Hm dahli walon k ghr bhi shola bnta hy but nihari yashadi wala qorma ju left over huta hy us mn bnta hy daal chawal k sath thori palak bhi add krty hn Dish out krty huykch log uper sy pyaz ka bhagar add krty hn kch lehsun zeera hari mirch ka normally ju daal mn dlta hy us ka baghar lgaty hn Bht tasteful or yummy huta hy
App ko umra mubarik ho.App ki dishes tasty hoti hn.meri Nani aur Ammi Dehli ki hn wo ye shola banati thi.uss mn Palak bhi dalti thi aur ye left over salon k sath bhi bunta hur ghost k sath bhi Bhagar piyaz fry Ka Lagta ha.Hary dhaniy podiny Hari mirich zeera aur anardany ki chatni Ka sath khaya Jata ha.ye Dehli walo ki khas dish ha.
Assalam o alaykum yeh hamare ghar bhi Banta hai bohat maze ka hota hai agar ap is main hari wali daal sabut dalain to or bhi laziz banta hai aur garnish k liay fried onion and lemon bohat yummy ker daita hai is ko nice video thanx dear
v yummy ye khas hamary charsadda peshawar ki qadeem dish hey meri ami banati the may bhi banati hu and is ko agar bagair cooker k halki aanch per bhi zyada dair banaye to mazid lazid banti hey jina khatay jaye dil nahi bharta
I love u ...meri nano bhanati thein ....per woo kya kerti thein sare salaan jo bach katy hein unko freeze kerti rehti thein .....phir is mein palak bhi shamil kerti thein bus app ne palaak nahin daali baqi wohi recipe hai .....per is ke upper garnish mein fried onion .....ginger hari mirch ...dhania .....aur chaat masala aur garam masla upper daal ker khaya jata tha ....sooper recipe ....love u aunty
Ap Ka bolna Ka style hi MA SHA ALLAH say itna payar hai k Dil karta hai ap baat Karti rahain.aur MA SHA ALLAH say ap ki recipes ap ki tried and tested Hoti hai.tu hum ko seekhnay k leay aur apni recipes hum say share karnay Ka jazaka ALLAH 😊🌹.
Isky oper pyaz ko oil ya ghee m fry krty hy phir wohi ghee or pyaz is m dal dety hy or achar or salad k sath khaty hy tou maza dobala ho jta hy. Kpk charsadda ki famous dish hy. Or aisy khany m toh or b mazy ki hoti hy or agr chawal mota Wala ho toh bat hi or hoti hy
Bohat aalla🤤 hum b same aisa hi banaty hynn dishout kr last my pyaz golden kr k bareek kati adrak , bareek kati hari mirich ka tarka b dety hyn n pashto me shola ko ghatty rweejy khty hyn
Ye meri ammi ki dish thi wo kohat ki thi same ese hi thi desi ghee dal kar its very yummy ap ne mujhe meri ami ki yad dila di thank u Mujhe recpie me kuch confusing thi soo realy thank u so much
Masha allah buhat maze dar lag raha he aunty aap hume aur bhi achi recipe bana ke dikhay me india se ho me apki sab recipe dekh rhi ho me Abhi join hui ho aapse aap buhat piyari he masha allah allah apko sehat wali zindegi de aur lambi umar de ameen 😊
Your all recipes are very amazing I daily follow your UA-cam channel...and you are a great and kind personality as well..very good channel keep it up !
Night sholy ki garnish Tali hoi lal piyaz n Jillian cut Adrak k sath kho tou buhat Maza deta h shola y recip Delhi k side k log bhi banaty Hain or dahi bhi is k sath kha sakty Hain
Assalamualaikum aunty Yeah aunty it's charsadda famous dish , in charsadda we called it "MOTA CHAWAL" . It's almost every person special food in charsadda. In weddings we cooked it & serve it with achar & chatni 😋. Love from kpk ❤️
Meri saas bnati hain un ki khandani dish hai .she belongs from thatta (sindh)iss main soyaa or methi bohat sara dala jata hai or fresh mooli k sath serve kiya jata hai
Salam anty yeh pathan log banty hy wo small rice say banty hy mary potosi banty thay yeh buit mazay ka hoty hy inn rice ko easy cook rice bolty hy may ny unn say pocha tha rice k bary may
My Mom in law has some Iranian connection, and they call it "Shula" and it is not very spicy. I think "Chola" word is derived from "Shula" my Mom in law puts,lobia and Chana too Your recipes are amazing 👏
Bht mzzy ki lg ri h different c .ma bhi lazmi try kroo gi
Hm dahli walon k ghr bhi shola bnta hy but nihari yashadi wala qorma ju left over huta hy us mn bnta hy daal chawal k sath thori palak bhi add krty hn
Dish out krty huykch log uper sy pyaz ka bhagar add krty hn kch lehsun zeera hari mirch ka normally ju daal mn dlta hy us ka baghar lgaty hn
Bht tasteful or yummy huta hy
App ko umra mubarik ho.App ki dishes tasty hoti hn.meri Nani aur Ammi Dehli ki hn wo ye shola banati thi.uss mn Palak bhi dalti thi aur ye left over salon k sath bhi bunta hur ghost k sath bhi Bhagar piyaz fry Ka Lagta ha.Hary dhaniy podiny Hari mirich zeera aur anardany ki chatni Ka sath khaya Jata ha.ye Dehli walo ki khas dish ha.
Exactly or hm dehli walon k han isy normally shola khichdi kehty hain😇
Same
Assalam o alaykum yeh hamare ghar bhi Banta hai bohat maze ka hota hai agar ap is main hari wali daal sabut dalain to or bhi laziz banta hai aur garnish k liay fried onion and lemon bohat yummy ker daita hai is ko nice video thanx dear
Excellent delicious yammy ❤❤❤😊😊😊bht zabardast khana bnaya hy shola the best bht yammy bnaya hy ❤❤❤❤😊😊😊
Well Done ..Allah Tallah apko kamyab kry ..Ap jci Sas sbko dy ...Ameen ..
Hamesha khush rhien ap ..Ameen
Thanks dear for sharing this recipe. Yeh hamaray peshawar ki dish hai. bacchpan main bohut khai hai
v yummy ye khas hamary charsadda peshawar ki qadeem dish hey meri ami banati the may bhi banati hu and is ko agar bagair cooker k halki aanch per bhi zyada dair banaye to mazid lazid banti hey jina khatay jaye dil nahi bharta
Looking delicious and different recipie.wait for new recipe
MashAllaha very nice video.
Ap k vl9gs boht shouq sy dykhti hn
MarshaAllah very nice my faevrate dish really from islamabad
M.Allah looks so delicious ❤
Love ur recipes.n m also from Islamabad...
Apke recipe bht zabardast hote h 🔥
Will make this InshaAllah
Zabardast bnaya hay aap nay may. bhi bnaongi inshAllah
Ap buhat ache hen apki sare family buhat ache ha
I love u ...meri nano bhanati thein ....per woo kya kerti thein sare salaan jo bach katy hein unko freeze kerti rehti thein .....phir is mein palak bhi shamil kerti thein bus app ne palaak nahin daali baqi wohi recipe hai .....per is ke upper garnish mein fried onion .....ginger hari mirch ...dhania .....aur chaat masala aur garam masla upper daal ker khaya jata tha ....sooper recipe ....love u aunty
same hamary ghr p bhi bnta tha pehly but is me palak bhi dalta tha or shadio k bcha hoa qorma or nihari wagera k salan me bnaty thy aesy
Yes bareek wali palak jo roots may red hoti ha woh must ha
Jii hmare yahn bi bache hue salan dalta h or palak bhi
Meri mama bhi same aisa kerti hen
Khas hamare gher palk gosht ya palk qeema me banta he
Ap Ka bolna Ka style hi MA SHA ALLAH say itna payar hai k Dil karta hai ap baat Karti rahain.aur MA SHA ALLAH say ap ki recipes ap ki tried and tested Hoti hai.tu hum ko seekhnay k leay aur apni recipes hum say share karnay Ka jazaka ALLAH 😊🌹.
MaSha ALLAH you are so cute and lovely dovely saas. ALLAH pak apko hemsha khush rakhay taa k ap itni hi khushi se sbka dil jeet'ti rahyn ameen
Yummiest I will be try this dish InshaALLAH
ND aunty please ap Singaporean rice ki koi achi c recipe b share krdein.
Zabardast...mre saas bnate theen per vo qeema SE bnate theen aur palak bhi dalte theen
Isky oper pyaz ko oil ya ghee m fry krty hy phir wohi ghee or pyaz is m dal dety hy or achar or salad k sath khaty hy tou maza dobala ho jta hy.
Kpk charsadda ki famous dish hy. Or aisy khany m toh or b mazy ki hoti hy or agr chawal mota Wala ho toh bat hi or hoti hy
Forever favourite dish ❤️❤️
Night behan, Allah apko khush rakhay. Ameen
Nighat anty love u you r mashaallah ❤️❤️❤️ so lovingggg and beautiful I love it vidio Allah give u long healthy and success full life ammen
Excellent recipe
ہم چارسدہ گئے تو سپشل کھلایا گیا بہت مزے کا لگا دار چینی اور تلے پیاز کا تڑکا غالب تھا بازاروں میں غٹے روجے کے نام سے مل رہا تھا موٹے چاول سے بنا 😊
MashaAllah amazing recipe thanks for sharing sister ❤️
This is an afghan dish. We make it in the winter months and it’s delicious . You did a great job cooking it.
Wow bot maze ka lag raha hai
I m from charsada it's our traditional dish
Mashalla sweet
Will try for sure..yur cooking steps are very easy ...
Love yu Amma
Oh mere Allah my mom use to cook shola.. and I never know the recipe .. may Allah reward you ameen
Umra mubarek apko...apki family ko
Bohat aalla🤤 hum b same aisa hi banaty hynn dishout kr last my pyaz golden kr k bareek kati adrak , bareek kati hari mirich ka tarka b dety hyn n pashto me shola ko ghatty rweejy khty hyn
my afghan friend made me try shola and i have been a fan ever since. thanks for sharing the recipe.
Ma sha Allah 🌹
Charsaddah main moty chawal ki khichdi gosht banta hai . Shoola alg recipe hai
Asalamualikum Mashallah delicious ❤
Ye meri ammi ki dish thi wo kohat ki thi same ese hi thi desi ghee dal kar its very yummy ap ne mujhe meri ami ki yad dila di thank u
Mujhe recpie me kuch confusing thi soo realy thank u so much
Hmari family dish hai bs hum tmatar add nahi krtay baki same recipe agr is main thora gandum کے daliya b dal diya jaye to or mzay ki bnti haj
Masha allah buhat maze dar lag raha he aunty aap hume aur bhi achi recipe bana ke dikhay me india se ho me apki sab recipe dekh rhi ho me Abhi join hui ho aapse aap buhat piyari he masha allah allah apko sehat wali zindegi de aur lambi umar de ameen 😊
Yummy meri saas bnati thin wo palak b dalti thin baki chezin yhi hoti thin tasty👍
Waooo yummm Dil kr rha h MN b khaon ubbi😂😂❤️
Your all recipes are very amazing I daily follow your UA-cam channel...and you are a great and kind personality as well..very good channel keep it up !
Mujhay bhi bohat Pasand Hai kaash mein bhi Jha Sakti aapki babaya huwa shula
Aunty ji I'm also from kohat . And hum b banaty hai . You are so sweet
Asal may yay authentic dehli walo ki dish hay or yay bachay howay kormay ya gosht k salan say banai jati hay Karachi me dehli ki famous dish.
Walaikom salam Mashaallah
Nighat aunti u r looking gorgeouss
Yamiiiiiiiii❤❤❤❤❤❤ love u aunty ❤ stay blessed alwayz aamen ❤❤
Yammy 😊
Good.👍
Sister Apki recipe very delicious and chatpati😢😢😢😢😢😢😢
I was just looking for this recepie😍
My favorite dish aunty ur the best love you ❤️❤️❤️
Night sholy ki garnish Tali hoi lal piyaz n Jillian cut Adrak k sath kho tou buhat Maza deta h shola y recip Delhi k side k log bhi banaty Hain or dahi bhi is k sath kha sakty Hain
Looks so delicious 😍👍🤤🤤
Aap iss par brown piyaaz ka tarka lagadein or mazze ka ho jayega ye
Ye hmare peshwari b bht banate Han..or hum.log b
Assalamualaikum aunty
Yeah aunty it's charsadda famous dish , in charsadda we called it "MOTA CHAWAL" . It's almost every person special food in charsadda. In weddings we cooked it & serve it with achar & chatni 😋.
Love from kpk ❤️
Amazing recipe 😋
Assalamo Alaikum.....nighat aunti we love you and like you nd your family all v much....plzzz say your daughter also to make videos hamna plzzz.....
Hum Delhi wale bhi shola banate he hum yaha palak bhi ad karte he aur shadi wala korme ka salan dalte he isme
Origional shola ki receipe man ghost or rice k sath dalia or panjmale dalen dalti Han
Ye dish dehli k log bhi bnatey hey or is me Thora palak bhi dlta hey
Meri saas bnati hain un ki khandani dish hai .she belongs from thatta (sindh)iss main soyaa or methi bohat sara dala jata hai or fresh mooli k sath serve kiya jata hai
. ASLAMOALIKUM
Delicious😍
Sindh kaa bhee traditional food hai.
Mashallah
Is k super onion ka tarka b lagate hean gese Hakeem PR lagate hean
Salam anty yeh pathan log banty hy wo small rice say banty hy mary potosi banty thay yeh buit mazay ka hoty hy inn rice ko easy cook rice bolty hy may ny unn say pocha tha rice k bary may
Yummmmmmyyy
I used to make this shola and we add dry yoghurt first in plate and fresh garlic thn we put shola
Yaummmi and tasty..
uffff
Is ma jo chawal dalte han.
Wo, shole, begamae,. Or. Arborio rice in english.
Ye lasdar hote han.
Tareqa sahi ha aapka.
My mother cooked this type of dish but she called her dish khichra..it is v delicious
We too say khichra
Yummiest😍😍
Aoa aunty .soup bnana sekhaen . asa jese restaurant me taste milta
I am from Kohat and we also cook it.. we called it as shula..
My Mom in law has some Iranian connection, and they call it "Shula" and it is not very spicy. I think "Chola" word is derived from "Shula" my Mom in law puts,lobia and Chana too
Your recipes are amazing 👏
Yes, originally it’s called Shula.
Aoa ap lhr ki h sun kr khushi hue ma b lhr sy hn
me from Charsadda,its very famous everywhere now available cooked in bazar
Palak add karty Hain khichri mein sary bachay husy Salan k
is ma saboot moong ki daal daltay ha
Waisay ager end may ap Desi ghee ka tarka lgain to acha lgy❤️
Looks so delicious 😋
Looks so delliciu😋😋😋
Yes ye pathan banathy hai
Very nice yummy 😋
Aoa. Es ma palak bhi parti ha.
Yummy recipi
😍🥰
👍
Yummy😋
Piyari sister plz say daleem to Haleem stay blessed Ameen
My mom use to put paalak as well
❤️