Manokamna poori hone k baad dhaage kaise kholenge???? Humne jo dhaaga baandha hai uske upar na jaane kitne logo ne dhaaga baandh diya hoga. Saabhi dhaago ka colour bhi same hai.
What time did u reach mansa devi udankhatola? And how long did it take to complete all 3 temples. And the 95 rs bus fare is it included in ropeway fare of 322 or excluded?
For visiting Chandi Devi temple after visiting Mansa Devi temple -Do we need to come back by ropeway to Haridwar (from where we boarded Mansa Devi temple Ropeway ) or Do we need to go from Mansa Devi temple directly to Chandi Devi temple ?
Ye hai ropeway jane ka rasta 😂😂😂😂.... Jaise ye video dekhne wale to Haridwar mai hi rehte hai... Nai jante tvi to dekh rhe hai ye batana chaiye ki ye point ka name kya hai city k ander h ya kaise pauchna hai
@@TorqueTalesplz clear my one doubt...online ticket booking mai agar dono ka saath krte hai Mansa Deviand chandi devi ji ka toh time slot diya hai .for exam agar ham 8 se 9 select krke combine ticket le lete hai then hame ussi time pe exact allow krenge kya agar late hua phir??aur Mansa devi by chance time se chale gye but 1 hr slot 8 se 9 mai chandi devi mata ji jane mai toh late hoga hi then dusre timing mai allow hoga ussi din..??
Any query feel free to ask in comment.
Humari vehicle hai to kya hume transport charges dena padega ?
How much time in total is required for the ropeway-darshan-bus of both Maa Chandi Mandir and Maa Mansa Devi ji?
@@soumyarsarangi morning i was started and afternoon by 1pm I was finished
What time did you start in the morning sir?
Har Har Mahadev ❤❤❤
Har har Mahadev
Jai maa Mansa Devi Jai maa chandi mata ki jai
Jai
Jai shree krishna
Jai Shri Krishna
Jai maa chandi devi
Jai
Jai maa Mansa Devi 🙏🙏🙏
Jai
Jai Mata Di 🌺
Jai Mata di
Jai Mata di
Jai Mata Di
Jay maa Chandi Devi
Jai
Jay Chandi Mata ki Jay Haridwar
Jai maa mansa devi
Jai
Jai Mansa Mata ki
Kya mansa devi aur chandi devi mandir dono ka ropeway ticket online ek bar me hi book hkya he kya
Yes
Jay mata di
Jai Mata Di
jay mata di 🌹🌹🌹
Jai Mata Di
Aabhar.dono mandir janeke liye ektabhuvan se kitna samay lagta he pl batana?
Subah start kiya tha 1 baje tak free ho Gaya tha
4 se 6 ghante
@TorqueTales ♥️
@TorqueTales ♥️
Mansa Devi and Chandi Devi Mandir k liye ropeway book ki gai hain fir Mansa devi se chandi devi mandir jane k liye separately bus book karna padega?
Sab ek sath book ho jata hai, bus alag se bhi book kar sakte hai
1 din me dono darshan ho sakte hai
Maine ek hi din me kiya tha
ha aaram se ho sakte h
Transportation wali bus same rahti hai kya aane jane mai
Jaruri nahi hai, bust stand se first come first serve basis pe milti hai
Manokamna poori hone k baad dhaage kaise kholenge???? Humne jo dhaaga baandha hai uske upar na jaane kitne logo ne dhaaga baandh diya hoga. Saabhi dhaago ka colour bhi same hai.
Jaha bandha that wahi se ek khol the bat manyta ki hai
Kya Mansa v chandi Mata ke wheel chair mil sakti h kiraye par
Bhai kon si site se book Kari thi chandi Devi mandir aur Mansa Devi mandir ke liye udan khatola
Link description me diya hai
Sir mansa devi se chandi devi ki jo bus ha wo kaha se milti ha
Ropeway ke bahar se, video me details hai
What time did u reach mansa devi udankhatola?
And how long did it take to complete all 3 temples.
And the 95 rs bus fare is it included in ropeway fare of 322 or excluded?
Watch entire video u will get all details
For visiting Chandi Devi temple after visiting Mansa Devi temple -Do we need to come back by ropeway to Haridwar (from where we boarded Mansa Devi temple Ropeway ) or Do we need to go from Mansa Devi temple directly to Chandi Devi temple ?
From there directly buses are available, apart from that private auto is also available, choose as per your convenience
Hmari apni gadi h ... uska kaise hoga.. us se jana shi rhega kya... parkings wgera h kya?
Yeh tino karne mein average mein kitna kitna samay laga
Depends upon you, hum dopahar tak free ho Gaye the
Bhai ji dono temple ko ropeway or transport se kitne time m pur huwa... maximum total kitna time lagega......
4 se 5 hour me ho jayega dono, agar subah jaldi jate hai
@@TorqueTales Thanks 🙏
Mansa devi aur chandi devi mata ka mandir aas pass hn kya?
Door hai but dono ke beech me bus chalti hai
@@TorqueTales okk sir
@@ishiiii07 any other query, feel free to ask
Ye hai ropeway jane ka rasta 😂😂😂😂.... Jaise ye video dekhne wale to Haridwar mai hi rehte hai... Nai jante tvi to dekh rhe hai ye batana chaiye ki ye point ka name kya hai city k ander h ya kaise pauchna hai
Noted
How to book ropeway tickets online ?
Detail is given in video
Website kya hai online booking ke liye??
Video aur description dono me mention hai
@@TorqueTalesthanks btw kitna time laga tha sir, dono temple cover karne main
@@govindgaurabjha14 dopahar free ho gaya tha
Plz share online ticket booking link for ropeway.
udankhatola.com/
Sir ropeway service morning kis time start ho jati h ...
Udankhtola.Com pe aap book karo, jis din jana hai us din Ka timing mil jayega
@@TorqueTales thanks 😊
@@TorqueTalesplz clear my one doubt...online ticket booking mai agar dono ka saath krte hai Mansa Deviand chandi devi ji ka toh time slot diya hai .for exam agar ham 8 se 9 select krke combine ticket le lete hai then hame ussi time pe exact allow krenge kya agar late hua phir??aur Mansa devi by chance time se chale gye but 1 hr slot 8 se 9 mai chandi devi mata ji jane mai toh late hoga hi then dusre timing mai allow hoga ussi din..??
@@abhimanyusingh6853 maine subah ke slot ka book kiya tha aur dono sath me hi kiya tha thoda aage pecche chalta hai
@@abhimanyusingh6853 better hoaga time decide karke hi ticket book kare, bheed kafi hoti hai, bat karne pe allow kar bhi sakte hai
Can we take our pet with us ??
It’s not allowed in Ropeway
Jai maa mansa maa
Jai
Jai Mata Di
Jai Mata Di
Online combo ticket kaise kare?
Website description me di hai
@@TorqueTales wo ticket time slot k hisab se hoti hai ya kisi bhi time k liye valid hoga?......online abhi 2 days ka validation dikha rahe hai