Sir ji mere pass pbt 701stranger me thodi der me ke side ke trasister garm ho jate h kaha se falt hoga adio bhi thodi der me sahi nahi atta kaha se problem hogi
Sir mera nam manish kumar hai mai ek elektresion k pas mosfet repair dikhane jata hu our mera elektresion mosfet jone ko alag trasformer se chek karta hai usake bare me jankari chahiye!
Sir preset ka ekdom pas me resistance ka value kea he please Sir.
dada negetive bise kon jaga theke 0.5v milabo plz dadabolun
Sir driver bord ke baare me full bataye
Sir pbt 701 driver board ka total resistance ka value ka video banaye .
Nice vedio bro
Vari good sir ji
Sir ji masino me resistance se shooting ka falt atta h kya
Good sir
701satenjar tandistar pc borad seavaj araha hai jamafr marane
Video #92 dekhe
Sir ji mere pass pbt 701stranger me thodi der me ke side ke trasister garm ho jate h kaha se falt hoga adio bhi thodi der me sahi nahi atta kaha se problem hogi
Stranger amplifier 701 eska video part by part upload hai dekhe
Sir mera nam manish kumar hai mai ek elektresion k pas mosfet repair dikhane jata hu our mera elektresion mosfet jone ko alag trasformer se chek karta hai usake bare me jankari chahiye!
PBT 701 ka negative side garam ho raha hai positive side garam nahin ho raha hai kya problem ho sakta
Transistor ko acchi tarah se check Karen
Double 15 ke load per 701 Bar Bar overload dikha raha hai Kya Karen
Lod kam kar de ya
Overload change Karen
Sir esme jo preset laga hai wo kis kaam ka hai
वॉइसीग वोल्टेज सेटिंग
Sir Stanger ka samja nahi aata
Amplifier short bta rha h aur problem driver board me h lekin kon sa saman kharab h wo pta nhi chal rha h toh kaise dhunde.?
Stranger 701 ka audio driver board ka Puri jankari ka video upload hai aap mere channel per jakar ke dekhen
@@rvdigitalelectronics3922mujhe nhi mila
Driver board ka voltage testing ka upload video dekhe
Exchanger 502 ka awaz kharab hai aur tringestat garam ho rahi
हमारे आने वाले वीडियो का इंतजार कीजिए
701 main hum jaise he speaker ka wire laga rahe hai usmain bhu karke sound aa raha
Loose contact check kijiye aur filter condenser check kijiye aur input audio driver Kit problem ho sakta hai
@@rvdigitalelectronics3922 ok
Sar hamen training leni hai contact number dijiye
jankari ke liye Telegram channel join Karen upload video ke description box mein link Diya Gaya hai