Sir..apke channel se kafi kush hu mein ...mein mumbai se prayag ke liye arha hu 11 ko ate he room book karna padega 10 din ke liye arha hu ...kya nasdik mein station ke lena sahi rahega aur single aunga tho kya. Saste mein. Mil jayega kripya kar ke help kijiye
aap ka bahut bahut dhanyawad . kripiya hame rainbasere k location k baare me batayea pls kaha kaha bana hua hai aur kaise uske laab lea ja sakta hai kya timing hota hai
Parbhu hum family kai sath feb after basant panchmi aa rahe hai kya rush kam hoga? Or please batye rehne kai lye jagah budget hai 2000-3000 tak ka please
आप से दो प्रश्न पूछना चाहता हूं मेरी ट्रेन प्रातः 2:00 (am) को प्रयागराज जंक्शन पहुंच जाएगी। प्रश्न यह है कि १. क्या तीन चार बजे तक प्रयागराज जंक्शन से संगम के लिए यातायात मिल जाएगा? २. संगम में स्नान के लिए कोई प्रशासन द्वारा समय तो नहीं निर्धारित कर रखा? ३. क्या मेला परिसर एक अंदर से संगम पर पांटून ब्रिज के जरिए जाने के यातायात (e rikshaw )उपस्थित रहेंगे?
Mela kshetra me sasta wala tent ki booking offline hogi, manage tento ki booking online shuru hai, bahut si registered website kar rahi hai my trip, irctc etc.
Jis din hum pohuche us din kya snan nehi kar sakte ? Koi bol raha tha k do din pehele rasta bandh kar dete hai...kisiko jane nehi deta hai...kya e sach hai ?
Rasta only private gadi ke liye band hota hai, श्रद्धालुओं को स्नान करने के 24 घंटे खुला है, कोई रोक नहीं, बस मुख्य स्नान तिथि को 3-4km पैदल चलना होता है, जो सभी के लिए है
I am from odisha . aapka jankari se hame bahut hi sahas mila prayagraj janeka
🙏
Radhe Radhe Jay shree Krishna
जय श्री राम
जै श्री राम🙏
Jai sri ram
Sita Ram ji
Jai Shree Ram
sir narayani ashram bhi bahut sundar hai uska bhi beautification ho rha usko please cover kriye
Hann jaunga jald hi
JAI SREE RAM 🙏
Sir..apke channel se kafi kush hu mein ...mein mumbai se prayag ke liye arha hu 11 ko ate he room book karna padega 10 din ke liye arha hu ...kya nasdik mein station ke lena sahi rahega aur single aunga tho kya. Saste mein. Mil jayega kripya kar ke help kijiye
1000 per night minimum milega, mele se dur lenge to 400-500
Best video
🙏
Bhaiya kya aap bta sakte ho ki kaunsa shahi sanan karna acha hoga apne parents k sath kyonki hum log 6 ke 6 shahi sanan nhi kar skte
3 february basant panchami
@@LokParlok thnxx bhaiya
29 ko moni amavasya Shai snan hai
बहुत ज्यादा रेट बढ़ा रहे ह वहा होटल,,,हद ऑनलाइन देखो जो कमरा आज 500 तक वह कुम्भ मेले में 15000 से ऊपर😮
Hann manmani hai bhai, sach baat hai mera bas chale to sabko andar kar du 😀
Good Work…!
Thanks!
हर हर गंगे
Rajshi sanan se ek din pahele rod band hotey hai ya dho din pahele.
1 din pahle, 29wale me 36 ghante pahle
Radhe Radhe gd morning dada ji prayagraj si Varanasi Jane ki Direct bus milega ya pehli ticket book karna padega
मिलेगी बेटा, booking की जरूरत नहीं, 2 घंटे जाने मे लगता है
Train aur bus available rhti hai ,hr10 minutes pr Varanasi, (Banaras )k liye bus mil jayegi.civil line se
Sanan wale din prayagraj Junction se kumb mela tak nahi ja sskte kya ji
Ja sakte h, but kuchh dur paidal bhi jana hoga
🕉🕉🕉🕉🕉🙏👍
aap ka bahut bahut dhanyawad . kripiya hame rainbasere k location k baare me batayea pls kaha kaha bana hua hai aur kaise uske laab lea ja sakta hai kya timing hota hai
Rain basera ka location sahi se 13 December ke baad milega
@@LokParlok bahut bahut sadhuvaad
Parbhu hum family kai sath feb after basant panchmi aa rahe hai kya rush kam hoga?
Or please batye rehne kai lye jagah budget hai 2000-3000 tak ka please
Rush nahi hoga us samay, jagah bhi rahne ke liye mil jayega
Where can I see the holy monk?
Will they come to the arena last week of December?
😀 mele me
1 phla din prayagraj mahakumbh and 2 banarasi total kitne ka budget hoga please batayiye
Rs. 5000
प्रयागराज में ठहरने के लिए पहले से ऑनलाइन बुकिंग कहां करें
Sir kisi bhi registered webaite se, jaise IRCTC, Book my trip etc.
Prayagwal
गुरूजी
अरैल घाट से सोमेश्वर महादेव मंदिर कितना दूर है
2.5km
Is ayodhya and chitrakut in same direction or in different direction?
Different
Just opposite, but same distance from prayagraj
@LokParlok thx
सर वहीलचेयर मील जाएगी क्या
Pata karke december 1st week me bata dunga, waise ek baar paper me nikla tha ki wheelchair ki suvidha hogi but mukhy snan ke din nahi
आप से दो प्रश्न पूछना चाहता हूं
मेरी ट्रेन प्रातः 2:00 (am) को प्रयागराज जंक्शन पहुंच जाएगी। प्रश्न यह है कि
१. क्या तीन चार बजे तक प्रयागराज जंक्शन से संगम के लिए यातायात मिल जाएगा?
२. संगम में स्नान के लिए कोई प्रशासन द्वारा समय तो नहीं निर्धारित कर रखा?
३. क्या मेला परिसर एक अंदर से संगम पर पांटून ब्रिज के जरिए जाने के यातायात (e rikshaw )उपस्थित रहेंगे?
Date aapne nahi bataya hai, snan har samay hoga, koi time nahi
E rikshaw orange color ke Mela me chalega
Date :5 feb
kaha pe rookna achha hoga mela ka tent main yeah dhormoshala main, 4 din rookenge, kaha se achhe se mela ghoom payengey...thank you
Dono sahi hai, jo aapko better lage
@@LokParlok mera ashram ka tent se sangam 2 kilometr hain,,,,yeh dooriyan thik hain ...thanks in advance
🌹🙏 जय श्रीराम भाई टेंट कितने में बुक होगा
भाई हर tent वाले का सुविधा के anusar
Sastabale tent ka no digiye.
Mela kshetra me sasta wala tent ki booking offline hogi, manage tento ki booking online shuru hai, bahut si registered website kar rahi hai my trip, irctc etc.
@LokParlok Nam aste sir. Mela khetro me 1000 per nt mile ga? Mai 11 to 14 /1/25 rukna hy
सर ये कुम्भ मेला कहा पर लगेगा जिला और स्टेट बताए
Prayagraj, up
Jis din hum pohuche us din kya snan nehi kar sakte ? Koi bol raha tha k do din pehele rasta bandh kar dete hai...kisiko jane nehi deta hai...kya e sach hai ?
Rasta only private gadi ke liye band hota hai, श्रद्धालुओं को स्नान करने के 24 घंटे खुला है, कोई रोक नहीं, बस मुख्य स्नान तिथि को 3-4km पैदल चलना होता है, जो सभी के लिए है
मांसाहार करनैवालैकुंभस्नानकेबादछौडदैवैमांसाहार
मुकपशुपंक्षींकीपेटको.स्ममशान बनाडाला
मासांहारछौडेसदाशाकाहारीरहै
Kuch room bataye budget me
Kitne tak budget hai
@@LokParlok2000
Where can I see the holy monk?
Will they come to the arena by the end of December?
@@debashritanandi4281Ya,this time maxm monk arrived here.
प्रयागराज में बाइक या स्कूटी भारा पर कहा पर मिलेगा
Not available, only bicycles
Kisi tourist center par try kar sakte hai, jaise Rambag Chauraha, Subash chauraha civil line
Bicycle ka btana kha se milega @@LokParlok
Sir 500 se 1000 ke budget me rooms btyea 1 night ke stay ke liye please 2 logo ke liye
December 1st week me batata hu
🙏🙏🙏
Radhe Radhe, Jay shree shree Ram.
जै श्री राम🙏
Melee taim Baska Sumedha nahi he
Mele me E-Rikshwa orange
सस्ती रेट के टेंट में रहने की व्यवस्था कैसे बुक करावे
Offline, panda ke paas
आरएस 500 प्रतिदिन के हिसाब से कोई बढ़िया रुकने की जगह है तो बताइए चार आदमियों के लिए
500 me 1room 8x10 ka mil sakta hai, kumbh distance 1km
Sir koi 500 se 1000 ke budget me room btayea jisse ke 1 night stay ho jaye nearby sangam me
Knowledge bhut km dour ho Bina Kam ki bate bhut jyda boli h jisse vedio long time jyda ho
Kam pade likhe log bhi channel se jude hain, Aise me samajhana padata hai bhai
@LokParlok ha ye bhi bat Sahi h yr apki
पका रहा है ये सब जगह एक दिन में नहीं घुमा जा सकता मैं सभी जगह गया हूं कोई भी इन जगहों पर एक दिन में नहीं घुमा सकता है
Bhai mai bhi Ghuma hu, ek nahi kai baar, Anubhav ke sath batata hu aise hi nahi hava me.
Aapke vichar aur vyavhar shabdon men jhalak rahe hai🙏
Sasti tent ka phone number dijiyega
13 tak wait kare, sab koshish karunga
Sangam ke pas tent city ka mobile number deve
Abhi lag raha hai, 10 December ke bad
@LokParlok tq
Mai vahi rahta hu jhunsi
🙏
सस्ती टेंट सिटी का एड्रेस व फोन नंबर दीजिए
13 ke baad
कृपया मुझे कुंभ माला तम्बू में रहने के लिए सुरक्षित स्थान बताएं।कृपया अपना फ़ोन नंबर साझा करें।
Rent par panda se lena hoga, free me Rainbasera