welcome

  • @BhartiChaudhari-hv2ky
    @BhartiChaudhari-hv2ky Місяць тому +1

    Sar Maine Instagram se kuchh product mangaya hai use per Maine apna number share kiya hai aur OTP mangi hai OTP diye to kya mere bank se paise ja sakte hain please sar main bahut tension mein hun is baat Ko lekar

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Aapane OTP wala message padha tha? Usme kya kya likha tha. Mera matlab hai ki ye OTP kaha se aaya tha. Bank se ya kisi loan app se ya kahi aur se.

  • @SaloniSen-s4d
    @SaloniSen-s4d Місяць тому

    Sir aap mujhe yh btaye ki mene youtube se video dekh kr teen dress order krii thi , mene use phone pe se payment b kiya tha but vo dress nhi aayi , dress wale ne btaya vo order cancel ho gya or vo bol rha h ki aapka payment wapas kr diya jayega usne jo process btayi uske according mere or paise cut gye phone pe se ..... To ab kya kre.
    Uske pas mere phone number h or mene use phone pe se payment b kiya h to kya account se vo or b pese nikal skta h kya ya account bnd krwana padega kya .
    Plzz reply me sir

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Nahi. Koi bhi kewal aapaka phone pe number jankar paise nahi nikal sakta.
      Waise ye dress wala fraud kis website se hua hai. Matlab aapane kis website se dress order kiya tha?

    • @SaloniSen-s4d
      @SaloniSen-s4d Місяць тому

      Shubham kochar silk store

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Mujhe lagta hai ki aapaka paisa ab duub gaya hai. Ye store koi offline store lagta hai aur online business me naya naya try kar raha hai. Unko online delivery ka jyada kuch pata nahi hoga aur bahut jyada order aa raha hoga. Isiliye saman nahi bhej paa rahe honge. Ya ho sakta hai ki kisi ne fraud karne ke liye hi ye store khola hoga. Mujhe iss bare me pata nahi hai. Aapako pata karke bataunga. 👍

  • @ishuani8785
    @ishuani8785 4 дні тому +1

    Sir
    Shopsy main hmne mob number de diya hain kya kare

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  4 дні тому

      Kewal mobile number dene se mujhe nahi lagta hai ki kuch hoga

    • @ishuani8785
      @ishuani8785 4 дні тому

      @@govnewsofficial OTP mang Raha tha
      Ham ne Nehi Diya

  • @Narendra_choudhary_956
    @Narendra_choudhary_956 Місяць тому

    Sir meri problem yah hai ki mera mobile no kisi ne apne khate me link kiya hai bah jab bhi pese nikalta hai ya dalta hai to mere mobile pe massage ata hai kya kare 🙏🙏🙏

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Dekhiye mere sath bhi same problem hua tha. maine jab new sim liya tha tab mere phone me PNB ka sms aata tha ki aapake account se itna paisa debit hua aur itna credit hua, itna balance hai. fir kuch mahino ke baad message aana band ho gaya. ye isliye hua tha kyuki mere pahle jiska ye number tha us aadami ne number ko apane bank account se link kiya tha aur iss number par sms aata tha. ab ye number band ho gaya fir bhi bank ko thode hi pata tha ki ye number chalu hai ki nahi. aur jab ye number mere name se fir se chalu hua tab mere pass message aane lage.
      ek aur problem mere saath hua tha. maine bank me apana number link karaya tab bank ke employee ne galti se mere number ke last 2 digit galat type kar diye. aur sms mere pass na aake kisi dusare ke paas ja raha tha. fir kuch dino baad jab mere pass sms nahi aa raha tha tab mai bank gaya aur number fir se check karaya tab pata chala ki galat number link hai. fir maine dubara number ko change karaya.
      2nd wala problem aake sath bhi hua hai ki kisi dusare ke account me aapaka number galati se link ho gaya hoga jiski waja se aap ke mobile par sms aa raha hai. ab aap to is bank account ya account holder ke bare me kuch bhi nahi jante to aap to kuch bhi nahi kar sakte.
      waise mere hisab se to aapake number par sms aa raha hai isase aapako koi problem nahi hogi.
      ek sawal - kya aapane ye number naya naya liya hai ya purana number hai?

  • @SAJJANKUMAR-gt6wd
    @SAJJANKUMAR-gt6wd 2 місяці тому +1

    Sir vpn use karne se koi dikkat hai

  • @ShivaniPatil-n9q
    @ShivaniPatil-n9q Місяць тому +1

    Sir mera bhi no puchkar mera ac khali kr diya he kya krna padega

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Kewal mobile number puchkar aapake bank account se paise nikale gaye hain?
      Please pura detail bataiye ki aapake sath kya hua hai.

    • @ShivaniPatil-n9q
      @ShivaniPatil-n9q Місяць тому

      Muje call aya aur vo aadmi bola ki jio centre se bol raha hu aapka 5G sim hone vala hai ... 24hours apka sim band rahega aur mera sim usne 3 din band rakha aur mene dusra sim liya to mere ac me paise nhi rahe

    • @ShivaniPatil-n9q
      @ShivaniPatil-n9q Місяць тому +1

      Plz sir ky kru 😢😢

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      @@ShivaniPatil-n9q ohhh! aapake sath 5g sim upgrade wala fraud hua hai. uss aadami ne aapake sim ka clone banaya hoga jisase aapake pass jo sim hai wo kaam nahi kar raha hoga. aapake number ko wo apane sim par activate kiya hoga aur aapake number se link sare account ke paise ko apane par transfer kiya hoga.
      aap apane bank me jaiye aur apani sari problem bataiye. bank wale ke pass authority hoti hai jis bhi account me paise gaye hai uss account ke transactions ko block karne ki. agar bank wale kuch nahi kar rahe hai to aap cyber crime police ke pass fir darj kariye. aapake passbook me uss aadami ke account ka detail hoga jispar paise transfer hue hai.

    • @ShivaniPatil-n9q
      @ShivaniPatil-n9q Місяць тому

      Ok sir paise vapas ho sakte hai na ... Cyber crime kaha hoga

  • @atuldixit371
    @atuldixit371 2 місяці тому

    Sir maine apna mobile number bta diya h to kya usse mera paisa khali ho jaega

  • @BanchuKhan-mq7cd
    @BanchuKhan-mq7cd 18 днів тому

    वह वापस कैसे ले सकते हैं

  • @PrafullkumarPrafullkumar-px4rn
    @PrafullkumarPrafullkumar-px4rn 4 місяці тому +1

    Theek hai

  • @BanchuKhan-mq7cd
    @BanchuKhan-mq7cd 18 днів тому

    सर मेरे को 7500 फारवर्ड में चल गया उसका क्या हो सकता है वह नंबर मेरे पास है उसका स्केनर है गया

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  18 днів тому

      आप क्या कहना चाह रहे हैं, मैं समझ नहीं पाया. कृपया थोड़ा विस्तार से बताइये.

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  18 днів тому

      आप कहना क्या चाह रहे हैं मैं समझ नहीं पाया. कृपया थोड़ा विस्तार से बताइये.

  • @crownstarcreation773
    @crownstarcreation773 Місяць тому

    Sir mere 165000 ke nikal maine sirf apna no. Diya or Name mere dono account se paise nikal gye😭 ab kya karoon sir main to siscide ki kagar pr aa gya

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Aapake kewal mobile number aur name se aapake account se paise nikal gaye? Please detail me bataiye ki aapane kisko aur kis kaam ke liye apna kaun kaun sa detail diya tha.

  • @nirmalakujur6389
    @nirmalakujur6389 3 місяці тому

    Thank you for information sir ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @raktade1990
    @raktade1990 Місяць тому

    Bank Account Number aur IFSC kisi ko dene se account se paise nikal sakte hai koi?? Means aisa cyber crime ho sakta hai??
    Maine ek person ko apna Bank details diya hai.

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Kya aapane apane bank ke passbook ke front page ka photo/xerox diya hai? ki kewal account number aur ifsc code kisi page par likhkar.
      Kewal bank account ka number aur ifsc code jankar koi aapake account se paise nahi nikal sakta.

  • @mehndinaaz8183
    @mehndinaaz8183 3 місяці тому

    Sir maine galti se ek anjaan number p msg kr diya or ubhone mera account details manga toh maine block kr diya toh kya mra account hack ho skta h plz help kre

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  3 місяці тому

      Nahi isase aapaka account hack nahi hoga

    • @rakshitsharma3742
      @rakshitsharma3742 2 місяці тому +1

      Sir mene ek unknown insan ka 20 rupy send kie hai or usme mujhse cash diye ka vo mera acount hack krskta h kya

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому +1

      @@rakshitsharma3742 nahi, aapaka account bilkul safe hai

    • @rakshitsharma3742
      @rakshitsharma3742 2 місяці тому +1

      @@govnewsofficial shukriya

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому

      @@rakshitsharma3742 Welcome

  • @adityaaman.20
    @adityaaman.20 2 місяці тому

    Kare toh kare kya

  • @nishaindora6801
    @nishaindora6801 2 місяці тому

    Sir jo mere account me phone no. Lga hua h vo maine kisi ko paise paytm kre the to uske pass mera account ka phone no. Chala gya h to kya vo mere paise nikal skta h

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому

      Nahi. Waise approx sabhi logo ka personal number hi phonepe/paytm/gpay ka hota hai ya bank account se link hota hai. Chinta ki koi baat nahi aapaka paisa safe hai.

    • @nishaindora6801
      @nishaindora6801 2 місяці тому

      @@govnewsofficial sir vo new sim bna lete h no. Ki

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  2 місяці тому

      @@nishaindora6801 agar aapako lag raha hai ki aapaka number ka dusara sim bana hai to aap custmer care me call karke pata kare ki aapake number ka koi dusara sim to nahi bana hai

  • @PramodBhai-hf4ke
    @PramodBhai-hf4ke 25 днів тому

    🙏

  • @nishaindora6801
    @nishaindora6801 2 місяці тому

    Please sir jaldi reply kr dijiye ga

  • @ShivaniPatil-n9q
    @ShivaniPatil-n9q Місяць тому

    Plz reply mi

  • @SauravGuha-vx9nr
    @SauravGuha-vx9nr Місяць тому

    Sir, maine 9k boss app pe apna number, name,a/c number diye the Widrawl k liye kya mera ac khatre main hai?

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Mujhe nahi lagta ki isase koi khatara hona chahie. Waise kya aapake account me paise aa gaye?

    • @SauravGuha-vx9nr
      @SauravGuha-vx9nr Місяць тому +1

      @@govnewsofficial haan aaaya

    • @govnewsofficial
      @govnewsofficial  Місяць тому

      Kya isme paisa bhi lagana padta hai kya? Agar lagana hota hai to jyada mat lagaiyega kyuki fraud log pahle kuch profit dekar trust built karte hai fir jyada paisa invest kara karke fraud kar dete hai

    • @SauravGuha-vx9nr
      @SauravGuha-vx9nr Місяць тому

      @@govnewsofficial main paisa jyada nehi lagaya, 1800 k kareeb lagaya, fir return 4195 aya, maine 1800 rupaay Phnpay k jariye pay kia tha aur har bar alag alag naam/QR ata hai, fix QR or Party name nehi ata tha, toh yeh darr hai ki kahi meta ac khali na ho jaaye. Yehi koi 4/5 din hua

    • @SauravGuha-vx9nr
      @SauravGuha-vx9nr Місяць тому

      Maine jisse ye app Lia unhine 35k to 40k invest karke 2.5 lakh kama lia btw