Bhai Rajghat to maniram new four lane highway ka update do ground report ke sath ishpe railway line ke uppar rail over bridge bhi banega pleased update do
Bhai ek question hai Gorakhnath flyover bn rha hai ek aur already ghar ko Todd kar jgh bnai gyi hai to phir metro ke pillar ke liye jgh kaha se milegi aur same dhrmshale me bhi agr ek aur flyover bana to voha nhi jgh hai nhi voha ghar todne padenge to metro ke pillar ke liye kaha se jgh milegi ?
Jungle kaudiya kaleshar highway zero point se lagbhag 500 meter duri pr plot le skte hain hm log…kuch companies plotting kr rahe Wahan pr? Please jrur btaiye? Area jungle kaudiya hai
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 ha lagbhag 300 meters k Bahar hi hai but hm kaise pta lagayein ki jo Wo plotting kr rahe Wo Sahi hai…ush pr GDA action nhi legy future mein….filhal Wo area GDA k Ander nhi hai…company jo plotting kr rhi Wo redhills pvt ltd. Hai….gosainpur, jungle kaudiya, zero point jungle kaudiya se around 500-600 meter duri pr hi hai…highway k kinare…..
Gorakhpur me Aaata hi Kim h ghumne Banaras me roj lakho me log aa rahe h ghumne Gorakhpur me kon ata h ghumne Banaras ka khaan paan poore Bharat ne famous h gkp ka kya famous h India me
गुड भाई ❤
Good
Gorakhpur city ab lucknow jaisa extention ho rha hai
जी भाई जी 👌
😊😊😊😊😊😊
धन्यवाद आपको 🙏
Sir Maharajganj Railway Station ki Update dijiye...kahi se koi khabar nai mil paa rhi h
जी इसपर भी मै 2 दिन में अपडेटेड दूंगा 🙏
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 m intezaar kr rha hu sirr...aap jaldi koi update dijiye...aapke video mjhe bahot psnd hai...
Good news😊😊
धन्यवाद 🙏🙏
Deoria road se distance kitna hai
Bhai Rajghat to maniram new four lane highway ka update do ground report ke sath ishpe railway line ke uppar rail over bridge bhi banega pleased update do
wow bro ek aur new overbridge great👌
Update deta hun 2-3 din me
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 haan bhai ye Habart Bandhe wala road h
bhai inland waterway 1 ka vedio banwao Landlock nhi rehga fir up aur export asani se hoga uske fayda bhi batana varanasi praygraj se hoke gujrega
जी भाई 🙏
Omaxe to gaayghat k paas bnne wala tha na. Ye area to baadh wala h
Omaxe देश की सबसे बड़ी रियल स्टेट कम्पनी में से है और कम्पनी सब सर्वें कराकर जमीन खरीदी है.
Bhai itni lambi video kyu bna rhe bina wajah
भाई कुछ लोग बोलते हैं लम्बी और आप बोल रहे छोटी.
तो एक्चुअली सारा तो वीडियो लम्बा नहीं होता है
जानकारी विस्तार से देने के लिए लम्बी वीडियो डालते हैं
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 bhai baat lamba video ki nhi h. Jb jankari puri ho jaye to phir usko bina matlab khichne ki jarurat kya h
Bhai ek question hai Gorakhnath flyover bn rha hai ek aur already ghar ko Todd kar jgh bnai gyi hai to phir metro ke pillar ke liye jgh kaha se milegi aur same dhrmshale me bhi agr ek aur flyover bana to voha nhi jgh hai nhi voha ghar todne padenge to metro ke pillar ke liye kaha se jgh milegi ?
Metro nahi chalegi gkp me
Are bhai vo sab ho jaayega
मेट्रो के पिलर को बाबत हाई से ले जायेगा.
मेट्रो लाइन और उपरर से जायेगा.
जैसे गाजियाबाद में कई जगह हाई
bhai jaan gorakhpur me metro nahi ban rahi wo to yogi ji ne lolipop diya tha😢
@@ss-416 Meko bhi lg rha h lollipop hi h
इसके प्लॉट्स कब बिकेंगे ???
बस 01 महीने और इंतज़ार कर लीजिये
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 रेट और प्लॉट साइज का कुछ अंदाजा बताइए
Jungle kaudiya kaleshar highway zero point se lagbhag 500 meter duri pr plot le skte hain hm log…kuch companies plotting kr rahe Wahan pr? Please jrur btaiye? Area jungle kaudiya hai
कालेसर से जंगल कौड़िया के बिच मे प्लाट नहीं ले सकते रिंग रोड के 300 मीटर अंदर.
हाँ अगर 300 मीटर के बाहर प्लाट हैँ तो ले सकते हैँ.
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 ha lagbhag 300 meters k Bahar hi hai but hm kaise pta lagayein ki jo Wo plotting kr rahe Wo Sahi hai…ush pr GDA action nhi legy future mein….filhal Wo area GDA k Ander nhi hai…company jo plotting kr rhi Wo redhills pvt ltd. Hai….gosainpur, jungle kaudiya, zero point jungle kaudiya se around 500-600 meter duri pr hi hai…highway k kinare…..
Varanasi me kio township ni ban raha hai kya 😢😢😂😂😂😂😂
नहीं वहा कोई टाउनशिप नहीं बन रहा है
Tab to varanasi pura gao hi rehe jaayega 😂😂😂
@@Rahul-34457 हाँ भाई वहा भी टाउनशिप बनना चाहिए लेकिन एक भी नहीं बन रहा
Gorakhpur me Aaata hi Kim h ghumne Banaras me roj lakho me log aa rahe h ghumne Gorakhpur me kon ata h ghumne Banaras ka khaan paan poore Bharat ne famous h gkp ka kya famous h India me
@@Coachbelt are chill bro itna serious mat hua karo majak ko majak ke tarah liye karo 😅😅😅
Omex me bookings chalu hai
Plot ka rate ?
सायद 30 लाख 1000 एरिया का लेकिन अभी ज़ब पूरा डेवलप हो जायेगा तब प्लॉट मिलेगा.
वैसे ओमैक्स का अपार्टमेंट फ्लैट्स सस्ते मिले यही उम्मीद है
बुकिंग कब होगा या हो गया है???@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245
Khorabar township update
Plots ki booking open hua?
@@sanjayojha1 अभी नहीं दिवाली के आस पास.
@@gorakhpurcapitalofpurvanch3245 Want to connect you on mobile. Koi secure tarika bina mobile number yahan pe diye hue?
Gorakhpur pahle se bhut achcha hai..bus yaha ke log ki soch thik nhi hai
जी सही बात हैँ और लोगो को सोच बदलने की जरुरत हैँ