1sec bhi cum sec me pata lag gaya ki 160konsa hai aur 250konsa hai.. 1month ka exp hai mero ko. Hum wohi soche ap atna dar k q bol rahe hai 5:20me pata chala apka samne bhout koi hai aur ap saram ka karan pata pat me 250ko n160 bol diye aur apka bolne ka tarika se pata chalta hai ki apka accha ghar se hai... Aur dusra baar showroom me reh kar review denge toh suit boot pehen kar dijyega bhout handsome lagenge... Aur ap jaldi se bada utuber ban jaye aur bhout paisa kamaye...
Bro iska top end video law.. or n250 lunch hone ka 2 month hogiya .. agar ap 1 se 1/2 month purana kisi ne leya ho to ownership review law plz .. vasy milna mushkil ha but fir be ak bar try kar k deko koi mil hay 😅😅👍... BTW thanks for this video ✅
Bhaiya mujhe long term ke liye bike chahie Jo kam se kam 10 12 year chal jaaye kaun si lu vaise to meri pasand n250 hai long term ke liye kaisi rahegi yah bike aapke hisab se aur kaun si sahi hai
@@techbiker9111 aap yah bataiye Jo and series hai uska engine reliable hai kya kyunki mujhe aisa bike chahie jiska engine reliable Ho badhiya Ho aapke hisab se kaun si bike badhiya rahegi Bata dijiye 2 lakh tak ki range mein
@@techbiker9111 vaise and 250 kitne ka mileage de degi Main apni bike ko bahut hi acche se right karunga jyada high speed per bhi nahin chalata hun main bike main ek student hun
Bhai n250 me 37mm ka usd or n160 me 35mm ka usd h galat information kyu de rahe ho 🧐🧐 43mm ke usd to ns 400z me aata aur yaha aap 53 or 52 bol rhe ho 😅👍 Aur slipper clutch is now available in n160 ye nhi bataye aapp......☹️
Slipper clutch nhi hai jahan tak maine pta kiya na bajaj ne khi per bola hai aapko kya lgta slipper clutch hota to bajaj bolta nhi and clutch smooth hai
1sec bhi cum sec me pata lag gaya ki 160konsa hai aur 250konsa hai.. 1month ka exp hai mero ko. Hum wohi soche ap atna dar k q bol rahe hai 5:20me pata chala apka samne bhout koi hai aur ap saram ka karan pata pat me 250ko n160 bol diye aur apka bolne ka tarika se pata chalta hai ki apka accha ghar se hai... Aur dusra baar showroom me reh kar review denge toh suit boot pehen kar dijyega bhout handsome lagenge... Aur ap jaldi se bada utuber ban jaye aur bhout paisa kamaye...
Thanks bhai ❤️❤️
Bro iska top end video law.. or n250 lunch hone ka 2 month hogiya .. agar ap 1 se 1/2 month purana kisi ne leya ho to ownership review law plz .. vasy milna mushkil ha but fir be ak bar try kar k deko koi mil hay 😅😅👍... BTW thanks for this video ✅
Han bhai try kerta hu
Bhai n160 me koi new next update ayega ki nai jaise ki oil cool or Gts-i
Abhi to nhi
Nahi aayega...bina oil cool ke bhiast chalti hai meri.
इसको छोड़ो,,side में लेजेंड खड़ा है उसका बताओ भाई
Ok bhai jaldi he
Palsar n160 ko 100 ke speed me kitna mailege deti hai new bike
40 k as pas ya thoda kam
Kya lag rahi hain bhai dono bikes awesome ❤
Yes bro ❤️
Bhai slipper assist clutch and traction control wave key batana bhul gae ap... N250 me.... But you explaining very well... Keep it up
Lekin milage kam hai yaar kam se kam 40 tak dena chaye thh
Han bhai sry actually 1 din m itni saari video bnai usi m bhul gya 🙏🙏glti maaf next time nhi hoga esa
N160 or n250 ki size difference video lao plz vohat confusing hai 🙁🙏
Bhai purani wali n160 me usd install ho jayga kya
Yes bro
Kese Bhai @@techbiker9111
N250 me sleeper clutch hai aur wave key..... compare karo to pura
Sry bhai actually 1 din m itni video banai usi bhul gya
N160 me bhi sliper clutch hai.
Long term ke liye Konsa best he
Bhai mileage se problem na ho to n250
N160 white mei kya hi bomb lag reli re Bawa !!❤❤❤
👌
Milaga kya batya bhai dono kaa 😢❤🎉
N160 48 k as pas n250 36 k as pas riding style per bhi bhut kuch depend kerta hai
Bhaiya mujhe long term ke liye bike chahie Jo kam se kam 10 12 year chal jaaye kaun si lu vaise to meri pasand n250 hai long term ke liye kaisi rahegi yah bike aapke hisab se aur kaun si sahi hai
Mileage se problem na ho to n250 varna n160 lelo
@@techbiker9111 aap yah bataiye Jo and series hai uska engine reliable hai kya kyunki mujhe aisa bike chahie jiska engine reliable Ho badhiya Ho aapke hisab se kaun si bike badhiya rahegi Bata dijiye 2 lakh tak ki range mein
@@techbiker9111 vaise and 250 kitne ka mileage de degi
Main apni bike ko bahut hi acche se right karunga jyada high speed per bhi nahin chalata hun main bike main ek student hun
Mai n250 hi lunga ❤❤
Nice
Love u vaii kse ho
Thanks bhai me gud and u ❤️
Bhai n250 ka exhaust change karne se koi damage. To nahi hoga
Jyada sound karne wala exhaust 😮
After market use karoge to problem hogi he
@@techbiker9111 tab kaha se exhaust le
Bhai ns 400 nhi aiy kya
Aane waali hai
Bhai n250 me 37mm ka usd or n160 me 35mm ka usd h galat information kyu de rahe ho 🧐🧐 43mm ke usd to ns 400z me aata aur yaha aap 53 or 52 bol rhe ho 😅👍
Aur slipper clutch is now available in n160
ye nhi bataye aapp......☹️
Are sry bhai galti se bol diya likhna bhul gya 🙏
Slipper clutch nhi hai jahan tak maine pta kiya na bajaj ne khi per bola hai aapko kya lgta slipper clutch hota to bajaj bolta nhi and clutch smooth hai
@@techbiker9111 bhai bajaj ne slipper clutch mention kiya h owner manual book ke 27 page no. Me dekho 👍
Pin this comment, so that others may not get misguided....
Bro mujhe 160cc mei bike Leni h long term 6-7 yrs tk ke liye konsi shi rhegi pulsar n160 or Apache rtr 160 4v plzz suggest????
Apache lelo
ভাই বাংলাদেশে কোন মাসে আসবে
🤔
Can anyone tell me...
-- N250 mein quick shifter hai kya..??
-- N250 mein Ride by wire feature hai kya..??
-- what is wave key 🗝️ in N250..??
Ladies foot rest lag jata hai
Yes
Bhai 250 mai milage kitna deta hai mujhe lena thh 40 +dega milage 70 to 80 ka speed mai
Nhi bhai
@@raosahabyadav5488 n 160 lu ya hornet 2.0 lu bhai 6 feet hight mere hai
Nhi bhai 35 maanker chalo
@@mohsinalam7147 baji n 160 le lo bcz of mileage reliability less maintenance many more features 🔥
@@mohsinalam7147n160 .. lo .. hornet abi outdated ho chuka ha... 👍
Red colour nhi hai kya n160 ka ????
Nhi bhai
Jaldi se 25k ho jaye 💥💥💥
Yes bhai ❤️
N250 k key bhi chenge hai
Yea bro
Vai mera weight 55kg ke paas hai aur height 5foot 10 hai kya mere liye n250 sahi rahega?
Yes bro sahi rahega
Mai a bike lene wala hu ap batao kya ye family ke liye thik hai please reply bro
Yes sahi hai
N250 has wobbling issues
Nhi
assalamu alaikum bhai Yeh bike Taka Bangladeshi ektu Jana band please
Bhai samjh nhi aaya
38 ki de rhi hai n160 new model 😢
Kam hai
Itna Kam kaise de Rahi hai...
1st survice ke baad 44 ka ho gyi hai
Speed me chala ho ga@@rauljadhav3208
Yae galte ha dono bike mae fark hona chahiye 160 our 250 ke look same nahi honi chahiye bahut fark hona chahiye
Hai bhai bas look same hai
Zyada fark hoga toh price mai bhi toh zyada fark hoga
Better n250 lea loe n160 difference 20.000
n160 1 Lakh 60.000
N250 1lakh 80.000
N250 better mast hai but mileage chahiye to n160