Kya koi bhi soil mein yeh plants grow karta hai...?? ... Aur agar water mein grow karenge toh glass mein kitna water dena chahiye.... Mein bilkul beginner hu aur bilkul novice hu... Aur yeh Meri favorite plants hai... So kripya reply dijiye... Aur pl aap mujhe thodi guide kijiye.... Waiting for your reply... Thank you so much for this video...
Hello Roshni ji, Ye bahut hi hardy plant hai isliye isko kisi bhi mitti me lga sakte hain. Paani me lagane k liye jahan tk stem hoti hai vahan tk paani dalna theek rahega. Thank you 😊 Keep watching my videos 😊
@@LeafBudPetal thank you🙏🙏🙏🙏🙏❤🌹🌹🌹🌹 thank you so much for giving me ur precious advice and guidance..... Ur important and informative videos are always liked shared And subscribed by me... Looking forward for ur next video.... 🤩🤩👌👍 ... Thanks once again....
agar root rot ho gya hai to plant ko pot se nikal k rotted part cut kr de aur fir usko well drained soil me repot kr den. iss plant ko jyada paani ki jarurat nhi hoti hai isliye jb tk upper layer of soil bilkul dry na ho jaye tb tk paani na daale. aasha hai aapko apne sawal ka jawab mil gya hoga. thank you
Maine bhi bhut sare plants reday kiye ha 1 se 😊❤️
Great 👍
@@LeafBudPetal api apne kese ziada plant bnae mera to ek hi h koi baby plant nahi a raha
Very nice..Beautifully captured & well explained..
Thank you
Very well... You have explained it very well... Keep it up... 👍
Thank you ☺️
Nice
Thank you
👌
thanks
Pani Main Grow kar sakte hain kya?
Kya koi bhi soil mein yeh plants grow karta hai...?? ... Aur agar water mein grow karenge toh glass mein kitna water dena chahiye.... Mein bilkul beginner hu aur bilkul novice hu... Aur yeh Meri favorite plants hai... So kripya reply dijiye... Aur pl aap mujhe thodi guide kijiye.... Waiting for your reply... Thank you so much for this video...
Hello Roshni ji,
Ye bahut hi hardy plant hai isliye isko kisi bhi mitti me lga sakte hain. Paani me lagane k liye jahan tk stem hoti hai vahan tk paani dalna theek rahega. Thank you 😊
Keep watching my videos 😊
@@LeafBudPetal thank you🙏🙏🙏🙏🙏❤🌹🌹🌹🌹 thank you so much for giving me ur precious advice and guidance..... Ur important and informative videos are always liked shared And subscribed by me... Looking forward for ur next video.... 🤩🤩👌👍 ... Thanks once again....
Mam root rott hone pe kya bachaya ja sakta hai?
agar root rot ho gya hai to plant ko pot se nikal k rotted part cut kr de aur fir usko well drained soil me repot kr den.
iss plant ko jyada paani ki jarurat nhi hoti hai isliye jb tk upper layer of soil bilkul dry na ho jaye tb tk paani na daale.
aasha hai aapko apne sawal ka jawab mil gya hoga.
thank you
Water propogation ho sakte kya??
han
Indoor lagaye ya outdoor
Outdoor shade me theek rahega. Agar indoor rakhna hai toh week me ek din evening ki dhoop me jarur rakhe .
Ye jo flowers dry ho gaye hai wo as a seed use hoga... Maine kiya hai👍
Han ji
Nice
😊