Practical Tawaf ka Tarika by Haji Iquabal Bera प्रैक्टिकल तवाफ का तरीका (pdf link Hajfile desc. me)

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 20 тра 2023
  • Practical Tawaf ka Tarika by Haji Iquabal Bera प्रैक्टिकल तवाफ का तरीका (Central Tanjeem Committee Nagpur, Maharashtra Haj committee)
    Haj File ki link neeche di ja rahi
    drive.google.com/file/d/1wN8u...
    #tnn24 Urdu News Channel Maharashtra
    #tnn24 news Hindi #tnn24newsurdu
    #aimim #ctc
    #haj2023
    #sunni
    #hajhouse
    #haj committee of India
    #hajj2023
    website:www tnn24urdunews.in
    Email: z.atharahmed@gmail.com
    Historical pdf Haj file download karne ke liye neeche link di hai yaha se download karke hard copy nikalkar ghar me rakhe taaqi deegar afraid ko haj ke baare me majeed malumaat hogi / haj me saath rakhe
    agar aap Anjuman committee ke ohdedar hai to
    committee ki taraf se umrah Haj me jane wale aajamine haj ko bhi anjuman ki seal lagakarke tohfa e roop me de sakte hai
    Link
    .drive.google.com/file/d/1wN8u...
    Demonstration place :Mohammed Ali saray,Mominpura,Nagpur
    TNN24 Urdu News Channel -Maharashtra Bureau chief -Zaamin Athar Mobile No 9425871376

КОМЕНТАРІ • 52

  • @Faizkhan-qn9lx
    @Faizkhan-qn9lx Місяць тому +4

    Mashaallah subhanallah ❤

  • @psychology890
    @psychology890 Рік тому +2

    बहोत अच्छे और आसान तरीकेसे समझाया..बहोत बहोत शुक्रीया..हाजीसाब

  • @ibrahimsheikh609
    @ibrahimsheikh609 Місяць тому +1

    Masha Allah

  • @madeehaqamard2946
    @madeehaqamard2946 11 місяців тому +2

    Jazakallah

  • @humeerasheekh5708
    @humeerasheekh5708 Рік тому +1

    Jazakallahu kheer

  • @sheikhdilshad4361
    @sheikhdilshad4361 Рік тому +2

    Great information 👍👍🤲🤲❤

  • @riyazsheikhvlogs.
    @riyazsheikhvlogs. Рік тому +2

    Very important information

  • @fayazghori3983
    @fayazghori3983 Місяць тому +1

    Jazakallah. ❤❤❤

  • @NaushadAli-zb5mi
    @NaushadAli-zb5mi Рік тому +1

    ❤️❤️❤️ Masha Allah 🌹🌹🌹 Ameen 💓💓💓 Summa Ameen 🌹🌹🌹

  • @NurulIslam-kc2jl
    @NurulIslam-kc2jl Рік тому +2

    ماشاءاللہ ❤ Useful informative video

  • @TaslimKhan-uh5tz
    @TaslimKhan-uh5tz Місяць тому +3

    खूबसूरत तरीके सेसमझाया है, शुक्रिया

  • @aqueelshahanawaz4676
    @aqueelshahanawaz4676 Рік тому +3

    Mashallah , jajakallah
    Allah pak aapki un duao ke kabul kar jo aapke haq me behatar ho

  • @riyazsheikhvlogs.
    @riyazsheikhvlogs. Рік тому +1

    Masha allha

  • @hanifabennobi3652
    @hanifabennobi3652 Місяць тому +1

    Shubhanallah 🤲🏼🌹♥️

  • @babluhusain4770
    @babluhusain4770 Рік тому +1

    masha allah subhaan Allah 🌴🕋💓

  • @lightbeings6243
    @lightbeings6243 Рік тому

  • @mumtazshaikh3409
    @mumtazshaikh3409 Рік тому +1

    Jajakallah.

  • @balluahmad106
    @balluahmad106 Рік тому

    🤲🤲🤲🤲

  • @user-wc5yq9zr5y
    @user-wc5yq9zr5y Місяць тому

    Hazrat yah kahan likha hai kya bagair etawah ki niyat ke masjid mein khana Pina haram hai jarur btlaiye

  • @iftekharaqa4041
    @iftekharaqa4041 Рік тому +10

    App hajji ki lot par awaz udaiye hamne nagpur point select kiya hai hamne mumbai point change kare.

  • @MinarHafiz
    @MinarHafiz Місяць тому +1

    2 rkaat Mkame ibrahim ki niyyt nhi he bhai
    2 rkaat vajibu tvvaf he bhai
    Aap ke btane me bhot galti ya he bhai

  • @mmali19371
    @mmali19371 Рік тому +2

    Alsalmoalaikum
    Aapne bataya hai ki Bina itekaf ki niyat Abe Zamzam Pina haram h . Meharbani kar ke iski tasdiq karen aur sahi alfaaz ka istemal karen ya fir fatwa ka reference den.
    Mohammad Mumtaz Ali

    • @ridafatima1867
      @ridafatima1867 Рік тому

      Inko khud kuch malum nahi ky Khana hy jab khne kabe pr nazr pade duakaro Khub roo kr pehle apne Walden ke or apne gunhaon ki
      Or apni jaiz tamnnon ki
      Ye Kiya mukhtasr drud padhu or mukhtasr dua Karo ye Kiya pabndi hy

    • @iqbalbera5021
      @iqbalbera5021 Рік тому

      ​@@ridafatima1867 कमेंट्स के लिए आपका शुक्रिया, दर असल मेरे भाई खाने काबा पर जब पहेली नज़र पडती है तब आँख से आँसू निकल पडते है और हमारी पलक झपक जाती है, इसलिए कहा है कि दुआ से पहले छोटा दरुद पढे और जो दुआ बताई है वो मांग ले उसके बाद जी भर के दुआ मांगे, उसके बावजूद आपको एतराज है ? कोई बात नही आपने मेरी इस्लाह फरमाई अल्लाह आपको जज़ाए खैर अता फरमाए ।

    • @azaharali9299
      @azaharali9299 Рік тому

      Ye mowallim sahab ne bohutsare vul batey kahin hain ye thik nahi. Gunah ki bat hain. Pohle apne sahi jannewala ke pas Jakir sikhein bad me akor sikheiy

  • @abdulahadkhan4944
    @abdulahadkhan4944 Рік тому +1

    Tawaf ki niyat ke bad hazre aswad ke samne Pahle takbeer kahe aur uske bad istelam kare.Aap ne taqbeer nahi batai hai . Safa marwa me Hari light ke beech tej chal se chalna hai Daudna nahi hai.zazakumullah.

  • @azaharali9299
    @azaharali9299 Рік тому +1

    Apne jo kaha ejteba hutehuye vi namaz ada korna ye sahi nahin hai agar daye kandh khola rohega to namaz nahin hoga daye kandh dhak ke namaz porna bad me ezteba korle(daye kandh khul ke) tawaf suru korna jaha se tawaf sorke namaz porne giya tha.

  • @Mr20877
    @Mr20877 Рік тому

    Good explanation, but bad camera man. Video should be covering whole thing.

    • @tnn24urdunewschannelmahara41
      @tnn24urdunewschannelmahara41  Рік тому

      Baat aapki sahi hai lekin waha par se aajamine haj ko bar bar kah rahe the ki door rahe lekin wah log sunne ke baad aa jate the isliye picturised jo hona tha nahi ho paya aur hame bhi laga tha lekin aapne hamari man ki baat zabaan me le aaye. Shukriya

  • @mderfan1388
    @mderfan1388 5 місяців тому +1

    ملتجم ملتجم

  • @abuzermohammed787
    @abuzermohammed787 Місяць тому

    Inho ne kuch batey galat batayi hi
    Allah ham sab ko deen ki samjh ata farmaye Aammeen ya rab

  • @dr.iqbalqureshi9964
    @dr.iqbalqureshi9964 Місяць тому

    Tawaf k bad wajibut tawaf ki nayyat aap ne ghalat batlai,
    Maqame Ibrahim ki 2 rakat parah ta hun ki bajai ME DO RAKAT WAJIBUT TAWAF KI NAYYAT KARTA HUN ye niyyat Karni chaiye.

  • @mustaqeemkhan7398
    @mustaqeemkhan7398 Рік тому +1

    نماز کی حالت میں تو کندھے کو ڈھانکے گے

  • @Mahmoodisa849
    @Mahmoodisa849 Рік тому +2

    Galaat Bolaa Aapne. Palak jhaapaknaa, كوى بي صحيح اهادىث لا، لا ناي ناي

  • @mderfan1388
    @mderfan1388 5 місяців тому

    جم جم جمجمجمججمجمجمجمجمجمجمجمجمجمجمجمجمجم

  • @ImranKhan-sd9bh
    @ImranKhan-sd9bh Рік тому

    Ahram.pehna.ho.to.kehte.hen.me.niyat.karta.hun.umre.ke.tawaf.ki.aap.ki.video.me.kafi.kuch.ghalat.he.

  • @inaya_123
    @inaya_123 Рік тому

    Please dont imitate Kaaba. Kaaba is only one

    • @tnn24urdunewschannelmahara41
      @tnn24urdunewschannelmahara41  Рік тому

      Beshak Qaba Sharif ek hai aur ek hi rahega , Hajio ko samjhane ki liye (Demonstration)artificial banaya gaya hai aur kuch nahi ,.Aisa karne se agar gunah hai to Allah se dua hai ki hame maaf farmaye Aamin

    • @inaya_123
      @inaya_123 Рік тому

      @@tnn24urdunewschannelmahara41 thanks aap meri baat smjhe. Mujhe bhi mere baba ne smjhaya tha is bare me tab samjh me aata tha. Asal baat ye hai ki ye artificial kaabe ka bhi log waisa hi ehtram Krna shuru kr dete hai jisse ki shirk hine ka doubt rehta hai . Bs isliye ehtiyatan isse bache. And Allah knows the best.

  • @tnn24news
    @tnn24news Рік тому

    Thanks all 42 k wewer s

  • @ibrahimsheikh609
    @ibrahimsheikh609 Рік тому +2

    Masha Allah

  • @abdulahadkhan4944
    @abdulahadkhan4944 Рік тому +2

    Tawaf ki niyat ke bad hazre aswad ke samne Pahle takbeer kahe aur uske bad istelam kare.Aap ne taqbeer nahi batai hai . Safa marwa me Hari light ke beech tej chal se chalna hai Daudna nahi hai.zazakumullah.

    • @iqbalbera5021
      @iqbalbera5021 Рік тому +1

      अस्सलामोअलैकुम
      अलहमदोलील्लाह सबसे पहले मेरे इस्लामी भाई अब्दुल अहद साहब का बेहद शुक्रगुज़ार हुँ की आप ने अपने मसरूफ लम्हों मे से वक़्त निकालकर मूझ नाचीज की हज-ओ-उमराह की व्हिडिओ देखी और मेरी इस्लाह फरमाई ।
      हज या उमराह के लिए जाने वालों की ख़िदमत करना ये मेरा शौक नहीं बल्कि जुनून है और मैं जानता हुँ की ये काम बहुत ज़िम्मेदारी का है,
      कई उलमाए-किराम की मौजूदगी मे भी मुझ नाचीज को हाजियों की तरबीयत का शर्फ हासिल हुआ और ये मेरी खुशनसीबी है की उन उलमाए-किराम ने भी मेरे हर्फ हर्फ की ताईद की और अपनी दुआओं से नवाज़ा ।
      मैं हज-ओ-उमराह के अरकान सिखने के लिए अक्सर उलमा-ए-किराम से राब्ते मे रहता हुँ और ये मेरा तजुर्बा है की कुछ अरकानों को लेकर अलग अलग उलमाए-किराम की अलग अलग राय थी जैसे सफा मरवा के बिच तेज चलना है या दौड़ना है इसको लेकर भी अलग अलग राय है ।
      हाल ही मैंने एक नामवर और मोतबर मुफ्ती साहब के हज-ओ-उमराह के अरकान के ताल्लुक से हज हाउस मे एक तरबीयती कॅम्प मे शिरकत की जिसमे उन्होंने भी हजरे असवद के सामने तकबीर का जिक्र नही किया बल्की नियत के बाद इस्तेलाम ही कहा है ।
      मैंने जिस किताब का मुताअला किया उसमे भी यही लिखा है की सफाई मरवा के बिच दौड़ना है उसका सबूत आपकी खिदमत मे पेश है,
      फिर भी अब्दुल अहद खान साहब ने जो अपनी राय पेश की है उसका भी मैं एहतराम करता हुँ और आपका शुक्रिया अदा करता हुँ ।
      जज़ाकअल्लाह